Johnny Walker | Ved Madan | Johnny Walker, Shyama, Sulochana (Ruby Myers), Daljeet, Raj Mehra, Haroon, Sheela Vaz, W. M. Khan, Amar | Comedy | Music: O. P. Nayyar Lyrics: Hasrat Jaipuri |
Johnny Walker 1957
Total Results
27
Johnny Walker (actor) - Wikipedia
Badruddin Jamaluddin Kazi (11 November 1926 – 29 July 2003), better known by his stage name Johnny Walker, was an Indian actor who acted in around 300 films. ... Walker was particularly satisfied with his work in B. R. Chopra's Naya Daur (1957), Chetan Anand's Taxi Driver (1954) and Bimal Roy's Madhumati ( 1958).
Johnny Walker - Osianama
Johnny Walker 1957 directed by Madan, Ved starring. ... Cine · Film Title; Johnny Walker. Johnny Walker 1957. Director Madan & Ved. Select Cast Jhonny ...
lbp of film Johnny Walker 1957 directed by featuring Jhonny Walker Raj Mehra Shyama Tony Walker, Amar Sulochana.
Rooplekha 1949 (5) Banner Favourite Films Producer Y. Nensey Director ..... Johnny Walker 1957 (27) Banner Nataraja Productions Director Madan & Ved ...
Shukriya 1944 (1) Banner Talwar Films Producer R. C. Talwar Director H. S. .... Johnny Walker 1957 (27) Banner Nataraja Productions Director Madan & Ved ...
Available on
Description
Badruddin Jamaluddin Kazi, better known by his stage name Johnny Walker, was an Indian actor who acted in around 300 films. He was born in Indore, British India, the son of a mill worker. His father was made redundant and the family moved to Bombay. Wikipedia
Full name: Badruddin Jamaluddin Kazi
Videos
aye dil tu na dar is jahan se
aye dil tu na dar is jahan se
ye dam jawani daulat re aayenge fir kaha
ye dam jawani daulat re aayenge fir kaha
aye dil tu na dar is jahan se
aye dil tu na dar is jahan se
kahne lagi jhum kar rat bhi
parwah na kar tu kisi bat ki
kahne lagi jhum kar rat bhi
parwah na kar tu kisi bat ki
ab chahe tujhse badle re
jami aur aasma
ab chahe tujhse badle re
jami aur aasma
aye dil tu na dar is jahan se
aye dil tu na dar is jahan se
shola bujha aag ka aag se
lele maja mad bhare rag se
shola bujha aag ka aag se
lele maja mad bhare rag se
kya jane kal kya hogi in baharo ki ada
kya jane kal kya hogi in baharo ki ada
aye dil tu na dar is jahan se
aye dil tu na dar is jahan se
bahke kadam kah rahe hai tujhe
badhte rahe zindagi ke nashe
bahke kadam kah rahe hai tujhe
badhte rahe zindagi ke nashe
are kahne de jamana tujhko kahde jo bura
are kahne de jamana tujhko kahde jo bura
aye dil tu na dar is jahan se
aye dil tu na dar is jahan se
ye dam jawani daulat re aayenge fir kaha
ye dam jawani daulat re aayenge fir kaha
aye dil tu na dar is jahan se
aye dil tu na dar is jahan se
Johnny-Walker (1957) - IMDb
https://www.imdb.com/title/tt0415082/
Rating: 6.2/10 - 6 votes
The English title on the certificate number 4194, of June 23, 1978 (re-certification) by the Central Board of Film Censors is "Johny Walker", missing an N and the ...
Chronicling the comedic escapades of Bombay-based
alcoholic Murli Manohar as he uses a forged document to secure
employment; falls in love with, Chandra Kripalani, the Manager's
Secretary; ...
See full summary »
Stars:
Shyama, Johnny Walker, Raj Mehra | See full cast & crew »Cast
Cast overview, first billed only: | |||
Shyama | ... | Chandra M. Kripalani | |
Johnny Walker | ... | Murli Manohar | |
Raj Mehra | ... | Shobha's Husband | |
Dulari | ... | Shobha | |
Ruby Mayer | ... | Farah (as Salochna) | |
Amar | |||
Baldev Mehta | |||
W.M. Khan | ... | Chowkidar | |
Tony Walker | ... | Shankar | |
Sheela Vaz | ... | (as Shiela Waz) | |
Daljeet | ... | (as Daljit) | |
Haroon | |||
Chanda | ... | (as Chandabai) | |
Sagar | |||
Sayyed | ... | (as Sayad) |
Edit
Storyline
Chronicling the comedic escapades of
Bombay-based alcoholic Murli Manohar as he uses a forged document to
secure employment; falls in love with, Chandra Kripalani, the Manager's
Secretary; then fools her into believing that he is an abstainer, and
the real alcoholic is his elder brother. He subsequently loses his job,
but Chandra does not give up on him - she not only arranges an
introduction with her Poona-based dad, Mangaldas, but also finds
employment for him in Indore - not realizing that soon he will be
arrested for violating Prohibition Legislation, as well as assaulting
her in public.
Written by
rAjOo (gunwanti@hotmail.com)
Plot Summary
|
Add Synopsis
Parents Guide:
Add content advisory for parents »
Edit
See full technical specs »
Details
Country:
IndiaLanguage:
HindiRelease Date:
1957 (India) See more »Filming Locations:
Famous Cine Lab & Studios, Moses Rd, Mumbai, Maharashtra, IndiaCompany Credits
Show more on
IMDbPro »
Technical Specs
Runtime:
| (cut)Sound Mix:
Mono (RCA Sound System)Color:
Black and White
Edit
Performed by Mohammad Rafi, Asha Bhosle
Lyrics by Hasrat Jaipuri
Composed by O.P. Nayyar
Music on HMV
See more »
Did You Know?
Trivia
The English title on the certificate number 4194, of June 23, 1978 (re-certification) by the Central Board of Film Censors is "Johny Walker", missing an N and the hyphen, in relation to the screen title. See more »Soundtracks
Bachke Balam Chalke, Rasta Hai MushkeelPerformed by Mohammad Rafi, Asha Bhosle
Lyrics by Hasrat Jaipuri
Composed by O.P. Nayyar
Music on HMV
See more »
Johnny-Walker (1957) cast and crew credits, including actors, actresses, directors, writers and more. ... Film Editing by. Gokhle ... (as P.A. Gokhle). Art Direction ...
Oct 14, 2016 - Uploaded by Ultra Movie Parlour
Superhit Old Classic Hindi Movie Johnny Walker (1957) Starring: Johnny Walker, Shyama, Raj Mehra ..Johnny Walker (1957) Cast - Actor, Actress, Director ... - Cinestaan
Know the full star cast of Johnny Walker film like producer, music director, ... to the complete cast and crew page for Johnny Walker (1957) on Cinestaan.com.
Complete information on bollywood movie: Johnny Walker Star cast, Movie Rating, Reviews, Plot, Screenshots, Song listing-6, Trailer, Watch Movie link and more.
Johny Walker : Lyrics and video of Songs from the Movie Johny ...
Lyrics and video of songs from Movie / Album : Johny Walker (1957); Music by: O P Nayyar; Singer(s): Asha Bhosle, Geeta Dutt, Mohammed Rafi, Manna Dey, ...
Browse Movie Titles (Alphabetically): 0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W Y Z | ||
Yearwise: 2018 2017 2016 2015 2014 2013 2012 2011 2010 2000s 1990s 1980s 1970s 1960s 1950s 1940s 1930s | ||
Browse by Singer Name (Alphabetically): All A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z | ||
|
songs:-
1-
la la la la ra ra ra, la la la la ra ra ra
unn hu hu aa ha ha ha
thandi thandi hava puchhe unka pata
laj aaye sakhi kaise du mai bata
thandi thandi hava puchhe unka pata
laj aaye sakhi kaise du mai bata
thandi thandi hava puchhe unka pata
ham se darti ho kyon aahe bharti kyon
munh se kuchh toh kaho uss pe marti ho kyon
ham se darti ho kyon aahe bharti kyon
munh se kuchh toh kaho uss pe marti ho kyon
tum ho aisi ada jis pe duniya fida
hai woh kitna hasin jis pe tum ho fida
thandi thandi hava puchhe unka pata
laj aaye sakhi kaise du mai bata
thandi thandi hava puchhe unka pata
dil se puchhu mere uss me kya bat hai
woh umango bhari chandani rat hai
dil se puchhu mere uss me kya bat hai
woh umango bhari chandani rat hai
chand jab jab utha usko dekha kiya
har sitare ka dil phir toh dhadaka kiya
thandi thandi hava puchhe unka pata
laj aaye sakhi kaise du mai bata
thandi thandi hava puchhe unka pata
yu na tadpao ji abb bata do hame
la ke tasavir hi tum dikha do hame
yu na tadpao ji abb bata do hame
la ke tasavir hi tum dikha do hame
dard badhne laga sina jalne laga
dil hamara bhi dekho machalne laga
thandi thandi hava puchhe unka pata
laj aaye sakhi kaise du mai bata
thandi thandi hava puchhe unka pata
2-beikhtiyar hoke pyar ka shikar hoke
dil tujhe dene aayi badi bekarar hoke
dil tujhe dene aayi badi bekarar hoke
beikhtiyar hoke pyar ka shikar hoke
dil tujhe dene aayi badi bekarar hoke
dil tujhe dene aayi badi bekarar hoke beikhtiyar hoke
maine pyar ka chhod a teer gaya dil cheer koi ghabra gaya
meri yad me hai tasir bute pe peer tadap ke aa gaya
ab na jana ghadi ghadi dil na dukhana
khushi khushi sath nibhana meri jindagi
ab na jana ghadi ghadi dil na dukhana
khushi khushi sath nibhana meri jindagi
beikhtiyar hoke pyar ka shikar hoke
dil tujhe dene aayi badi bekarar hoke
dil tujhe dene aayi badi bekarar hoke beikhtiyar hoke
mai dal du jis par nain rahe bechain jigar ko thamle
ho mere pyar me wo bat koi din rat hamara nam le
julfo wali kali kali aankho wali
pyari pyari bato wali meri chandani
julfo wali kali kali aankho wali
pyari pyari bato wali meri chandani
beikhtiyar hoke pyar ka shikar hoke
dil tujhe dene aayi badi bekarar hoke
dil tujhe dene aayi badi bekarar hoke beikhtiyar hoke
mere geet me aisa josh uda de hosh jamana mar mite
koi lakho dur bada majbur gale se aa lage
mast hasina gore gore muh pe pasina
mithi mithi pyar ki bina meri ragini
mast hasina gore gore muh pe pasina
mithi mithi pyar ki bina meri ragini
beikhtiyar hoke pyar ka shikar hoke
dil tujhe dene aayi badi bekarar hoke
dil tujhe dene aayi badi bekarar hoke beikhtiyar hoke
3-aye dil tu na dar is jahan se
aye dil tu na dar is jahan se
ye dam jawani daulat re aayenge fir kaha
ye dam jawani daulat re aayenge fir kaha
aye dil tu na dar is jahan se
aye dil tu na dar is jahan se
kahne lagi jhum kar rat bhi
parwah na kar tu kisi bat ki
kahne lagi jhum kar rat bhi
parwah na kar tu kisi bat ki
ab chahe tujhse badle re
jami aur aasma
ab chahe tujhse badle re
jami aur aasma
aye dil tu na dar is jahan se
aye dil tu na dar is jahan se
shola bujha aag ka aag se
lele maja mad bhare rag se
shola bujha aag ka aag se
lele maja mad bhare rag se
kya jane kal kya hogi in baharo ki ada
kya jane kal kya hogi in baharo ki ada
aye dil tu na dar is jahan se
aye dil tu na dar is jahan se
bahke kadam kah rahe hai tujhe
badhte rahe zindagi ke nashe
bahke kadam kah rahe hai tujhe
badhte rahe zindagi ke nashe
are kahne de jamana tujhko kahde jo bura
are kahne de jamana tujhko kahde jo bura
aye dil tu na dar is jahan se
aye dil tu na dar is jahan se
ye dam jawani daulat re aayenge fir kaha
ye dam jawani daulat re aayenge fir kaha
aye dil tu na dar is jahan se
aye dil tu na dar is jahan se
4-jhuki jhuki pyar ki najar dekhe unhe dil me jhum kar
jhuki jhuki pyar ki najar dekhe unhe dil me jhum kar
gori jara dekh lo idhar aji hame mil gayi khabar
gori jara dekh lo idhar aji hame mil gayi khabar
jo baat hai khushi ki wo bat kuch na pucho
hai rat aane wali wo rat kuch na pucho
jo baat hai khushi ki wo bat kuch na pucho
hai rat aane wali wo rat kuch na pucho
banke chanda pyar ka fanda dil pe dala re
banke chanda pyar ka fanda dil pe dala re
jhuki jhuki pyar ki najar dekhe unhe dil me jhum kar
gori jara dekh lo idhar aji hame mil gayi khabar
aaj to tumhare hai gal bhi gulabi
dekho tum na dena baharo ko sharabi
aaj to tumhare hai gal bhi gulabi
dekho tum na dena baharo ko sharabi
lahre dekhu dil lahraye jhume jau re
lahre dekhu dil lahraye jhume jau re
jhuki jhuki pyar ki najar dekhe unhe dil me jhum kar
gori jara dekh lo idhar aji hame mil gayi khabar
acha ab mai jani ye bato ke ishare
phul khilne wale khilenge pyare pyare
acha ab mai jani ye bato ke ishare
phul khilne wale khilenge pyare pyare
o albeli mast saheli chup bhi hoja re
o albeli mast saheli chup bhi hoja re
jhuki jhuki pyar ki najar dekhe unhe dil me jhum kar
gori jara dekh lo idhar aji hame mil gayi khabar
5-
-
Rafi & Johnny Walker Perfect harmony between singing & acting3:58
-
Sanjog 1972 r d Burman and Rafi on Johnny Walker Ek sa chehre yahan sabko mila karte hain6:48
bachke balam chal ki rasta hai mushkil mohabbat ke bazar ka
kabhi bhuloge tum kabhi bhulenge hum ji azab raz hai is pyar ka
bachna hai mushkil jo milte hai do dil mohabbat ke bazar me
kabhi gum ki ghata kabhi thandi hawa hai mohabbat ke gulzar me
ye jawa bambai ke najare ye chura lenge dil ko tumhare
ye jawa bambai ke najare ye chura lenge dil ko tumhare
baharo ke mele me jhagda na karna ye mausam hai ikrar ka
bachna hai mushkil jo milte hai do dil mohabbat ke bazar me
kabhi gum ki ghata kabhi thandi hawa hai mohabbat ke gulzar me
ye dilli ki madhosh galiya hai ulfat ki rangin kaliya
ye dilli ki madhosh galiya hai ulfat ki rangin kaliya
yaha to milenge hazaro hi jalwe mohabbat ke bazar me
bachke balam chal ki rasta hai mushkil
mohabbat ke bazar ka
kabhi bhuloge tum kabhi bhulenge hum
ji azab raz hai is pyar ka
ye hasi taz jamuna kinara hai mohabbat ka dil da najara
ye hasi taz jamuna kinara hai mohabbat ka dil da najara
yaha shor hi hai mohabbat ke nam ka khazana liye pyar ka
bachna hai mushkil jo milte hai do dil mohabbat ke bazar me
kabhi gum ki ghata kabhi thandi hawa hai mohabbat ke gulzar me
ye ujali sadak kalkatte ki suno bat tum ek pate ki
ye ujali sadak kalkatte ki suno bat tum ek pate ki
yaha har kadam par machalte hai jadu hasino ke bazar me
bachke balam chal ki rasta hai mushkil mohabbat ke bazar ka
kabhi bhuloge tum kabhi bhulenge hum ji azab raz hai is pyar ka
bachna hai mushkil jo milte hai do dil mohabbat ke bazar me
kabhi gum ki ghata kabhi thandi hawa hai mohabbat ke gulzar me
6-munh se mat laga chij hai buri
dekh bach jara chij hai buri
chhod de ye maikashi
mere hamnashi mere hamnashi
baat mat badha chhod dillagi
hosh kar jara chhod dillagi
jhuth bolta hai tu
maine pi nahi, maine pi nahi
degi ye daga phunk degi ghar
degi ye daga phunk degi ghar
mujhse na sahi par khuda se dar
mujhse na sahi par khuda se dar
vp gunahgaar hai jo pi le aadami
munh se mat laga chij hai buri
dekh bach jara chij hai buri
chhod de ye maikashi
mere hamnashi mere hamnashi
apni raah le mujhse mat jhagad
apni raah le mujhse mat jhagad
tod dunga dil mujhse mat akad
tod dunga dil mujhse mat akad
are khaali-pili chhed bhi hai yaad rakh buri
baat mat badha chhod dillagi
hosh kar jara chhod dillagi
jhuth bolta hai tu
maine pi nahi, maine pi nahi
dekh saamne hawaldaar hai
dekh saamne hawaldaar hai
agar pakad liya beda paar hai
agar pakad liya beda paar hai
jel me kategi phir to sari jindagi
munh se mat laga chij hai buri
dekh bach jara chij hai buri
chhod de ye maikashi
mere hamnashi mere hamnashi
jaanta hu mai pehredaar hai
jaanta hu mai pehredaar hai
bachpane ka ye apna yaar hai
bachpane ka ye apna yaar hai
darne vala mai nahi aaye koi bhi
baat mat badha chhod dillagi
hosh kar jara chhod dillagi
jhuth bolta hai tu
maine pi nahi, maine pi nahi
munh se mat laga chij hai buri
dekh bach jara chij hai buri
chhod de ye maikashi
mere hamnashi mere hamnashi