film (Inquilab)(1956)

somebody is removing movies and songs

Inquilab (1935) - IMDb




InquilabKedar KapoorShyamaRanjanKuldip KaurSapruTiwariHelenSunderActionMusic: Hansraj Behl Lyrics: Raja Mehdi Ali Khan
Image result for film (Inquilab)(1956)


One singer singing for two actors | Atul's Song A Day- A choice ...


Nov 24, 2018 - Posts about One singer singing for two actors written by Atul and skapur01. ... This movie had Ranjan, Shyama, Kuldeep Kaur, Tiwari, Ramesh Sinha, ... Inquilab 1956 : Dilbar Se Pyar Chupane Main Bada Maza ... Song-Dilbar se pyaar chhupane mein bada maza hai (Inquilaab)(1956) Singer-Geeta Dutt, ...

S Balbir | Atul's Song A Day- A choice collection of Hindi Film & Non ...


This movie had Ranjan, Shyama, Kuldeep Kaur, Tiwari, Ramesh Sinha, S K Prem, Indu Paul, ... I request our knowledgeable readers to help identify the actors visible in the ... Inquilab 1956 : Mere Kooche Main Zalim Apni : Mohammad Rafi , S Balbir ... Song-Teri yaad mein ashq bahaate hain (Inquilaab)(1956) Singers-Rafi, ..

Inquilab (1956) - Review, Star Cast, News, Photos | Cinestaan


Find story, trailers, cast & crew, photo gallery, videos, songs, box office collection & every news Inquilab film made headlines for at cinestan.com.



Cast



Ranjan - IMDb


Ranjan was born on March 2, 1918 in Madras, India as Ramanarayana Venkataramana Sarma. He was an actor, known for Baghi (1953), Haqdar (1964) and

Ranjan – Profile Cineplot.comImage result for Ranjan imdb

Among Ranjan’s forthcoming screen as­signments are roles in “Inquilab,” “Sapera,” “Shaan-e-Hind,” “Taj Poshi,” “Kismet” and “Baghi Sipahi.”


Tiwari

Ramayan Tiwari - IMDb


Tiwari, Writer: Humjoli. Tiwari is an actor and director, known for Humjoli (1970), Ek Musafir Ek Hasina (1962) and Mera Saaya (1966).



Sunder


Sapru


Helen

Crew


Inquilab (1956) - IMDb

https://www.imdb.com/title/tt0049364/
Top Rated and Trending Indian Movies. Check out the Indian movies with the highest ratings from IMDb users, as well as the movies that are trending in real

Director:

Kedar Kapoor

16K views3 years ago
Inqilab | Ranjan, Shyama | 1956 | HD Director : Kedar Kapoor Producer : Kailash Kapoor Wrier : PL Kapoor Music : Hans Raj Behl ...
35K views 5 years ago
13M views 9 years ago

1.5M views7 years ago
Hindi Action Movie Inquilaab (1984) Bollywood Action Movie. Starring : Amitabh Bachchan, Sridevi, Nirupa Roy, Utpal Dutt, Shakti ...Inquilab (1956) | Hindi Movie Songs - Bollywood MuVyz

Complete information on bollywood movie: Inquilab Star cast, Movie Rating, Reviews, Plot, Screenshots, Song listing-8, Trailer, Watch Movie link and more...

Inquilab : Lyrics and video of Songs from the Movie Inquilab (1956)

www.hindigeetmala.net/movie/inquilab_1956.htm

Lyrics and video of songs from Movie / Album : Inquilab (1956); Music by: Hansraj Behl; Singer(s): Mohammed Rafi, Geeta Dutt, Shamshad Begum, Master Sonik .



Inquilab

Search Film  

Browse Movie Titles (Alphabetically): 0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W Y Z
Yearwise: 2018 2017 2016 2015 2014 2013 2012 2011 2010 2000s 1990s 1980s 1970s 1960s 1950s 1940s 1930s
Browse by Singer Name (Alphabetically): All A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z



Song HeadingSinger(s)Music DirectorLyricistActor(s)Category

4.67 - 3 votes
Geeta DuttHansraj BehlRaja Mehdi Ali Khan


4.33 - 3 votes
Geeta DuttHansraj BehlRaja Mehdi Ali Khan

AdvertisementsAdvertisements



4.00 - 2 votes
Geeta DuttHansraj BehlRaja Mehdi Ali Khan


4.00 - 2 votes
Geeta DuttHansraj BehlRaja Mehdi Ali Khan


4.00 - 3 votes
Geeta DuttHansraj BehlRaja Mehdi Ali Khan


3.50 - 4 votes
Geeta DuttHansraj BehlRaja Mehdi Ali Khan


3.00 - 1 votes
Master Sonik,Shamshad BegumHansraj BehlRaja Mehdi Ali Khan


1.00 - 1 votes
S Balbir, Mohammed RafiHansraj BehlRaja Mehdi Ali Khan


 

Legend / symbol used on this page

The video of this song is available from youtube.

Only audio (No Video) of this song is available from youtube.

Lyrics of this song is available in Englsih Transliteration.

No Lyrics are available right now. The lyrics will be added in due course.

Lyrics of this song is also available in Hindi.

Average rating of songs and number of votes by visitors of HindiGeetMala.

Navigation Help / Guide

On all movie pages, a list of all the songs from that particular movie are there with basic information about the movie.

You can click the song heading in above list to view video, and lyrics of the song.

Further, you can click on any name or category in the above list to see list of songs of that particular person or category.


Film cast:RajanShyamaTiwariKuldip KaurSapruHelen
Singer:Mohammed Rafi, Geeta Dutt, Shamshad Begum, Master Sonik
Lyricist:Raja Mehdi Ali Khan
Music Director:Hansraj Behl
Film Director:Kidar Kapoor
External Links:Inquilab at IMDB    


77 views
First Time On Youtube *** Ranjan , Shyama , Kuldip Kaur , Tiwari , Sunder , Helen , Johny Walker Dialogues By : Vijay Pandit ...
tauba tauba tauba
tauba tuaba tauba dar lage huzur se
ui ui ui mere allah mujhe dekho na ghur ke
tauba tuaba tauba dar lage huzur se
ui ui ui mere allah mujhe dekho na ghur ke

ankhiya churau mai nigahe na milau
jhalak dikha ke mai to chup chup jau
ankhiya churau mai nigahe na milau
jhalak dikha ke mai to chup chup jau
chup chup jau mai to chup chup jau
saukhiya sikhi hai maine jannat ki hur se saukhiya
saukhiya sikhi hai maine jannat ki hur se
ui ui ui mere allah mujhe dekho na ghur ke
tauba tuaba tauba 

bijli giregi jo nazar gayi mil
tum hi kahoge fir haye mera dil
bijli giregi jo nazar gayi mil
tum hi kahoge fir haye mera dil
haye mera dil gaya haye mera dil
luki chupi aag hu mai parde me nur ke
luki chupi aag hu mai parde me nur ke
ui ui ui mere allah mujhe dekho na ghur ke
tauba tuaba tauba 

van ki hu chidiya na pinjre me aau
maino ki fizao se mai dar dar jau
van ki hu chidiya na pinjre me aau
maino ki fizao se mai dar dar jau
dar dar jau mai to dar dar jau
kahe ko ishara mujhe karte ho dur se
ui ui ui mere allah mujhe dekho na ghur ke
tauba tuaba tauba

Inquilab 1956 : Tere Jahan Se Hum Chale : Geetadutt : Md Hansraj Behl : L Raja Mehdi Ali Khan

Indo-Pak Classic Cinema : Basheer Ahmed Khan 03

2.5K views8 years ago
First Time On Youtube *** Ranjan , Shyama , Kuldip Kaur , Tiwari , Sunder , Helen , Johny Walker Dialogues By : Vijay Pandit ...
tere jaha se hum chale
dil me chhupa ke gam chale
apni khushi ka karwa
hum to luta ke ae sanam chale
alvida alvida alvida tere jaha se hum chale
dil me chhupa ke gam chale apni khushi ka karwa
hum to luta ke ae sanam chale alvida alvida alvida

har sans fariyad hai hum hai wo bujhta diya
jo aandhiyo me jale dil me teri yaad hai
har sans fariyad hai hum hai wo bhujta diya
jo aandhiyo me jale tere jaha se hum chale
dil me chhupa ke gam chale apni khushi ka karwa
hum to luta ke ae sanam chale alvida alvida alvida

ashqo me aaho me tu rangin raho me tu
milti hai har aarzu ro roke tere gale
ashqo me aaho me tu rangin raho me tu
milti hai har aarzu ro roke tere gale
tere jaha se hum chale dil me chhupa ke gam chale
apni khushi ka karwa hum to luta ke ae sanam chale
alvida alvida alvida 
anjam se bekhabar jane chale hum kidhar 
royenge hum umar bhar taro ke saye tale 
anjam se bekhabar jane chale hum kidhar
royenge hum umar bhar taro ke saye tale
tere jaha se hum chale dil me chhupa ke gam chale
apni khushi ka karwa hum to luta ke ae sanam chale
alvida alvida alvida alvida alvida alvida
alvida alvida alvida

Ranjan , Shyama , Kuldip Kaur , Tiwari , Sunder , Helen , Johny Walker Dialogues By : Vijay Pandit Story & Screenplay By : PL ...
dilbar se pyar chupane me bada maza hai
dilbar se pyar chupane me bada maza hai
kuch din ye takrar chalegi
shama aur parwane me bada maza hai
dilbar se pyar chupane me bada maza hai

ummido ka gulshan mahke
dil me sokh tamanna chahke
aye meri manzil samne aaja
aaj kadam mere bahke bahke
husn ki dunia jhum rahi hai
laga hai teer nishane me bada maza hai
dilbar se pyar chupane me bada maza hai

wo paas aaye mai ghabrau
sahmu simtu aur sarmaau
kisko diya hai pyar bhara dil
puchhe bhi to mai na batau
hoti hai taskin mohabbat
ban ban ke sarmane me bada maza hai
dilbar se pyar chupane me bada maza hai

dil mera jhume shaam suhani
mastaye lahraye jawani
aaja o tadpane wali
meri umange hai diwani
chhalak rahe hai jaam nazar me
aankho ke maykhane me bada maza hai
dilbar se pyar chupane me bada maza hai
kuch din ye takrar chalegi
shama aur parwane me
dilbar se pyar chupane me bada maza hai
1.5K views8 years ago
Song: Rangile Rangile Mere Nazro Ke o Jaam Pee Le Cast: Helen, Sapru Music: Hansraj Behl Singer: Geeta Dutt Lyrics: Raja ...
rangile rangile
rangile meri nazaro ke do jam pi le
pi ke aayi hu teri mohabbat ki mai
ek masti bhari bekhudi chhai hai
sans tak ho gaye hai nashile
sans tak ho gaye hai nashile
rangile rangile
rangile meri nazaro ke do jam pi le

mar mita hai ye dil teri aawaz par
koi dhun chhed de iske saze saz par
mai sunaungi nagme surile
mai sunaungi nagme surile rangile rangile
rangile meri nazaro ke do jam pi le pile
rat hai baki mai teri sathi
rat hai baki mai teri sathi
aaja julfo ke saye me ji le rangile rangile
rangile meri nazaro ke do jam pi le pile


Indo-Pak Classic Cinema : Basheer Ahmed Khan 03
1.7K views8 years ago
Ranjan , Shyama , Kuldip Kaur , Tiwari , Sunder , Helen , Johny Walker Dialogues By : Vijay Pandit Story & Screenplay By : PL ...
saaz na bole tar bina gul na khile gulzar bina
jahar lage ye rat suhani dil na lage dildar bina
dil dil na lage ji dil dil na lage ji
dil na lage ji dildar bina

ho gayi mai to aaj parai ek nazar me dil de aayi
shyam savere dil nahi lagda dilbar ke didar bina
dilbar ke didar bina jahar lage ye rat suhani
dil na lage dildar bina dil dil na lage ji
dil dil na lage ji dil na lage ji dildar bina

kya biti hai kaise batau kuch kahne se mai sarmau
sama bina tadpe parwana mai tadpu tere pyar bina
mai tadpu tere pyar bina jahar lage ye rat suhani
dil na lage dildar bina dil dil na lage ji
dil dil na lage ji dil na lage ji dildar bina

chain ko dhundu chain na aaye pyar ki aandhi chadti jaye
dol rahi hai dil ki naiya ulfat ki patwar bina
ulfat ki patwar bina jahar lage ye rat suhani
dil na lage dildar bina dil dil na lage ji
dil dil na lage ji dil na lage ji dildar bina
saaz na bole tar bina gul na khile gulzar bina
jahar lage ye rat suhani dil na lage dildar bina
dil dil na lage ji dil dil na lage ji
dil na lage ji dildar bina
Indo-Pak Classic Cinema : Basheer Ahmed Khan 03
dilbar ko mere pahuncha dena
dilbar ko mere pahuncha dena
is ishq me mujh par kya biti
ro ro sab hal suna dena
ro ro sab hal suna dena
ae wade saba

agar puchhe ke unki ulfat me
aankhe royi kitne aansu
agar puchhe ke unki ulfat me
aankhe royi kitne aansu
aankhe royi kitne aansu
aakash pe jitne tare hai 
gin gin ke unhe batla dena
ro ro sab hal suna dena
ae wade saba

tujhse jo unhone ye puchha
meri khushiya kitni der rahi
tujhse jo unhone ye puchha
meri khushiya kitni der rahi
meri khushiya kitni der rahi
ghanghor ghatao me unko
bijli ki chamak dikhla dena
ro ro sab hal suna dena
ae wade saba
ae wade saba paigam mera 
dilbar ko mere pahuncha dena
is ishq me mujh par kya biti
ro ro sab hal suna dena
ae wade saba

puchha jo kisi ne mehfil me
mere pyar ka kya anjam hua
puchha jo kisi ne mehfil me
mere pyar ka kya anjam hua
mere pyar ka kya anjam hua
agar sama jali ho mehfil me 
aaho se usko bhuja dena
ro ro sab hal suna dena


Indo-Pak Classic Cinema : Basheer Ahmed Khan 03
2.1K views8 years ago
First Time On Youtube ************************* Some information about Sonak. Sonak was previously assistant to music director ...
kitna accha hota maalik agar main ladki hota
agar main ladki hota
agar main ladki hota
kitna accha hota maalik agar main ladka hoti
agar main ladka hoti
agar main ladka hoti
are kitna accha hota maalik agar main ladki hota
agar main ladki hota
agar main ladki hota

ithla ke balkha kha ke main chalti aise aise
ithla ke balkha kha ke main chalti aise aise
haye re allah rash rash kha kha ke gir gir jate
aashiq majnu jaise
mere aashiq majnu jaise
main galiyo me khi khi hansta
main galiyo me khi khi hansta
aashiq mera rota rota
kitna accha hota maalik agar main ladki hota
agar main ladki hota
agar main ladki hota
kitna accha hota maalik agar main ladka hoti
agar main ladka hoti
agar main ladka hoti

har acchi surat ke pichhe bhagta aise aise
har acchi surat ke pichhe bhagta aise aise
mere dil me darde mohabbat jaagta aise aise
mere aage pichhe firti hasim kha ki poti
hasim kha ki poti
ha ha
kitna accha hota maalik agar main ladka hoti
agar main ladka hoti
agar main ladka hoti
kitna accha hota maalik agar main ladki hota
agar main ladki hota
agar main ladki hota

jab mere agar ke baag me koi siti bajata aake
are siti bajata aake
are siti bajata aake
chilman ke parde ke pichhe chhup jati sharmake
haye mian chhup jati sharmake
mere baag me te te karta kisi ke dil ka tota
o mere baag me te te karta kisi ke dil ka tota
tota tota
kitna accha hota maalik agar main ladki hota
agar main ladki hota
agar main ladki hota
kitna accha hota maalik agar main ladka hoti
agar main ladka hoti
agar main ladka hoti

hoti jo ladka hum akad ke chalta
muchho pe deta taav taav
muchho pe deta taav
hoti jo ladka hum akad ke chalta
muchho pe deta taav taav
muchho pe deta taav
har ladki se hans ke kahta gauri dil me aao
haye gauri dil me aao
mere dil ke har tukde pe 
sau sau ladki roti 
kitna accha hota maalik agar main ladka hoti
agar main ladka hoti
agar main ladka hoti
kitna accha hota maalik agar main ladki hota
agar main ladki hota
agar main ladki hota


Indo-Pak Classic Cinema : Basheer Ahmed Khan 03
4.8K views8 years ago
First Time On Youtube *** Ranjan , Shyama , Kuldip Kaur , Tiwari , Sunder , Helen , Johny Walker Dialogues By : Vijay Pandit ...
mere kuche me jaalim 
apni galiya chhod ke aaja 
tujhe roka hai kisne 
dil ka tala tod ke aaja 
o teri are waah bhai waah 
o teri yaad me ashq bahaate hai 
teri yaad me ashq bahaate hai 
hum raat ke paune teen baje 
hum raat ke paune teen baje 
hum raat ke paune teen baje 

deewaaro se ser takaraate hai 
deewaaro se ser takaraate hai 
deewaaro se ser takaraate hai 
hum raat ke paune teen baje 
hum raat ke paune teen baje 
hum raat ke paune teen baje 

rah rah ke hume yaad aata hai 
haaye jalwa us harjaayi ka 
kabhi uthata hai o ho ho ho 
ye kabhi baithata hai 
is dil me dard judaai ka ha 
o gidad ki tarah chillaate hai 
gidad ki tarah chillaate hai 
gidad ki tarah chillaate hai 
hum raat ke paune teen baje 
hum raat ke paune teen baje 
hum raat ke paune teen baje 

armaan humaare raato ko 
murgo ki tarah se ladte hai 
murgo ki tarah se ladte hai 
murgo ki tarah se ladte hai  
ye aankhe patharaa jaati hai 
jab ishq ke daure padte hai 
jab ishq ke daure padte hai 
jab ishq ke daure padte hai 
oho amma amma
amma amma chillaate hai 
amma amma chillaate hai 
amma amma chillaate hai 
hum raat ke paune teen baje 
hum raat ke paune teen baje 
hum raat ke paune teen baje 

jab pyar bhari dono aankhe 
tere khwaabo me kho jaati hai 
tere khwaabo me kho jaati hai 
tere khwaabo me kho jaati hai 
tere baap ki wo lambi muchhe 
rah rah ke hume yaad aati hai 
rah rah ke hume yaad aati hai 
rah rah ke hume yaad aati hai 
khatiya ke tale haaye haaye 
khatiya ke tale chhup aa aa 
khatiya ke tale chhup jaate hai 
khatiya ke tale chhup jaate hai 
hum raat ke paune teen baje 
hum raat ke paune teen baje 
hum raat ke paune teen baje 
hum raat ke paune teen baje 
hum raat ke paune teen baje 
haaye hum raat ke paune teen baje 
hum raat ke paune teen baje 
hoye hum raat ke paune teen baje 
hum raat ke paune teen baje 
hum raat ke paune teen baje 
teen baje teen baje teen baje
 

1.4K views8 years ago
Ranjan , Shyama , Kuldip Kaur , Tiwari , Sunder , Helen , Johny Walker Dialogues By : Vijay Pandit Story & Screenplay By : PL ...