Darpan (1970) | Hindi Movie Review, Songs, Trailer, Videos ...
Film cast: | Sunil Dutt, Waheeda Rehman, Sonia Sahini, Jagdeep, Lalita Pawar, Rehman, Ramesh Deo, Sulochana, Achla Sachdev, Shammi, Mukri, Sunder, Baby Guddo |
Singer: | Asha Bhosle, Kishore Kumar, Lata Mangeshkar, Manna Dey, Mohammed Rafi |
Lyricist: | Anand Bakshi |
Music Director: | Laxmikant Kudalkar, Pyarelal |
Film Director: | A Subba Rao |
Film Producer: |
Director:
Adurthi Subba RaoCast
Complete credited cast: | |||
Sunil Dutt | ... |
Balraj Dutt
|
|
Waheeda Rehman | ... |
Madhvi
|
|
Sonia Sahni | ... |
Bijli
|
|
Rehman | ... |
Balraj's Elder Brother
|
|
Ramesh Deo | ... |
Vinod
|
|
Sulochana Latkar | ... |
Mrs. Dutt
|
|
Achala Sachdev | ... |
Head of Nari Niketan
|
|
Lalita Pawar | ... |
Dadima
|
|
Sunder | |||
Mukri | |||
Jagdeep | ... |
Rickshawala
|
|
Shammi | ... |
Lachchi
|
|
Baby Guddi |
Film cast: | Sunil Dutt, Waheeda Rehman, Sonia Sahini, Jagdeep, Lalita Pawar, Rehman, Ramesh Deo, Sulochana, Achla Sachdev, Shammi, Mukri, Sunder, Baby Guddo |
Singer: | Asha Bhosle, Kishore Kumar, Lata Mangeshkar, Manna Dey, Mohammed Rafi |
Lyricist: | Anand Bakshi |
Music Director: | Laxmikant Kudalkar, Pyarelal |
Film Director: | A Subba Rao |
Film Producer: |
Storyline
Plot Keywords:
remakeCountry:
IndiaLanguage:
HindiCompany Credits
Technical Specs
Sound Mix:
MonoColor:
ColorDid You Know?
Connections
Remake of Agniputhri (1967) See more »Ek gagan ka raja Ek chaman ki rani - Darpan (1970)
darpan jhooth na bole ..manna dey - film darpan
Mujhe Pyar Karne Ka Haq Nahin - Darpan 1970
2:30:34
Darpan
Browse Movie Titles (Alphabetically): 0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W Y Z | ||
Yearwise: 2016 2015 2014 2013 2012 2011 2010 2009 2008 2007 2000s 1990s 1980s 1970s 1960s 1950s 1940s 1930s | ||
Browse by Singer Name (Alphabetically): All A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z | ||
|
4:42
Ek gagan ka raja Ek chaman ki rani - Darpan (1970)
Lyrics of Ek Gagan Ka Raja Ek Chaman Ki Rani - एक गगन का राजा एक चमन की रानी
ek gagan ka raja ek chaman ki rani indono ke pyar ki sunau mai kahani
ek gagan ka raja ek chaman ki rani in
dono ke pyar ki sunau mai kahani
ek ka nam chanda ek ka nam chakori in
dono ke pyar ki sunau mai kahani
ek gagan ka raja chandani rato me bato bato me
chandani rato me bas ye dono sama gaye ek duje ki aankho me
chandani rato me wo bhi pagal premi ye bhi prem diwani
in dono ke pyar ki sunau mai kahani ek gagan ka raja
fir wo din aaya sabne samjhaya fir wo din aaya
dekho dharti gagan nahi milte kyu dhokha khaya fir wo din aaya
jhuthi aas lagai sachi bat na mani in
dono ke pyar ki sunau mai kahani ek gagan ka raja
aage sun haye naina bhar aaye aage sun haye
ek din dono bichhad gaye aakash me badal chaye
aage sun haye chham chham barse naina
rim jhim barsa pani in dono ke pyar ki sunau mai kahani
ek ka nam chanda ek ka nam chukari
in dono ke pyar ki sunau mai kahani ek gagan ka raja
Lyrics of Chali Meree Dulhan Ki Doli - चली मेरी दुल्हन की डोली
chali meri dulhan ki dolihoye chali meree dulhan ki doli
sath hai jivansathi kya karne hain barati
chali meree dulhan ki doli
hoye chali meri dulhan ki doli
mast pavan ke ye jhonke
sang ban ke aaj kaha re chale
babul ke ghar se gori ko le ke
sajan ke dwar chale
sang yeh badriya bhi ho li ho li
chali meree dulhan ki doli
hoye chali meri dulhan ki doli
duniya divani kehti thi
patjhad me phul nahi khilate
hatate nahi parvat raste se
dharti aakash nahi milate
duniya hai yeh kitni bholi-bhali
chali meree dulhan ki doli
hoye chali meri dulhan ki doli
phulo ke nahi armano ke
main haar tujhe pahanaunga
kaliyo se nahi aashao se
main teree sej sajaunga
mere hamrahi hamjoli hamjoli
chali meree dulhan ki doli
hoye chali meri dulhan ki doli
Lyrics of Tere Pyar Ka Kya Jawab Du - तेरे प्यार का क्या जवाब दूँ
tere pyar ka kya jawab dumai ye sochti hu mai kya kahu
inkar karne ka hak to hai
ikrar karne ka hak nahi
mujhe pyar karne ka hak nahi
mujhe pyar karne ka hak nahi
mujhe pyar karne ka hak nahi
mujhe pyar karne ka hak nahi
tujhe dar nahi hai samaj ka
tujhe dar nahi hai samaj ka
kisi rasam ka ya riwaz ka
mere dil ke jakham siyega tu
mai jahar bhi hu to piyega tu
teri baat sach hai magar
mujhe atbaar karne ka hak nahi
mujhe pyar karne ka hak nahi
mujhe pyar karne ka hak nahi
mujhe pyar karne ka hak nahi
meri aarzu to wo kar sake
meri aarzu to wo kar sake
meri mang koi na bhar sake
meri jindagi to na khil sake
mai jo maut mangu na mil sake
yahi faisla hai nasib ka
takraar karne ka hak nahi
mujhe pyar karne ka hak nahi
mujhe pyar karne ka hak nahi
mujhe pyar karne ka hak nahi
mujhe bhul ja mujhe jaan le
mujhe bhul ja mujhe jaan le
meri bebasi pahchan le
na mai soj hu na mai saaz hu
mai kisi gunah ka raaz hu
khamosh rahne ka hak to hai
khamosh rahne ka hak to hai
izhaar karne ka hak nahi
mujhe pyar karne ka hak nahi
mujhe pyar karne ka hak nahi
mujhe pyar karne ka hak nahi
Lyrics of Bujha Do Deepak Hu Andhera Kar Do - बुझा दो दीपक हूँ अन्धेरा कर दो
bujha do deepak, hu andhera kar doutha do ghunghat hay savera kar do
bujha do deepak, hu andhera kar do
utha do ghunghat hay savera kar do
bujha do deepak
sharam ke mare hatho se ye chehra dhanp ke
sharam ke mare hatho se ye chehra dhanp ke
naa dur dur jao darr se kanp kanp key
kee abb aao pas, meree pyas toh mita do
koyi gham hai to hay wo mera kar do
bujha do deepak
badal lo roop apna aaj mere pyar se
badal lo roop apna aaj mere pyar se
saja do meree sunee sej ko bahar se
khushee ke phul gham kee dhul pe bichha ke
ise khushiyo kaa hay basera kar do
bujha do deepak
Lyrics of Darapan Jhuth Na Bole - दर्पण झूठ ना बोले
darpan juth naa bole, darpan juth naa boledarpan juth naa bole, darpan juth naa bole
jo sach thaa tere saamane aayaa
has le chaahe ro le
darpan juth naa bole, darpan juth naa bole
darpan juth naa bole
bandhan todaa jaa sakta hai
jag ko choda jaa sakta hai
bandhan todaa jaa sakta hai
jag ko choda jaa sakta hai
apne aapse bhaag rahe ho
apne aapse bhaag rahe ho
tum ho kitne bhole
darpan juth naa bole, darpan juth naa bole
dur kinaara tuti naiyaa
lekin puchhe ye purvaiyaa
dur kinaara tuti naiyaa
lekin puchhe ye purvaiyaa
apne aap bane tum maanjhi
apne aap bane tum maanjhi
phir kaahe man dole
darpan juth naa bole, darpan juth naa bole
aisi hai jiwan ki batiyaa
yaa to ye man mich le ankhiyaa
aisi hai jiwan ki batiyaa
yaa to ye man mich le ankhiyaa
ya phir naa ghabhraye jab
sacchayi ghunghat khole
darpan juth naa bole, darpan juth naa bole
jo sach thaa tere saamane aayaa
has le chaahe ro le
darpan juth naa bole, darpan juth naa bole
darpan juth naa bole, darpan juth naa bole
Jal gayee jal gayee jal gayeeby Atul |
New post on Atul’s Song A Day- A choice collection of Hindi Film & Non-Film Songs |
Video
Audio
Song-Jal gayee jal gayee jal gayee (Darpan)(1970) Singers-Kishore Kumar, Asha Bhonsle, Lyrics-Anand Bakshi, MD-Laxmikant Pyarelal
Both
Lyrics
arey
jal gayee
jal gayee
jal gayee
duniya jal gayee
ye he jalne de
duniya jalti hai jalne de
ye prem ka rickshaw chalne de
duniya jalti hai jalne de
ye prem ka rickshaw chalne de
arey
jal gayee
jal gayee
jal gayee
duniya jal gayee
ye he jalne de
duniya jalti hai jalne de
ye prem ka rickshaw chalne de
he duniya jalti hai jalne de
ye prem ka rickshaw chalne de
o yaa yaa yaa yaa
jab ye nain ishaaraa karte hain
o yaa yaa yaa yaa
jab ye nain ishaaraa karte hain
o yaa yaa yaa yaa
chhup ke log nazaaraa karte hain
mazaa bhi lete hain
arey waah
khafaa bhi hoten hain
logon ki jaan nikalne de
ye prem ka rickshaw chalne de
he logon ki jaan nikalne de
ye prem ka rickshaw chalne de ae
jal gayee
jal gayee
jal gayee
duniya jal gayee
he jalne de
duniya jalti hai jalne de
ye prem ka rickshaw chalne de
duniya jalti hai jalne de
ye prem ka rickshaw chalne de ae
o o yaa yaa yaa yaa
pyaare preet mein
duniya chhodi hai
o yaa yaa yaa yaa
pyaare preet mein
duniya chhodi hai
o yaa yaa yaa yaa
pyaari khoob hamaari jodi hai
dukhon ki raaton ko o
oye nahin (?)
ghamon ki baaton ko
khushiyon mein aaj badalne de
ye prem ka rickshaw chalne de
khushiyon mein aaj badalne de
ye prem ka rickshaw chalne de
jal gayee
jal gayee
jal gayee
duniya jal gayee
ye he jalne de
duniya jalti hai jalne de
ye prem ka rickshaw chalne de
duniya jalti hai jalne de
ye prem ka rickshaw chalne de
o yaa yaa yaa yaa
jeewan ke ye khel tamaashe hain
o yaa yaa yaa yaa
jeewan ke ye khel tamaashe hain
o yaa yaa yaa yaa
ham donon janam ke pyaase hain
gulaabi aankhon se
o o o o
sharaabi ho ho hoke
girne de aur sambhalne de
ye prem ka rickshaw chalne de
he girne de aur sambhalne de
ye prem ka rickshaw chalne de
jal gayee
arey jal gayee
arey
jal gayee
jal gayee
jal gayee
duniya jal gayee
jalne de
duniya jalti hai jalne de
ye prem ka rickshaw chalne de
he duniya jalti hai jalne de
ye prem ka rickshaw chalne de
Lyrics of Jal Gayi Jal Gayi - जल गई जल गई
are jal gai jal gai jal gai duniya jal gaiae he jalne de duniya jalti hai jalne de
ye prem ka riksha chalne de
duniyan jalti hai jalne de
ye prem ka riksha chalne de
are jal gai jal gai jal gai duniya jal gai
ae he jalne de duniya jalti hai jalne de
ye prem ka riksha chalne de
duniyan jalti hai jalne de
ye prem ka riksha chalne de
ho ya ya ya ya jab ye nain ishara karte hai
ho ya ya ya ya jab ye nain ishara karte hai
ho ya ya ya ya chup ke log najara karte hai
maja bhi lete hai khfa bhi hote hai
logo ki jaan niklne de
ye prem ka riksha chalne de
logo ki jaan niklne de
ye prem ka riksha chalne de
jal gai jal gai jal gai duniya jal gai
jal gai jal gai jal gai duniya jal gai
duniyan jalti hai jalne de
ye prem ka riksha chalne de
duniyan jalti hai jalne de
ye prem ka riksha chalne de
o ya ya ya ya piya re preet me duniya chodi hai
o ya ya ya ya piya re preet me duniya chodi hai
ho ya ya ya ya piya ri khub hamari jodi hai
dukho ki rato ko gamo ki bato ko
khushiyo me aaj badlne de
ye prem ka riksha chalne de
khushiyo me aaj badlne de
ye prem ka riksha chalne de
jal gai jal gai jal gai duniya jal gai
ae he jalne de duniya jalti hai jalne de
ye prem ka riksha chalne de
duniyan jalti hai jalne de
ye prem ka riksha chalne de
ho ya ya ya ya jivan ke ye khel tamashe hai
ho ya ya ya ya jivan ke ye khel tamashe hai
ho ya ya ya ya hum dono janam ke pyase hai
gulabi aankhon se sharabi ho ho ke
girne de aur sambhalne de
ye prem ka riksha chalne de
girne de aur sambhalne de
ye prem ka riksha chalne de
jal gai jal gai jal gai duniya jal gai
are jal gai jal gai jal gai duniya jal gai
ae he jalne de duniya jalti hai jalne de
ye prem ka riksha chalne de
duniyan jalti hai jalne de
ye prem ka riksha chalne de
Jise Ye Duniya Thukraye Use Tu Hi Bas Apnaye |
Lata Mangeshkar | Laxmikant Pyarelal | Waheeda Rehman | |
Darpan (1970) | Anand Bakshi |
Lyrics of Jise Ye Duniya Thukraye Use Tu Hi Bas Apnaye - जिसे ये दुनिया ठुकराये उसे तू ही बस अपनाये
jise ye duniya thukraye use tu hi bas apnayejise ye duniya thukraye use tu hi bas apnaye
tere saparsh se madira bhi ganga jal ban jaye
jise ye duniya thukraye use tu hi bas apnaye
jiwan tufani dhara aur tera naam kinara
jiwan tufani dhara
jiwan tufani dhara aur tera naam kinara
ruthe majhi tuti naiya tu hi paar lagaye
jise ye duniya thukraye use tu hi bas apnaye
jag khoya rang raliyo me
hamko feka galiyo me
jag khoya rang raliyo me
jag khoya rang raliyo me
hamko feka galiyo me
tuta sapna futa darpan aankho ko na bhaye
jise ye duniya thukraye use tu hi bas apnaye
hum sikh rahe hai jina apne jakhmo ko sina
hum sikh rahe hai jina
hum sikh rahe hai jina apne jakhmo ko sina
humne dukh ke kaante chunkar
sukh ke phul khilaye
jise ye duniya thukraye use tu hi bas apnaye
tere saparsh se madira bhi ganga jal ban jaye
jise ye duniya thukraye use tu hi bas apnaye
...................................................................................................................
Film hero, producer, director
Darpan Actor
Some facts about Darpan
Real name | Syed Ishrat Abbas |
First film | Amanat (Urdu - 1950) |
1950-80 | |
Life | 11-04-1928 - 08-11-1980 |
Born at | UP, India |
Language | Urdu |
Profession | Acting, Travel Agency |
Relations | Nayyar Sultana (wife) Santosh, S. Suleman, Mansoor (brothers) |
Darpan was back in Lahore after few years, where film industry was booming and he acted in his first film Baap ka Gunnah (1957). He got breakthrough from famous film Noor-e-Islam same year. Saleem Raza's evergreen film Naat..
- Shah-e-Madina. Yasrib Kay Wali, Saray Nabi Teray Dar Kay Siwali..
Darpan produced some movies like Gulfam in 1961 and directed film Azamt in 1973. The all time best film song by Mehdi Hassan was picturized on him in this film..
- Zindagi Mein To Sabhi Pyar Kiya Kartay Hayn..