film (Nargis)(1946)

 

NargisD.D. KashyapNargisRehmanShah NawazDavid, Alka Achrekar, Pratima DeviSocialMusic: Husnlal Bhagatram
Lyrics: Qamar Jalalabadi

..

Feature FilmReleased


Nargis (1946) - IMDb

Most Anticipated Indian Movies and Shows. Real-time popularity on IMDb.
Color: Black and White
Rating: 8.1/10 · ‎14 votes
Sep 30, 2020 — Nargis is a movie directed by D.D. Kashyap featuring Nargis, Rehman. Language: Hin

Nargis

Nargis is a movie directed by D.D. Kashyap featuring Nargis, Rehman.

Language
Hindi
Release Date
1946
Genre

Colour
Black and White
Sound Mix
0

Cast and Crew

 
Nargis
as Shanti
Rehman
as Shyama
Shah Nawaz
David
Pratima Devi
Amirbai Karnataki
 
Directed by
D.D. Kashyap
Written by
See Full Cast And Crew

Crew

Nargis (1946) Complete Cast & Crew - BollywoodMDB

Top Bollywood Movies of 2020 · Top Bollywood Movies of 2019 · Top Bollywood Movies of 2018 · Top Bollywood Movies of 2017 · Top Bollywood Movies of ...

Nargis (1946) | Hindi Movie Songs - Bollywood MuVyz

muvyz.com › moviepage › songs
Complete information on bollywood movie: Nargis Star cast, Movie Rating, Reviews, Plot, Screenshots, Song listing-4, Trailer, Watch Movie link and more...
Nargis

Search Film   

Browse Movie Titles (Alphabetically): 0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z
Yearwise: 2018 2017 2016 2015 2014 2013 2012 2011 2010s 2000s 1990s 1980s 1970s 1960s 1950s 1940s 1930s
Browse by Singer Name (Alphabetically): All A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z



ThumbSong HeadingSinger / MovieMusic By / LyricistActor / Category
thumb coming soon
4.00 - 2 votes

Husnlal Bhagatram
Qamar Jalalabadi
thumb coming soon
4.00 - 2 votes

Husnlal Bhagatram
Qamar Jalalabadi
thumb coming soon
3.80 - 5 votes
Amirbai KarnatakiHusnlal Bhagatram
Qamar Jalalabadi
thumb coming soon
3.50 - 2 votes

Husnlal Bhagatram
Qamar Jalalabadi
thumb coming soon
3.50 - 2 votes
Amirbai KarnatakiHusnlal Bhagatram
Qamar Jalalabadi
thumb coming soon
3.50 - 2 votes
Amirbai KarnatakiHusnlal Bhagatram
Qamar Jalalabadi
thumb coming soon
3.00 - 1 votes
Zohrabai AmbalewaliHusnlal Bhagatram
Qamar Jalalabadi
thumb coming soon
1.00 - 1 votes
Amirbai KarnatakiHusnlal Bhagatram
Qamar Jalalabadi


Click here to see details of Legend / symbol used here and for navigation help


Film cast:Rehman, Nargis Dutt, Shahnawaz, Alka Achrekar, Pratima Devi, Bhagwan, Amirbai Karnataki, David
Singer:Amirbai Karnataki
Lyricist:Qamar Jalalabadi
Music Director:Husnlal Bhagatram
Film Director:D D Kashyap
External Links:Nargis at IMDB    
Watch Full Movie:Nargis at YouTube    


389 views 4 years ago
For more songs visit http://iseriesindia.com.

Lyrics of Mere Jivan Ke Sahare So Ja - सो जा सो जा मेरे जीवन के सहारे सो जा

so ja so ja mere jiwan ke sahare so ja
so ja so ja mere jiwan ke sahare so ja
dard ko bhul ke o dard ke mare so ja
dard ko bhul ke o dard ke mare so ja
suraj ab rat ke aagosh me jakar soya
suraj ab rat ke aagosh me jakar soya
chand bhi badali ke aanchal me sama kar soya
chand bhi badali ke aanchal me sama kar soya
so gaye khwab me kudart ke najare so ja
so gaye khwab me kudart ke najare so ja
dard ko bhul ke o dard ke mare so ja
so ja so ja mere jiwan ke sahare so ja

apne bahate huye aansu mujhe de de beta
apne bahate huye aansu mujhe de de beta
tu meri nind bhi le le beta
tu meri nind bhi le le beta
apni kismat ke andhere me ujale kar ke
apni kismat ke andhere me ujale kar ke
apne gam mere hawale kar ke
apne gam mere hawale kar ke
so ja so ja mere bete mere pyare so ja
dard ko bhul ke o dard ke mare so ja
so ja so ja


9 views
Provided to YouTube by Saregama India Ltd Yeh To Bata Mere Khuda · Shyam Nargis ℗ 2020 Saregama India Ltd Released on: ...

Lyrics of Ye To Bata Mere Khuda - ये तो बता मेरे खुदा

ye to bata mere khuda
ye to bata mere khuda
lut gaya mera pyaar kyun
dil ki kali khili na thi
dil ki kali khili na thi
ruth gayi bahaar kyun
ye to bata mere khuda
meri kali ko chhin kar
meri kali ko chhin kar
kya mila baaghbaan tujhe
kya mila baaghbaan tujhe
bulbule badnasib ki
bulbule badnasib ki
sunta nahin pukaar kyun
ye to bata mere khuda
lut gaya mera pyaar kyun
ye to bata mere khuda

aake chali gayi khushi
aake chali gayi khushi
yaad hi dil mein reh gayi
yaad hi dil mein reh gayi
yaad bhi kyun na chhin li
yaad bhi kyun na chhin li
aati hai baar baar kyun
ye to bata mere khuda
lut gaya mera pyaar kyun
dil ki kali khili na thi
ruth gayi bahaar kyun
ye to bata mere khuda

616 views 8 years ago
music Husnlal Bhagatram.

Lyrics of Aa Ankho Me Aa Palko Me - आ आँखों में आ पलकों में आ

aa aankho me aa palko me aa
aake chup ja dekhe na koi mere piya
aa aankho me aa palko me aa
aake chup ja dekhe na koi mere piya

aankho me soyi aasha milan ki
aankho me soyi aasha milan ki
aasha ko aake jaga
aasha ko aake jaga
palko me soye sapne hamare
palko me soye sapne hamare
sapno me tu bas ja
sapno me tu bas ja
aankho me aa palko me aa
aake chup ja dekhe na koi mere piya
aankho me aa palko me aa
aake chup ja dekhe na koi mere piya

aankho me chupa ke le jau dur dur kahi
aankho me chupa ke le jau dur dur kahi
aisa sansar ho pyar hi pyar ho
aisa sansar ho pyar hi pyar ho
jashn ka geet ho, geet me preet ho
jashn ka geet ho, geet me preet ho
nachu mai cham cham
nachu mai cham cham
nach bahar ka
sapna kabhi khatam na ho
ye mere pyar ka
sapna kabhi khatam na ho
ye mere pyar ka
aankho me aa palko me aa
aake chup ja dekhe na koi mere piya
aankho me aa palko me aa
aake chup ja dekhe na koi mere piya

608 views 4 years ago
Great RAREST GEM~~~~~~Best 78 RPM Audio~~~~~First Time on Y T~~~~~] ...

Lyrics of Jab Pyar Kisi Se Karna are not available yet.

1.3K views 8 years ago
This song is from the Movie Nargis(1946), sung by Amirbai Karnataki.. Music by Husnlal Bhagatram.. Lyrics by Qamar Jalalabadi..

Lyrics of Mai Kaise Kahu Tumse Jana - मैं कैसे कहूँ टूटे हुए दिल की कहानी

mai kaise kahu tute hue dil ki kahani
mai kaise kahu tute hue dil ki kahani
haste hai mere aas to roti hai jawani
haste hai mere aas to roti hai jawani
mai kaise kahu tute hue dil ki kahani

tu saamne aata hai to chhup jate hai aansu
tu saamne aata hai to chhup jate hai aansu
hoti hu akeli to nikal aate hai aansu
hoti hu akeli to nikal aate hai aansu
sine me hai jo aag wo ban jati hai pani
sine me hai jo aag wo ban jati hai pani
mai kaise kahu tute hue dil ki kahani

dil kahta to ujadi hui dunia ko basa lu
dil kahta to ujadi hui dunia ko basa lu
ik choti si kutiya tere charno me bana lu
ik choti si kutiya tere charno me bana lu
lekin meri kismat ne koi bat na mani
lekin meri kismat ne koi bat na mani
mai kaise kahu tute hue dil ki kahani

milne ki ghadi pyar me shamil hi nahi thi
milne ki ghadi pyar me shamil hi nahi thi
o mere piya mai tere kabil hi nahi thi
o mere piya mai tere kabil hi nahi thi
tu dil se bhula de
tu dil se bhula de ye mohabbat ki kahani
mai kaise kahu tute hue dil ki kahani
237 views 2 years ago
Roti Aankhon Men Teri Yaad Liye Shanti Film Nargis (1946) Husnlal Bhagatram Qamar Jalalabadi.
343 views 4 years ago
For more songs visit http://iseriesindia.com.

Lyrics of Roti Ankho Me Teri Yaad Liye Jati Hu - रोती आँखों में तेरी याद लिए जाती हूँ

roti aankho me teri yaad liye jati hu
roti aankho me teri yaad liye jati hu
yaad rakhna dil-e-barbad liye jati hu
yaad rakhna dil-e-barbad liye jati hu

jati hu tuti hui aas ko bahlati hui
jati hu tuti hui aas ko bahlati hui
ek nishani liye jati hu teri ? hui
ek nishani liye jati hu teri ? hui
roti aankho me teri yaad liye jati hu
yaad rakhna dil-e-barbad liye jati hu

o mere sahare
o mere sahare ye agar ho mere bas me
pal bhar me badal dalu zamane ki rasme
pal bhar me badal dalu zamane ki rasme
aakash se khuda ko jami par uatar kar
aakash se khuda ko jami par utaar kar
daman pakad ke usse kahun ye pukar kar
daman pakad ke usse kahun ye pukar kar
ek hath se ye bahte hue aansu poch de
ek hath se ye bahte hue aansu poch de
ek hath se zamane ke seene ko chir de
lekin is waqt mere gum ke siva koi nahi
lekin is waqt mere gum ke siva koi nahi
dukhi insan ka dunia me khuda koi nahi
dukhi insan ka dunia me khuda koi nahi
dil me gham hotho pe fariyaad liye jati hu
dil me gham hotho pe fariyaad liye jati hu
roti aankho me teri yaad liye jati hu

845 views 4 years ago
For more songs visit http://iseriesindia.com.

Lyrics of Kya Bataye Ki Mohabbat Ki Kahani Kya Hai - क्या बताये की महोब्बत की कहानी क्या है

kya bataye ki mahobbat ki kahani kya hai
kya bataye ki mahobbat ki kahani kya hai
aansuo ne jise pala aansuo ne jise pala
wo jawani kya hai wo jawani kya hai
kya bataye ki mahobbat ki kahani kya hai
kya bataye ki mahobbat ki kahani kya hai

yad me layla ke majnu kahi rote dekha
yad me layla ke majnu kahi rote dekha
maut ki nind me farhad ko sote dekha
maut ki nind me farhad ko sote dekha
khak me romiyo ki lash tadafti dekhi
khak me romiyo ki lash tadafti dekhi
juliyat lash pe khanjar se lipatati dekhi
juliyat lash pe khanjar se lipatati dekhi
kya bataye ki mahobbat ki kahani kya hai
kya bataye ki mahobbat ki kahani kya hai

hir ne jahar ko hontho se lagaya has ke
hir ne jahar ko hontho se lagaya has ke
maut ko aap hi ranjhe ne bulaya has ke
maut ko aap hi ranjhe ne bulaya has ke
tipusar ke liye vingasar ki mahobbat dekhi
tipusar ke liye vingasar ki mahobbat dekhi
hushn ke paavo me duniya ki hukumat dekhi
hushn ke paavo me duniya ki hukumat dekhi
kya bataye ki mahobbat ki kahani kya hai
kya bataye ki mahobbat ki kahani kya hai

duniya walo duniya walo
abhi tak pyar ka dil rota hai
abhi tak pyar ka dil rota hai
aaj bhi duniya me aaj bhi duniya me
ulfat pe sitam hota hai
ulfat pe sitam hota hai
rote dil duniya me ek aag laga dete hai
rote dil duniya me ek aag laga dete hai
pyar ke aansu jamane ko baha dete hai
pyar ke aansu jamane ko baha dete hai
ek tufan hai ye aankh ka pani kya hai
ek tufan hai ye aankh ka pani kya hai
kya bataye ki mahobbat ki kahani kya hai
kya bataye ki mahobbat ki kahani kya hai

..................................................................

..................................................................

View full playlist

=============================


88K views 7 years ago
johra bai ambalewali,s interview---an old DD recording.































Comments