Darbar | Nanubhai Vakil | Mahipal, Chitra, Tiwari, Sunder, Niranjan Sharma, Sunder | Costume | Music: Hansraj Behl Lyrics: Asad Bhopali |
Web results
Darbar (1955) .... See what movies and TV series you can watch for free today, and visit IMDb Freedive for even more. Select any poster below to play the movie!
Director:
Nanubhai VakilStars:
Chitra, Mahipal, Niranjan Sharma | See full cast & crew » Add an image Do you have any images for this title?
Edit
Storyline
Add Full Plot | Add SynopsisGenres:
FantasyParents Guide:
Add content advisory for parents »
Edit
See full technical specs »
Details
Country:
IndiaLanguage:
HindiRelease Date:
1 January 1955 (India) See more »Company Credits
Show more on
IMDbPro »
Technical Specs
Color:
Black and White
Darbar starring Mahipal and Kammo in the lead role. Find story, trailers, cast & crew, photo gallery, videos, songs, box office collection & every news Darbar film ...
Crew
Lyrics and video of songs from Movie / Album : Darbaar (1955); Music by: Hansraj Behl; Singer(s): Asha Bhosle, Madhubala Zaveri, Talat Mahmood, Geeta Dutt, ...
Browse Movie Titles (Alphabetically): 0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W Y Z | ||
Yearwise: 2018 2017 2016 2015 2014 2013 2012 2011 2010 2000s 1990s 1980s 1970s 1960s 1950s 1940s 1930s | ||
Browse by Singer Name (Alphabetically): All A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z | ||
|
.
M D-------------------------HANSRAJ BEHEL LYRICS--------------------ASAD BHOPALI.
A Tribute To Great
TALAT MEHMOOD on His 20th Death Anniversary on 09/05/2018*] ~~~~~~~~~~~~~~~-MD~~-Great ...
teri ada par nisaar karne teri ada par nisaar karne mai dil ko laya, teri gali me mai dil ko laya, teri gali me teri ada par nisaar karne mai dil ko laya, teri gali me mai dil ko laya, teri gali me zamane bhar ka hasin tohfa zamane bhar ka hasin tohfa mai dil ko laya, teri gali me mai dil ko laya, teri gali me teri ada par nisaar karne mai dil ko laya, teri gali me mai aisi kaafir najar ke sadke mai aisi kaafir najar ke sadke ki jisne mera gurur toda jo sar kahin bhi, na jhuk saka tha wo sar jhukaya teri gali me wo sar jhukaya teri gali me teri ada par nisaar karne mai dil ko laya, teri gali me bade maje ka hua ye sauda bade maje ka hua ye sauda teri amanat, tujhi ko de di jo dil mila tha teri gali me wo dil lutaya teri gali me wo dil lutaya teri gali me teri ada par nisaar karne mai dil ko laya, teri gali me
kya paya duniya ne kya paya duniya ne do pyar bhare dil tod ke kya paya duniya ne kya paya duniya ne gum sehne padte hai gum sehne padte hai ulfat se nata jod ke gum sehne padte hai gum sehne padte hai ji bhar ke hum dekh sake na khushiyo ke din char ho milke hi hum bichhad gaye mera rota reh gaya pyar rota reh gaya pyar dukh aaye ghir ghir ke dukh aaye ghir ghir ke sukh chale gaye muh mod ke kya paya duniya ne kya paya duniya ne tum ho juda dushman hai jamana ruthi hai takdir ho kaate mujrim najre kaidi paavo mein janjir paavo mein janjir marne ka irada hai marne ka irada hai deewaro se sar fodke gum sehne padte hai gum sehne padte hai ji chahe bedard jamana rang khushi ke sath ho pyar ka suraj phir chamakega kat jayegi raat kat jayegi raat najar na jhuka dena najar na jhuka dena ummid ka daaman chhod ke gum sehne padte hai gum sehne padte hai
yu hi aankhon mein aankhe daal sanam tu baitha rahe main dekha karu tu baitha rahe ji main dekha karu hume chhu na sake duniya ke sitam tu baitha rahe main dekha karu tu baitha rahe ji main dekha karu dil kehta hai tujhko sajde karu dil kehta hai tujhko sajde karu tere sath jiyu tere sath maru jab tak rahe mere dum mei dum tu baitha rahe main dekha karu tu baitha rahe ji main dekha karu najre hai jaha dil bhi hai wahi najre hai jaha dil bhi hai wahi ye soch kabhi bujhne ki nahi jalwo ki kasam surat ki kasam tu baitha rahe main dekha karu tu baitha rahe ji main dekha karu ae malik mere nindo ke ae malik mere nindo ke o khwab mere ummido ke tera pyar na ho kabhi dil se kam tu baitha rahe main dekha karu tu baitha rahe ji main dekha karu yu hi aankhon mein aankhe daal sanam tu baitha rahe main dekha karu tu baitha rahe ji main dekha karu
dupatta mera dhalak gaya dhalak gaya sar se haye dupatta mera dupatta mera dhalak gayadhalak gaya sar se o dhalak gaya sar se sarak gaya sar se dupatta mera dupatta mera dhalak gaya dhalak gaya sar se haye dupatta mera dhalka dupatta to jholi bana li failake jholi main banke sawali mangu dil ki murad kar do dil mera saath kar do dil mera saath main to bhuli na jaungi is dar pe dupatta mera dhalak gaya dhalak gaya sar se haye dupatta mera sunti hu tum to ho sabke sahare aayi hu aaj main bhi dar pe tumhare sun lo meri pukar jholi bhar do sarkar o jholi bhar do sarkar meri bigdi banegi isi dar se dupatta mera dhalak gaya dhalak gaya sar se haye dupatta mera luta chamn ho meri zalim fija ne dil pe girai bijli phir aasma ne tuti har ek aas zindagi hai udas o ho zindagi hai udas aapki rahmat idhra bhi zara barse dupatta mera dhalak gaya dhalak gaya sar se haye dupatta mera dupatta mera dhalak gaya dhalak gaya sar se haye dupatta mera
lut liya, lut liya kisi garib ka ghar baadshah ne lut liya kisi garib ka ghar kisi garib ka ghar baadshah ne lut liya karu main kis se gila karu main kis se gila jab khuda ne lut liya kisi garib ka ghar kisi garib ka ghar baadshah ne lut liya lahu se dil ke jalaya tha jo chiraag humne lahu se dil ke jalaya tha jo chiraag humne usi chiraag ko zaalim usi chiraag ko zaalim hawa ne lut liya kisi garib ka ghar duhai hai are insaaf ki duhai hai duhai hai are insaaf ki duhai hai ki ek fakir ko ki ek fakir ko aalampana ne lut liya karu main kis se gila karu main kis se gila jab khuda ne lut liya kisi garib ka ghar kisi garib ka ghar baadshah ne lut liya
hum kyu rote hai rato ko hum kyu rote hai rato ko koi kya jane in bato ko hum kyu rote hai rato ko chup reh ke har ek gam sehte hai tanhai me aansu behte hai chup reh ke har ek gum sehte hai tanhai me aansu behte hai hum sab chhipay bithe hai kyu be mausam barsato ko hum kyu rote hai rato ko tuta hua dil baichain nazar din rat sulagne wala jigar tuta hua dil baichain nazar din rat sulagne wala jigar ae pyar bata de jaye kidhar hum hai ke teri sogato ko hum kyo rote hai rato ko dukh dard sahe shikwe na kiye har roj mare har roj jiye dukh dard sahe shikwe na kiye har roj mare har roj jiye humne bhi dua karne ke liye sau bar uthaya hatho ko hum kyu rote hai rato ko
meri jaan jati hai mujhko sambhalo meri jaan jati hai mujhko sambhalo o tauba ka jo jata hai usko bula lo usko bula lo meri jaan jati hai mujhko sambhalo meri jaan jati hai mujhko sambhalo bahare chaman se juda kar rahe ho bade na samaj ho ye kya kar rahe ho bade na samaj ho ye kya kar rahe ho jara socho samajho jara dekho bhalo o tauba ka jo jata hai usko bula lo usko bula lo meri jaan jati hai mujhko sambhalo main nagma hu lekin mera sath wo hai agar saaj main hu to aawaz wo hai agar saaj main hu to aawaz wo hai chale jao ruthe huye ko manalo o tauba ka jo jata hai usko bula lo usko bula lo meri jaan jati hai mujhko sambhalo khushi do ghadi ki hai gam jite ji tumhe kya mila dil dukhakar kisika tumhe kya mila dil dukhakar kisika mohabbat karo jindagi ka maja lo o tauba ka jo jata hai usko bula lo usko bula lo meri jaan jati hai mujhko sambhalo meri jaan jati hai mujhko sambhalo
pasand aya hai dil mera to apne pas rehne do pasand aya hai dil mera to apne pas rehne do mujhe sari khudai agar bura kehti hai kehne do pasand aya hai dil mera mujhe tumse mohobat hai me tumse pyar karta hu magar me tumse apni dasta kehne se darta hu zaba khulti nahi zaba khulti nahi ye dasta nazro se kehne do aji nazaro se kehne do pasand aya hai dil mera to apne pas rehne do mujhe sari khudai agar bura kehti hai kehne do pasand aya hai dil mera mubarakh ho tumahri muskurati zindagi tumko mere nakam rehne me jo hoti hai khushi tumko to me nakam hi acha to me nakam hi acha mujhe nakam rehne do aji nakam rehne do pasand aya hai dil mera to apne pas rehne do mujhe sari khudai agar bura kehti hai kehne do pasand aya hai dil mera abhi kya hai abhi to har kadam par chot khana hai magar dil ko tumahre pyar ke kabil banana hai mujhe ruswaiya mujhe ruswaiya apni khushi ke sath sehne do khushi ke sath sehne do pasand aya hai dil mera to apne pas rehne do mujhe sari khudai agar bura kehti hai kehne do pasand aya hai dil mera
Karoon Main Kis Se Gila Jab Khuda Ne | Talat Mahmood | Hansraj Behl | Prem Dhawan, Asad Bhopali | Darbaar (1955) |