Fifty Fifty | R. L. Malhotra | Nalini Jaywant, M. Rajan, Om Prakash, Manmohan Krishan, David, Gope, Helen, Tun Tun, Jayant | Double role Drama | Music: Madan Mohan Lyrics: Majrooh Sultanpuri |
Fifty Fifty (1956) - IMDb
Fifty Fifty (1956) Two bickering mercenaries are hired by the CIA to overthrow a South East Asian dictator.
Two bickering mercenaries are hired by the CIA to overthrow a South East Asian dictator.
Director:
Roshan Lal Malhotra (as R.L. Malhotra)Stars:
M. Rajan, Nalini Jaywant, Gope | See full cast & crew »Cast
Cast overview: | |||
M. Rajan | |||
Nalini Jaywant | |||
Gope | |||
Helen | |||
Om Prakash | |||
David Abraham | ... | (as David) | |
Manmohan Krishna | |||
Tun Tun | |||
Amar | |||
Lalita Kumari |
Edit
Storyline
Two bickering mercenaries are hired by the CIA to overthrow a South East Asian dictator.
Plot Summary
|
Add Synopsis
Parents Guide:
Add content advisory for parents »
Edit
See full technical specs »
Details
Country:
IndiaLanguage:
HindiRelease Date:
1956 (India) See more »Company Credits
Show more on
IMDbPro »
Technical Specs
Color:
Black and WhiteFifty Fifty (1956) – Cineplot.com
Feb 21, 2016 - img · Home / Database / Fifty Fifty (1956) ... Cast – Om Prakash, N. Jaywant, Manmohan Krishna, Gope, Amar, Tuntun, Mumtaz, Sunder, Helen, ...
Fifty Fifty (1956) Cast - Actor, Actress, Director, Producer ... - Cinestaan
Welcome to the complete cast and crew page for Fifty Fifty (1956) on Cinestaan. com. Here you will find the full list of cast and crew who have worked on Fifty Fifty ...
Cast
M. Rajan - IMDb
M. Rajan was born on April 27, 1924 in Bombay, India as Madhave Javle. He is an actor, known for Shola Aur Shabnam (1961), Suhaag (1979) and Zanjeer (1973). ... Shola Aur Shabnam Prakash.
Tun Tun
Helen
Crew
Fifty-Fifty (1956) | Hindi Movie Songs - Bollywood MuVyz
Complete information on bollywood movie: Fifty-Fifty Star cast, Movie Rating, Reviews, Plot, Screenshots, Song listing-8, Trailer, Watch Movie link and more...
Fifty Fifty : Lyrics and video of Songs from the Movie Fifty Fifty (1956)
Lyrics and video of songs from Movie / Album : Fifty Fifty (1956); Music by: Madan Mohan; Singer(s): Lata Mangeshkar, Geeta Dutt, Mohd. Rafi, Kishore Kumar ...
|
Disclaimer | Privacy Policy |
ye to bta rasiya ye to bta rasiya
kahe meri aankhiyo se
nindiya churaye liye jaye
ye to bta rasiya ye to bta rasiya
bas gayi naino me suratiya tihari
bas gayi naino me suratiya tihari
aankhiyo hi aankhiya me sari raat bitau
sari raat bitau, sari raat bitau
sari haye, jane ye kya hua
ye to bta rasiya kahe meri aankhiyo se
nindiya churaye liye jaye ye to bta rasiya
baithe bithaye mora jiya kahe dhole
samajh na aye kaise bole
anokhe bol bole anokhe bole bol
jadu kiya rasiya ye to bta rasiya
kahe meri ankhiyo se nindiya churaye liyo jaye
ye to bta rasiya ye to bta rasiya
Chal Diya Dil Mera Tod Ke Lata Mangeshkar Film Fifty Fifty (1956) Music Madan Mohan lyrics Rajinder Krishan.
chal diya dil meraa tod ke
yu akela mujhe chhod ke
yad rakhna magar bewafa
tujhko bhulega naa dil meraa
puchhti hai tamanna meri
kyon basayi thi duniya meri
kyon banaya tha woh aashiya
aaj uthta hai jis se dhuan
dil naa samajhe yeh teri ada
dil naa samajhe yeh teri ada
yad rakhna magar bewafa
tujhko bhulega naa dil meraa
sochta hai yeh dil kya hua
raat par din kaa dhokha hua
phul le kar yeh kante diye
kyon sitamagar sitam yeh kiye
chahe mujhko tu jitna bhula
yad rakhna magar bewafa
tujhko bhulega naa dil meraa
chal diya dil meraa tod ke
yu akela mujhe chhod ke
yad rakhna magar bewafa
tujhko bhulega naa dil meraa
chal diya dil meraa tod ke tod ke
kab tak tu bhagwan se apna aap chupayega
tera likha ek din tere samane aayega samne aayega
kab tak tu bhagwan se apna aap chupayega
tera likha ek din tere samane aayega samne aayega
jo sagar ke andar sipi deep chupaye moti
dekh rahi hai logo us malik ki jyoti
jo sagar ke andar sipi deep chupaye moti
dekh rahi hai logo us malik ki jyoti
are us malik ki jyoti
jag ke bedi kya bande se dhokha khayega
tera likha ek din tere samane aayega
kab tak tu bhagwan se apna aap chupayega
tera likha ek din tere samane aayega samne aayega
jiski marji bin o murkh hil na paye tinka
lekh likha hai pass usi ke tere ek ek din ka
jiski marji bin o murkh hil na paye tinka
lekh likha hai pass usi ke tere ek ek din ka
tere ek ek din ka
kaha tu uski najaro se bach ke jayega
tera likha ek din tere samane aayega
kab tak tu bhagwan se apna aap chupayega
tera likha ek din tere samane aayega samne aayega
ye bhul bhule se kabhi
hum teri tamnna kar baithe
hum teri tamnna kar baithe
pachhtata hai ab dil rah rah kar
kya karna tha aur kya kar baithe
kya karna tha aur kya kar baithe
malum na tha le jayegi ye dil ki lagi
is manjil tak
hum ishq me itne mahar huye
kafir ko bhi sajda kar baithe
kafir ko bhi sajda kar baithe
kya tumne kaha kya humne suna
kyu raaz ye khulta gairo par
khud apni juba se hum apni
ruswayi ka chrcha kar baithe
ruswayi ka chrcha kar baithe
ye bhul bhule se kabhi
hum teri tamnna kar baithe
hum teri tamnna kar baithe
pachhtata hai ab dil rah rah kar
kya karna tha aur kya kar baithe
kya karna tha aur kya kar baithe
sham ka aanchal dhalka raat ka sagar chalka
yaad kisi ki aise me aayi dard utha halka halka
sham ka aanchal dhalka
nikale tare dub gaya dil
tere begair fiki fiki hai mehfil
nikale tare dub gaya dil
tere begair fiki fiki hai mehfil
bhigi huyi meri aankho me aankhe
dekh sama ye jal chalka
sham ka aanchal dhalka
rah tak tak bit gaya din
raat bhi gujaregi gadiya gin gin
rah tak tak bit gaya din
raat bhi gujaregi gadiya gin gin
tu kya jane kitna hai muskil
bojh uthana pal pal ka
sham ka aanchal dhalka raat ka sagar chalka
yaad kisi ki aise me aayi dard utha halka halka
sham ka aanchal dhalka
jo baat abhi tak thi dil me
hontho pe wo aa hi jati hai
hontho pe wo aa hi jati hai
nadan balam aise bhi kahin
ye preet jatai jati hai
ye preet jatai jati hai
hontho ki jarurat hi kya hai
afsana-e-dil kahne ke liye
hontho ki jarurat hi kya hai
afsana-e-dil kahne ke liye
chup rahke kahani ulfat ki
aankho se sunai jati hai
aankho se sunai jati hai
nadan balam aise bhi kahin
ye preet jatai jati hai
ye preet jatai jati hai
jab raat ko taare khilte hai
tanhai me do dil milte hai
jab raat ko taare khilte hai
tanhai me do dil milte hai
jab sara zamana sota hai
tab preet jagai jati
tab preet jagai jati
nadan balam aise bhi kahin
ye preet jatai jati hai
ye preet jatai jati hai
......................................................................................................................
-
LATA JI-FIFTY FIFTY-1956-Ye To Bata Rasiya-[ Best Audio Q ]3:41
-
Fifty Fifty 1956 : Sham Ka Anchal Dhalka : Geetadutt : Md Madan Mohan3:13