film (Daasi)(1981)
Daasi (1981) | Hindi Movie Jukebox Videos ... - MuVyz
Daasi (1981) - IMDb
Director:
Raj KhoslaWriter:
K.K. Shrivastava (dialogue)Stars:
Sanjeev Kumar, Rekha, Moushumi Chatterjee | See full cast & crew »Cast
Credited cast: | |||
Sanjeev Kumar | ... |
Anand
|
|
Rekha | ... |
Tara
|
|
Moushumi Chatterjee | ... |
Mangala /
Daasi
(as Moushumi)
|
|
Rakesh Roshan | ... |
Anoop
|
|
Vikram | ... |
Gopinath
|
|
Siddharth Kak | ... |
Eye Specialist
|
|
Radhika Bartake | ... |
Anoop's girlfriend
|
|
Paintal | ... |
Kamal
|
|
Leela Mishra | ... |
Mangala's aunt
|
|
Rest of cast listed alphabetically: | |||
Anita Advani | ... |
Anita
|
|
Bela | ... |
Mangala's cousin
|
|
Dhumal | ... |
Mangala's maternal aunt
|
|
Meena | ... |
Mangala's cousin
|
|
Rajesh | ... |
Mangala's cousin
|
|
Arjan Sahani |
Storyline
Country:
IndiaLanguage:
HindiRelease Date:
26 June 1981 (India) See more »Also Known As:
The Maid Servant See more »Company Credits
Technical Specs
Sound Mix:
MonoColor:
ColorDid You Know?
Trivia
Naushad was to be the music director of daasi, but when rajesh roshan wanted to be the music director, naushad saab made way for rajesh as his father roshan and naushad were friends. Rajesh roshan recorded 2 songs, the director of daasi, raj khosla decided that ravindra jain should compose the remaining songs. See more »Soundtracks
Premi sabhi hotey hain diwane, diwanon se dar lagta haiSung by Lata Mangeshkar, Kishore Kumar
Lyrics by Rajesh Roshan
Music by Ravindra Jain
See more »
User Reviews
Rekha's DanceDaasi | Full Movie| Sanjeev Kumar , Moushmi Chatterjee
Daasi: 1981 / Sanjeeve Kumar/ Rekha/ Moushmi Chaterjee ...
Daasi - 1981 - Full Movie In 15 Mins - Sanjeev Kumar ...
Daasi - Premi Sabhi Hote Hain Deewane - Kishore Kumar ...
Daasi - 1981 - Sanjeev Kumar - Moushmi Chatterjee - Full ...
Old Bollywood Classic Movie - Daasi 2/14 - Sanjeev Kumar ...
Old Bollywood Classic Movie - Daasi 14/14 - Sanjeev ...
Purani Chilmanein Utha - Rekha - Sanjeev Kumar - Daasi ...
Hota Agar Jo Sun Ta Mera Fasana - Daasi Song - Rekha ...
Daasi: 1981 / Sanjeeve Kumar/ Rekha/ Moushmi Chaterjee ...
Daasi 1981 Mp3 Songs Free Download @ Webmusic.IN
Daasi - Wikipedia, the free encyclopedia
Daasi - 1981 - Full Movie In 15 Mins - Sanjeev Kumar ...
Daasi - 1981 - Sanjeev Kumar - Moushmi Chatterjee - Full ...
Daasi - Premi Sabhi Hote Hain Deewane - Kishore Kumar ...
Daasi : Lyrics and video of Songs from the Movie Daasi (1981)
Browse Movie Titles (Alphabetically): 0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W Y Z | ||
Yearwise: 2016 2015 2014 2013 2012 2011 2010 2009 2008 2007 2000s 1990s 1980s 1970s 1960s 1950s 1940s 1930s | ||
Browse by Singer Name (Alphabetically): All A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z | ||
|
Browse Movie Titles (Alphabetically): 0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z | ||
Yearwise: 2018 2017 2016 2015 2014 2013 2012 2011 2010s 2000s 1990s 1980s 1970s 1960s 1950s 1940s 1930s | ||
Browse by Singer Name (Alphabetically): All A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z | ||
|
songs:-
5:53
Log Kahte Hai Main - Sanjeev Kumar - Rekha - Daasi - Bollywood Songs - Bollywood Gazals
------------------------------------------------------------------------------------------------------------------piya bin jiya nahi lage
kya koi soye kya koi jage kya koi soye kya koi jage
piya bin jiya nahi lage
haye ram piya bin jiya nahi lage
jisne hamri khabar na lini jisne hamri khabar na lini
baat take us nirmohi ki baat take us nirmohi ki
dars ke pyase nain abhage
piya bin jiya nahi lage jiya nahi lage
jiya nahi lage jiya nahi lage jiya nahi lage
piya bin jiya nahi lage
haye ram piya bin jiya jiya nahi lage
moti bikhre tuti mala moti bikhre tuti mala
moti bikhre tuti mala
bas ek bat me sab kah dala bas ek bat me sab kah dala
kya kahna hai iske age
piya bin piya bin jiya nahi lage
haye ram piya bin jiya nahi lage
kya koi soye kya koi jage kya koi soye kya koi jage
piya bin piya bin jiya nahi lage nahi lage
piya bin jiya nahi lage
purani chilmane utha koi naya salam le
tu apne dil ko tod kar
tu apne dil ko tod kar na khud se intkam le
purani chilmane utha
ye khun-e-dil kiyega tu to kis tarah jiyega tu
ye khun-e-dil kiyega tu to kis tarah jiyega tu
jo tujhko chhod kar gaya tere liye wo mar gaya
na phir usi ko yad kar
na phir usi ko yad kar na phir usi ka nam le
tu apne dil ko tod kar
tu apne dil ko tod kar na khud se intkam le
purani chilmane utha
ye jindagi hasin hai bharam nahi yakin hai
ye jindagi hasin hai bharam nahi yakin hai
kisika intzar kar kisi pe etbar kar
kisi ko kuch payam de
kisi ko kuch payam de kisi se kuch payam le
tu apne dil ko tod kar
tu apne dil ko tod kar na khud se intkam le
purani chilmane utha
tujhe bhi to yahi hai gum akele hai jaha me ham
tujhe bhi to yahi hai gum akele hai jaha me ham
badal le ye nasib aa jara mere karib aa
mai tere dil ko tham lu
mai tere dil ko tham lu tu mere dil ko tham le
tu apne dil ko tod kar
tu apne dil ko tod kar na khud se intkam le
purani chilmane utha koi naya salam le
purani chilmane utha 1:36
Daasi - Andheri Raat Me Aaye - Bhupendra
andheri rat me aye the jo shama banke
ujala de na sake rah gaya dhua banke
jaba ki pushp labo par thi mor khamoshi
jaba ki pushp labo par thi mor khamoshi
najar suna na saki dasta jabaa ban ke andheri rat
lagaye firta hu yado ko apne sine se
inhi dino me janab mera aashiya banke anndheri rat
Kitna Hai Khoobsoorat - Mujra - Rekha - Vikram - Daasi - Old Bollywood Songs - Ravindra Jain
kitna hai khubsurat logo ka ye bahana
mujhko kharab karke kahta hai ye zamana zamana
ye aurat khrab hai ha ha ji ye aurat khrab hai
bolo ab kya jawab hai bolo na koi jawab hai
kitna hai khubsurat logo ka ye bahana
kitna hai khubsurat logo ka ye bahana
mujhko kharab karke kahta hai ye zamana zamana
ye aurat khrab hai ha ha ji ye aurat khrab hai
bolo ab kya jawab hai bolo na koi jawab hai
logo ne mujhse jane kitne sawal puche
logo ne mujhse jane kitne sawal puche
aye kash koi mere dil ka bhi hal puche dil ka bhi hal puche
sare sahar me aisa koi nahi diwana
mujhko kharab karke kahta hai ye zamana zamana
ye aurat khrab hai ha ha ji ye aurat khrab hai
bolo ab kya jawab hai bolo na koi jawab hai
hai kaon jiske lab par koi sawal nahi hai
hai kaun jiske lab par koi sawal nahi hai
mera hi ek shayad koi khuda nahi hai
koi khuda nahi hai
hota to agar wo sunta mara bhi fasana
mujhko kharab karke kahta hai ye zamana zamana
ye aurat khrab hai ha ha ji ye aurat khrab hai
bolo ab kya jawab hai warna koi jawab hai
bindiya jagaye bindiya jgaye ho rama
nindiya na aaye haye bindiya jagaye
kari kari ratiya me jyoti si chamke
hamre jiya me bairan agan lagaye
bindiya jagaye ho rama nindiya na aye haye bindiya jagaye
bindiya ki dor bindiya ki dor
ya nagin si das gayi nidiya ki rat wo
naino me bas gayi naino me bas gayi
pal pal jab ek jug ban jaye kaise jiye koi kya kare haye
bindiya jagaye ho rama nindiya na aye haye
bindiya jagaye kari kari ratiya me jyoti si chamke
hamre jiya me bairan agan lagaye
bindiya jagaye ho rama nindiya na aye haye bindiya jagaye
Premi Sabhi Hote Hain Deewane - Rakesh Roshan - Moushmi - Daasi - Ramantic Duet
premi sabhi hote hai diwane diwano se ha dar lagta hai
darte nahi lekin ye diwane are hans ke jal jate parwane
parwano se dar lagta hai
premi sabhi hote hai diwane diwano se ha dar lagta hai
pas aao na ye rah hai muskil bada
maan jao na bechain hai mera dil bada
ham dono pahle ek duje ko jan to le
jan to le jan to le are bante hai jo meet purane
are pahle hote hai wo anjane anjano se dar lagta hai
premi sabhi hote hai diwane diwano se ha dar lagta hai
ye dil nahi dena hame rut man na
ye jindagi legi kabhi angadayiya
kya hoga jo logo ko ye manjur na hoga
ye jag ka dastur na hoga
are dunia chahae mane ya na mane
are masti me hai do mastane mastano se dar lagta hai
premi sabhi hote hai diwane diwano se ha dar lagta hai
Palkan Se Mag Jharoon - Sanjeev Kumar - Rekha - Daasi - Classical Bollywood Songs - Ravindra Jain
palkan se magh dharu palkan se magh
dharu ho magh dharu magh dharu
ghar aye atithi par tan man waru
palkan se magh dharu ho palkan se magh dharu
kaho pathik kis karan aye kaho pathik kis karan aye
kon aas abhilasa laye kon aas abhilasa laye
sada rang rang prit ka bartan sada rang rang prit ka bartan
sat sawar ka pritam malum palkan se magh dharu
ghar aye atithi par tan man waru
ghar aye atithi par tan man waru
palkan se marigh dharu
palkan se palkan se palkan se marigh dharu
0:48
Hota Agar Jo Sun Ta Mera Fasana - Daasi Song - Rekha - Asha Bhosle
Video
Audio
Song-Thhodi sharaab pee loon(Daasi)(1981) Singer-Bhupinder Singh, Lyrics-Anand Bakshi, MD-Ravindra Jain
Lyrics
Log kehte hain main
ek fankaar hoon
apni shohrat se par
main sharamsaar hoon
mujhse poochho agar
to main kuchh bhi nahin
girti tooti huyi
ek deewaar hoon
thhodi sharaab pee loon
thhodi sharaab pee loon
ho jaaye kuchh sahaara aa aa
ae doston tumhen kya
ae doston tumhe kya
ye bhi …
nahin gawaaraa
thhodi sharaab pee loon
sur taal bol bhooley
main meet yaad aaye
do ghoont pee liye to
sau geet yaad aaye
sau geet yaad aaye
geeton mein yaad bhar doon
geeton mein yaad bhar doon
dil ka main dard saaraa aa
ae doston tumhe kya
ae doston tumhe kya
ye bhi …
nahin gawaaraa
thhodi sharaab pee loon
(Dialogues not included)
bhoole huye dinon ki
yaadein jagaa rahi hain
shaayad kahin se koi
aawaaz aa rahi hai
aawaaz aa rahi hai
mud kar to dekh loon main
mud kar to dekh loon main
kisne mujhe pukaaraa aa
ae doston tumhe kya aa
ae doston tumhe kya
ye bhi …
nahin gawaaraa
thhodi sharaab pee loon
raste mein thhak gaya hoon
manzil se door hoon main
saahil hai door mujhse
saahil se door hoon main
saahil se door hoon main
toofaan ko banaa loon
toofaan ko banaa loon
main doob kar kinaaraa aa
ae doston tumhen kya aa
ae doston tumhe kya
ye bhi …
nahin gawaaraa
thhodi sharaab pee loon
ho jaaye kuchh sahaara aa
ae doston tumhen kya
ye bhi …
nahin gawaaraa
thhodi sharaab pee loon