film (Mehmaan)(1953) Indian films and posters from 1930
film (Mehmaan) (Bengali)(2018)
film (Mehmaan)(1973) |
Mehmaan | Kotayya Pratyagatma | Rekha, Biswajeet, Leela Chitwas | Crime |
Mehmaan 1973 Rekha-Biswajit
Search filters
Mehmaan 1973 Rekha-Biswajit
Did you like this film?
Description
Mehmaan is a 1973 Bollywood crime film directed by Kotayya Pratyagatma . The film stars Rekha and Leela Chitnis.Wikipedia
Initial release: 1973
Audience reviews
NEW
Your Review
Posting publicly.
What do you think about this movie?
BE THE FIRST TO REVIEW
Help other viewers of this page
Videos
Search filters
Mehmaan (1973) - IMDb
Rating: 5.8/10 - 5 votes
Mehmaan (1973). Action, Crime, Drama. Police Inspector Rajesh's ... Trending Hindi Movies and Shows · Gully Boy (2019). Gully Boy · Uri: The Surgical Strike ...
Police Inspector Rajesh's (Biswajeet) dad, also a
police inspector, is killed while on duty. Rajesh swears that he will
continue to do his duty, and bring the assailants to justice. Out of ...
See full summary »
Director:
Kolli Pratyagatma (as K.P. Atma)Stars:
Biswajit Chatterjee, Rekha, Sulochana Latkar | See full cast & crew »Cast
Cast overview, first billed only: | |||
Biswajit Chatterjee | ... | Rajesh (as Biswajeet) | |
Rekha | ... | Sheela | |
Sulochana Latkar | ... | Santosh (as Sulochana) | |
Manmohan Krishna | ... | Manmohan / Vijay Singh | |
Abhi Bhattacharya | ... | Santosh's Brother | |
Lata Sinha | ... | Meera | |
Thakurdas Chhabra | ... | Police Chief | |
Tarun Bose | ... | Tarun | |
Anwar Hussain | ... | Anwar | |
Joginder Shelly | ... | Sinha (as Joginder) | |
Mona | ... | Kitty | |
Gopal Sehgal | ... | Mr. Verma | |
Indira Bansal | ... | Mrs. Verma | |
Mukri | ... | Bhola | |
B.B. Bhalla | ... | Khadag Singh / Muchchhad |
Edit
Storyline
Police Inspector Rajesh's (Biswajeet) dad,
also a police inspector, is killed while on duty. Rajesh swears that he
will continue to do his duty, and bring the assailants to justice. Out
of the four assailtants responsible, he is able to apprehend three of
them, but the fourth one, namely Manmohan (Manhmohan Krishan) is
elusive. Manmohan comes to know of the imprisonment of his colleagues,
and arranges for them to dramatically escape from prison. Rajesh, in
plainclothes, soon tracks them down in a manor run by Santosh
(Sulochana), whose husband is none other than Manmohan. Rajesh loves
Sheela (Rekha), who is the niece of Santosh. Sheela has a mute sister,
Meera. One day Meera gets molested and the evidence points at Rajesh.
With this cloud hanging over him, how will Rajesh carry on his
investigation?
Written by
rAjOo (gunwanti@hotmail.com)
Plot Summary
|
Add Synopsis
Parents Guide:
Add content advisory for parents »
Mehmaan is a 1973 Bollywood crime film directed by Kotayya Pratyagatma . The film stars Rekha and Leela Chitnis .
Country: India
Starring: Rekha and Leela Chitwas
Language: Hindi
Mehmaan is a 1973 Bollywood crime film directed by Kotayya Pratyagatma
. The film stars Rekha and Leela Chitnis .
Cast
- Biswajeet ... Rajesh
- Tarun Bose ... Tarun
- Leela Chitnis ... Rajesh's mom
- Helen ... Kitty
- Anwar Hussain ... Anwar
- Manmohan Krishna ... Manmohan / Vijay Singh
- Mukri ... Bellboy
- Rekha ... Sheela
- Joginder Shelly ... Sinha
- Sulochana ... Santosh
Soundtrack
- "Chhod Are Jaa" - Mohd Rafi & Asha Bhosle
- "Hai Uff Yeh Jawani" - Mohd Rafi
- "Khule Gagan Ke Neeche" - Minoo Purushottam
- "Meri Chahat Rahegi" - Mohd Rafi
- "Raam Rahim" - Mahendra Kapoor, Minoo Purushottam and Dheeraj Singh Pardesi
- "Tu Dar Maat" - Asha Bhosle
External links
Mehmaan | |
---|---|
Directed by | Kotayya Pratyagatma |
Starring | Rekha and Leela Chitwas |
Release date
| 1973 |
Country | India |
Language | Hindi |
Mar 1, 1973 - Uploaded by SeplFilmiDhamaka
Mehmaan L Biswajeet, Rekha L Hindi Classic Blockbuster Movie L 1973 03/01/Search filters
Lyrics and video of songs from Movie / Album : Mehmaan (1974); Music by: Ravi; Singer(s): Asha Bhosle, Mohammed Rafi, Mahendra Kapoor, Deedar Singh ...
Browse Movie Titles (Alphabetically): 0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W Y Z | ||
Yearwise: 2018 2017 2016 2015 2014 2013 2012 2011 2010 2000s 1990s 1980s 1970s 1960s 1950s 1940s 1930s | ||
Browse by Singer Name (Alphabetically): All A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z | ||
|
meri chahat rahegi hamesha jawa
jism dhalne se jajbat dhalte nahi
meri chahat rahegi hamesha jawa
jism dhalne se jajbat dhalte nahi
maut aane se bhi pyar marta nahi
dam nikalne se arman nikalte nahi
lakh toofan ho hum na ghabrayenge
tu na aayegi milne to hum aayenge
lakh toofan ho hum na ghabrayenge
tu na aayegi milne to hum aayenge
jaan par khelne se jhijhakte hai jo
wo mohabbat ki raho pe chalte nahi
jaan par khelne se jhijhakte hai jo
wo mohabbat ki raho pe chalte nahi
humne choda na chodenge daman tera
jisko apna liya usko apna liya
humne choda na chodenge daman tera
jisko apna liya usko apna liya
ho sake to hame umar bhar aazma
mausmo ki tarah hum badalte nahi
ho sake to hame umar bhar aazma
mausmo ki tarah hum badalte nahi
tu mile na mile par salamat rahe
dur hi ki sahi tujhse nissbat rahe
tu mile na mile par salamat rahe
dur hi ki sahi tujhse nissbat rahe
zindagi bhar teri mujhko hasrat rahe
hasrato ke bina khwab palte nahi
zindagi bhar teri mujhko hasrat rahe
hasrato ke bina khwab palte nahi
meri chahat rahegi hamesha jawa
jism dhalne se jajbat dhalte nahi
maut aane se bhi pyar marta nahi
dam nikalne se arman nikalte nahi
ram rahim karishan karim
yaso mashi or ibrahim
sabki hai ik hi talim
ram rahim karishan karim
yaso mashi or ibrahim
sabki hai ik hi talim
ram rahim karishan karim
om hari om om hari om
kashi ka mathura mad ke ek hi noor samaya
kisi ne sajda kiya use
or kisi ne shish nawaya
kone kone bhatak chuke
tab hamne bhed ye paya
sabki hai ik hi talim
ram rahim karishan karim
yaso mashi or ibrahim
sabki hai ik hi talim
ram rahim karishan karim
om hari om om hari om
bhale karam kar dunia me
ye karam hai nek kamai
in karmo me chupi hai
sare dharmo ki sachai
jisne ache karam kiye
har dharam ki laz nibhai
dharam ki laz nibhai
sabki hai ik hi talim
ram rahim karishan karim
yaso mashi or ibrahim
sabki hai ik hi talim
ram rahim karishan karim
om hari om om hari om
ishwar se allah alag
allah se ishwar juda nahi
ye mat soch tere karmo ka
us malik ko pata nahi
sau pardo me pap kare tu
phir bhi usse chupa nahi
phir bhi usse chupa nahi
sabki hai ik hi talim
ram rahim karishan karim
yaso mashi or ibrahim
sabki hai ik hi talim
ram rahim karishan karim
om hari om om hari om
tu darr mat darr mat yara gam kar mat kar mat yara
pal do pal dhum macha le yu mar mat mar mat yara
kal kisne dekha kal aaye to sayad hum na ho
tu darr mat darr mat yara gam kar mat kar mat yara
pal do pal dhum macha le yu mar mat mar mat yara
kal kisne dekha kal aaye to sayad hum na ho
tu darr mat darr mat yara
ye raat bahaki bahaki ye julf mahaki mahaki
ye jism kora kora, ye rang gora gora
ye hont kanpe ye sans hanpe hanpe
ye mastiyo ke ghere ye makhmali andhere
kal kisne dekha kal aaye to sayad hum na ho
tu darr mat darr mat yara gam kar mat kar mat yara
pal do pal dhum macha le yu mar mat mar mat yara
kal kisne dekha kal aaye to sayad hum na ho
tu darr mat darr mat yara
kis kaam ka hai yara ye dur ka najara
ye gal bad ke chu le, ye bal bad ke chu le
kuch paav thartharaye kuch jism rasrasaye
nas nas badal ke phadake sine me aag bhadake
kyu dil se mil ke dhadke
kal kisne dekha kal aaye to sayad hum na ho
tu darr mat darr mat yara gam kar mat kar mat yara
pal do pal dhum macha le yu mar mat mar mat yara
kal kisne dekha kal aaye to sayad hum na ho
tu darr mat darr mat yara
jisne bhi dil ko toka khud ko diya hai dhokha
aaj dur gham se ho ja bebat hum se ho ja
ye aish do gadi ka hoga jo jidagi ka
baho me mujhko dhar le ehsan khud pe kar le
har kauf se tu dar le
kal kisne dekha kal aaye to sayad hum na ho
tu darr mat darr mat yara gam kar mat kar mat yara
pal do pal dhum macha le yu mar mat mar mat yara
kal kisne dekha kal aaye to sayad hum na ho
tu darr mat darr mat yara
Chod Are Ja Mujhe Na Pakad - छोड़ अरे जा मुझे ना पकड़
www.hindigeetmala.net/song/chod_are_ja_mujhe_na_pakad.htm
Oct 24, 2012
Chod Are Ja Mujhe Na Pakad ; Singer: Mohammed Rafi, Asha Bhosle ; Movie: Mehmaan (1974) ; Actor: Rekha ...chhod are ja mujhe na pakad chhod are ja mujhe na pakad haye meri jaan aise na bigad are aise na bigad chhod are ja mujhe na pakad haye meri jaan aise na bigad are aise na bigad chhod are ja mujhe na pakad karne ko kar chahe jitane jatan chhune nahi dungi tujhe apna badan karne ko kar chahe jitane jatan chhune nahi dungi tujhe apna badan hat are maan piche nahi pad haye meri jaan aise na bigad aise na bigad are chhod ja mujhe na pakad royegi jo chune wala koi na mila karegi akele me nasibo ka gila sun idhar aa yuhi na akad haye meri jaan aise na bigad are aise na bigad chhod are ja mujhe na pakad chuna hai to sikh jara chune ka chalan aise nahi chhu ke mera dukhe sara tan chuna hai to sikh jara chune ka chalan aise nahi chhu ke mera dukhe sara tan dur jara dur dur baju na lagan haye meri jaan aise na bigad chhod are ja mujhe na pakad haye meri jaan aise na bigad aise na bigad, aah, chhod
Khule Gagan Ke Niche Lyrics - Mehmaan | Meenu Purushottam | Ravi
Khule Gagan Ke Niche Lyrics
khule gagan ke niche panchhighume dali dali
main kya janu udna kya hai
main pinjre ki pali
khule gagan ke niche panchni
seeshe ke tabut me jaise machhli matha patke
patthar ke is bandi ghar me meri aatma bhatke
gamle ke iss phool ka jivan
meri katha sunaye
isi ke ander khile bichara
isi me murjha jaye
khule gagan ke niche panchhi
hindigeetmala.net
.................................................................................................
Chhod arrey jaa mujhe na pakadby Atul |
New post on Atul’s Song A Day- A choice collection of Hindi Film & Non-Film Songs |
Quite
an interesting and fun song, even if much of the fun is inadvertent.
This is a song from nearly five decades ago. I have been watching this
song and listening to it for the first time in true tubelight fashion. I
got to watch this song only because the lyrics of this song were sent
to me by Avinash Scrapwala.
Video
Song-Chhod arrey ja mujhe na pakad (Mehmaan)(1973) Singers-Asha Bhonsle, Rafi, Lyrics-Sahir Ludhianvi, MD-Ravi
Search filters
Song-Chhod arrey ja mujhe na pakad (Mehmaan)(1973) Singers-Asha Bhonsle, Rafi, Lyrics-Sahir Ludhianvi, MD-Ravi
Lyrics(Provided by Avinash Scrapwala)
Chhod
Arey ja
Mujhe na pakad
Chhod
Arey ja
Mujhe na pakad
Haaye
Meri jaan
Aise na bigad
Arey aise na bigad
Aha
Chhod
Arey ja
Mujhe na pakad
Haaye
Meri jaan
Aise na bigad arey aise na bigad
Oh
Chhod
arey ja ja
Mujhe na pakad
Arey ja
Mujhe na pakad
Chhod
Arey ja
Mujhe na pakad
Haaye
Meri jaan
Aise na bigad
Arey aise na bigad
Aha
Chhod
Arey ja
Mujhe na pakad
Haaye
Meri jaan
Aise na bigad arey aise na bigad
Oh
Chhod
arey ja ja
Mujhe na pakad
Karne ko kar chaahe jitne jatan
Chhoone nahin doongi tujhe apna badan
Karne ko kar chaahe jitne jatan
Chhoone nahin doongi tujhe apna badan
Chhoone nahin doongi tujhe apna badan
Hat
Arey maan
Peechhe nahin pad
Haaye meri jaan
Aise na bigad arre aise na bigad
Ho
chhod
Arey ja
Mujhe na pakad
Chhoone nahin doongi tujhe apna badan
Karne ko kar chaahe jitne jatan
Chhoone nahin doongi tujhe apna badan
Chhoone nahin doongi tujhe apna badan
Hat
Arey maan
Peechhe nahin pad
Haaye meri jaan
Aise na bigad arre aise na bigad
Ho
chhod
Arey ja
Mujhe na pakad
Royegi jo chhoone waala koi na mila
Hmm
Karegi akele me naseebon ka gila
O ho
Royegi jo chhoone waala koi na milaa
Karegi akele mein naseebon ka gilaa
Karegi akele mein naseebon ka gilaa
Sun
haa
Idhar aa
Yoonhi na akad
Haaye meri jaan
Aise na bigad arey aise na bigad
Oh
Chhod
arey ja ja
Mujhe na pakad
Hmm
Karegi akele me naseebon ka gila
O ho
Royegi jo chhoone waala koi na milaa
Karegi akele mein naseebon ka gilaa
Karegi akele mein naseebon ka gilaa
Sun
haa
Idhar aa
Yoonhi na akad
Haaye meri jaan
Aise na bigad arey aise na bigad
Oh
Chhod
arey ja ja
Mujhe na pakad
Chhoona hai to seekh zaraa chhoone ka chalan
Aise nahin chhoo ke mera dukhe saara tan
Chhoona hai to seekh zaraa chhoone ka chalan
Aise nahin chhoo ke mera dukhe saara tan
Aise nahin chhoo ke mera dukhe saara tan
Door
Zaraa door door
Baazu na ragad
Haaye
meri jaan aise na bigad
Arey aise na bigad
ho Chhod
arey ja
mujhe na pakad
Haaye ae meri jaan
aise na bigad
Arey aise na bigad
Aah
Chhod
Aise nahin chhoo ke mera dukhe saara tan
Chhoona hai to seekh zaraa chhoone ka chalan
Aise nahin chhoo ke mera dukhe saara tan
Aise nahin chhoo ke mera dukhe saara tan
Door
Zaraa door door
Baazu na ragad
Haaye
meri jaan aise na bigad
Arey aise na bigad
ho Chhod
arey ja
mujhe na pakad
Haaye ae meri jaan
aise na bigad
Arey aise na bigad
Aah
Chhod