Insaaf (1966) - IMDb
https://www.imdb.com/title/tt0256100/
Insaaf (1987) - IMDb
film (Insaaf)(1956)
Insaaf | Kedar Kapoor | Nalini Jaywant, Ajit, Johnny Walker, Durga Khote, Helen, Tiwari, Kamal Kapoor | Costume Action Drama | Chitragupta Lyrics: Asad Bhopali, Hasrat Jaipuri, Anjum Jaipuri |
Insaaf (1956) - IMDb
Insaaf (1956). Add a Plot » ... Trending Hindi Movies and Shows · Kalank (2019) ... TV series at no cost. Select any poster below to play the movie, totally free!»
Director:
Kedar KapoorStars:
Ajit, Nalini Jaywant, Durga Khote | See full cast & crew »Cast
Complete credited cast: | |||
Ajit | |||
Nalini Jaywant | |||
Durga Khote | |||
Helen | |||
Johnny Walker | |||
Tiwari | |||
Kamal Kapoor | |||
Kamal Tiwari |
Edit
See full technical specs
Subscribe to our Movies Heritage: http://goo.gl/0Ygl1z Movie : Insaaf Cast : Prithviraj Kapoor, Dara Singh, Lalita Pawar, Helen ...
Details
Country:
IndiaLanguage:
HindiAlso Known As:
Justice See more »Company Credits
Show more on
IMDbPro »
Technical Specs
Sound Mix:
MonoColor:
Black and WhiteInsaaf - Wikipedia
Insaaf may refer to: Insaaf (1937 film), a Bollywood film of 1937 · Insaaf (1946 film ), starring David Abraham Cheulkar · Insaaf (1956 film), a Bollywood film of ...
Insaaf is a movie directed by Kedar Kapoor featuring Nalini Jaywant, Ajit. ... Do Dil Dhadak Rahe Hain. ... Daulat Ke Andhere Me Tera Kho Gya Imaan.
Insaaf : Lyrics and video of Songs from the Movie Insaaf (1956)
Lyrics and video of songs from Movie / Album : Insaaf (1956); Music by: Chitragupt; Singer(s): Asha Bhosle, Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Talat Mahmood; ...
Lyrics and video of songs from Movie / Album : Insaaf (1966); Music by: Usha Khanna; Singer(s): Asha Bhosle, Lata Mangeshkar, Usha Khanna, Johny Whisky; ..
Browse Movie Titles (Alphabetically): 0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W Y Z | ||
Yearwise: 2018 2017 2016 2015 2014 2013 2012 2011 2010 2000s 1990s 1980s 1970s 1960s 1950s 1940s 1930s | ||
Browse by Singer Name (Alphabetically): All A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z | ||
|
Provided to YouTube by Saregama India Ltd Daulat Ke Andhere Mein · Mohammed Rafi Insaaf ℗ 2020 Saregama India Ltd ...
daulat ke andhere me tera kho gaya iman
tujhko na rahi apne paraye ki bhi pehchan
magrur na ho magrur na ho
apne mukaddar o nadan
allah ki nazro me barabar hai sab insan
allah ki nazro me barabar hai sab insan
duniya ka ajab rang nazar aane laga hai
ek bhai hai jo bhai se takrane laga hai
ek beta hai jo ma ko bhi thukrane laga hai
afsosh ke insan bana jata hai saitan
allah ki nazro me barabar hai sab insan
allah ki nazro me barabar hai sab insan
zalim ko har ek zulm se baz aana padega
luti huyi har chij ko lautana padega
insaf ki aawz pe jhuk jana padega
kudrat ka ye kanun badalna nahi aasan
allah ki nazro me barabar hai sab insan
allah ki nazro me barabar hai sab insan
ye saz ye mehfil ye tarane na rahenge
ye husno mohabbat ke fasane na rahenge
jo aaj hai kal tak wo zamane na rahenge
mit jayenge ek pal me gunaho ke ye sama
allah ki nazro me barabar hai sab insan
allah ki nazro me barabar hai sab insan
allah ki nazro me barabar hai sab insan
bazi aisi aan phansi hai galat huyi har chal
hasna mushkil rona mushkil bura hai apna hal
mere maulla karishma dikha de
mere maulla karishma dikha de
mujhe makhi bana de chahe tota bana de
ke mai uad jau phur phur phur
mere maulla karishma dikha de
mere maulla karishma dikha de
mujhe makhi bana de chahe tota bana de
ke mai uad jau phur phur phur
phanda gale me pada hai
mujhe rah rah ke aati hai khansi
machhli sa tadpe kaleja
meri aankho me phirti hai fansi
dana pani yaha ka chhuda de
dana pani yaha ka chhuda de
o maulla mujhe makhi bana de
chahe tota bana de
ke mai uad jau phur phur phur
mere maulla karishma dikha de
mere maulla karishma dikha de
mujhe makhi bana de chahe tota bana de
ke mai uad jau phur phur phur
badla hai kaisa zamana
mujhe din me bhi dikhte hai tare
uadti hai muh par hawaye
gam ne chante mujhe aise mare
mere dil ke ye dhak dhak mita de
mere dil ke ye dhak dhak mita de
o maulla mujhe makhi bana de
chahe tota bana de
ke mai uad jau phur phur phur
mere maulla karishma dikha de
mere maulla karishma dikha de
mujhe makhi bana de chahe tota bana de
ke mai uad jau phur phur phur
najar najar se uljh gayi hai
abhi mohabbat nayi nayi hai
mita ke dil ko bahut khushi hai
abhi mohabbat nayi nayi hai
ho nasha sa aankho mein jhumta hai
nasha sa aankho mein jhumta hai
jamana kadmo ko chumta hai
jamana kadmo ko chumta hai
ha chumta hai
wo kya mile jindagi mili hai
abhi mohabbat nayi nayi hai
najar najar se uljh gayi hai
abhi mohabbat nayi nayi hai
ho najar mili dono muskuraye
najar mili dono muskuraye
dila un pe aaya wo dil mein aaye
dila un pe aaya wo dil mein aaye
wo dil mein aaye
isi tarah baat badh gayi hai
abhi mohabbat nayi nayi hai
najar najar se uljh gayi hai
abhi mohabbat nayi nayi hai
ho ye dhadkane aur ye bekrari
ye dhadkane aur ye bekrari
kahi na khul jaye baat sari
kahi na khul jaye baat sari
ha baat sari
abhi vo haalat chhipi hui hai
abhi mohabbat nayi nayi hai
najar najar se uljh gayi hai
abhi mohabbat nayi nayi hai
zindagi me husn hai husn me garur hai
ek nayi bahar hai ek naya suroor hai
kuchh na kuchh zaroor hai
kuchh na kuchh zaroor hai
zindagi me husn hai husn me garur hai
ek nayi bahar hai ek naya suroor hai
kuchh na kuchh zaroor hai
kuchh na kuchh zaroor hai
itni sawarne lagi ae meri sarkaar kyu
itni sawarne lagi ae meri sarkaar kyu
dekhti hun aaina din mein kai baar kyu
din mein kai baar kyun
dekhti hu aaina din mein kai baar kyun
din mein kai baar kyu
kya kahu dil aa gaya, baat kya huzoor hai
ek nayi bahar hai ek naya suroor hai
kuchh na kuchh zaroor hai
kuchh na kuchh zaroor hai
aisi na baate karo ruth ke chal denge ham
aisi na baate karo ruth ke chal denge ham
dil jo kahi aayega dil ko masal denge ham
dil ko masal denge ham
hamko apne aap par naaz hai guroor hai
ek nayi bahar hai
ek naya suroor hai kuchh na kuchh zaroor hai
kuchh na kuchh zaroor hai
zindagi me husn hai husn me garur hai
ek nayi bahar hai ek naya suroor hai
kuchh na kuchh zaroor hai
kuchh na kuchh zaroor hai
kuchh na kuchh zaroor hai
kuchh na kuchh zaroor hai
...............................................................................................................
-
Talat Mahmood & Asha In Insaaf 1956...3:24
-
NAZAR NAZAR SE ULAJH GAYI HAI- LATA FILM- INSAAF(1956) MD- CHITRAGUPT LYRICS- ASAD BHOPALI3:30
|
Atul’s Song A Day- A choice collection of Hindi Film & Non-Film Songs |
Here
is the fifth song from "Insaaf"(1956) to appear in the blog. This song
is sung by Lata and chorus. Asad Bhopali is the lyricist. Music is
composed by Chitragupta.
Only the audio of the song is available. I request our knowledgeable readers to throw light on the picturisation of the song.
Song-Zindagi mein husn hai husn mein guroor hai (Insaaf)(1956) Singer-Lata, Lyrics-Asad Bhopali, MD-Chitragupta
Chorus
Lyrics
zindagi mein husn hai
husn mein guroor hai
ek nayi bahaar hai
ek naya suroor hai
kuchh na kuchh zaroor hai
kuchh na kuchh zaroor hai
zindagi mein husn hai
husn mein guroor hai
ek nayi bahar hai
ek naya suroor hai
kuchh na kuchh zaroor hai jee
kuchh na kuchh zaroor hai
husn mein guroor hai
ek nayi bahaar hai
ek naya suroor hai
kuchh na kuchh zaroor hai
kuchh na kuchh zaroor hai
zindagi mein husn hai
husn mein guroor hai
ek nayi bahar hai
ek naya suroor hai
kuchh na kuchh zaroor hai jee
kuchh na kuchh zaroor hai
o o o
itni sanwarne lagi ae meri sarkaar kyun
itni sanwarne lagi ae meri sarkaar kyun
dekhti hun aaina din mein kai baar kyun
din mein kai baar kyun
dekhti hu aaina din mein kai baar kyun
din mein kai baar kyun
kya kahoon dil aa gaya
baat kya huzoor hai
ek nayi bahaar hai
ek naya suroor hai
kuchh na kuchh zaroor hai jee
kuchh na kuchh zaroor hai
itni sanwarne lagi ae meri sarkaar kyun
itni sanwarne lagi ae meri sarkaar kyun
dekhti hun aaina din mein kai baar kyun
din mein kai baar kyun
dekhti hu aaina din mein kai baar kyun
din mein kai baar kyun
kya kahoon dil aa gaya
baat kya huzoor hai
ek nayi bahaar hai
ek naya suroor hai
kuchh na kuchh zaroor hai jee
kuchh na kuchh zaroor hai
o o o o
o o o o
aisi na baaten karo
rooth ke chal denge ham
aisi na baaten karo
rooth ke chal denge ham
dil jo kahin aayega
dil ko masal denge ham
dil ko masal denge ham
hamko apne aap par
naaz hai guroor hai
ek nayi bahar hai
ek naya suroor hai
kuchh na kuchh zaroor hai jee
kuchh na kuchh zaroor hai
zindagi mein husn hai
husn mein guroor hai
ek nayi bahaar hai
ek naya suroor hai
kuchh na kuchh zaroor hai jee
kuchh na kuchh zaroor hai
kuchh na kuchh zaroor hai jee
kuchh na kuchh zaroor hai
kuchh na kuchh zaroor hai jee
kuchh na kuchh zaroor hai
o o o o
aisi na baaten karo
rooth ke chal denge ham
aisi na baaten karo
rooth ke chal denge ham
dil jo kahin aayega
dil ko masal denge ham
dil ko masal denge ham
hamko apne aap par
naaz hai guroor hai
ek nayi bahar hai
ek naya suroor hai
kuchh na kuchh zaroor hai jee
kuchh na kuchh zaroor hai
zindagi mein husn hai
husn mein guroor hai
ek nayi bahaar hai
ek naya suroor hai
kuchh na kuchh zaroor hai jee
kuchh na kuchh zaroor hai
kuchh na kuchh zaroor hai jee
kuchh na kuchh zaroor hai
kuchh na kuchh zaroor hai jee
kuchh na kuchh zaroor hai