Guzaara | S. M. Yusuf | Karan Dewan, Jabeen, Paro Devi, Naaz, S. M. Yusuf | Social Drama | Music: Ghulam Mohammad Lyrics: Raja Mehdi Ali Khan, Fauk Jaami, Munir Lakhnavi, |
no poster
Guzaara (1954) - IMDb
Director:
S.M. YusufStars:
Paro Devi, Karan Dewan, Jabeen Jalil | See full cast & crew »Cast
Credited cast: | |||
Paro Devi | |||
Karan Dewan | |||
Jabeen Jalil | |||
Manju | |||
Mirza Musharraf | |||
S.M. Yusuf |
Storyline
Add Full Plot | Add SynopsisGenres:
DramaParents Guide:
Add content advisory for parents »Details
Country:
IndiaLanguage:
HindiRelease Date:
1 January 1954 (India) See more »Company Credits
Technical Specs
Color:
Black and WhiteGuzara (1954) Cast - Actor, Actress, Director, Producer, Music Director ...
Cast
Chand Burke - IMDb
Crew
Chand Burque | Dustedoff
Karan Dewan | Movies, Actor - Bollywood MuVyz
Guzara : Lyrics and video of Songs from the Movie Guzara (1954)
Browse Movie Titles (Alphabetically): 0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W Y Z | ||
Yearwise: 2018 2017 2016 2015 2014 2013 2012 2011 2010 2000s 1990s 1980s 1970s 1960s 1950s 1940s 1930s | ||
Browse by Singer Name (Alphabetically): All A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z | ||
|
duniya ki halat naram naram
ho duniya ki halat naram naram
halwa chhodo puri chhodo
bhajiye khalo garam garam
ho duniya ki halat naram naram
tune bhi muft ki khai hai
kya tu bhi mera bhai hai
o kya tu bhi mera bhai hai
meri hi tarah honge mistar
tere pichhle janam ke karam karam
ho munna pichhle janam ke karam karam
ho duniya ki halat naram naram
halwa chhodo puri chhodo
bhajiye khalo garam garam
duniya ki halat naram naram
hum tumko kaha se de bhiksha
jakar ke khencho riksha
ho munna jakar ke khencho riksha
mat desh pe apne bojh bano
hai yahi hamara dharam dharam
hai yahi hamara dharam dharam
hoye duniya ki halat naram naram
halwa chhodo puri chodo
bhajiya khalo garam garam
duniya ki halat naram naram
chaar aane me insan bike
do aane me imaan bike
chaar aane me insan bike
do aane me imaan bike
ek aane me bhagwan bike
aye duniya walo shame shame shame
aye duniya walo sharam sharam
o duniya ki halat naram naram
halwa chhodo puri chhodo
bhajiye khalo garam garam
duniya ki halat naram naram
jhum jhum kar jhum jhum kar jhum jhum kar bahar nache pavan phul barsaye jhum jhum kar jhum jhum kar bahar nache pavan phul barsaye re rone ke din beet gaye hasne ke jamane aaye re hasne ke jamane aaye re jhum jhum kar jhum jhum kar ho ho ho ha ha ha ha la la la la main prem nagar ki dharti par ek sundar mahal banaungaE
ho main prem nagar ki dharti par Ek sundar mahal banaunga ek sundar mahal banaunga ho jiwan ki pyari rato me aasha ke deep jalaunga jiwan ki pyari rato me aasha ke deep jalaunga jiwan ke aakash pe ab khushiyon ke badal chhaye re rone ke din bite gaye hasne ke zamane aaye re hasne ke zamane aaye re jhum jhum kar jhum jhum kar jhum jhum kar ho ho ho ha ha ha ha la la la la main mahal tumhara khushiyo ke phulo se roz sajaungi aa main mahal tumhara khushio ke phulo se roz sajaungi phulo se roz sajaungi o aur prem pavan ke jhoko se rangin bahare laungi aur prem pavan ke jhoko se rangin bahare laungi aaj hue sab sapne pure kali kali muskaye re rone ke din bite gaye hasne ke jamane aaye re hasne ke jamane aaye re jhum jhum kar jhum jhum kar bahar nache pavan phul barsaye jhum jhum kar jhum jhum kar bahar nache pavan phul barsaye re
pal bhar me gayi tut wo
tadbir ke dhage
tadbir ke pal chalte hai
takdir ke aage
ro de jo koi dekhe
tasvir garibo ki
ban ban ke bigadti hai
takdir garibo ki ho takdir garibo ki
dukh dard ki aandhi me
jalta hai deeya apna
jalta hai deeya apna
jhuthi hai har ek aasha
jhutha hai har ek sapna
jhutha hai har ek sapna
yu thokre khati hai takdir garibo ki
ban ban ke bigadti hai
takdir garibo ki ho takdir garibo ki
insan bhi insa ka
humdard nahi hota
humdard nahi hota
dil rakhte hai sine me
par dard nahi hota
par dard nahi hota
ae duniya bata kya hai
takdir garibo ki
ban ban ke bigadti hai
takdir garibo ki ho takdir garibo ki
New post on Atul’s Song A Day- A choice collection of Hindi Film & Non-Film Songs |
|
jhuthi hai kahani teri
jhuthi hai teri shaan
jhuthi hai kahani teri
jhuthi hai teri shaan
tu kar hi nahi sakta hai
mushkil kabhi aasaan
mushkil kabhi aasaan
tu kar hi nahi sakta hai
mushkil kabhi aasaan
mushkil kabhi aasaan
har haal me humne to
subah shaam pukara
rahmaan kaha tujhko
kabhi raam pukara
rahmaan kaha tujhko
kabhi raam pukara
fir bhi tu humara nahi
o nirday bhagwaan
jhuthi hai kahani teri
jhuthi hai teri shaan
tu kar hi nahi sakta hai
mushkil kabhi aasaan
mushkil kabhi aasaan
majbur se asko pe taras tujhko na aaya
aahon pe garibo ki agar raham na khaya
aahon pe garibo ki agar raham na khaya
ghabra ke musibat se cheekh uthenge insaan
jhuthi hai kahani teri
jhuthi hai teri shaan
tu kar hi nahi sakta hai
mushkil kabhi aasaan
mushkil kabhi aasaan
barsaati rahi aag agar gham par ghataye
yun hi jo sulagti rahi jiwan ki chitaaye
do roj me ho jaayegi duniya teri shamshaan, bhagwaan
jhuthi hai kahani teri
jhuthi hai teri shaan
tu kar hi nahi sakta hai
mushkil kabhi aasaan
mushkil kabhi aasaan
Laye hum khilone
Rang rangeele pyare pyare
Laye hum khilone
Laye hum khilone
Bacho ke ye dil ke tukde
Lelo aune paune
Laye hum khilone
Mausi ye gudiya tumhari
Mausi ye gudiya tumhari
Bahu banke aayegi
Pyar se rakhogi
Tumhari ban jayegi
Tumhari ban jayegi
Isko tum satana na
Julm ispe dhana na
Chadan ko rulana ka
Karegi rasoi ye bichayegi bichone
Rang rangeele pyare pyare
Laye hum khilone
Bacho ke ye dil ke tukde
Lelo aune paune
Laye hum khilone
Nanad bhi idhar ki
Udhar na lagana
Bhabhi or bhaiya me
Mara mari na karana
Mara mari na karana
Dhudha miya dekho dunia
Pyar ki basana
Miya beewi jhagdenge to
Hasega jamana
Nanad ko satana na
Sas ko jalana na
Sasur ko chudana na
Bate nahi meri
Mithai ke hai gone
Rang rangeele pyare pyare
Laye hum khilone
Bacho ke ye dil ke tukde
Lelo aune paune
Laye hum khilone.
-
Rang Rangile Pyare Pyare Laaye Hum Khilone--Guzara(1954)--Lata Mangeshkar, Hridaynath Mangeshkar3:44
-
LATA JI~Film~GUZARA~{1954}~Pal Bhar Mein Gaye Toot Wo Tadbeer Ke Dhaage/Ro De Jo Koi Dekhe-[78RPM]3:36
===============================================
Music Director : Ghulam Mohammad : Lyrics and ... - HindiGeetMala
Description
Ghulam Mohammed was an Indian film score composer, who is most remembered for his work in Hindi musical-hit films like, Mirza Ghalib, Shama and Pakeezah. He received National Film Award for Best Music Direction for the film Mirza Ghalib.WikipediaWeb results
[New post] Jhoom jhoom kar bahaar naachey
| Apr 10, 2023, 1:49 PM (22 hours ago) | |||
“Guzaaraa-1954” is the earliest movie where Fauq Jami has written two songs.
“Guzaaraa-1954” was directed by S.M. Yusuf for ‘Aina Pictures, Bombay’.
S.M. Yusuf was also the producer of this movie.
This movie was passed by Censor Board on 15.09.1954.
The cast of this movie included Karan Deewan, Paro, Jabeen, Mirza Musharraf, Chand Barq, Baby Naaz, Romi, S.M. Yusuf, Manju, Tiwari, Balam, Faizi, Sangeeta, Chhagan Romeo, Mehru and others.
(HFGK Vol-III (1951-1960) mentions that this was the first movie of actress Jabeen).
“Guzaaraa-1954” has eight songs written by Raja Mehdi Ali Khan-five songs, Fauq Jami-two songs and Munir Lakhnavi- one song. (These eight songs included one multiple version song).
Music for this movie was composed by Ghulam Mohammad.
Four songs from this movie have been posted on the blog so far. A detail of these four songs is as given below.
SNo. | Song Title | Lyricist | Singer/s | Posted On |
---|---|---|---|---|
01 | Ban ban ke bigadti hai taqdeer gareebon ki | Raja Mehdi Ali Khan | Lata Mangeshkar | 29.02.2012 |
02 | Duniya ki haalat naram naram | Raja Mehdi Ali Khan | Mohd Rafi | 29.02.2020 |
03 | Rang rangeele pyaare pyaare laaye hum khilaune –Part-1 | Raja Mehdi Ali Khan | Lata | 15.03.2022 |
04 | Rang rangeele pyaare pyaare laaye hum khilaune –Part-2 | Raja Mehdi Ali Khan | Lata, Hridaynath Mangeshkar | 15.03.2022 |
Today we present the fifth song from this movie and the first one (out of two) written by Fauq Jami for this movie.
This song is sung by Shamshad Begam and Mohd Rafi. Music is composed by Ghulam Mohammed. Only audio of the today’s song is available.
Today’s song is a nice duet song between two lovers looking forward for joyful days ahead assuring each other for the long lasting relationship.
The boy singing …
‘main prem nagar ki dharti par
ik sundar mahal banaaungaa aa
ik sundar mahal banaaungaa aa
jeewan ki pyaari raaton mein
aashaa ke deep jalaaungaa’
And the girl very aptly returning with
main mahal tumhaaraa
khushiyon ke
phoolon se roz sajaaungi
aur prem pawan ke jhonkon se
rangeen bahaarein laaungi …
We on the blog pay our tributes to Fauq Jami today.
I would request seniors on the blog and knowledgeable readers to throw more light on this movie, its songs, and add more biographical information about the lyricist Fauq Jami.
Song-Jhoom jhoom kar bahaar naache(Guzaara)(1954) Singers-Shamshad Begam, Rafi, Lyrics-Fauq Jami, MD-Ghulam Mohammad
Both
Lyrics
jhoom jhoom kar
jhoom jhoom kar
jhoom jhoom kar
bahaar naache
pawan phool barsaaye re ae
jhoom jhoom kar
jhoom jhoom kar
bahaar naache
pawan phool barsaaye re ae
rone ke din beet gaye
hansne ke zamaane aaye re ae
hansne ke zamaane aaye re ae
jhoom jhoom kar
jhoom jhoom kar
jhoom jhoom kar
ho o o o o o o o o o o
ahaa haa
la la laa aa
main prem nagar ki dharti par r r
ik sundar mahal banaaungaa aa
ho o o o o o o o
main prem nagar ki dharti
par
ik sundar mahal banaaungaa aa
ik sundar mahal banaaungaa aa
ho o o o o o o o
jeewan ki pyaari raaton mein
aashaa ke deep jalaaungaa
jeewan ki pyaari raaton mein
aashaa ke deep jalaaungaa
jeewan ke aakaash pe ab
khushiyon ke baadal chhaaye re ae
rone ke din beet gaye
hansne ke zamaane aaye re ae
hansne ke zamaane aaye re ae
jhoom jhoom kar
jhoom jhoom kar
jhoom jhoom kar
o o o o o o o o o o o
ahaa haa
la la laa aa
main mahal tumhaaraa
khushiyon ke ae ae
phoolon se roz sajaaungi ee
aa aa aa aa aa aa
main mahal tumhaaraa
khushiyon ke
phoolon se roz sajaaungi
phoolon se roz sajaaungi
o o o o o o o o
aur prem pawan ke jhonkon se
rangeen bahaarein laaungi
aur prem pawan ke jhonkon se
rangeen bahaarein laaungi
aaj huye sapne sab poore
kali kali muskaaye re ae
rone ke din beet gaye
hansne ke zamaane aaye re ae
hansne ke zamaane aaye re ae
jhoom jhoom kar
jhoom jhoom kar
bahaar naachein
pawan phool barsaaye re ae
jhoom jhoom kar
jhoom jhoom kar
jhoom jhoom kar