Passing Show | Bhagwan | Chandrashekhar, Shakila, Purnima, Bhagwan, Daljeet | Action | Music: Manohar Lyrics: Prem Dhawan |
Passing Show (1956) - IMDb
Passing Show (1956) ... Trending Hindi Movies and Shows ... Check out the Indian movies with the highest ratings from IMDb users, as well as the movies that ...
Director:
Master BhagwanStars:
Master Bhagwan, Chandrashekhar, Daljeet | See full cast & crew »Cast
Credited cast: | |||
Master Bhagwan | |||
Chandrashekhar | |||
Daljeet | |||
Purnima | |||
Shakila |
Passing Show (1956) - Review, Star Cast, News, Photos | Cinestaan
Find story, trailers, cast & crew, photo gallery, videos, songs, box office collection & every news Passing Show film made headlines for at cinestan.com.
Cast
Shakila
Daljeet - IMDb
Daljeet is an actor and director, known for Hum Ek Hain (1969), Jai Mata Di ( 1977) and 1942: A Love Story ... Father of actor Satyajeet Puri and Deepali Isaa
Chandrashekhar
Crew
Direction
Bhagwan Dada
Director
Passing Show (1956) | Hindi Movie Review, Songs, Trailer, Videos ...
Complete information on bollywood movie: Passing Show Star cast, Movie Rating, Reviews, Plot, Screenshots, Song listing-3, Trailer, Watch Movie link and more...
Passing Show : Lyrics and video of Songs from the Movie Passing ...
Lyrics and video of songs from Movie / Album : Passing Show (1956); Music by: Manohar; Singer(s): Geeta Dutt, Krishna Goyal, Uma Devi, S Balbir; having star ...
|
. |
.
ye hawaye sanam ye nazare kah rahe hai ye karke ishare tu ho ja kisi ka ho ja re ye hawaye sanam ye nazare julfo ki chhao pe soja jara khabo ki duniya me kho jara pure kar le apne arman dil ke pyare ye hawaye sanam ye nazare kah rahe hai ye karke ishare kis nashe me ye jahan hai khoya khoya ye sama hai aaj kya hua hai jadu na jane dil kahan hai maine chhodi hai naav tere sahare ye hawaye sanam ye nazare kah rahe hai ye karke ishare aa duniya se begana kar du tujhe bin peelaye hi mastana kar du tujhe raaz dil ke chura lu tere sare ye hawaye sanam ye nazare kah rahe hai ye karke ishare tu ho ja kisi ka ho ja re ye hawaye sanam ye nazare
bachna zara teer chale ho teer chale kaisi sidhi kaman se samjho sanam ye ishare mere pyare kahi jana na jan se bachna zara teer chale ho teer chale kaisi sidhi kaman se khichi khichi hai khichi khichi hai koi bat jara jan le dabi dabi hai dabi dabi hai koi ghat pahchan le yaha rakhna kadam jara dhyan se bachna zara teer chale ho teer chale kaisi sidhi kaman se samjho sanam ye ishare mere pyare kahi jana na jan se dur dur se dur dur se dekho na nahi gair hum mange bar bar mange bar bar dil ka teri khair hum tum pyare ho hame dil jan se bachna zara teer chale ho teer chale kaisi sidhi kaman se samjho sanam ye ishare mere pyare kahi jana na jan se aaj badli hui hai fiza aaj palti hui hai nigah rang mahfil ka kuch or hai wo hai jalwe pareshan se bachna zara teer chale ho teer chale kaisi sidhi kaman se samjho sanam ye ishare mere pyare kahi jana na jan se
ye jalwe ye ada haye ye ada haye ye adaor ye garur bachega aaj kaise dil kaho mere huzur ye jalwe ye ada haye ye ada haye ye ada or ye garur bachega aaj kaise dil kaho mere huzur khata hoga agar koi nishana aapka utha layega khud hi teer diwana aapka khata hoga agar koi nishana aapka utha layega khud hi teer diwana aapka diwana tu hai diwana raho ji dur dur diwana tu hai diwana raho ji dur dur ye jalwe ye ada haye ye ada haye ye ada or ye garur bachega aaj kaise dil kaho mere huzur koi dekhe aji jhutha bahana aapse ek rangin dhokha dil lagana aapse koi dekhe aji jhutha bahana aapse ek rangin dhokha dil lagana aapse magar ek din ye dhokha to khaoge jarur bachega aaj kaise dil kaho mere huzur nazar milte hi jane kya ishare ho gaye bas itna yad hai ke hum tumhare ho gaye nazar milte hi jane kya ishare ho gaye bas itna yad hai ke hum tumhare ho gaye khata na koi tumhari hai mera hi kasur khata na koi tumhari hai mera hi kasur ye jalwe ye ada haye ye ada haye ye ada or ye garur bachega aaj kaise dil kaho mere huzur ye jalwe ye ada haye ye ada haye ye ada or ye garur bachega aaj kaise dil kaho mere huzur
kuchh najaro se kaam le kuchh dil ka paigam le kisi ka daman tham le diwane o mastane pyar kar le pyar kar le pyar kar le kuchh najaro se kaam le kuchh dil ka paigam le kisi ka daman tham le diwane o mastane pyar kar le pyar kar le pyar kar le bhigi bhigi sham kahe le hantho mein jaam bhigi bhigi sham kahe le hantho mein jaam pi le o matvale leke tu saki ka naam ga le aaj dil ke saaj pe tu pyar ke tarane kuchh najaro se kaam le kuchh dil ka paigam le kisi ka daman tham le diwane o mastane pyar kar le pyar kar le pyar kar le hans ke kha le sine pe ulfat ka koi teer hans ke kha le sine pe ulfat ka koi teer teer bhi aisa tikha ki jo jaye kleje paar dil ke daag me hai dekho juthe pyar ke afsane kuchh najaro se kaam le kuchh dil ka paigam le kisi ka daman tham le diwane o mastane pyar kar le pyar kar le pyar kar le aate jaate ho jata hai dil se dil ka mel aate jaate ho jata hai dil se dil ka mel in aankho se kr le bate in julfo se khel kah le aaj dil ke raaj kal kya hoga kon jaane kuchh najaro se kaam le kuchh dil ka paigam le kisi ka daman tham le diwane o mastane pyar kar le pyar kar le pyar kar le kuchh najaro se kaam le kuchh dil ka paigam le kisi ka daman tham le diwane o mastane pyar kar le pyar kar le pyar kar le
................................................................................................................................
-
Geeta Dutt, S Balbir : Yeh jalwe yeh adaa : Passing Show (1956)3:21
-
Ye Hawaein Sanam--Passing Show(1956)--Geeta Dutt3:26