film (Amar Rahe Ye Pyaar)(1961)


 






Rajendra Kumar | Movies, Actor - Bollywood MuVyz

atul's bollywood song a day- with full lyrics | over ten ...

atulsongaday.me/
Amar Rahe Ye Pyaar”(1961) was directed by Prabhu for R P Films, Bombay. This social movie had Rajendra Kumar, Nalini Jaiwant, Nanda, Radha Kishan etc ...

Amar Rahe Ye Pyar (1961) - IMDb

www.imdb.com/title/tt0379167/
Rating: 6.8/10 - ‎8 votes
Amar Rahe Ye Pyar (1961). Drama - 1961 (India). 6.8 ... Best Film of Rajendra Kumar. a list of 57 titles created 11 Jun ... Release Date: 1961 (India) See more » ...

Director:

Writer:

(story)

Cast

Cast overview:
Rajendra Kumar ...
Advocate Iqbal Hussein
Nalini Jaywant ...
Geeta
Nanda ...
Razia Hussein
Radhakrishan ...
Shewakram
Ramayan Tiwari ...
Bahadur (as Tiwari)
S. Nazir

Narbada Shankar

Sarita

Ravikant ...
(as Ravi Kant)
Lizzy

Thomas ...
Thomas
Chandan Kumar ...
Kishan
Edit

Storyline

Circa 1947 Kishan is employed with Thomas as an independent contractor, and lives a middle-classed lifestyle in occupied India along with his expectant wife, Geeta, who has a compassionate brother in Shewakram. Kishan suddenly passes away in an accident and a devastated Geeta, who wants to kill herself, is consoled by her brother. But the situation gets even worse when she loses the baby and resigns herself to her situation. With the increase in religious riots after the departure of the British, she comes across an abandoned male child, takes him home, adopts him and named him Raju. Five years later she will face challenges when the wife, Razia, of Advocate Iqbal Hussein, will show up to claim Raju as her's - and is even prepared to take custody through the courts. Written by rAjOo (gunwanti@hotmail.com)
Plot Summary | Add Synopsis

Genres:

Drama


Country:

Language:

|

Release Date:

1961 (India)  »

Company Credits

Production Co:

 »
Show detailed on  »

Technical Specs

Sound Mix:

(RCA Sound Recording)
See  »


People also watched

2:03:34

Amar Rahe Ye Pyar

  • 1961
  • 125 views
Amar Rahe Ye Pyar After her husband passes away, a woman adopts an abandoned baby, but the mother shows up years later to ..

y Manwani gets lyrical over songwriter Pradeep - DNA ...
dnasyndication.com › English News & Features
Mar 7, 2010 - One theory suggests that the great Hindi poet of the early 20th century, ... and found himself in Mumbai, in the late 1930s, after having been acclaimed ... In his very next film after Kangan, Bandhan (1940), Pradeep urged the ... and 'Aaj ke insaan ko yeh kya ho gaya' (Amar Rahe Yeh Pyaar, 1961), Pradeep ...

Mohinder Sharma -

https://www.facebook.com/mohinder.sharma.35/.../366293346788433
While Kishore was still a child, Ashok Kumar became a Bollywood actor. ... from Manmauji (1961), "Gaata Rahe Mera Dil" from Guide (1965), and "Yeh Dil Na ... "Chingari Koi Bhadke" and "Kuchh To Log Kahenge" from Amar Prem (1972), "Raat ... Ke Raaton Mein" from the film Shareef Budmaash, "Kya Yehi Pyaar Hai" from ...


106K views 1 year ago
Enjoy watching this evergreen old classic song Aaj Ke Iss Insaan Ko from the 1961 movie Amar Rahe Ye Pyar starring Rajendra ...
8.4K views 6 years ago
Watch Amar Rahe Ye Pyar (1961) - Full Hindi Movie | Starring Rajendra Kuma and Nalini Jaywant Amar Rahe Ye Pyar is a 1961 ...
24K views 1 year ago
Enjoy watching this evergreen old classic song Lakho Log Chale Hai from the 1955 movie Adl-E-Jahangir starring Pradeep ...
6.7K views 1 year ago
Movie: Amar Rahe Ye Pyar1961 Singer: Kavi Pradeep, Asha Bhosle Music Director: C. Ramchandra Lyricist: Kavi Pradeep Actors: ...
329K views 6 years ago
Movie : Amar Rahey Ye Pyar Music Director: C Ramachandra Singers: Kavi Pardeep Director: Prabhu Dayal Enjoy this super hit ...
CC
3.6K views 4 months ago
Watch #AmarRaheYehPyar 1961 #OldHindiMovie #ClassicRomanticMovie #OldRomanticMovie #BollywoodRomanticMovie ...
19K views 6 years ago
Shemaroo Filmi GaaneMovie : Amar Rahey Ye Pyar Music Director: C Ramachandra Singers: Asha Bhosle & Kavi Pardeep Director: Prabhu Dayal Enjoy ...
3.9K views 1 year ago
Movie: Amar Rahe Ye Pyar1961 Singer: Suman Kalyanpur, Kavi Pradeep Music Director: C. Ramchandra Lyricist: Kavi Pradeep ...
3.2K views 1 year ago
Movie: Amar Rahe Ye Pyar1961 Singer: Asha Bhosle Music Director: C. Ramchandra Lyricist: Kavi Pradeep Actors: Rajendra ...

Amar Rahe Yeh Pyar (1961) - HindiGeetMala.net

hindigeetmala.net/movie/amar_rahe_yeh_pyar.htm

Lyrics and video of songs from Movie / Album : Amar Rahe Yeh Pyar (1961); Music by: C Ramachandra; Singer(s): Pradeep, Asha Bhosle, Suman Kalyanpur; .


Song Heading
Singer(s)Music DirectorLyricistMovie / AlbumActor(s)
Aaj Ke Insaan Ko Ye Kya Ho Gaya 
4.41 - 75 votes
Kavi PradeepChitalkar RamchandraKavi PradeepAmar Rahe Yeh Pyar (1961)
Video Playlist of all the songs of this movie from youtubeAdvertisements

Mujhse Bichad Ke Dil Na Dukhana 
4.33 - 3 votes
Kavi Pradeep, Suman KalyanpurChitalkar RamchandraKavi PradeepAmar Rahe Yeh Pyar (1961)
Kiske Sar Ilzam Dhare Hum 
4.00 - 2 votes
Kavi PradeepChitalkar RamchandraKavi PradeepAmar Rahe Yeh Pyar (1961)
Lakho Log Chale Hai Bilakhte 
4.00 - 2 votes
Asha Bhosle, Kavi PradeepChitalkar RamchandraKavi PradeepAmar Rahe Yeh Pyar (1961)
Mere Andhere Ghar Me Chand Ek Aaya 
2.00 - 2 votes
Asha BhosleChitalkar RamchandraKavi PradeepAmar Rahe Yeh Pyar (1961)
Dekho Ye Ghayal Takdeere 
1.00 - 1 votes
Kavi PradeepChitalkar RamchandraKavi PradeepAmar Rahe Yeh Pyar (1961)


Legend / symbol used on this page

The original video of this song is available from youtube.
Only audio (no video) of this song is available from youtube.
Lyrics of this song is available in Englsih Transliteration.
No Lyrics are available right now. The lyrics will be added in due course.
Lyrics of this song is also available in Hindi.
Average rating of songs and number of votes by visitors of HindiGeetMala.


Amar Rahe Yeh Pyar (1961)
Film cast:Rajendra Kumar, Nalini Jaywant, Nanda, Radha Kishan, Tiwari
Singer:Pradeep, Asha Bhosle, Suman Kalyanpur
Lyricist:Pradeep
Music Director:C Ramachandra
Film Director:Prabhu Dayal
External Links:Amar Rahe Yeh Pyar at IMDB    


================================================

songs:-

6:15

Aaj Ke Insaan Ko (HD) - Amar Rahey Ye Pyar Songs - Rajendra Kumar - Nanda - Kavi Pardeep

  • 1 year ago
  • 2,622 views
Movie : Amar Rahey Ye Pyar Music Director: C Ramachandra Singers: Kavi Pardeep Director: Prabhu Dayal Enjoy this super hit ...

Lyrics of Aaj Ke Insaan Ko Ye Kya Ho Gaya - आज के इंसान को ये क्या हो गया

aaj ke insan ko ye kya ho gaya kiska purana pyar kaha par kho gaya
kaisi ye manhus ghadi hai bhaiyo me jung chidi hai
kahi pe khun kahi par jwala jane kya hai hone wala
sabka matha aaj jhuka hai azadi ka jhulush ruka hai
charo or daga hi daga hai har chure par khun laga hai
aaj dukhi hai janta sari rote hai lakho nar nari
rote hai aangan galiyare rote aaj mohalle sare
roti salma soti hai sita roti hai kuran or geeta
aaj himalya chillata hai kaha purana wo nata hai
das liya sare desh ko jahri nago ne ghar ko
laga di aag ghar ke chirago ne
apna desh wo desh tha bhai lakho bar musibat aayi
insano ne jan gawai par bahno ki laz bachai
lekin ab wo bat kaha hai ab to kewal ghat yaha hai

chal rahi hai ulti hawaye kaap rahi thar thar ablaye
aaj har ek aachal ko hai khatra aaj har ek ghunghat ko hai khatra
khatre me hai laz bahan ki khatre me chudiya dulhan ki
darti hai har paw ki payal aaj kahi ho jaye na ghayal
aaj salamat koi na ghar hai sabko lut jane ka dar hai
hamne apne watan ko dekha aadmi ke patan ko dekha
aaj to bahno par bhi hamla hota hai
dur kisi kone me majhab rota hai
kiske sar ilzam dhare hum aaj kaha fariyad kare hum
karte hai jo aaj ladai sabke sab hai apne hi bhai
sabke sab hai yaha apradhi haye mohabbat samne bhuladi
aaj bahi jo khun ki dhara doshi uska samaj hai sara
suno jara o sunne walo asman par najar ghumalo
ek gagan me karodo tare rahte hai ghulmil kar sare

kabhi na wo aapas me ladte kabhi na dekha unko jhagadte
kabhi nahi wo churre chalate nahi kisi ka khun bahate
lekin is insan ko dekho dharti ki santan ko dekho
kitna hai ye haye kamina isne lakho ka sukh china
ki hai isne jo aaj tabahi denge uski mukhde gawahi
aapas ki dusmani ka ye anzam hua
dunia hasne lagi desh badnam hua
kaisa ye khatre ka pahar hai aaj hawao me bhi jahar hai
kahi bhi dekho bat yahi hai haye bhayanak rat yahi hai
maut ke saye me har ghar hai kab kya hoga kise khabar hai
band hai khidki band hai dware baithe hai sab dar ke mare
kya hoga in becharo ka kya hoga in lacharo ka
inka sab kuch kho sakta hai inpe hamla ho sakta hai
koi rakshak najar nahi aata soya hai aakash fiza ka
ye kya hal hua apne sansar ka nikal raha hai aaj janaja pyar ka

 








Song Heading Singer(s) Music Director Lyricist Actor(s) Category

4.00 - 2 votes
Kavi PradeepChitalkar RamchandraKavi Pradeep

.
6:15 
17K views 5 years ago
Movie : Amar Rahey Ye Pyar Music Director: C Ramachandra Singers: Kavi Pardeep Director: Prabhu Dayal Enjoy this super hit

120 views 3 months ago
Enjoy watching this evergreen old classic song Lakho Log Chale Hai from the 1955 movie Adl-E-Jahangir starring Pradeep ...

Lyrics of Lakho Log Chale Hai Bilakhte - लाखो लोग चले है बिलखते

lakho log chale hai bilakhte lakho log chale hai sisakte
kaha ho dunia ke rakhwalo ek najar in par bhi dalo

dekho ye dukhio ki katare chin rahi hai inki bahare
ye sare insan lute hai inke sab arman lute hai
inke sapne tut gaye hai sathi piche chut gaye hai
aise hal hue hai inke jaise ho tufan ke tinke
haye siyasat kitni gandi buri hai kitni thirka bandi
aaj ye sab ke sab nar nari ho gaye rashte ke bikhari
lute hai lahko suhag gharo ke bujhe hai lakho chirag gharo ke
pucho aaj kahenge ye mukhde kitni chudiyo ke ho gaye tukde
dekho hamne ghar ko kis tarah bata hai
ek hath ne hath dusra kata hai

dekho ye ghayal takdire gum ki ye jinda taswire
koi na isko suhagan kahna kahna ho to abhagan kahna
kahi pe inke pyare chin gaye kahi pe inke dulare chin gaye
inka dil kuch aisa hai tuta inko lagta hai jag jhutha
inko hui hai jahan se nafrat inko hui insan se nafrat
apni ye dukhiyari bahne konsi dunia me jaye rahne
inko dhokha dene walo inse badla lene walo
kaho inhone kya tha bigada inka ghar kyu tumne ujada
chin liye kyu inke khilone kon sa pap kiya tha inhone
lakho prani juda hue lachar bane
arey ye kaisa dharm ki jo diwaar bane
arey ye kaisa dharm ki jo diwaar bane
arey ye kaisa dharm ki jo diwaar bane

361 views 8 years ago
AMAR RAHE YE PYAR-1961,RAJENDRA KUMAR,NALINI JAYWANT,NANDA,L:PRADEEP.

Lyrics of Mere Andhere Ghar Me Chand Ek Aaya - मेरे अँधेरे घर में चाँद एक आया

mere andhere ghar me chand ek aaya
mere andhere ghar me chand ek aaya
meri amawas ne achanak pyara poonam ka paya
mere andhere ghar me chand ek aaya

iske sang hai shayad mera koi purana nata
iske sang hai shayad mera koi purana nata
warna ye anjan khilona kaise is ghar aata
duniya ke data ne dekho fir se hamko milaya
mere andhere ghar me chand ek aaya
mere andhere ghar me chand ek aaya

har muskil aasan bana di isne mere ghar aake
har muskil aasan bana di isne mere ghar aake
hotho par muskan khila di isne mujhe apnake
ho isne mujhe apnake
sab dukh bhul gayi mai apne jab se isko paya
mere andhere ghar me chand ek aaya
mere andhere ghar me chand ek aaya

ji karta hai isko apni sari umar de dalu
ji karta hai isko apni sari umar de dalu
ek janam me so janmo ka pyar isi se palu
mere dil ka hai ye tukda koi na kahna paraya
mere andhere ghar me chand ek aaya
mere andhere ghar me chand ek aaya
meri amawas ne achanak pyara poonam ka paya
mere andhere ghar me chand ek aaya

thumb coming soon

Kavi PradeepChitalkar Ramchandra
Kavi Pradeep
3.3K views 3 months ago
Movie: Amar Rahe Ye Pyar1961 Singer: Kavi Pradeep, Asha Bhosle Music Director: C. Ramchandra Lyricist: Kavi Pradeep Actors: ...


Lyrics of Dekho Ye Ghayal Takdeere - देखों ये घायल तकदीरें

kahan ho duniya ke rakhwalo
ek nazar in par bhi dalo
dekho ye dukhiyo ki katare
chhin gayi hain inki bahare
ye sare insaan lute hain
inke sab armaan lute hain
inke sapne tut gaye hain
sathi pichhe chhut gaye hain
aise haal huye hain inke
jaise ho tufan ke tinke
haye siyasat kitni gandi
buri hain kitni firka bandi
aaj ye sab ke sab nar nari
ho gaye raste ke bhikari
lute hain lakho suhaag gharo ke
bujhe hain lakho chiraag gharo ke
puchho aaj kahenge ye mukhde
kitni chudiyo ke ho gaye tukde
dekho humne ghar ko kis tarah baanta hain
ek hath me hath dusra kaata hain

dekho ye ghayal taqdeere
gam ki ye jinda tasveere
koi na inko suhagan kahna
kahna ho to abhagan kahna
kahin par inke pyare chhin gaye
kahin par inke dulare chhin gaye
inka dil kuch aisa hain tuta
inko lagta hain jag jhutha
inko hui hain jahan se nafrat
inko hui hain insaan se nafrat
apni ye dukhiyare bahne
kaun si duniya me jaye rahne
inko dhokha dene walo
inse badla lene walo
kaho inhone kya tha bigada
inka ghar kyu tumne ujada
chhin liye kyu inke khilone
kaun sa paap kiya tha inhone
lakho prani juda huye lachar bane
are ye kaisa dharm ki jo diwaar bane
are ye kaisa dharm ki jo diwaar bane
are ye kaisa dharm ki jo diwaar bane
are ye kaisa dharm ki jo diwaar bane

5.9K views 6 years ago
Movie : Amar Rahey Ye Pyar Music Director: C Ramachandra Singers: Asha Bhosle & Kavi Pardeep Director: Prabhu Dayal Enjoy ...

Lyrics of Mujhse Bichad Ke Dil Na Dukhana - मुझसे बिछड़ के दिल ना दुखाना

bichad rahi hai do mataye apne nayan bhigoke
ek ne apna heera paya ek khadi hai khoke

mujhse bichad ke dil na dukhana
mujhse bichad ke dil na dukhana
beta mujhko bhul jana
mai teri koi nahi re teri koi nahi
jab tu apne desh ko jana mujhko mat aawaz lagana
mai teri koi nahi re teri koi nahi

jiska khoya hua hai dhan tu aaj usi ka ho
jiska khoya hua hai dhan tu aaj usi ka ho
mai to kato me rah lungi tu phulo par so
apni maa par pyar lutana mera nam na muh par lana
mai teri koi nahi re teri koi nahi

tera sukh mere sukh se bada hai ja apne ghar ja
tera sukh mere sukh se bada hai ja apne ghar ja
teri bhalai ke aage mere pyar ki kimat kya
mera tujhse pyar badhana
tha ek khush rahne ka bahana
mai teri koi nahi re teri koi nahi

jaha kahi bhi rahe tu munna hardum khush rahna
jaha kahi bhi rahe tu munna hardum khush rahna
sab kuch kahna lekin mujhko pathar mat kahna
jis din puche tujhse jamana to bas itni bat batana
mai teri koi nahi re teri koi nahi
mujhse bichad ke dil na dukhana
beta mujhko bhul jana mai teri koi nahi re teri koi nahi




  1. Aaj Ke Insaan Ko (HD) - Amar Rahey Ye Pyar Songs - Rajendra Kumar - Nanda - Kavi Pardeep

    • 5 months ago
    • 1,257 views
    Movie : Amar Rahey Ye Pyar Music Director: C Ramachandra Singers: Kavi Pardeep Director: Prabhu Dayal Enjoy this super hit .
  2. Mujhse Bichhad Ke (HD) - Amar Rahey Ye Pyar Songs - Rajendra Kumar - Nanda - Kavi Pardeep

    • 5 months ago
    • 2,198 views
    Movie : Amar Rahey Ye Pyar Music Director: C Ramachandra Singers: Asha Bhosle & Kavi Pardeep Director: Prabhu Dayal Enjoy ...