Rukhsana | R. C. Talwar | Meena Kumari, Kishore Kumar, Madan Puri, Shammi, Kumkum, Amar, Sunder | Costume Drama | Music: Shankar Jaikishan Lyrics: Hasrat Jaipuri |
R.C. Talwar - IMDb
R.C. Talwar.
Director | Producer | Writer. + Add or change photo on IMDbPro ».
Contribute to IMDb. Add a bio, trivia, and more. Update information for
R.C. ...
Rukhsana (1955) - IMDb
Rukhsana (1955) ... Trending Hindi Movies and Shows ... Check out the Indian movies with the highest ratings from IMDb users, as well as the movies that are ...
Director:
R.C. TalwarStars:
Amar, Kishore Kumar, Meena Kumari | See full cast & crew »Cast
Credited cast: | |||
Amar | |||
Kishore Kumar | |||
Meena Kumari | |||
Kumkum | |||
Madan Puri | |||
Randhir | |||
Shammi | |||
Sunder |
Edit
See full technical specs »
Details
Country:
IndiaLanguage:
HindiCompany Credits
Show more on
IMDbPro »
Technical Specs
Sound Mix:
MonoColor:
Black and WhiteRandhir (actor) - Wikipedia
Randhir, Actor: Patanga. ... Jump to: Actor | Art department | Thanks .... Check out the Indian movies with the highest ratings from IMDb users, as well as the ...
Sunder
Indian film actor
Description
Sunder was a noted Indian film actor between the 1938 and 1980s. He acted in many Punjabi and Hindi films in his career as hero or supporting roles as a comedian. Wikipedia
Other name: Sundar
Jun 10, 2018 - Talwar Films' “Rukhsana” was released on Friday, April 22nd, 1955,
at the Novelty and other theaters in Bombay and its suburbs. Closely
hugging the pattern of the familiar Ruritanian romance, it has a
painfully stereotyped plot and painfully stereotyped characters in a
narrative told the stereotyped way.
Rukhsana - 1955. Year - 1955. Language - Hindi. Country - India. Producer - Talwar Films.
Director - R. C. Talwar. Music Director - Sajjad Hussain. Box-Office
Status - Cast - Sunder, Kishore Kumar, Meena Kumari, Shammi, Randhir,
Amar, Kumkum.
Find story, trailers, cast & crew, photo gallery, videos, songs, box office collection & every news Rukhsana film made headlines for at cinestan.com.
Music
Tanveer Naqvi
Lyricist
Khumar Barabankavi
Lyricist
Asha Bhosle
Singer
Lata Mangeshkar
Singer
Kishore Kumar
Singer
Rukhsana (1955) | Hindi Movie Review, Songs, Trailer ... - MuVyz
Complete information on bollywood movie: Rukhsana Star cast, Movie Rating, Reviews, Plot, Screenshots, Song listing-8, Trailer, Watch Movie link and more...
Lyrics and video of songs from Movie / Album : Rukhsana (1955); Music by: Sajjad, Shankarsinh Raghuwanshi, Jaikishan Dayabhai Pankal; Singer(s): Asha ...
songs:-
MD-SAJJAD HUSSAIN LYRICS-SHAKEEL BADAYUNI A
TRIBUTE TO KISHORE KUMAR (4 AUGUST 1929 -13 OCTOBER 1987)
For more songs visit http://iseriesindia.com.
Yeh Chaar Din Bahaar Ke Hansi Khushi Guzaar Ke Bhulaado Zindagi Ke Gham Kishore Kumar Asha Bhonsle Film Rukhsana ...
MD-
SAJJAD HUSSAIN LYRICS-KHUMAR BARABANKVI A TRIBUTE TO SAJJAD HUSSAIN (15 JUNE 1917 - 21 JULY 1995)
Tere Jahan Se Chal Diye Kishore Kumar Film Rukhsana Music Sajjad Hussain.
MD-
SAJJAD HUSSAIN LYRICS-KHUMAR BARABANKVI.
Tera Dard Dil Main Basa Liya Lata Mangeshkar Film Rukhsana (1955) Music Sajjad Hussain..
MD~~~~~~~~~~~~~~Great
SAJJAD HUSSAIN SAHAB..........[ NONE ECHO~78 RPM Audio ] LYRICS~~~~~~~~~~~-Great ...
Tera Dard Dil Mein Basa Liya Lata Mangeshkar Film Rukhsana Music Sajjad Hussain.
MD-SAJJAD HUSSAIN LYRICS-KHUMAR BARABANKVI.
MD-SAJJAD HUSSAIN LYRICS-KHUMAR BARABANKVI A TRIBUTE TO SAJJAD HUSSAIN (15 JUNE 1917 - 21 JULY 1995)
Music:
Sajjad Hussain Lyrics: Khumar Barabankvi.
Din Raat Zafaayein Karte Hain- Rukhsana (1955) Full Song Lyrics By ...
Composed by Great Music Director Sajjad Hussain.
Tumhein Hum Yaad Karte Hain - Rukhsana (1955) Full Song Lyrics By ...
tumhe ham yaad karte hain tumhe ham yaad karte hain kahan ho tum kahan ho tum yahi fariyaad karte hain tumhe ham yaad ...
BEFORE DRUMS BECAME POPULARIN THE 1960'S-1970'S
IT WAS DOUBLE BASS STRINGS GIVING THE BOOM BOOM
Browse Movie Titles (Alphabetically): 0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W Y Z | ||
Yearwise: 2018 2017 2016 2015 2014 2013 2012 2011 2010 2000s 1990s 1980s 1970s 1960s 1950s 1940s 1930s | ||
Browse by Singer Name (Alphabetically): All A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z | ||
|
songs:-
ye chaar din bahaar ke
hansi-khushi guzaar ke
bhula do zindagi ke gham
bhula do zindagi ke gham
bhula do zindagi ke gham
nisar tum pe dil mera
kategi zindagi sada
tumhare pyaar me sanam
bhula do zindagi ke gham
bhula do zindagi ke gham
khilli hui hai chandani
chhidi hui hai ragini
nazar-nazar me mastiyan
ada-ada me shokhiyan
hame tumhari justaju
tumhe hamari aarzu
badhe ye pyaar dum-ba-dum
bhula do zindagi ke gham
bhula do zindagi ke gham
tumhaare dil me ham rahe
hamaare dil me tum raho
kisi se apni dastaan
na ham kahe na tum kaho
zamana chahe kuchh kahe
zafa kare sitam kare
juda na hoge tum se ham
bhula do zindagi ke gham
bhula do zindagi ke gham
Khumar Barabankvi
Poet
Description
Khumār Barabankvi Urdu: خُمار بارہ بنکوی was an Urdu poet and lyricist from Barabanki, Uttar Pradesh, India. His real name was Mohammed Haidar Khan, The word comes from the Arabic root 'Khum' which means a jar of wine. Wikipedia
Born: September 1919, Barabanki, Uttar Pradesh
Died: 19 February 1999, Barabanki district
Sajjad Hussain
Indian film score composer
Description
Sajjad Hussain was an Indian film score composer. He was also an accomplished mandolinist, playing the mandolin as a "Top Grade" player for the Indian film industry in Mumbai for more than five decades, reputed to have played more than 22,000 songs, including title-songs and background music. Wikipedia
Born: 15 June 1917, Madhya Pradesh
Died: 21 July 1995
tere jaha se chal diye
dete hue duaaen ham
tera kuda bhala kare
sahte rahe jafaaye hum
hota hume jo ye pata
hona padega yun juda
hota hume jo ye pata
hona padega yun juda
kadmo pe tere dete jaa
leke teri balaayen hum
tere jaha se chal diye
dete hue duaaen ham
jaate hain ab salaam le, salaam le
pyaar bhara payaam le, payaam le
dafan ho tere kunche me
badle wafa ke paaye hum
dafan ho tere kunche me
badle wafa ke paaye hum
tere jaha se chal diye
dete hue duaaen ham
tera kuda bhala kare
sahte rahe jafaaye hum
tere jaha se chal diye
tera dard dil me basa liya
tujhe apna hum na bana sake
tera dard dil me basa liya
tujhe apna hum na bana sake
jo likha hua tha nasib me vo kisi tarah na mita sake
tujhe apna hum na bana sake
na mile the hum ke bichad gaye
na base the dil ke ujhad gaye
na mile the hum ke bichad gaye
na base the dil ke ujhad gaye
rahi dil ki dil hi me hasrate
tujhe haal-e-dil na suna sake
tujhe apna hum na bana sake
jo likha hua tha nasib me vo kisi tarah na mita sake
tujhe apna hum na bana sake
mere tute dil ki hai ye dua
tu jahaa me phule phale sada
mere tute dil ki hai ye dua
tu jahaa me phule phale sada
gire mujhpe tut ke bijaliya
tujhe koyi gum na sata sake
tujhe koyi gum na sata sake
jo likha hua tha nasib me vo kisi tarah na mita sake
tujhe apna hum na bana sake
tera dard dil me basa liya
tujhe apna hum na bana sake
Tere jahaan se chal diye
Dete hue duaayein hum
Tera khuda bhala karey
Sehtey rahein jafaayein ham
Shauk se gham utthaayenge
Shiqwey na lab pe laayenge
Shauq se gham uthhaayenge
Shiqwey na lab pe laayenge
Dil mein uthhega dard jab
Dengey tujhe duaayein ham
Hotaa hamein jo ye pata
Hona padega yun juda
Kadmon pe tere detey jaan
Leke teri balaayein hum
Jaatein hain ab salaam le
Salaam le
Dard bhara payaam le
Payaam le
Milney ki maangna duaa
Yaad kabhi jo aayein hum
Milney ki maangna duaa
Yaad kabhi jo aayein hum
Tere jahaan se chal diye
Dete huye duaayein hum
Tera khuda bhala karey
Sehtey rahein jafaayein hum
Tere jahaan se chal diye.
din raat jafaaye karte hai
dil leke sada tadpaate hai
fir bhi hame pyar aa jata hai
jab saamne wo aa jaate hai
fir bhi hame pyar aa jata hai
jab saamne wo aa jaate hai
din raat jafaaye karte hai
dil leke sada tadpaate hai
khate hai barabar ham kasme
jayenge naa unki mahfil mein
jayenge naa unki mahfil mein
jayenge naa unki mahfil mein
betabi dil ko kya kahiye
betabi dil ko kya kahiye
khud panv uth uth jaate hai
ham roj irada karte hai
ham roj irada karte hai
sah raah lenge haal dil apna
haal dil apna jab unse nigaahe
milti hai dil tham ke ham rah jaate hai
din raat jafaaye karte hai
dil leke sada tadpaate hai
fir bhi hame pyar aa jata hai
jab saamne wo aa jaate hai
aagaaj jab ye hai ulfat ka
anjam naa jane kya hoga
anjam naa jane kya hoga
ham unko bulate hai jitna
utna hame wo yaad aate hai
din raat jafaaye karte hai
dil leke sada tadpaate hai
fir bhi hame pyar aa jata hai
jab saamne wo aa jaate hai
tumhe ham yaad karte hain
tumhe ham yaad karte hain
kahan ho tum kahan ho tum
yahi fariyaad karte hain
tumhe ham yaad karte hain
tumhe ham yaad karte hain
lutaakar apani duniya ham, chale hain teri mahafil se
lutaakar apani duniya ham, chale hain teri mahafil se
khushi me jo gujara wo jamaana yaad karte hain
tumhe ham yaad karte hain
tumhe ham yaad karte hain
ummide hain naa kushiya hain
umange hain naa armaan hain
ummide hain naa kushiya hain
umange hain naa armaan hain
tumhaare ham se abb dil kaa
jahaan aabad karte hain
tumhe ham yaad karte hain
tumhe ham, yaad karte hain
kahan ho tum kahan ho tum
yahi fariyaad karte hain
tumhe ham yaad karte hain
tumhe ham yaad karte hain
BEFORE DRUMS BECAME POPULARIN THE 1960'S-1970'S
IT WAS DOUBLE BASS STRINGS GIVING THE BOOM BOOM