Indian films and posters from 1930: film (Majboor)(1974)
https://bombaymann2.blogspot.com/2015/12/film-majboor1974.html
Indian films and posters from 1930: film (Majboori)(1986)
========================================
film (Majboori)(1954)Majboori | Ram Daryani | Balraj Sahni, Shyama, Jeevan, Kumar, Gope, Gulab, Pramila | Social Drama | Music: Robin Chatterjee Lyrics: D. N. Madhok, P Gaafil |
Majboori (1954) Cast - Actor, Actress, Director, Producer, Music ...
Majboori (1954) - IMDb
Director:
Ram DaryaniStars:
Gulab, Jeevan, M. Kumar | See full cast & crew »Cast
Credited cast: | |||
Gulab |
|
|
|
Jeevan |
|
|
|
M. Kumar |
|
|
|
Balraj Sahni |
|
|
|
Shyama |
|
|
Details
Country:
IndiaLanguage:
HindiAlso Known As:
Chhoti Bahen See more »Company Credits
Technical Specs
Sound Mix:
MonoColor:
Black and WhiteMajboori | Atul's Song A Day- A choice collection of Hindi Film & Non ...
Majboori : Lyrics and video of Songs from the Movie Majboori (1954)
Browse Movie Titles (Alphabetically): 0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W Y Z | ||
Yearwise: 2018 2017 2016 2015 2014 2013 2012 2011 2010 2000s 1990s 1980s 1970s 1960s 1950s 1940s 1930s | ||
Browse by Singer Name (Alphabetically): All A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z | ||
|
aankhe bhari hui hai aur dil bhara hua hai in badlo ke piche malum nahi kya hai aye dil mere na ro aye dil mere na ro aye dil mere na ro tham jao aasuo kis hal me hu main unko khabar na ho aye dil mere na ro kyu chand badlo me rutosh ho gaya hai kyu chand badlo me rutosh ho gaya hai tara meri kismat ka kyu haye kho gaya hai o aasman wale ab to daya karo kis hal me hu main unko khabar na ho aye dil mere na ro o kali ghatao tum ye unse jake kahna o kali ghatao tum ye unse jake kahna wo waqt jab nahi hai ye waqt nahi rahna jalti hui shakti kahte hai tere jag ko kis hal me hu main unko khabar na ho aye dil mere na ro
ye bahta hua pani samjha raha hai ke wo din aa raha hai aa raha hai ye bahta hua pani samjha raha hai ke wo din aa raha hai aa raha hai ye udta hua panchi kuch ga raha hai ke wo din aa raha hai aa raha hai jab tum hamare hum tumhare honge muh se kuch na kahenge ishare honge mera dil mujhse kahe ja raha hai ke wo din aa raha hai aa raha hai ye udta hua panchi kuch ga raha hai ke wo din aa raha hai aa raha hai wo rate wo bate wo ghate pyar wali haule haule jindagi me lo aane lagi hariyali mera dil mujhse kahe ja raha hai ke wo din aa raha hai aa raha hai ye udta hua panchi kuch ga raha hai ke wo din aa raha hai aa raha hai kagaz ki nav kisne kagaz ki nav kisne pani me hai bahai kisi tute hue dil ki fariyad waisi aayi kisi tute hue dil ki fariyad waisi aayi ishara muhjko diya ja raha hai ke wo din aa raha hai aa raha hai ye bahta hua pani samjha raha hai ke wo din aa raha hai aa raha hai
aankhe ro ro haar gayi aankhe ro ro haar gayi armaan tadap kar chur huye aise me dil thaam ke hum haan kahne par majboor huye aankhe ro ro haar gayi rote armaano aao lag jaao kaleje se mere rote armaano aao lag jaao kaleje se mere jo tumne gharonde baandhe the haaye wo gharonde chur huye aankhe ro ro haar gayi armaan tadap kar chur huye aise me dil thaam ke hum haan kahne par majboor huye aankhe ro ro haar gayi jis duniya me humne laakho shauk se phool khilaaye the jis duniya me humne laakho shauk se phool khilaaye the ek bujhe dil ko lekar hum us duniya se dur huye aankhe ro ro haar gayi armaan tadap kar chur huye aise me dil thaam ke hum haan kahne par majboor huye aankhe ro ro haar gayi
bahaaro ne chheda khushi ka taraana bahaaro ne chheda khushi ka taraana meri aaj unse mulaakat hogi meri aaj unse mulaakat hogi bahaaro ne chheda khushi ka taraana salaame mohabbat mai unse kahunga salaame mohabbat mai unse kahunga taraana wafaa ka suna ke rahunga dil ko yakin wo baat meri maan jaayenge dil ko yakin wo baat meri maan jaayenge bahaaro ne chheda khushi ka taraana bahaaro ne chheda khushi ka taraana mohabbat ki raaho me jeene se pahale mohabbat ki raaho me jeene se pahale lagaaunga unko mai seene se pahle wo pyaar ke ikaraar ko pahchaan jaayenge wo pyaar ke ikaraar ko pahchaan jaayenge bahaaro ne chheda khushi ka taraana bahaaro ne chheda khushi ka taraana mukaddar se aaye mulaakat ke din mukaddar se aaye mulaakat ke din ye din bhi hai unke inaayaat ke din hum aaj banke husn ke mehamaan jaayenge hum aaj banke husn ke mehamaan jaayenge bahaaro ne chheda khushi ka taraana bahaaro ne chheda khushi ka taraana meri aaj unse mulaakat hogi bahaaro ne chheda khushi ka taraana bahaaro ne chheda khushi ka taraana bahaaro ne chheda khushi ka taraana
|
Aaye Khushiyo Ke Din Gum Ke Badal
1.00 - 1 votes
| Meena Kapoor | Robin Chatterjee | D N Madhok | ||
Ek Din Radha Ne Li Ghanshyam Ki Murali Churay
1.00 - 1 votes
| Meena Kapoor | Robin Chatterjee | P. Gaafil |
Tere poojan ko Bhagwaan bana man mandir aalishaan
by Atul
Song-Tere poojan ko Bhagwaan bana man mandir aalishaan(Majboori)(1954) Singers- Hamida Bano, Asha Bhosale, Lyricist- D N Madhok, MD-Robin Chatterjee
Lyrics
Tere poojan ko Bhagwaan
Bana man mandir aalishaan
Tere poojan ko Bhagwaan
Bana man mandir aalishaan
kaun banaaye teri moorat
kisne dekhi teri soorat
kaun banaaye teri moorat
kisne dekhi teri soorat
kaun banaaye teri moorat
kisne dekhi teri soorat
saare jag mein roop hai tera
saare jag mein roop hai tera
andekhe Bhagwaan
Bana man mandir aalishaan
Tere poojan ko Bhagwaan
Bana man mandir aalishaan
saagar teri shaan dikhaaye
parvat tera khauf jataaye(??)
saagar teri shaan dikhaaye
parvat tera khauf jataaye(??)
saagar teri shaan dikhaaye
parvat tera khauf jataaye(??)
kaliyon mein hai khushboo teri
kaliyon mein hai khushboo teri
phoolon mein muskaan
Bana man mandir aalishaan
Tere poojan ko Bhagwaan
Bana man mandir aalishaan
Tere poojan ko Bhagwaan
Bana man mandir aalishaan
-
Asha Bhosle - Aankhen Ro Ro Haar Gayi - Majboori (1954)3:17
-
Yeh bahta hua pani--Majboori(1954)--Asha Bhosle3:47