Indian films and posters from 1930: film (Alam Ara) (1931) FIRST Indian Sound Film ...
Alam Ara – The First Indian Sound Film - G Caffe | Advertising . ... Cinema sometime in 1930, he had resolved to bring into being India's own 'talking- singing' ..... At Chennai in 1956 Prasad Film Labs was established by his second son Ramesh after ..... Song-De de khudaa ke naam pe pyaare (Alam Ara)(1973) Singer-Wazir .
-----------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
-----------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
Indian films and posters from 1930: film (Alam Ara) (1973)
----------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
film (Alam Ara)(1956)
Alam Ara | Nanubhai Vakil | Daljeet, Chitra, Tiwari, Niranjan Sharma, Minu Mumtaz, W. M. Khan, Heera Sawant, Maruti, Rajan Haksar | Costume Action | Music: A. R. Qureshi Lyrics: Shewan Rizvi |
Alam Ara (1956) - IMDb
Alam Ara (1956) ... Trending Hindi Movies and Shows ... Check out the Indian movies with the highest ratings from IMDb users, as well as the movies that are ...
Director:
Nanubhai VakilStars:
Chitra, DaljeetCast
Credited cast: | |||
Chitra | |||
Daljeet |
Edit
Storyline
Add Full Plot | Add SynopsisGenres:
DramaParents Guide:
Add content advisory for parents »
Edit
See full technical specs »
Details
Country:
IndiaLanguage:
HindiRelease Date:
1 January 1956 (India) See more »Company Credits
Show more on
IMDbPro »
Technical Specs
Color:
Black and White
Jul 27, 2014 - Uploaded by Jitender Siwach
Mix - KARTA HAI EK RAAVI DILSOZ YEH BAYAN- RAFI- FILM- ALAM ARA(1956)
Alam Ara (translation: The Ornament of the World)
was a 1931 Indian film directed by Ardeshir Irani. It was the first
Indian sound film. Irani recognised the importance that sound would have
on the cinema, and raced to complete Alam Ara before several
contemporary sound films.
Release date: 14 March 1931
Music by: Ferozshah M. Mistri; B. Irani
Produced by: Imperial Movietone
Box office: ₹2.89 billion (US$40 million) (Adju...
Lyrics and video of songs from Movie / Album : Alam Ara (1956); Music by: A R Qureshi; Singer(s): Asha Bhosle, Mohammed Rafi.
Know the full star cast of Alam-Ara film like producer, music director, singers, writer and ... Welcome to the complete cast and crew page for Alam-Ara (1956) on ...
Cast
Grandchildren: Siddhant Issar, Nivriti Issar
Daljeet - IMDb
Daljeet is an actor and director, known for Hum Ek Hain (1969), Jai Mata Di ... 1965 Ek Sapera Ek Lutera (as Daljit) ... Married to Bengali singer Ashita Puri.
Maruti
Tiwari - IMDb
Jump to Actor - Actor (164 credits). 1989 Nigahen: ... 1971 Aisa Bhi Hota Hain (as Ramayan Tiwari) ... 1969 Raate Ke Andhere Mein (as Ramayan Tiwari).
Rajan Haksar - IMDb
Rajan Haksar, Actor: Superman. Rajan Haksar is an actor and producer, known for Superman (1987), Aag Aur Daag (1970) and Apne Dushman (1975).
Crew
Alam Ara (1956) | Hindi Movie Review, Songs, Trailer, Videos ... - MuVyz
Complete information on bollywood movie: Alam Ara Star cast, Movie Rating, Reviews, Plot, Screenshots, Song listing-3, Trailer, Watch Movie link and more...
Alam Ara : Lyrics and video of Songs from the Movie Alam Ara (1956)
Lyrics and video of songs from Movie / Album : Alam Ara (1956); Music by: A R Qureshi; Singer(s): Asha Bhosle, Mohammed Rafi.
Browse Movie Titles (Alphabetically): 0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W Y Z | ||
Yearwise: 2018 2017 2016 2015 2014 2013 2012 2011 2010 2000s 1990s 1980s 1970s 1960s 1950s 1940s 1930s | ||
Browse by Singer Name (Alphabetically): All A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z | ||
|
karta hai ek raavi ye dilsoj ye baya
ramjan ke mahine ki mashur dasta
mulke yaman me ladka tha
ek aath saal ka charcha tha
shahar shahar me jiske jamal ka
roza khuda ke naam pe rakhne ka shok tha
ramjan ka jo chand najar usko aa gaya
kahne laga ye maa se ke roza rakhunga mai
mujhko jagana rat ko sehri karunga mai
bache ki baat ka na kiya maa ne kuch khyal
ladka jo subah utha to usko hua malal
samjhaya maa ne aye mere
dilbar na kar malal
roza nahi hai farz abhi tujhpe mere lal
masum dil pe thes lagi maa se yu kaha
ammi suno ye kehta hai kuran me khuda
roze ki bukh pyas ka jo gum uthayega
us rozadar ko na jahanam jalayega
kuran ka nujum is maah me hua
tauba kabul karta hai is maah me khuda
alkisha rat aayi to wo jagta raha
kehna kisi ka kuch na suna
roza rakh liya
sehri wo karke soya or so ke jab utha
bete ka matha chum ke father ne ye kaha
roza na rakh sakega tu jid apni chhod de
de dungi apna roza tujhe roza tod de
ladka ye bola khana mai hargiz na khaunga
apne khudaye pak ko kya muh dikhaunga
dopahar dhalke hasar ka jab waqt aa gaya
pani begair pyas se khushk ho gaya gala
sine me sans ruk gayi chakkar sa aa gaya
kamsim tha najanin chakra ke gir pada
harkat jo dil ki band hui aankh jhuk gayi
nabje idhar ruki to udar saans ruk gayi
maa ne kaha pukar ke masum chal diya
awtar ki khushi se mahrum chal diya
maa bap lash dekhte the apne lal ki
mayyat padi thi samne ek aath sal ki
aakhir to roza kholne ka waqt aa gaya
dono ne gum me bete ke khaya na kuch piya
naagaah dar pe aake sawali ne di sada
sahil ki shakal me tha farishta khada hua
aawaz di ke le lo fakiro ki tum dua
mai bhi hu rozadar do allah ke nam ka
jis dam suni fakir ki dono ne ye sada
awtar ko jo rakha tha sahil ko de diya
sahil ne bikh leke kaha majra hai kya
matam hai ghar me kaisa ye mujhko bhi do bata
sahil ko apne sath fidar ghar me le gaya
hardang ke janaje ko la kar dikha diya
bache ki lash dekh ke sahil ne kuch pada
sine pe hath rakh ke ye murde ko di sada
aye nanhe rozadar tu ab roza khol de
gum geen maa khadi hai jara maa se bol le
jumbish labo pe hone lagi aankh khol di
bache ko jinda dekh kar mothar lipat gayi
sahil ye kahke aankho se ruh tosh ho gaya
bejha hua mai aaya tha parwardigar ka
tha imtiha ka waqt musibat ki ye ghadi
jo uspe jan dete hai marte nahi kabhi
marte nahi kabhi
aastane se tere, koi bhi khali na gaya
ye wo chaukhat hai, ke mahrum sawali na gaya
bigdi hui bana de, ajmer wale khwaja
bigdi hui bana de, ajmer wale khwaja
gum se mujhe chhuda de, ajmer wale khwaja
gum se mujhe chhuda de, ajmer wale khwaja
meri tuti hui kashti ko kinara na mila
mujhko duniya me kahin aur sahara na mila
duniya na baaz aayi, bedaad karte karte
chaukhat pe aa gaya hu, fariyad karte karte
ha parda jara hata de, ajmer wale khwaja
ha parda jara hata de, ajmer wale khwaja
ajmer wale khwaja, ajmer wale khwaja
bigdi hui bana de, ajmer wale khwaja
is zamane me mere kaam na aaya koi
maine jag dhunda, magar tujhsa na paya koi
apno ne munh ko moda
duniya ne sath chhoda
bebas samjh ke sabne, bekash ke dil ko toda
ab tu hi aasra de, ajmer wale khwaja
ab tu hi aasra de, ajmer wale khwaja
ajmer wale khwaja, ajmer wale khwaja
bigdi hui bana de, ajmer wale khwaja
mela laga hua hai, maula teri gali me
sab kah rahe hai, khwaja khwaja teri gali me
ha humne laga diya hai, dera teri gali me
ho jayega, jo hona hoga teri gali me
turbat yahi bana de, ajmer wale khwaja
turbat yahi bana de, ajmer wale khwaja
ajmer wale khwaja, ajmer wale khwaja
bigdi hui bana de, ajmer wale khwaja
kahti hai sari duniya, walio ka tujhko raja
wo shan fir dikha ja, wo rup fir dikha ja
bazar zindagi me, ek bar fir se aaja
choti si ek tamanna, karle qubul khwaja
mukhda jara dikha de, azmer wale khwaja
mukhda jara dikha de, azmer wale khwaja
ajmer wale khwaja, ajmer wale khwaja
bigdi hui bana de, ajmer wale khwaja
gum se mujhe chhuda de, ajmer wale khwaja