Indian films and posters from 1930: film (Caravan)(1971)
https://bombaymann2.blogspot.com/2015/08/film-caravan1971.html
18K views3 years ago. Movie, Caravan (1971) Cast, Jeetendra, Asha Parekh & Aruna Irani Singer's, Mohammed Rafi & Asha Bhosle Music, R.D.Burman
film (Caravan)(1956)
......
Caravan | Rafiq Rizvi | Mahipal, Shakila, Yashodra Katju, Hiralal | Action | Music: Mohinder Singh Sarna Lyrics: Tanvir Naqvi |
Karaoke of Aaja Tujhe Mohabbat Aawaaz De Rahi, Caravan (1956), Mahi...
Caravan (1956) - IMDb
Director:
Rafiq RizviStars:
Hiralal, Yashodra Katju, Mahipal | See full cast & crew »Cast
Credited cast: | |||
Hiralal | |||
Yashodra Katju | |||
Mahipal | |||
Shakila |
Edit
See full technical specs »
Details
Country:
IndiaLanguage:
HindiRelease Date:
1956 (India) See more »Also Known As:
Karwan See more »Company Credits
Show more on
IMDbPro »
Technical Specs
Color:
Black and WhiteKarwan : Lyrics and video of Songs from the Movie Karwan (1956)
Lyrics and video of songs from Movie / Album : Karwan (1956); Music by: S Mohinder; Singer(s): Talat Mahmood, Asha Bhosle, Lata Mangeshkar, Geeta Dutt , .
Browse Movie Titles (Alphabetically): 0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W Y Z | ||
Yearwise: 2018 2017 2016 2015 2014 2013 2012 2011 2010 2000s 1990s 1980s 1970s 1960s 1950s 1940s 1930s | ||
Browse by Singer Name (Alphabetically): All A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z | ||
|
aye rat ke musafir pal bhar ko dam to le le
hote hai do ghadi ke ye zindagi ke mele
aye rat ke musafir
behosh hai zamana har koi bekhabar
khawabo ki wadiyo me soyi huyi pehar hai
aye chandani ke malik unko jaga na dena
taro ki jagmagati shamme bujha na dena
zindagi me rah na jaye arma hamare dil ke
aye rat ke musafir
chanda kasam hai tujhko teri hi chandani ki
chanda kasam hai tujhko teri hi chandani ki
kuch der aur tham ja
apni jagha pe zam ja apni jagha pe zam ja
es rat ke tu na hone de sawera
ye rat kal jo humne mangi hai zindagi se
aye rat ke musafir pal bhar ko dam to le le
hote hai do ghadi ke ye zindagi ke mele
aye rat ke musafir
aaja tujhe mohabbat aawaj de rahi hai
aawaj de rahi hai
tu meri zindagi hai, aaja aaja
bujhne lage hain tare, ab raat kam hai aaja
meri kasam hai aaja
bekaif hain nazare, phiki si chandani hai
aaja tujhe mohabbat aawaj de rahi hai
aaja aaja
bechain hai mohabbat, ae husn tu kaha hai
chup chap aasma hai
khamosh hoke duniya, tasvir ban gayi hai
aaja tujhe mohabbat aawaj de rahi hai
aaja aaja
ae shama dekh tera parwana aa gaya hai
diwana aa gaya hai
ae shama dekh tera parwana aa gaya hai
diwana aa gaya hai
aaja ke aarzu ki, ye raat dhal rahi hai
aaja tujhe mohabbat aawaj de rahi hai
aaja aaja
aye sharba aye sharba aye sharba
us rah ka rahi hai tu hai tujhko kiski justzu
hogi teri manjil kaha aye sharba sharba aye sharba sharba
koi nahi manjil nahi manjil hai manjil ka nisha
aye jane ja jane ja aye jane ja jane ja
mujhko bhi apne sath le ye hath mere hath le
ye hath mere hath le mushkil bahut hai raste
aasan hai mere waste aasan hai mere waste
raste ki sab dushwariya aye sharba aye sharba
aye jane ja aye jane ja
agar tumko khud pe yaki
mushkil koi mushkil nahi
mushkil koi mushkil nahi
hasta rahega har fatar katta rahega ye safar
katta rahega ye safar badhta rahega ye karwa
aye sharba aye sharba aye jane ja aye jane ja
bad kar na thehre fir kadam
ye shokh ka dastur hai ye shokh ka dastur hai
teri mohabbat ke liye
sab kuch mujhe manjur hai
sab kuch mujhe manjur hai
le chal mujhe chahe jaha
aye sharba aye sharba aye sharba aye sharba
aye jane ja aye jane ja aye jane ja aye jane ja
aye sharba aye sharba aye sharba aye sharba