Bhakta Dhruva (1934) - IMDb
Indian films and posters from 1930: film (Bhakt Dhruv)(1947)
| Browse Movie Titles (Alphabetically): 0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z | ||
| Yearwise: 2018 2017 2016 2015 2014 2013 2012 2011 2010s 2000s 1990s 1980s 1970s 1960s 1950s 1940s 1930s | ||
| Browse by Singer Name (Alphabetically): All A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z | ||
![]() | Mera Deepak Jug Jug Jale | Lalita Deulkar | Shankar Rao Vyas | |
| Bhakt Dhruv (1947) | Pandit Indra, Moti |
Lyrics of Mera Deepak Jug Jug Jale - मेरा दीपक जुग जुग जले
mera deepak jug jug jale mera deepak jug jug jalejug jug prakash failaye jug jug prakash failaye
itna mangu bhagwan aaye aandhi ya tufan
itna mangu bhagwan aaye aandhi ya tufan
ye jyot na bujhne paye yug yug prakash failaye
mera deepak jug jug jale jug jug prakash failaye
jug jug prakash failaye
mere naino ka ye tara mere jiwan ka ujiyara
mere naino ka ye tara mere jiwan ka ujiyara
mukh kamal khol muskaye yug yug prakash failaye
mera deepak jug jug jale mera deepak jug jug jale
jug jug prakash failaye jug jug prakash failaye
mere mohan madhur salouna mera tut na jaye khilona
mere mohan madhur salouna mera tut na jaye khilona
ha mera tut na jaye khilona
tum deen bandu kahlaye jug jug prakash failaye
mera deepak jug jug jale mera deepak jug jug jale
jug jug prakash failaye jug jug prakash failaye
jai narayan hari narayan narayan jai jai narayan

jai narayan hari narayan jai narayan hari narayan
jai narayan hari narayan jai narayan hari narayan
![]() | Milne Ki Rut Aayi Sakhi Ri Khilne Ki Rut Aayi |
Rajkumari, Amirbai Karnataki | Shankar Rao Vyas | |
| Bhakt Dhruv (1947) | Pandit Indra, Moti |
Lyrics of Milne Ki Rut Aayi Sakhi Ri Khilne Ki Rut Aayi - मिलने की रुत आयी सखी री खिलने की रुत आई
milne ki rut aayi sakhi rimilne ki rut aayi sakhi ri khilne ki rut aayi
aao aao basant manao jara aao aao basant manao
phul rani phul rani aao khil jao jara muskao jara
ithlao jara itrao jara ithlao jara itrao jara
aao aao basant manao jara aao aao basant manao
apne rasiya ko kaise bulati ho tum
apne rasiya ko kaise bulati ho tum
ruth jaye to ruth jaye to kaise rijhati ho tum
ruth jaye to kaise rijhati ho tum
na kahungi na kahungi kisi se batao jara
na kahungi kisi se batao jara
aao aao basant manao jara aao aao basant manao
ye pawan kya sandesha sunane laga
ye pawan kya sandesha sunane laga
kyu poonam ka chanda lajaane laga
kyu poonam ka chanda lajaane laga
batiya ye batiya hai kya samjhao jara
ye batiya hai kya samjhao jara
aao aao basant manao jara aao aao basant manao
ku ku kare koyaliya kali
ku ku kare koyaliya kali
geet gati hai ya de rahi hai gali
geet gati hai ya de rahi hai gali
jao chupke se ye puch aao jara
aao aao basant manao jara aao aao basant manao
ye lata apne pritam se milne lagi
ye lata apne pritam se milne lagi
lo jhuk jhuk ke jane kya kahne lagi
lo jhuk jhuk ke jane kya kahne lagi
ab tum hi pritam ko bulao jara
ab tum hi pritam ko bulao jara
aao aao basant manao jara aao aao basant manao
Lyrics of Bhajan Ke Din Do Char - भजन के दिन दो चार
bhajan ke din do char prani bhajan ke din do char
bhajan ke din do char prani bhajan ke din do char
janam maran tu sudhar re janam maran tu sudhar re
bhajan ke din do char re bhajan ke din do char
vani se har naam le vani se har naam le
hatho se tu daan de hatho se tu daan de
kano se sun mahima prabhu ki kano se sun mahima
naino se rup nihar re naino se rup nihar re
bhajan ke din do char re bhajan ke din do char
koi rota hai koi gata hai koi rota hai koi gata hai
koi jata hai koi aata hai koi jata hai koi aata hai
aawa gaman mitane ko tu aawa gaman mitane
tu nisdin prabhu pukar re tu nisdin prabhu pukar
bhajan ke din do char re bhajan ke din do char
duj ka baka chandr gaya duj ka baka chandr gaya
badhkar puran chandr hua badhkar puran chandr hua
kali phul hokar yu boli kali phul hokar yu boli
ghan ghan ghan sarjan har re
ghan ghan ghan sarjan har re
bhajan ke din do char re bhajan ke din do char
bhajan ke din do char prani bhajan ke din do char
jai narayan hari narayan jai narayan hari narayan
jai narayan hari narayan
narayan narayan narayan narayan
narayan narayan narayan narayan
jai narayan hari narayan jai narayan hari narayan
narayan narayan narayan narayan
jai narayan hari narayan jai narayan hari narayan
jai narayan hari narayan
Lyrics of Gao Badhai Ri Suhagan Aangan Aayi - गाओ बधाई री सुहागन आँगन आयी
gao badhai ri suhagan aangan aayi gao badhai rigao badhai ri suhagan aangan aayi gao badhai ri
rahe amar suhag tiharo
rahe amar suhag tiharo
sakhi neha nayhar ko bisaro
sakhi neha nayhar ko bisaro
mango ki tum deep layi ri
suhagan aangan aayi gao badhai ri
gao badhai ri suhagan aangan aayi gao badhai ri
sakhi god me laal khilao
sakhi god me laal khilao
kul gaurav man badhaao
kul gaurav man badhaao
deen dukhiyo ka dukhda mitaao
deen dukhiyo ka dukhda mitaao
jaano ri peed parayi ri
suhagan aangan aayi gao badhai ri
gao badhai ri suhagan aangan aayi gao badhai ri
Song; Jhulna Jhoolao More Film: Bhakta Dhruva Cast: Jeevan,Shashi Kapoor,Leela Mishra Director :Shanti Kumar Music: ...
Lyrics of Jhoolna Jhoolo More Pyare Lala Re - झुलना झूलों मोरे प्यारे लला रेjhulna jhulo more pyare lala re
jhulna jhulo more pyare lala re
jhulna jhulo more pyare
jhulna jhulo more pyare lala re
jhulna jhulo more pyare lala re
jhulna jhulo more pyare
chhote laala more chhote chhote paiya
chhote laala more chhote chhote paiya
badi badi aasa lagi re more lalna
badi badi aasa lagi re
jhulo more pyare lala re
jhulna jhulo more pyare lala re
jhulna jhulo more pyare lala re
jhulna jhulo more pyare
palna nihar aur leve balaiya
palna nihar aur leve balaiya
tere mata pita re o lalna
tere mata pita re
jhulo more pyare lala re
jhulna jhulo more pyare lala re
jhulna jhulo more pyare lala re
jhulna jhulo more pyare
sukh ki nindiya sovo more pyare
sukh ki nindiya sovo more pyare
aankho ke tare rajdulare
aankho ke tare rajdulare
chanda ko lori sunao re
mere nanhe ko aake sula re
jhulo more pyare lala re
jhulna jhulo more pyare lala re
jhulna jhulo more pyare lala re
jhulna jhulo more pyare
ll Movie | भक्त ध्रुव | Shashi Kapoor, Mridula Rani
Lyrics of Mandir Suna Deep Bin Naiya Bin Patvar - मंदिर सूना दीप बिना नईया बिन पतवार
mandir suna deep bina naiya bin patwartaruwar suna paat bina putr bina pariwar
daya karo daya karo daya karo daya karo
bhisambar hai nam tumhara suni god bharo bharo
daya karo daya karo
bhisambar hai nam tumhara suni god bharo bharo
daya karo
dekh gagan ke nau lakh tare
dekh gagan ke nau lakh tare
meri suni god pukare meri suni god pukare
run jhun run jhun pag painjaniya
run jhun run jhun pag painjaniya
aagan pag dharo dharo
daya karo daya karo parbhu daya karo
jag ke taaranhaar ho tum to
jag ke taaranhaar ho tum to
kul ka taaran haar mujhe do
kul ka taaran haar mujhe do
mai tumhare dar deep jalaau
mai tumhare dar deep jalaau
tum andhiyara haro haro
daya karo daya karo parbhu daya karo
Lyrics of Meri Naav Padi Majdhar Paar Karo - मेरी नाव पड़ी मझधार पार करो
meri naav padi majdhar paar karo na karomeri naav padi majdhar paar karo na karo
meri laaz tumhare hath baah bharo na bharo
meri laaz tumhare hath baah bharo na bharo
thak gayi puja deep jala ke deep jala ke
thak gayi puja deep jala ke deep jala ke
haar gayi mai aarti ga ke aarti ga ke
haar gayi mai aarti ga ke aarti ga ke
meri aasha ki suni god nath bharo na bharo
meri aasha ki suni god nath bharo na bharo
man ki beena tumhe sunau
man ki beena tumhe sunau
aao aasu phul chadhau aao aasu phul chadhau
mai to aan padi tore dwar vipda haro na haro
mai to aan padi tore dwar vipda haro na haro
narayan jai narayan narayan narayan
shri narayan jai narayan narayan narayan
shri narayan jai narayan shri narayan jai narayan
shri narayan jai narayan shri narayan jai narayan
Lyrics of Prabhu Apni Jhalak Dikhao Mohe Adbhut Roop Dikhao - प्रभु अपनी झलक दिखाओ प्रभु अपनी झलक दिखाओ
prabhu apni jhalak dikhao prabhu apni jhalak dikhaomujhe adbhut rup dikhao
prabhu apni jhalak dikhao prabhu apni jhalak dikhao
jis rup ko dhyani dhyave jis rup ko dhyani dhyave
aur yogi yog lagave aur yogi yog lagave
jo jyoti biraje rut ye brij tum jyoti wahi pragataao
prabhu apni jhalak dikhao prabhu apni jhalak dikhao
nakh jyoti se jag ujiyara charan chumat ban mala
kati kathin path pitambar kati kathin path pitambar
shyamal dhan badan nirala
shyamal dhan badan nirala is man ka moh mitao
prabhu apni jhalak dikhao prabhu apni jhalak dikhao
wo rup chaturbhuj nyara wo rup chaturbhuj nyara
mukh chandr vadan ujiyara mukh chandr vadan ujiyara
do naina kamal sarikhe sir mor mukut ati pyara
hatho me lekar shankh chakr
hatho me lekar shankh chakr aur gada kadam tum aao
prabhu apni jhalak dikhao prabhu apni jhalak dikhao
mai mud mand mati balak mai mud mand mati balak
jag chhod sharan me aaya jag chhod sharan me aaya
tum deen bandhu karuna jo mujhe apna daas banaya
mujhe apna rup dikhaya ab charan dhul de jao
ab charan dhul de jao
Lyrics of Tum Me Bhi Wo Hum Me Bhi Wo - तुम मे भी वो हम मे भी वो तुम तुम नही हम हम नही
tum me bhi wo hum me bhi wo tum tum nahi hum hum nahisab me wohi wo sab uski maya ye sab uski maya
jai narayan hari narayan jai narayan hari narayan
jai narayan hari narayan jai narayan hari narayan
jai narayan hari narayan
bhishan fukkaro me tum hari hari bolo
bhishan fukkaro me tum hari hari bolo
dhar padmashan prabhu bhakti magan tum dolo
dhar padmashan prabhu bhakti magan tum dolo
nayan malo aur sundar chhavi par mera man lahraya
sab uski maya ye sab uski maya
ye shesh naag uth jaag bhajan ki vela
ye shesh naag uth jaag bhajan ki vela
nahi baar baar lagta hai aisa mela
nahi baar baar lagta hai aisa mela
hari vishv rup hum sab uski chhaya
sab uski maya ye sab uski maya
wo pahad bhi hai aur wahi kankar hai
wo pahad bhi hai aur wahi kankar hai
wo vishdhar hai wo neelkanth shankar hai
usi roop me aaya wo jis rup me use bulaya
usi roop me aaya wo jis rup me use bulaya
sab uski maya ye sab uski maya
jai narayan hari narayan jai narayan hari narayan
jai narayan hari narayan jai narayan hari narayan
jai narayan hari narayan jai narayan hari narayan
Mohantara Talpade
Lyrics of Tum Raja Ho Hargiz Na Kisi Se Darna - तुम राजा हो हरगिज ना किसी से डरना
tum raja ho tum raja ho tum raja ho tum raja hohargiz na kisi se darna sachhi bato pe ladna
na jhuke kisi ke aage na jhuke kisi ke aage
hame dekh ke dushman bhage hame dekh ke dushman bhage
tum raja ho tum raja ho tum raja ho tum raja ho
hargiz na kisi se darna sachhi bato pe ladna
tum mantri raaj kahao tum sabka nyany chuka do
ho bada nyay anyay to tum raja ke aage dharna
hargiz na kisi se darna sachhi bato pe ladna
tum senapati balshali karna sabki rakhwali
chad aaye koi danav to tum shastr hath me dharna
hargiz na kisi se darna sachh bato pe ladna
yugraja ho dharuvraja sharan tumhari
dharuvraja sharan tumhari
yugraja ho tum suno pukar hamari
tum suno pukar haamri
ye rakshas atyachari rajan raksha inse karna
rajan raksha inse karna
re danav re danav tujhe manav se darna hoga
yaha bina maut ab tujhko marna hoga
ye satyug hai jai suniti ki hoti hai
ye satyug hai jai suniti ki hoti hai
ye satyug hai yaha kumati sada roti hai
ye satyug hai yaha kumati sada roti hai
tum raja ho tum raja ho tum raja ho tum raja ho
![]() | Jao Jao Mere Jivan Ke Ujiyare | Mohantara Talpade | Shankar Rao Vyas | |
| Bhakt Dhruv (1947) | Pandit Indra, Moti |
Lyrics of Jao Jao Mere Jivan Ke Ujiyare - जाओ जाओ मेरे जीवन के उजियारे
jao jao mere jiwan ke ujiyaremere jiwan ke ujiyare pyare pyare dhare tare
mere jiwan ke ujiyare pyare pyare dhruv tare jao jao
jao amar lok ke wasi tumhe bulane aaye
tumhe bulane aaye
beta der rahi bichhdi ankhiya
beta der rahi bichhdi ankhiya
aasu phul barsaye aasu phul barsaye jao jao
o re more naino ke tare o re more naino ke tare
mud kar dekho raaj dulare mud kar dekho raaj dulare
maa ki suni god pukare maa ki suni god pukare
avichla amar satya sir path par
avichla amar satya sir path par
mera laal suhaye mera laal suhaye
jug jug prakash failaye jug jug prakash failaye
mera deepak jug jug jale
jug jug prakash failaye jug jug prakash failaye
jai narayan hari narayan jai narayan hari narayan
jai narayan hari narayan jai narayan hari narayan
jai narayan hari narayan
....................................................................................................
Indian films and posters from 1930: film (Bhakta Dhruva)(1957)
film (Bhakt Dhruv)(1964)
film(Bhakta Dhruva Kumar ... - Indian films and posters from 1930
------------------------------------------------------------------------------------
film(Bhakta Dhruva Kumar)(1964)
| Bhakta Dhruvakumar | Dhirubhai Desai | Shahu Modak, Nirupa Roy, Babloo, Indira Billi, Sunder, Niranjan Sharma | Devotional | Music: Avinash Vyas Lyrics: Madan Bharti, Avinash Vyas |

film(Bhakta Dhruva Kumar)(1964) imdb not available
Bhakta Dhruva Kumar (1964) Cast - Actor, Actress, Director, Producer ...
Cast
Suryakant Shukla - IMDb
[not in IMDb LIST film(Bhakta Dhruva Kumar)(1964)
[not in IMDb LIST film(Bhakta Dhruva Kumar)(1964)
Laxmikant Bagla - IMDb
Dalda - IMDb[not in IMDb LIST film(Bhakta Dhruva Kumar)(1964)
Champak Lal - IMDb (not in IMDb LIST film(Bhakta Dhruva Kumar)(1964)
Crew
| |||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||||
tu nahi kahi tu nahi tu nahi kahi tu nahi tu nahi kahi tu nahi jabse ye duniya bani hain aasma hain ye jami tu nahi yaha, tu nahi waha tu hain kaha dikhta nahi tu nahi kahi tu nahi tu nahi kahi tu nahi jal me dhundha, thal me dhundha tujhko har halchal me dhundha chaand suraj aandhi tufaa bijali aur badal me dhundha aadmi ne tujhko dhundha is jaha me kaha nahi tu nahi kahi tu nahi tu nahi kahi tu nahi ho tu nahi kahi tu nahi tu nahi kahi tu nahi paap se sachchai ka hardam gala ghutata raha jisne pukara dharm ko bemaut wo marta raha hain kahi to dekh aakar ro raha imaan hain aansu bahakar tu bhi ro dega agar bhagwan hain tu agar bhagwan hian le khabar sansaar ki sansaar me agar hain kahi tu nahi kahi tu nahi tu nahi kahi tu nahi ho ho tu nahi kahi tu nahi tu nahi kahi tu nahi
Lyrics not available
| ||||||||
| ||||||||
| ||||||||
| ||||||||
| ||||||||
| ||||||||
| ||||||||
|
AUDIO AND VIDEO NOT AVAILABLE