Society (1955)
by S.D. Burman - Complete information including lyricist, singers and
other credits, ratings and user and critic reviews, complete songs
listing, ...
Sharmili Nigahen Kehti Hain (Society, 1955) - Music director, lyricist, singer and other credits, user ratings and reviews, similar songs, awards information and ...
Lyrics and video of songs from Movie / Album : Society (1955); Music by: S D ... Average rating of songs and number of votes by visitors of HindiGeetMala. Society (1955). Film cast: Nasir Khan, Nimmi, Johny Walker, Amar, Iftekhar, Kum Kum, ...
Kahan ho tum meri tanhaiya Aawaj deti hai Sulagti raat bhi parchhaiya Aawaj deti hai Meri umar se lambi ho gayi Bairan raat ...
kaha ho tum meri tanhaiya awaj deti hai
sulagti raat ki parchaiya aawaj deti hai
meri umar se lambi ho gayi bairan raat judai ki
ho o bairan raat judai ki
dhul ki chadar odh ke sar par so gaye chand sitare
birah ki agni aisi badhki jal gaye bhag hamare
nagan ban kar dasti hai ye gadiya tanhai ki
o ye gadiya tanhai ki meri umar se lambi ho gayi
bairan raat judai ki
ujiyare me bhatak rahe hai naina khoye khoye
bhor bhaye tak o bedardi kya jane kya hoye
rakh paye to rakh de aakar laaj meri rushwayi ki
o laaj meri rushwayi ki meri umar se lambi ho gayi
bairan raat judai ki o bairan raat judai ki
reham kabhi to farmao mao mao meri laila uche suro me mat gao gao gao bhai chaila reham kabhi to farmao mao mao meri laila ...
reham kabhi to farmao mao mao meri laila
uche suro me mat gao gao gao bhai chaila
reham kabhi to farmao mao mao meri laila
uche suro me mat gao gao gao bhai chaila
dil pe lagao yahi taan tum fir se ye pyari dhun gao
are saaf karo kaan tum mat yuhi shor machao
samne aao meri jaan tum roop ki lakir lao
dil se bhulao mera dhyan
tum aur kisi ka sar khao khao
reham kabhi to farmao mao mao meri laila
uche suro me mat gao gao gao bhai chaila
mala bana ke tere naam ki japta hu sham savere
sakal to dekho gulfam ki bante hai aashiq mere
karni hai bate bade kaam ki
aao kabhi bhakto ke dere
are sheesi mang lo jara baam ki
tab sunu dukhde tere
reham kabhi to farmao mao mao meri laila
uche suro me mat gao gao gao bhai chaila
teer e ada ne mujhe maara madam
ab mukhda na modho
set up setup setup ho jao jake
kisi diwar se sar apna phodo
tukde hum diljar ke kam se kam aaj hi jodo
marungi mai sandal utar ke
jao bhago bas bas chhod o
reham kabhi to farmao mao mao meri laila
uche suro me mat gao gao gao bhai chaila
reham kabhi to farmao
samajh gaye hum to vo to kitna chupaye
hai dil chin lene ki sab ye adaye
samajh gaye hum to vo to kitna chupaye
hai dil chin lene ki sab ye adaye samajh gaye hum to
ye choti choti bato pe ladna jhagadna
ye khud se hi ruthna ye khud hi bigadna
ye choti choti bato pe ladna jhagadna
ye khud se hi ruthna ye khud hi bigadna
chahat ke rang hai ye milne ke dhang hai
dekhte hai hujur kahe ghabraye samajh
gaye hum to vo kitna chupaye
hai dil chin lene ke sab ye adaye samajh gaye hum to
ye soya soya jadu ye jaga jaga kitna
badega uthna hi dabaye koi kitna
ye soya soya jadu ye jaga jaga kitna
badega uthna hi dabaye koi kitna
hum hai jaan gaye najare pahchan gaye
ab aap na hum se sharmaye
samajh gaye hum to vo kitna chupaye
hai dil chin lene ke sab ye adaye samajh gaye hum to
milao jara aankhe chhodo ye sharmana
kisi pe dil aaye to kaise ghabrana
dil ka ye khel kabhi khela hai ke ye
iska bhi raaj tumko batlaye
samajh gaye hum to vo to kitna chupaye
hai dil chin lene ke sab ye adaye
samajh gaye hum to vo to kitna chupaye
hai dil chin lene ke sab ye adaye samajh gaye hum to
And this one is a duet with Balbir, with them singing only the way both of them together can.
nigaho ko tere jalve ki aas rahti hai
ha tere bagair tabiyat udas rahti hai
ab aa bhi ja ja ki tera, intjar kab se hai
ab aa bhi ja ki tera, intjar kab se hai
ab aa bhi ja ki tera, intjar kab se hai
tere liye mera dil bekrar kab se hai
tere liye mera dil bekrar kab se hai
ab aa bhi ja aa bhi ja
aaye the isi sahar me, hum naaj uthane ke liye
kya khabar hum yaha tarsenge pani ke liye
berukhi are berukhi teri
garibo ki khaza ban jayegi
sahar ki jo bhi gali hai kar bala ban jayegi
ki dhun me
ki dhun me har ek dindaar kab se hai
ki dhun me har ek dindaar kab se hai
ab aa bhi ja ja ke tera, intjar kab se hai
tere liye mera dil bekrar kab se hai
ab aa bhi ja aa bhi ja
kitne dil bekal is ruthi huyi kal ke liye
kis kadar damyantiya baithi hai ek nal ke liye
luta luta sa sabhi ka singar kab se hai
luta luta sa sabhi ka singar kab se hai
ab aa bhi ja ki tera, intjar kab se hai
tere liye mera dil bekrar kab se hai
ab aa bhi ja aa bhi ja
tu jo aa jaye to jalvo ko nikharna aa jaye
tu jo aa jaye to
haaye reshami julfo ko bal kha ke bikhrana aa jaye
reshami julfo ko
najnino ki nigaaho me lachak aa jaye
ishq ke nek irado me chamak aa jaye
mohabbato ka
mohabbato ka jaha sau gavar kab se hai
ab aa bhi ja ki tera, intjar kab se hai
ab aa bhi ja ki tera, intjar kab se hai
tere liye mera dil bekraar kab se hai
ab aa bhi ja aa bhi ja
do kadam chalta nahi tu hum fakiro ke liye
satavi manjil pe chadta hai amiro ke liye
unke kutte bhi nahate hai nirali shaan se
aur yaha pine ka pani dur hai insaan se
dhani ki jeet haye
dhani ki jeet garibo ki haar kab se hai
dhani ki jeet garibo ki haar kab se hai
ab aa bhi ja ki tera, intjar kab se hai
tere liye mera dil bekrar kab se hai
ab aa bhi ja aa bhi ja
raham kar jalim humari naukari par raham kar
khud se jo milti nahi us naukari par raham kar
ishq per karta nahi to husn hi par raham kar
hindu muslim sikh isai kisi par raham kar
raham kar raham kar, raham kar raham kar
lagi huyi yaha, lagi huyi yaha
sabki katar kab se hai
lagi huyi yaha sabki katar kab se hai
ab aa bhi ja ki tera, intjar kab se hai
ab aa bhi ja aa bhi ja
are are nahi aayega chalo chalo
laharo mein jhulu laharo mein jhulu
taro ko chhu lun laharo mein jhulu
rango me tairu phulo mein phulu
rango me tairu phulo mein phulu
khoke masti mein duniyan ke gam bhulu
laharo mein jhulu laharo mein
mili hai mere dil ko ye kisski panahe
mahakti hai sanse thirkati hai bahe
kisi ne yu dali nigaho mein nigahen
ke jaise manjil se lipatati hai rahe
rango me tairu phulo mein phulu
khoke masti mein duniyan ke gam bhulu
laharo mein jhulu laharo mein jhulu
jhulu jhulu jhulu jhulu laharo mein
kar baithi do chanchal aakhe
kar baithi do chanchal aakhe
ek pyari si bhul sakhi ho
ek pyari si bhul sakhi
pal mein chataki komal kaliyan
pal mein chataki komal kaliyan
man mein bahake phul
sakhi re man mein bahake phul sakhi
rango me tairu phulo mein phulu
khoke masti mein duniyan ke gam bhulu
laharo mein jhulu laharo mein jhulu
laharo mein laharo mein
laharo mein jhulu
Music by Sachin Dev Burman. Lyrics by Sahir.Thanks to Maajid Maqbool of Rawalpindi for the audio.
dil ka tarana gaa le
soch na kar matwale
dil ka tarana gaa le
soch na kar matwale
ye zindgani ye naujawani
ye shadmani phir kaha, phir kaha, phir kaha
sare jhandum sari baheshti jhuthe bahane hai
pahlu ki jannat jinda haqiqat
baki fasane hai
ye zindgani ye naujawani
ye shadmani phir kaha, phir kaha, phir kaha
ye mast raate jhume barati jake na aayengi
in mehfilo ki in dilbaro yaade satayengi
ye zindgani ye naujawani
ye shadmani phir kaha, phir kaha, phir kaha
sar pe achal hai marna atal hai
marne se pahle jee
lahra ke, gaa ke duniya pe chha ke
masti ke sahur pee
ye jindgani ye naujawani
ye shadmani phir kaha, phir kaha, phir kaha
hoye dil ka tarana gaa le
soch na kar matwale
ye zindgani ye naujawani
ye shadmani phir kaha, phir kaha, phir kaha
dil nahi to na sahi aankh to milao ji
dil nahi to na sahi aankh to milao ji
sawan ki raat hai
dil nahi to na sahi aankh to milao ji
dil nahi to na sahi aankh to milao ji
sawan ki raat hai
us taraf gagan pe kale badalo ka shor hai
badalo ka shor hai
is taraf dilo mein mast dhadkano ka dour hai
dhadkano ka dour hai
ruthane ki rut gai ab to maan jao ji
sawan ki raat hai
kachhi kachhi bundiyon ki ras bhari fuhar mein
ras bhari fuhar mein
aur hi maja hai do dilo ki jeet haar mein
do dilo ki jeet haar mein
jindagi ki har khushi daav par lagao ji
sawan ki raat hai
kho na jaye ye sama is samay mein kaam lo
is samay mein kaam lo
jisse mil gaya ho dil uska hanth tham lo
uska hanth tham lo
mast hoke do ghadi khud ko bhul jao ji
sawan ki raat hai
dil nahi to na sahi aankh to milao ji
dil nahi to na sahi aankh to milao ji
sawan ki raat hai
dil nahi to na sahi aankh to milao ji
sawan ki raat hai
Film - Society - 1955 MD - Sachin Dev Burman Lyrics - Sahir Ludhianvi.