Mastani | Dhirubhai Desai | Nigar Sultana, Manhar Desai, Shahu Modak, Jankidas, Agha, Ratnamala | Costume | Music: B. N. Bali Lyrics: Raja Mehdi Ali Khan, Omar Khayyam Saharanpuri, B. D. Mishra |
Koi Aisi Ho Mastani Ki Jispe Dil Ko | Mastani 1955 | Mohammed Rafi ...
Mastani 1955 - Osianama
Mastani
Director:
Dhirubhai DesaiStars:
Agha, Manher Desai, Shahu Modak | See full cast & crew »Cast
Credited cast: | |||
Agha | |||
Manher Desai | |||
Shahu Modak | |||
Ratnamala | |||
Niranjan Sharma | |||
Nigar Sultana |
Details
Country:
IndiaLanguage:
HindiMastani (1955) Cast - Actor, Actress, Director, Producer ... - Cinestaan
Cast
Seeta Bose - IMDb
Manher Desai - IMDb
Ratnamala - IMDb
Ratnamala | Movies, Actor - Bollywood MuVyz
Crew
Mastani : Lyrics and video of Songs from the Movie Mastani (1955)
Browse Movie Titles (Alphabetically): 0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W Y Z | ||
Yearwise: 2018 2017 2016 2015 2014 2013 2012 2011 2010 2000s 1990s 1980s 1970s 1960s 1950s 1940s 1930s | ||
Browse by Singer Name (Alphabetically): All A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z | ||
|
dil tut gaya
dil tut gaya har tukade se
aawaaj sunaai deti hain
dil tut gaya hai tukade se
bedard teri tasveer dikhaai deti hain
dil tut gaya har tukade se
aawaaj sunaai deti hain
khoy hain garibi me, kaante meri raahe me
anjaa me wafaai hain, kya teri nigaaho me
har saans me hain
har saans me hian ye hi shikawaa
har chaah duhaai deti hain
dil tut gaya
aabaad gulistaa ki, barbaad nishaani hain
maasum mohabaat hain, majbur jawaani hain
kismat se mile, dil pyaar bhare
ab duniyaa judaai deti hain
dil tut gaya
bhulkar bhi bhula na sake, dildaar tera gam
bliyaa hain duaa meri, tu saad rahe hardam
barbaad meri
barbaad meri, ulfat tujhko
badale me bhalai deti hain
dil tut gaya
amiro ke bhagwan garibo ko sataya na karo
pudine ki chatni se rotiya khilaya na karo
amiro ke bhagwan garibo ko sataya na karo
pudine ki chatni se rotiya khilaya na karo
unko unche mahal diye hai humko chhoti si kutiya
unka beda tair raha hai dubi apni lutiya, lutiya
haye dubi apni lutiya
kismat ke sagar me yu gote khilvaya na karo
pudine ki chatni se rotiya khilaya na karo
mai jata hu shikayat karne
uske dar par ro ro marne, ro ro marne
chal chal mere khatare, bhagwan ke daware
bhagwan ke daware
chal chal mere khatare, bhagwan ke daware
bhagwan ke daware
tu kaun se gagan me bhagwan so raha hai
bhagwan so raha hai
tere jaha me kitna andher ho raha hai
andher ho raha hai
aawaz meri sun le sabse bade khivaiya
kahe ko khali pili duniya dubo raha hai
duniya dubo raha hai, duniya dubo raha hai
andher ho raha hai bhagwan so raha hai
Koi Aisi Ho Mastani Mohammad Rafi Film Mastani Music by BN Bali
aa aa aa
koi aisi ho mastaani
ki jisape dil ko pyaar aaye
jo roye to gire shabnam
hanse to chaandani chhaye
ada se bijali giraaye, machal ke jhumati aaye
nazar se masti lutaaye, usi ka main hu diwaana
usi ka main hu diwaana, usi ka main hu diwaana
usi ka main hu diwaana
ho ho ho ho
usi ka main hu diwaana, usi ka main hu diwaana
usi ka main hu diwaana
dikhaaye julfo ki shokhi to ek nasha chhaye
dikhaaye julfo ki shokhi to ek nasha chhaye
vo muskuraaye to sine se dil nikal jaaye
hay dil nikal jaaye
vo meri shamma ho main hu jisaka parwaana
usi ka main hu diwaana, usi ka main hu diwaana
usi ka main hu diwaana
ho ho ho ho
usi ka main hu diwaana, usi ka main hu diwaana
usi ka main hu diwaana
lde jo aankh, kaleje pe chhuri chal jaaye
lde jo aankh, kaleje pe chhuri chal jaaye
hasin ho to wo aisi ho jo sitam dhaaye
haay jo sitam dhaaye
dikhaaye nakhare to aa jaaye us pe mar jaana
usi ka main hu diwaana, usi ka main hu diwaana
usi ka main hu diwaana
ho ho ho ho
usi ka main hu diwaana, usi ka main hu diwaana
usi ka main hu diwaana
ada se bijali giraaye, machal ke jhumati aaye
nazar se masti lutaaye, usi ka main hu diwaana
usi ka main hu diwaana, usi ka main hu diwaana
usi ka main hu diwaana
dekho jhumti jhumti barsat
chalo ghume ghume kahi sath
chhodo chhodo mera hath mujhe time nahi
o chhodo chhodo mera hath mujhe time nahi
dekho jhumti jhumti barsat
chalo ghume ghume kahi sath
chhodo chhodo mera hath mujhe time nahi
aapki mummy ne ki thi aapse meri shadi
dil ye kahta bande teri ho gayi barbadi
kya karu mai waqt to de baithi hu sade sat ka
chhut jayega kisi se wada mulakat ka
wada mulakat ka
mere dost hai dost jagannath
bura manege manege o nar
wo ladenge mere sath mujhe time nahi
dekho jhumti jhumti barsat
chalo ghume ghume kahi sath
ho chhodo chhodo mera hath mujhe time nahi
chhodo chhodo mera hath mujhe time nahi
zimi aur pipi ko ghar me kaun sambhalega
arey zimi aur pipi ko ghar me kaun sambhalega
jab royenge unko chiku gale laga lega
gale laga lega
chiku aalu batate ki bhazi tale
bhai gusse me baithi hai mujhse jale
chiku aalu batate ki bhazi tale
chiku chiku aaya ji
tal raha hu anda anda hoga thanda
sahab marega danda ho jaunga thanda
dekho baz rahe hai khadtal
seth dega dega mujhe lat
dard hoga sari rat mujhe time nahi
dekho jhumti jhumti barsat
chalo ghume ghume kahi sath
ho chhodo chhodo mera hath mujhe time nahi
chhodo chhodo mera hath mujhe time nahi
mujhe nikkar to pehna do mujhe paudar to laga do
ek lori to ga do mata ji ek lori to ga do mata ji
chalo bhago bhgao bhago mujhe time nahi
mata chhod de chhod de din rat
hum to ho gaye ho gaye anath
chahe din ho chahe rat mujhe time nahi
hello hello anath aasram anath aasram
vande mataram
is ghar me ghar me do anath
inhe le jao le jao apne sath
yaha bahut hai anath mujhe time nahi
yaha bahut hai anath hume time nahi
suno suno ae duniya walo
do bacho ki ajab kahani
pade mushibat me hum dono
jabse mar gayi apni nani
fashion wali mao ke ghar
jo bache paida hote hai
maye to hansti hai sadak me
bache ghar me rote hai
ae bharat ke bacho dekho
apni kadar na khona
fashion wali mao ke ghar
tum kabhi na paida hona
dekho jhumti jhumti barsat
chalo ghume ghume kahi sath
ho chhodo chhodo mera hath mujhe time nahi
chhodo chhodo mera hath mujhe time nahi
dekho jhumti jhumti barsat
chalo ghume ghume kahi sath
basre ki hur gori gori
milne ko aayi chori chori
hotho pe naam tera lele salam mera
nazre hai kaji tere dil hai gulam tera
nazre hai kaji tere dil hai gulam tera
chandola chandola chala chandola
chandola chandola chala chandola
chand me sama ke jaha chandola
oo mere habib aaja dil ke karib aaja
dur rahne wale
aayi bahar hai aankho me pyar hai
dil me karar hai jina dushvar hai
basre ki hur gori gori
milne ko aayi chori chori
hotho pe naam tera lele salam mera
nazre hai kaji tere dil hai gulam tera
nazre hai kaji tere dil hai gulam tera
chandola chandola chala chandola
chandola chandola chala chandola
chand me sama ke jaha chandola
o mere hasin sathi thodi si raat baki
dil ki duniya basa le
aankho ka jaam le dil ka paiyam le
daman ko tham le himmat se kam le
basre ki hur gori gori
Gaadee waale ho o zara dheere dheere chalna
|
GADI WALE GADI DHEERE - MOTHER INDIA - YouTube
jalta dil-e-naushad hain
jalta dil-e-naushad hain malum nahi kyon
fir lab pe teri yaad hain malum nahi kyon
hay lab teri yaad hain malum nahi kyon
ulfat ne aake chhin li mujhse meri khushi
aati hain jamaane ko mere haal pe hanshi
aati hain jamaane ko mere haal pe hanshi
ho ho mere haal pe hansi
duniyaa meri barbaad hain
duniyaa meri barbaad hain, malum nahi kyo
hay lab pe teri yaad hain malum nahi kyo
fir lab pe teri yaad hain malum nahi kyo
aati hain yaad mujhko beeti wo kahaani
pahalu me mere thi teri madhosh jawaani
pahalu me mere thi teri madhosh jawaani
ho ho madhosh jawaani
ab hampe ye bedaad hain
ab hampe ye bedaad hain, malum nahi kyon
hay lab pe teri yaad hain, malum nahi kyo
fir lab pe teri yaad hain, malum nahi kyo
kitana bhi chaaho karlo sitam hampe tum sanam
tujhko na bhulaayenge tere pyaar ki kasam
tujhko na bhulaayenge tere pyaar ki kasam
ho ho tere pyaar ki kasam
har saans me fariyaad hain
har saans me fariyaad hain, malum nahi kyon
hay lab pe teri yaad hain, malum nahi kyo
fir lab pe teri yaad hain, malum nahi kyo
jalta dil-e-naushad hain
jalta dil-e-naushad hain malum nahi kyon
fir lab pe teri yaad hain malum nahi kyon
hay lab teri yaad hain malum nahi kyon
.....................................
......................................................................................................................
[New post] Ankhiyon se ankhiyaan milaa ke chaley jaayenge
| May 30, 2023, 9:37 AM (7 days ago) | |||
"Mastaani"(1955) was produced and directed by Dhirubhai Desai for Sharad Productions, Bombay. The movie had Nigar(Sultan),Manhar(Desai), Shahu Modak, Rathnamala, Niranjan Sharma, Agha, Suryakant,Seeta Bose, Santhosh Kumar, N.Bhushan, Dilip, Roop Kumar, Mishrilal, B.N.Bali etc in it. In addition there were guest appearances by Kamal Indira Bansal, Jankidass, Yashodhara and Bhagwan.
"Mastaani"(1955) had 12 songs in it. Five songs have been covered so far.
Here is the sixth song from the movie to appear in the blog. The song is sung by Shamshad Begam. Some unidentified male voice utters "hoy hoy" a few times, but despite that, this song is very much a Shamshad Begam solo. Raja Mehdi Ali Khan is the lyricist. Music is composed by B N Bali.
Only audio of the song is available. The song sounds like a dance song to me. I request our knowledgeable readers to throw light on the picturisation of the song.
Lyrics of the song were sent to me by Prakashchandra.
Audio link:
Song-Ankhiyon se ankhiyaan milaa ke chaley jaayenge (Mastaani)(1955) Singer-Shamshad Begam, Lyrics-Raja Mehdi Khan, MD-B N Bali
Unidentified male voice
Lyrics(Provided by Prakashchandra)
ooo ooo ooo ooo
aaa aa aaa a aaa
ankhiyon se ankhiyaan aa aan
milaa ke chaley jaayengey aey ae
ho o milaake ae aey ae chaley jaayenge
hum kisee kaa paatiyaa uthhaa ke chaley jaayenge
hum kisee kaa paatiyaa uthhaa ke chaley jaayenge
ankhiyon se ankhiyaan milaa ke chaley jaayengey ae
hum kisee kaa
hoyye hoyye
hum kisee kaa paatiyaa uthhaake chaley jaayenge
hum kisee kaa paatiyaa uthhaake chaley jaayenge
dekhtey ho gorey gorey gaalon ki ye laaliyaan
gaalon kee ye laaliyaan
dekh lo par baad mein tum dogey hamein gaaliyaan
jee dogey hamein gaaliyaan
bach ke rehnaa aaan
bach ke rehnaa baabu
hum tadpaa ke chaley jaayenge
hum kisee kaa
hoyye hoyye
hum kisee kaa paatiyaa uthhaake chaley jaayenge
chham chik lik chham
chhamm chikk lik
mere nain matwaaley
mere baal kaaley kaaley
sun baabu bholey bhaaley
zaraa saamney aa
ke phir chham chik lik chham
chham chik lik
hum kisee kaa paatiyaa uthhaa ke chaley jaayenge
hum kisee kaa paatiyaa uthhaa ke chaley jaayenge
sachchey aashiq ko o chhudaa dey ae
gar koyi maashooq se aey ae
maar daalengey ae usey hum
aankh ki bandook se aey ae ae
aankh kee bandook se
jaal se hum..mm
jaal se hum chidiyaa ko
udaa ke chaley jaayenge
hum kisee kaa
oyye hoyye
hum kisee kaa paatiyaa uthhaake chaley jaayenge
chham chik lik chhamm
chham chik lik
meri aankhaan de ishaarey
chhadey vekh deney saarey
ik mem dee kahaanee
suno aaghaa dee zabaanee
phir chham chik lik chham
chham chik lik
hum kisee kaa paatiyaa uthhaa ke chaley jaayenge ae
hum kisee kaa paatiyaa uthhaa ke chaley jaayenge
chupkey chupke kuchch churaaney
aayee hai chit chornee ee
aayee hai chit chornee ee
muskuraa ke aisey naachey
jaisey naachey mornee
o jaisey naachey mornee
taa thhaiyye
takit thhaiyyaa haayye rey daiyyaa
takit takita thhaiyyaa
muskuraake aisey naachey
jaisey naachey mornee
o jaisey naachey mornee
hoyye aey ae ae
din mein taarey tumko hum
dikhaake chaley jaayenge
hum kisee kaa
hoyye hoyye
hum kisee kaa paatiyaa uthhaake chaley jaayenge
ankhiyon se ankhiyaan milaa ke chaley jaayengey ae
hum kisee kaa
hoyye hoyye
hum kisee kaa paatiyaa uthhaake chaley jaayenge
hum kisee kaa paatiyaa uthhaake chaley jaayenge