Indrasen | Raja Nene | Prem Adib, Ranjana, Durga Khote, Paro Devi, Nand Kishore, Ishwarlal | Mythological | Music: Shankar Rao Vyas Lyrics: Ramesh Gupta, Neelkanth Tiwari |
no poster
Indrasen (1952) - IMDb
Director:
Raja NeneRaja Nene – Indiancine.ma Wiki
Indrasen (1952) | Hindi Movie Review, Songs, Trailer, Videos ... - MuVyz
|
Kya khabar kisi ko kal ki
|
This movie had Ranjana, Prem Adib, Ishwar Lal, Nand Kishore, Babu Raje, Bheem, Urvashi, Roopmati, Master Ratan, Paro, Durga Khote and others.
This movie was passed by Censor Board on 08.05.1952.
This movie has nine songs. They were written by Ramesh Gupta (six songs), Nilkanth Tiwari (two songs), and Pt. Motilal (one song).
Here is the list of songs in this movie:-
SNo. | Song Title | Lyricist | Singer/s |
---|---|---|---|
01 | Meri amar jawaani naache | Tiwari | Female voice, chorus |
02 | Mori angiyaa pe chhaayi bahaar | Motilal | Asha Bhonsle |
03 | Madhur taraane gaa, hawaa tu... | Gupta | Not known |
04 | Jaago jaago he suryadev | Gupta | Not known |
05 | Kya khabar kisi ko kal ki | Gupta | Manna Dey |
06 | He anang, mere an gang mein | Gupta | Female voice |
07 | Jhan jhan..baaje more man ka sitaar | Gupta | Asha Bhonsle |
08 | Na socha thha kabhi hamne ki tum | Gupta | Asha Bhonsle |
09 | Dayaa karo…he maata, roothha aaj vidhaata | Tiwari | Chorus |
Only one song (sr.no.2 above) has been posted on the blog earlier on 17.08.2016.
Audio
Song-Kya khabar kisi ko kal ki (Indraasan)(1952) Singer-Manna Dey, Lyrics-Ramesh Gupta, MD-Shankar Rao Vyas
Lyrics
kya khabar kisi ko kal ki
kya khabar kisi ko kal ki ee
naa jaane baat koyi pal ki ee
naa jaane
naa jaane baat koyi pal ki
kya khabar kisi ko kal ki ee
naa jaane baat koyi pal ki ee
naa jaane baat koyi pal ki
pal mein raaja aa aa aa
pal mein raaja baney bhikhaari
pal mein raaja baney bhikhaari
nirdhan ho dhanwaan
dhanwaan aan
nirdhan ho dhanwaan
metey mitey na lekh vidhi ke
metey mitey na lekh vidhi ke
honhaar balwaan
ye baat kisi ke nahin bal ki ee
naa jaane baat koyi pal ki ee
naa jaane baat koyi pal ki
kya khabar kisi ko kal ki ee
naa jaane baat koyi pal ki ee
naa jaane baat koyi pal ki ee
pal pal bharti oat sindhu mein
kathhin pahunchnaa hai us paar
us paar r
kathhin pahunchnaa hai us paar
maut sirhaane khadi pukaare
maut sirhaane khadi pukaare
man barson se kare vichaar
aaj kaa kaam na kal par chhodo
aaj kaa kaam na kal par chhodo
phikar karo mat kal ki ee
naa jaane baat koyi pal ki ee
naa jaane baat koyi pal ki
kya khabar kisi ko kal ki ee
naa jaane baat koyi pal ki ee
naa jaane baat koyi pal ki ee
Lyrics of Daya Karo Daya Karo Daya Karo He Mata
bisambar hai naam tumhaara sunee god bharo bharo
daya karo daya karo
bisambar hai naam tumhaara sunee god bharo daya karo
dekh gagan ke no lakh taare
dekh gagan ke no lakh taare
meree sunee god pukaare
meree sunee god pukaare
run jhun run jhun pag pangaaniya
run jhun run jhun pag pangaaniya
aangan palana bharo daya karo daya karo
prabhu daya karo
jag ke taaranahaar ho tum to
jag ke taaranahaar ho tum to
phool ka taaranahaar mujhe do
phool ka taaranahaar mujhe do
madhu mere ghar deep jalao
madhu mere ghar deep jalao
tum bhee yaad karo
daya karo daya karo
prabhu daya karo