Indian films and posters from 1930:
film (saudagar)(1951)Indian films and posters from 1930: film (Arab Ka Sitaara)(1961)
film (Arab Ka Sitaara)(1961). Arab Ka Sitara (1961) | Hindi Movie Songs - Bollywood MuVyz .... Ye Mehfil Sitaron Ki - Arab Ka Saudagar -1956-Asha Bhosle .
Indian films and posters from 1930: film (Sapno Ka Saudagar)(1968)
Sapno Ka Saudagar is a 1968 film. The film is produced by B. Ananthaswami and directed by Mahesh Kaul. Originally Vyjayanthimala was offered the lead but ...
film (Maut Ke Saudagar)(1986)
Indian films and posters from 1930: film (Saudagar)(1973)
Oct 9, 2015 - Oct 2, 2011 - Saudagar (1973) ... The film opens with a long shot of a little boy running through the countryside, pausing when he comes to the ...
Indian films and posters from 1930: film (Saudagar)(1991)
Growing
up together, Veeru (Dilip Kumar) and Raju (Raaj Kumar) are lifelong
friends until the devious Chuniya (Amrish Puri) exploits their
relationship for his ..
.........................................................................................................................
film (Arab Ka Saudagar)(1956)
Year – 1956
Language – Hindi
Country – India
Producer – New Original Pictures
Director – S. D. Narang
Music Director – Hemant Kumar
Box-Office Status –
Cast – Sunder, Smriti Biswas, Pradeep Kumar, Shashikala, Narang, Hiralal
Arab Ka Saudagar (1956)
Year – 1956
Language – Hindi
Country – India
Producer – New Original Pictures
Director – S. D. Narang
Music Director – Hemant Kumar
Box-Office Status –
Cast – Sunder, Smriti Biswas, Pradeep Kumar, Shashikala, Narang, Hiralal
Arab Ka Saudagar | S. D. Narang | Pradeep Kumar, Smriti Biswas, Shashikala, Sunder, Kathana, S. D. Narang | Costume Action | Music: Hemant Kumar Lyrics: S.H. Bihari, Ravi |
Photographic Lobby Card Arab Ka Saudagar 1956; India
Producer New Oriental Pictures
Director S. D. Narang
Arab Ka Saudagar 1956 - Osianama
Arab Ka Saudagar 1956 directed by S. D. Narang starring. ... Cine · Film Title; Arab Ka Saudagar. Arab Ka Saudagar 1956. Director S. D. Narang. Select Cast ...
lbp of film Arab Ka Saudagar 1956 directed by featuring Narang Pradeep Kumar Shashikala Smriti Biswas, Hiralal Sunder.
ssb of film Arab Ka Saudagar 1956 directed by featuring Narang Pradeep Kumar Shashikala Smriti Biswas, Hiralal Sunder.
phl of film Arab Ka Saudagar 1956 directed by featuring Narang Pradeep Kumar Shashikala Smriti Biswas, Hiralal Sunder.
Arab Ka Saudagar (1956) ... Complete credited cast: ... See what movies and TV series you can watch for free today, and visit IMDb Freedive for even more.
S.D. Narang
Director:
S.D. NarangCast
Complete credited cast: | |||
Pradeep Kumar | |||
Smriti Biswas | |||
Shashikala | |||
Sunder | |||
Hiralal | |||
Narang |
Videos
Find Arab Ka Saudagar showtimes for local movie theaters.
Know the full star cast of Arab Ka Saudagar film like producer, music director, singers, ... cast and crew page for Arab Ka Saudagar (1956) on Cinestaan.com
Arab Ka Saudagar (1956) | Hindi Movie Review, Songs ... - MuVyz
Complete information on bollywood movie: Arab Ka Saudagar Star cast, Movie Rating, Reviews, Plot, Screenshots, Song listing-7, Trailer, Watch Movie link and ...
Arab Ka Saudagar : Lyrics and video of Songs from the Movie Arab Ka ...
Lyrics and video of songs from Movie / Album : Arab Ka Saudagar (1956); Music by: Hemant Kumar; Singer(s): Asha Bhosle, Geeta Dutt, Hemant Kumar; having ...
Browse Movie Titles (Alphabetically): 0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W Y Z | ||
Yearwise: 2018 2017 2016 2015 2014 2013 2012 2011 2010 2000s 1990s 1980s 1970s 1960s 1950s 1940s 1930s | ||
Browse by Singer Name (Alphabetically): All A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z | ||
|
ye mehfil sitaro ki raat ye baharo ki
aise me chhed de tarana koyi pyar ka
kisi ki nigaho me, mohabbat ki raaho me
khoya gaya hai ye diwana koi pyar ka
ye mehfil sitaro ki
ye bhigi fizaye suhana sama
koi leke dil chhup gaya hai kaha
chale aayenge ye jamin aasma
bula ke to dekhe kisi ki juban
mohabbat ke dil me shama jab jali hai
aayega aayega parawana koi pyar ka
ye mehfil sitaro ki
mere dil ke arman jagao nahi
mohabbat ki bate banao nahi
ye kehke mera dil dukhao nahi
hansi pyar ki tum udao nahi
asar kar gayi hai ye bate teri
sun ke hua hai ye diwana koi pyar ka
ye mehfil sitaro ki raat ye baharo ki
aise me chhed de tarana koyi pyar ka
ye mehfil sitaro ki
tera hee aasra hai o do jahanwale hai bekaso ki kashti malik tere hawale tera hee aasra hai o do jahanwale isaa ko tune jalimo ke panje se tha chhudaya musa ko tune maujo me bhi raasta dikhaya barabad ho rahi hai duniya meri, bachha le tera hee aasra hai o do jahanwale kashti ye mujh tune tufan se bachai maine tujhe pukara, malik teri duhai malik teri duhai sun le kisi ke dil se nikle huye ye nale tera hee aasra hai o do jahanwale raham-o-karam pe tere duniya ki zindgi hai tu maar ya bacha le, malik teri kushi hai malik teri kushi hai mitati ho agar mohabbat mujhko bhi tu utha le tera hee aasra hai o do jahanwale, o do jahanwale o do jahanwale
bahar aane se pehel meri duniya me fija aayi
abhi dil ki kali khilne na payi thi ke murjhai
mohabbat ka natija humne duniya me bura dekha
kahi aansu kahi aahe na kuch iske siva dekha
mohabbat ka natija humne duniya me bura dekha
bada rangin sapna dekhna chaha tha ulfat ka
bada rangin sapna dekhna chaha tha ulfat ka
tamanna kya thi aankho ki magar aankho ne kya dekha
mohabbat ka natija humne duniya me bura dekha
hua dhokha mukaddar par bharosa karne walo ko
bharosa karne walo ko hua dhokha mukaddar par
bharosa karne walo ko bharosa karne walo ko
ke humne aaj tak kismat ka ulta faisla dekha
mohabbat ka natija humne duniya me bura dekha
kahi aansu kahi aahe na kuch iske siva dekha
do ghadi ki bahar hai ye bahar dekh le
ye bhi ek zindgi hai karke pyar dekh le
do ghadi ki bahar hai ye bahar dekh le
ye bhi ek zindgi hai karke pyar dekh le
do ghadi ki bahar hai
husn rang rup ye char din ki chandni
saaj dil utha zara chhed koi ragini
husn rang rup ye char din ki chandni
saaj dil utha zara chhed koi ragini
baj uthenge tere dil ke tar tar dekh le
ye bhi ek zindgi hai karke pyar dekh le
do ghadi ki bahar hai ye bahar dekh le
ye bhi ek zindgi hai karke pyar dekh le
do ghadi ki bahar hai
hai ye duniya musafirkhana
aaj nahi to kal hai jana
aankhe milake humse diwane
jeene ka dhundh le bahana
hai ye duniya musafirkhana
aaj nahi to kal hai jana
aankhe milake humse diwane
jeene ka dhundh le bahana
hai ye duniya musafirkhana
do din to duniya me hans ke gujaar le
uthti jawani se dil ka karar le
do din to duniya me hans ke gujaar le
uthti jawani se dil ka karar le
dekh diwane din hai suhane
bit na jaye kahin pyar ka zamana
hai ye duniya musafirkhana
aaj nahi to kal hai jana
aankhe milake humse diwane
jeene ka dhundh le bahana
hai ye duniya musafirkhana
karna hai jo aaj kal par na chhodna
dekho mohabbat se munh ko na modna
karna hai jo aaj kal par na chhodna
dekho mohabbat se munh ko na modna
meri adaye khali na jaye
teer-e-najar ka meri dekh le nishana
hai ye duniya musafirkhana
aaj nahi to kal hai jana
aankhe milake humse diwane
jeene ka dhundh le bahana
................................................................................
dhar Bhi Ek Nazar Jo Aap Ki Sarkar | Asha Bhosle, Ravi | Hemant Kumar |
................................................................................
ruk jaao sanam tujhe meri kasam
mere pyar ko yu thukra ke na ja
ruk jaao sanam tujhe meri kasam
mere pyar ko yu thukra ke na ja
hai raat jawa rangin sama
aise me mujhe tarsa ke na ja
ruk jaao sanam
dil ye pukare dekh nazare
aisi ghadi kab aati hai
dil ye pukare dekh nazare
aisi ghadi kab aati hai
raat suhani banke diwani
pyar ke nagme gaati hai
har ek ada deti hai sada
arman ko yu tadpa ke na ja
ruk jaao sanam tujhe meri kasam
mere pyar ko yu thukra ke na ja
hai raat jawa rangin sama
aise me mujhe tarsa ke na ja
ruk jaao sanam
samne manzil phir bhi hai gaafil
jana hai tujhko dur nahi
samne manzil phir bhi hai gaafil
jana hai tujhko dur nahi
karke diwana chhod ke jana
ulfat ka ye dastur nahi
main shama teri parwana hai tu
mujhe aise akele jala ke na ja
ruk jaao sanam tujhe meri kasam
mere pyar ko yu thukra ke na ja
hai raat jawa rangin sama
aise me mujhe tarsa ke na ja
ruk jaao sanam
.........................................................................
Jeene Ka Maza Hai | Asha Bhosle | Hemant Kumar | Ravi Shankar |
............................................................................................................................
-
Arab Ka Saudagar 1956 : Mohabbat Ka Nateeja Humne Duniya Main : Hemant Kumar : Md Hemant Kumar3:41
-
RUK JAAO SANAM- ASHA-FILM- ARAB KA SAUDAGAR(1956) MD-HEMANT KUMAR LYRICS- S H BIHARI3:34