film (Ilzaam)(1954)
..
Ilzam | R. C. Talwar | Kishore Kumar, Meena Kumari, Jagdish Sethi, Shammi, Amar, Randhir, Meera Devi | Social Drama | Music: Madan Mohan Lyrics: Rajendra Krishan |
Ilzam is a movie directed by R.C. Talwar featuring Kishore Kumar, Meena Kumari.
- Language
- Hindi
- Release Date
- 1954
- Genre
-
- Colour
- Black and White
- Aspect Ratio
- 2.35:1
Ilzam (1954) | Hindi Movie Songs - Bollywood MuVyz
Ilzaam | |
---|---|
Directed by | R. C. Talwar |
Written by | R. C. Talwar |
Produced by | Rafiq Anwar R. C. Talwar |
Starring | Meena Kumari Kishore Kumar |
Edited by | Prakash Malhotra |
Music by | Madan Mohan |
Release date |
|
Running time | 153 minutes |
Country | India |
Language | Hindi |
Ilzaam (transl. Accusation) is a 1954 Indian Hindi-language film directed by R. C. Talwar starring Meena Kumari, Kishore Kumar in lead roles. Madan Mohan gave the music of the film.
Plot
The urban settled boy Rajan (Kishore Kumar) falls in love with a village happy-go-lucky girl Kamli (Meena Kumari) but his mother is against their relationship. Situations occur when their relationship faces a blue. What happens next? Will they come together?
Cast
- Meena Kumari as Kamli
- Kishore Kumar as Rajan
- Shammi as Rekha
- Randhir as Lakhoo
- Om Prakash
- Meera Devi as Ranjan's mother
- Jagdish Kanwar
- Jagdish Sethi
- Tiwari
Crew
- Director – R. C. Talwar
- Producer – Rafiq Anwar, R. C. Talwar
- Dialogues – Ramanand Sagar
- Screenplay – R. C. Talwar
- Cinematography – Madan Sinha
- Music – Madan Mohan
- Lyrics – Rajendra Krishan
- Editing – Prakash Malhotra
- Playback Singers – Manna Dey, Asha Bhosle, Kishore Kumar, Shamshad Begum and Sunder
Soundtrack
The film had eight songs in it. The music of the film was composed by Madan Mohan. Rajendra Krishan wrote the lyrics.[1]
Song | Singer |
---|---|
"Yeh Jag Rain Basera" | Manna Dey |
"Tu Hai Meri Chandaniya" | Shamshad Begum |
"O Balle Balle, Din Dhale, Hawa Jab Chale" | Kishore Kumar, Shamshad Begum |
"Sun Mere Rasiya, Balam Manbasiya" | Kishore Kumar, Asha Bhosle |
"A B C, Mere Sapno Mein Chori Chori Aaya Karo Ji" | Kishore Kumar, Asha Bhosle |
"Kehti Hai Yeh Thandi Hawa" | Asha Bhosle |
"Duniya Mein Aake Jisne" | Asha Bhosle |
"Dekhun Kab Tak Teri" | Asha Bhosle |
Director:
R.C. TalwarCast
Credited cast: | |||
Kishore Kumar | |||
Meena Kumari | |||
Om Prakash | |||
Shammi |
Film cast: | Kishore Kumar, Meena Kumari, Jagdish Sethi, Meera Devi, Rafiq Anwar, Shammi |
Singer: | Asha Bhosle, Kishore Kumar, Shamshad Begum, Sundar |
Lyricist: | Rajindra Krishan |
Music Director: | Madan Mohan |
Film Director: | R C Talwar, Rafiq Anwar |
Film Producer: | Rafiq Anwar |
Storyline
Ilzaam (1954)-Bollywood Movie Reviews, Trailers, Wallpapers ...
Plot :
Details
Country:
IndiaLanguage:
HindiAlso Known As:
Ilzaam See more »O tu hai meri chaandaniya gori | Atul's Song A Day
Kehti hai yeh thandi hawa - ILZAAM - YouTube
www.youtube.com/watch?v=4b8NsZLKqyADec 19, 2010 - Uploaded by geetateetSinger: Asha Bhosle Year: 1954 Movie: ILZAAM Music: Madan Mohan Lyrics: Rajinder Krishan Cast: Meena ...
Ilzam (1954) Cast and Crew | Actor Actress Director Of Ilzam hindi ...
www.gomolo.com › hindi movies › IlzamCheck out actor, actress, director and other cast and crew members of Ilzam hindi movie online on Gomolo.com.
CREWTalwar FilmsIlzam (1954) - Movie Review, Story, Trailers, Videos, Photos ...
www.gomolo.com/ilzam-movie/2443Check out the latest movie review, trailers, story, plot, music videos, songs, wallpapers, cast and crew details of Ilzam hindi movie on Gomolo.com.
Lyrics of Ilzam (1954) Movie in Hindi
www.hindilyrics.net/lyrics/hindi-lyrics-of-Ilzam%20(1954).htmlHindi Lyrics > Ilzam (1954). This Bollywood movie was directed by Mr R.C Talwar and Rafiq Anwar under the banner of Talwar Films. The star cast for the film is ...
-
Kehti hai yeh thandi hawa - ILZAAM
Singer: Asha Bhosle Year: 1954 Movie: ILZAAM Music: Madan Mohan Lyrics: Rajinder Krishan Cast: Meena Kumari, Kishore -
Duniya mein aake jisne - ILZAAM
Singer: Asha Bhonsle Year: 1954 Movie: ILZAAM Music: Madan Mohan Lyrics: Rajendra Krishan Cast: Meena Kumari, Kishore ..
-
ILZAM- Kishore Kumar, Meena Kumari
Starring - Kishore Kumar, Meena Kumari, Om Prakash, Shammi Director - R.C. Talwar Music Director: Madan Mohan Lyricist: ...
-
Kehti hai yeh thandi hawa - ILZAAM
Singer: Asha Bhosle Year: 1954 Movie: ILZAAM Music: Madan Mohan Lyrics: Rajinder Krishan Cast: Meena Kumari, Kishore ...
-
Duniya mein aake jisne - ILZAAM
Singer: Asha Bhonsle Year: 1954 Movie: ILZAAM Music: Madan Mohan Lyrics: Rajendra Krishan Cast: Meena Kumari, Kishore ...........................................................................................................songs:-
3:06
O Balle Balle Dil Jale Hawa Jab Chale (Ilzaam)
Kishore kumar and Shamshad Begum (?) singing for Madan Mohan. Movie: Ilzaam Year: 1954.3:14
-
Memories Come Alive: An Autobiography
Ilzaam : Lyrics and video of Songs from the Movie Ilzaam (1954)
Song Heading | Singer(s) | Music Director | Lyricist | Movie / Album | Actor(s) |
Abc Abc Mere Sapno Me Chori Chori Aaya Karo Ji | Asha Bhosle, Kishore Kumar | Madan Mohan | Rajinder Krishan | Ilzaam (1954) |
Video Playlist of all the songs of this movie from youtube | Advertisements |
Legend / symbol used on this page |
Ilzaam (1954) |
|
Lyrics of O Balle Balle, Din Jale Hawa Jab Chale - ओ बल्ले बल्ले, दिन जले हवा जब चले
o balle balle balle balledin dhale hawa jab chale, teri yaad me o pardeshi
dil mera jale jale, dil mera jale jale
o balle balle balle balle
sun sakhi saheli balam ke sang chali dekhne mela
man hi man me nir bahaye, manwa mera akela
ho man hi man me nir bahaye, manwa mera akela
aate jate khawab ko dekhu, khadi paid ke tale
o balle balle balle balle
din dhale hawa jab chale, teri yaad me o pardeshi
dil mera jale jale, dil mera jale jale
o balle balle balle balle
o balle balle balle balle
dekh zara mudke o gori, pardeshi ghar aaya
arey dekh zara mudke o gori, pardeshi ghar aaya
dil ki jholi me bhar bhar ke prit ki maya laya
ho dil ki jholi me bhar bhar ke prit ki maya laya
bit gaye din intzar ke, ab to lag ja gale oye
o balle balle balle balle
din dhale hawa jab chale, teri yaad me o pardeshi
dil mera jale jale, dil mera jale jale
o balle balle balle balle
jagi meri soi kismat, laut ke balam aaye
rasiya teri ek jhalak ne rote nain hansaye
ho rasiya teri ek jhalak ne rote nain hansaye
mil gaye dekho milne wale, jalta hai jag jale
o balle balle balle balle
din dhale hawa jab chale, teri yaad me o pardeshi
dil mera jale jale, dil mera jale jale
o balle balle balle balle
Kehti hai yeh thandi hawa - ILZAAM
Lyrics of Kehti Hai Thandi Hawa Ye Rut Ye Sama - कहती हैं ठंडी हवा ये रुत ये समां
kehti hai yeh thandi hawakehti hai yeh thandi hawa
yeh rut yeh sama aise na ganwa
kehti hai yeh thandi hawa
mausam ke labon par ek raag hai
lehron mein sulagti ek aag hai
mausam ke labon par ek raag hai
lehron mein sulagti ek aag hai
aise mein kahan hai tu saaz utha
kehti hai yeh thandi hawa
yeh rut yeh sama aise na ganwa
kehti hai yeh thandi hawa
naiya ki tarah hai yeh zindagi
jaayegi kahaan mat soch kabhi
naiya ki tarah hai yeh zindagi
jaayegi kahaan mat soch kabhi
manzil se tujhe kya yeh gham na laga
kehti hai yeh thandi hawa
yeh rut yeh sama aise na ganwa
kehti hai yeh thandi hawa
Dekhoon kab tak teri mein rah sajna Film Ilzaam(1954) Asha Bhosle
Lyrics of Dekhu Kab Tak Teri Main Rah Sajna - देखूँ कब तक तेरी मैं राह सजना
bujhne lagi hai shama tere intezaar kiab aa bhi ja ke tut chali aas pyar ki
dekhu kab tak teri main raah sajna
dekhu kab tak teri main raah sajna
teri rah sajna, teri rah sajna
teri rah sajna, teri rah sajna
dekhu kab tak teri main raah sajna
dekhu kab tak teri main raah sajna
chaand taaro ki baarat jaane lagi
chaand taaro ki baaraat jaane lagi
ab to aaja piya raat jaane lagi
raat jaane lagi
tujhe dhundhe hai meri nigaah sajna
tujhe dhundhe hai meri nigaah sajna
dekhu kab tak teri main raah sajna
phul saakho pe aaraam se so gaye
phul saakho pe aaraam se so gaye
tum naa jaane, naa jaane kaha kho gaye
kahaa kho gaye
mujhe sone na de teri yaad sajna
mujhe sone na de teri yaad sajna
dekhu kab tak teri main raah sajna
teri rah sajna, teri rah sajna
dekhu kab tak teri main raah sajna
Duniya mein aake jisne - ILZAAM
Lyrics of Duniya Mein Aake Jisne Dekha Na Pyar Ma Ka - दुनियाँ में आके जिसने देखा ना प्यार माँ का
dunia me aake jisne dekha na pyar maa kawo phul hai khuda ka wo phul hai khuda ka
dunia me aake jisne dekha na pyar maa ka
wo phul hai khuda ka wo phul hai khuda ka
kismat kabhi na likhe yu dasta kisi ki
kismat kabhi na likhe yu dasta kisi ki
bachpan me is tarah to bichade na maa kisi ki
dusman pe bhi na tute ye kahar aasma ka
ye kahar aasma ka
dunia me aake jisne dekha na pyar maa ka
wo phul hai khuda ka wo phul hai khuda ka
do roz tujhko lori deke bhi na sulaya
do roz tujhko lori deke bhi na sulaya
mamata bhari dua se na god me khilya
masum ki khata kya kya dosh bejuba ka
kya dosh bejuba ka
dunia me aake jisne dekha na pyar maa ka
wo phul hai khuda ka wo phul hai khuda ka
Dekho Kab Tak Teri Main Rah Sajna...Ilzam...1954 ... Singer...Asha Bhosle.
Tu hai meri chandaniya - Sunder & Shamshad Begum (RARE COMEDY
Lyrics of Dekhu Kab Tak Teri Main Rah Sajna - देखूँ कब तक तेरी मैं राह सजना
bujhne lagi hai shama tere intezaar kiab aa bhi ja ke tut chali aas pyar ki
dekhu kab tak teri main raah sajna
dekhu kab tak teri main raah sajna
teri rah sajna, teri rah sajna
teri rah sajna, teri rah sajna
dekhu kab tak teri main raah sajna
dekhu kab tak teri main raah sajna
chaand taaro ki baarat jaane lagi
chaand taaro ki baaraat jaane lagi
ab to aaja piya raat jaane lagi
raat jaane lagi
tujhe dhundhe hai meri nigaah sajna
tujhe dhundhe hai meri nigaah sajna
dekhu kab tak teri main raah sajna
phul saakho pe aaraam se so gaye
phul saakho pe aaraam se so gaye
tum naa jaane, naa jaane kaha kho gaye
kahaa kho gaye
mujhe sone na de teri yaad sajna
mujhe sone na de teri yaad sajna
dekhu kab tak teri main raah sajna
teri rah sajna, teri rah sajna
dekhu kab tak teri main raah sajna
Kishore Kumar & Asha Bhonsle Ilzaam (1954)- a-b-c mere sapnon mein
Lyrics of A B C A B C Mere Sapno Me Chori - ए बी सी ए बी सी मेरे सपनों में चोरी
a b c a b cmere sapno me chori chori aaya karo ji
c d e c d e
koi dekhlega aise na bulaya karo ji
e f g h i j e f g h i j
dekho mera piya dil leke na de
dekho mera piya dil leke na de
aise jhutho se na dil lagaya karo ji
a b c a b c
mere sapno me chori chori aaya karo ji
o c d e c d e
koi dekhlega aise na bulaya karo ji
a b c d e f g h i j k l m n o p
papiha pukare dur kahin pi pi
papiha pukare dur kahin pi pi
papiha pukare pi pi
a b c a b c
mere sapno me chori chori aaya karo ji
m n o p q r m n o p q r
shahri babu se dekho kabhi karna na pyar
shahri babu se dekho kabhi karna na pyar
aur tum
dil lene kabhi gaanv me na aaya karo ji
dil lene kabhi gaanv me na aaya karo ji
a b c a b c
mere sapno me chori chori aaya karo ji
o c d e c d e
koi dekhlega aise na bulaya karo ji
s t u v w x y s t u v w x y
sach sach kahna tumhe pyar ki duhai
pahle kisne najre thi milayi
dono ki najre mili ek sath
chhodo takrar le lo hatho me hath
aur baki raha z
z z z z z z z
dekho sabak na mera bhulaya karo ji
dekho sabak na mera bhulaya karo ji
a b c a b c
mere sapno me chori chori aaya karo ji
a b c
....
songs from movie Ilzaam 1954
-
Kishore Kumar & Asha Bhosle - Ilzaam (1954) - 'a-b-c mere sapnon mein'3:07
-
Dekhoon kab tak teri mein rah sajna Film Ilzaam(1954) Asha Bhosle2:49
======================================
-
======================================