Indian films and posters from 1930: film (Coffee House)(2009)
Kamal Kishore and Kavita are married, manage a publication, and regularly meet with many others at a Coffee House run by John. Kamal tenders his ...
...................................................................................................................
film (Coffee House)(1957)
Coffee House | Hari Walia | Shammi Kapoor, Geeta Bali, Chanchal, Bhagwan, Jeevan, Helen, Vijayalaxmi | Social Romance | Music: Roshan
Lyrics: Prem Dhawan, Hasrat Jaipuri
|
Coffee House (1957) - IMDb
Coffee House (1957)
Coffee House (1957) - Review, Star Cast, News, Photos | Cinestaan
Find story, trailers, cast & crew, photo gallery, videos, songs, box office collection & every news Coffee House film made headlines for at cinestan.com.
Cast
Vijayalaxmi - IMDb(not in list)
Vijayalaxmi, Actress: Bawre Nain. Vijayalaxmi is an actress and director, known for Bawre Nain (1950), Mahal (1949) and Gandharvya Kanya (1979).
Vijay Laxmi
Complete information on bollywood personality: Vijayalaxmi - Photograph, Personal Profile, Filmography, Playlist(s), Statistics ... Movies by Vijayalaxmi as Actor.
Crew
railer, Videos ...
Complete information on bollywood movie: Coffee House Star cast, Movie Rating , Reviews, Plot, Screenshots, Song listing-8/3, Trailer, Watch Movie link and more...
Lyrics and video of songs from Movie / Album : Coffee House (1957); Music by: Roshan; Singer(s): Asha Bhosle, Suman Kalyanpur, Geeta Dutt; having star cast: ...
|
.
yu dekhte ho jaise hame jante nahi
pehchan kar bhi tum hame pehchante nahi
yu dekhte ho jaise hame jante nahi
sabse hanskar milati hai ye jalim sokh nigahe
ek hamse hi takrake na jane kyu chup jaye
badlo idhar jara ek najar ham gair to nahi
yu dekhte ho jaise hame jante nahi
pehchan kar bhi tum hame pehchante nahi
ae ji khoon kiya hai tumne ae ji khoon kiya hai tumne
kitne hi armaano ka par haal bura hai dekho
ham jaise mastano ka, meri gant pe meri hath pe
koi jaye na kahi yu dekhte ho jaise hame jante nahi
pehchan kar bhi tum hame pehchante nahi
yu dekhte ho jaise hame jante nahi
ye hawa ye fiza ye sama aaj hai kis kadar hasi jahaa sham hai jaam hai sathi hai yu mile dil ki so dastan jhum jhum jaam chum ke aa dil ki mehfil me aa husn ki ye mahrbaniya fir kaha ishq ki rangeen kahaniya fir kaha fir kaha ye sama ye sama fir kaha aa dil ki mehfil me aa jhum jhum jaam chum ke aa dil ki mehfil me aa jhum jhum jaam chum ke aa dil ki mehfil me aa ye nigah ye dil ki mastiya ye ada tej hai aaj dhadkano ki sada ye sada sun jara sun jara ye sada aa dil ki mehfil me aa jhum jhum jaam chum ke aa dil ki mehfil me aa
is mehfil me aana bachke yaha chalte hai teer nazar ke aur patli kamar jab lachke to dil khaye jhatke pe nahi chalta jor koi ae ji baitha hai chhup ke yaha tere dil ka chor koi is mehfil me aana bachke yaha chalte hai teer nazar ke aur patli kamar jab lachke to dil khaye jhatke pe nahi chalta jor koi ae ji baitha hai chhup ke yaha tere dil ka chor koi is mehfil me aana bachke muskurati bijliyan hai in nigaho me muskurati bijliyan hai in nigaho me kitne afsane chupe hai in adao me kitne afsane chupe hai in adao me kho na jana julfo ki in tedhi raaho me is mehfil me aana bachke yaha chalte hai teer nazar ke aur patli kamar jab lachke to dil khaye jhatke pe nahi chalta jor koi ae ji baitha hai chhup ke yaha tere dil ka chor koi is mehfil me aana bachke jaan le baatein jara tu in sitaro ki jaan le baatein jara tu in sitaro ki dhundhti hai tujhko nazre raajdaro ki dhundhti hai tujhko nazre raajdaro ki loot ke dekhi humne duniya yu hazaaro ki is mehfil me aana bachke yaha chalte hai teer nazar ke aur patli kamar jab lachke to dil khaye jhatke pe nahi chalta jor koi ae ji baitha hai chhup ke yaha tere dil ka chor koi is mehfil me aana bachke
dhadke re jiyra mora haye bade jor ka dhadke re jiyra mora haye bade jor ka beri ye aaj hua jaye kisi aur ka haye re kisi aur ka dhadke re jiyra mora haye bade jor ka dhadke re jiyra mora haye bade jor ka beri ye aaj hua jaye kisi aur ka haye re kisi aur ka main to unki thi kabhi sarke cunriya main to unki thi kabhi sarke cunriya lagi re haye ram kiski nazariya lagi re haye ram kiski nazariya kaise main lungi haye naam chitchor ka dhadke re jiyra mora haye bade jor ka dhadke re jiyra mora haye bade jor ka beri ye aaj hua jaye kisi aur ka haye re kisi aur ka ghunghat uthau kabhi ghunghat girau ghunghat uthau kabhi ghunghat girau apne hi neyno se naina churau apne hi neyno se naina churau dolu main jaise man sawan mein mor ka haye man mor ka dhadke re jiyra mora haye bade jor ka dhadke re jiyra mora haye bade jor ka beri ye aaj hua jaye kisi aur ka haye re kisi aur ka kya kya umge man mai hi jgaye kya kya umge man mai hi jgaye dharti se aaj mere paaw na lage chanda ko chuye man jaise chkor ka haye re chkor ka dhadke re jiyra mora haye bade jor ka dhadke re jiyra mora haye bade jor ka beri ye aaj hua jaye kisi aur ka haye re kisi aur ka
😇
ghir aaye re kare badra main to dalugi naino mein kjara ki jiya mora mane na ki jiya mora mane na kahu chhank payal mori chhanki khu kisse lagan hay man ki ki jiya mora mane na ki jiya mora mane na aise aaye re jhoke hawa ke udi jaye mori dhani chunriya do hatho mein mukhda chhupa ke maine niche chhupa li nazariya bal khau ghbrau dar jau ki koi pehchane na ki koi pehchane na ghir aaye re kare badra main to dalugi naino mein kjara ki jiya mora mane na ki jiya mora mane na aa aa aa aa aa aa ho ho ho ho ho bhed khote kare to na jane bade bhole re saiya humare koi na jane bade bhole re sayiya hamare meri nazaro mein aake to dekhe aaj kaisi hai kya ye nazare ye hawaye ye ghtaye ka bulaye ki hay koi jane na ho ho ho ki haye koi jane na ghir aaye re kare badra main to dalugi naino mein kjara ki jiya mora mane na ki jiya mora mane na
....................................................................................................................