film (Balyogi Upmanyu)(1958)

Balyogi UpmanyuHarsukh BhattVinod Kumar, Lalita PawarSulochanaJeevanMadan PuriKanhaiyalalDevotional


Poster Bal Yogi Upamanyu 1958; India

Bal Yogi Upamanyu - Osianama


pho of film Bal Yogi Upamanyu 1958 directed by featuring Anil Gadadhar Sharma Lalita Pawar Sulochana, Ajit Athavale Jeevan Kailas Thakkar Kanahiya Lal ...

lbp of film Bal Yogi Upamanyu 1958 directed by featuring Anil Gadadhar Sharma Lalita Pawar Sulochana, Ajit Athavale Jeevan Kailas Thakkar Kanahiya Lal ...

ssb of film Bal Yogi Upamanyu 1958 directed by featuring Anil Gadadhar Sharma Lalita Pawar Sulochana, Ajit Athavale Jeevan Kailas Thakkar Kanahiya Lal ...

pos of film Bal Yogi Upamanyu 1958 directed by featuring Anil Gadadhar Sharma Lalita Pawar Sulochana, Ajit Athavale Jeevan Kailas Thakkar Kanahiya Lal ...
 Image result for film (Balyogi Upmanyu)(1958)


Balyogi Upmanyu (1958) - IMDb


Balyogi Upmanyu (1958) ... Trending Hindi Movies and Shows ... Check out the Indian movies with the highest ratings from IMDb users, as well as the movies ...

Cast

Credited cast:
Sulochana Chatterjee Sulochana Chatterjee

Jeevan Jeevan

Vinod Mehra Vinod Mehra

Lalita Pawar Lalita Pawar

Madan Puri Madan Puri

Edit

Storyline

Add Full Plot | Add Synopsis
Edit

Details

Country:

India

Language:

Hindi

Also Known As:

Child Saint Upmanyu See more »


Balyogi Upmanyu (1958) - Full Cast & Crew - IMDb


Find showtimes, watch trailers, browse photos, track your Watchlist and rate your favorite movies and TV shows on your phone or tablet! IMDb Mobile site ...

Bal Yogi-Upamanyu (1958) - Review, Star Cast, News ... - Cinestaan


Find story, trailers, cast & crew, photo gallery, videos, songs, box office collection & every news Bal Yogi-Upamanyu film made headlines for at cinestan.com.

Balyogi Upmanyu (1958) Songs Lyrics, Hindi Songs Lyrics, Balyogi Upmanyu (1958) Lyrics, Latest Hindi Movie Songs Lyrics.

Balyogi Upmanyu (1958) Songs Lyrics


Image result for film (Balyogi Upmanyu)(1958)
Starring: Vinod Kumar, Sulochana Pandit, Shalini, Jeevan, Madan Puri, Kanhaiya Lal, Mohan Choti, Lalita Pawar
Director: Harsukh Jagneshwar Bhatt
Music Director(s): Chitragupta Shrivastava
Lyricist(s): Bharat Vyas
Composer(s): Chitragupta Shrivastava


Balyogi Upmanyu (1958) Songs Lyrics





Complete information on bollywood movie: Balyogi Upmanyu Star cast, Movie Rating, Reviews, Plot, Screenshots, Song listing-8, Trailer, Watch Movie link and .

Balyogi Upamanyu : Lyrics and video of Songs from the Movie Balyogi ...



Lyrics and video of songs from Movie / Album : Balyogi Upamanyu (1958); Music by: Chitragupt; Singer(s): Asha Bhosle, Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, ...

Balyogi Upamanyu

Search Film  

Browse Movie Titles (Alphabetically): 0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W Y Z
Yearwise: 2018 2017 2016 2015 2014 2013 2012 2011 2010 2000s 1990s 1980s 1970s 1960s 1950s 1940s 1930s
Browse by Singer Name (Alphabetically): All A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z



Song HeadingSinger(s)Music DirectorLyricistActor(s)Category

4.33 - 3 votes
Hemant KumarChitraguptBharat Vyas


4.00 - 2 votes
Geeta Dutt,Mohammed Rafi,Usha MangeshkarChitraguptBharat Vyas

AdvertisementsAdvertisements



3.00 - 2 votes
Lata MangeshkarChitraguptBharat Vyas


3.00 - 4 votes
Hemant KumarChitraguptBharat Vyas


1.00 - 2 votes
Lata MangeshkarChitraguptBharat Vyas


3.00 - 1 votes
Asha BhosleChitraguptBharat Vyas


3.00 - 1 votes
Lata Mangeshkar,Usha MangeshkarChitraguptBharat Vyas


 

Legend / symbol used on this page

The video of this song is available from youtube.

Only audio (No Video) of this song is available from youtube.

Lyrics of this song is available in Englsih Transliteration.

No Lyrics are available right now. The lyrics will be added in due course.

Lyrics of this song is also available in Hindi.

Average rating of songs and number of votes by visitors of HindiGeetMala.

Navigation Help / Guide

On all movie pages, a list of all the songs from that particular movie are there with basic information about the movie.

You can click the song heading in above list to view video, and lyrics of the song.

Further, you can click on any name or category in the above list to see list of songs of that particular person or category.



Film cast:Vinod KumarSulochana PanditShaliniJeevanMadan PuriKanhaiya LalMohan ChotiLalita Pawar
Singer:Asha Bhosle, Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Geeta Dutt, Usha Mangeshkar, Hemant Kumar
Lyricist:Bharat Vyas
Music Director:Chitragupt
Film Director:Harsukh Bhatt
10K views 5 years ago
MD-CHITRAGUPT LYRICS-BHARAT VYAS.
dhiraj dhar manva dhiraj dhar
tere sukh ke bhare din aayenge
takadir kaa suraj chamkega
gam ke badal hat jayenge
dhiraj dhar manva dhiraj dhar

kyon ghum rahe ho bhanvare se 
kyon ghum rahe ho bhanvare se
ghabaraye huye bharamaye huye
teri patjhad ke patte udate 
aanchal me basant chhupaye huye
inn kanto ko 
inn kanto ko chun chun rakh le
kaliyo ke chaman ban jayenge

dhiraj dhar manva dhiraj dhar
sagar ki tarange takarake
takarake svayn hi dubengi
teree sach ki nav dolegi bahut
dolegi magar naa dubegi
toofano ke 
toofano ke jhonke hi teree 
naiyya ko kinare lagayenge

dhiraj dhar manva dhiraj dhar
tere sukhake bhare din aayenge
takadir kaa suraj chamkega
gam ke badal hat jayenge
dhiraj dhar manva dhiraj dhar


294 views 3 years ago
Film: Balyogi Upamanyu (1958) Co Singers: Geeta Dutt, Usha G Music: Chitragupt Lyrics: Bharat Vyas.
sukhi nahi wo jo sone chaandi me hai madhosh 
dhani bade nirdhan hai bhaiya sachcha dhan santosh 

nilam aur panne se dil ye hamare 
sone se chamake re 
nilam aur panne se dil ye hamare 
sone se chamake re 
chaandi se baadal barse gagan se 
jhume hamare khet ho 
o bhaiya kaam karo aaraam karo 
kaam karo bas aaram karo 
kaam karo bas aaram karo 

raja hai ham maharaja hai ham 
hame duniya ne na pahchana 
raja hai ham maharaja hai ham 
hame duniya ne na pahchana 
ambar hai pyara chhatr hamara 
dharti hamara khajana 
o bhaiya kaam karo aaraam karo 
kaam karo bas aaram karo 
kaam karo bas aaram karo 

apne ? se na ju mile wo 
khane ki aadat hai chhoti 
apne ? se na ju mile wo 
khane ki aadat hai chhoti 
hamko to laage apne mithi bade 
apni mehnat ki rukhi do roti 
o bhaiya kaam karo aaraam karo 
kaam karo bas aaram karo 
kaam karo bas aaram karo 

ho jab girta hamara ye pasina 
to ye dharti ugalti nagina 
ho jab girta hamara ye pasina 
to ye dharti ugalti nagina 
ambar ko madhuban bana de 
rituo ka badal de mahina 
ambar ko madhuban bana de 
rituo ka badal de mahina 
o bhaiya kaam karo aaraam karo 
kaam karo bas aaram karo 
kaam karo bas aaram karo 
kaam karo bas aaram karo 
kaam karo bas aaram karo 


655 views 8 years ago
Lata Mangeshkar Bharat Vyas Chitragupta.
duniya ke anyayon
duniya ke anyayon
anyay ki hoti khair nahi
bhagwan ke ghar ka nayay atal
waha der magar andher nahi
duniya ke anyayon

sati ke sat me tej chhupa hai aag ka 
chhin sake na sukh koi mere bhaag ke
sati ke sat me tej chhupa hai aag ka 
chhin sake na sukh koi mere bhaag ke
aandhi ho barsat ho ya tufan ho 
bujh na sakega dipak mere suhag ka
sach ki hogi
sach ki hogi jeet sada
jisme hai jara bhi fer nahi
bhagwan ke ghar ka nayay atal
waha der magar andher nahi
duniya ke anyayon

jisko sincha bhakti ki jal dhar se
jisko pala aatma ke pyar se
jisko sincha bhakti ki jal dhar se
jisko pala aatma ki pyar se
failti rahti dharm ki bel wo
kat nahi sakti kabhi talvaar se
din dayalu din dayalu
apne in bhakto ki taale ter nahi
bhagwan ke ghar ka nayay atal
waha der magar andher nahi
duniya ke anyayon
anyay ki hoti khair nahi
bhagwan ke ghar ka nayay atal
waha der magar andher nahi
duniya ke anyayon

1.2K views 8 years ago
kaun hai beta kaun hai mata
kaun hai beta kaun hai mata
chhod de balak jag se nata
chhod de balak jag se nata
kaun pita hai kaun hai data
chhod de balak jag se nata
chhod de balak jag se nata

upar ujala bhitar kala 
ye duniya makdi ka jala
ulajh ulajh kar rah jata
jo in taro me ghar hai banata
chhod de balak jag se nata
chhod de balak jag se nata

man ki tarishna mit nahi paye
ye jag bhaye badhti jaye
piye ja amrit ka ek hi pyala
janam janam ki payas bujhata
chhod de balak jag se nata
kaun hai beta kaun hai mata
chhod de balak jag se nata
chhod de balak jag se nata
 
21 views
Provided to YouTube by Saregama India Ltd Hum Gori Gori Matwali · Lata Mangeshkar Balyogi Upamanyu ℗ 1942 Saregama ...

1.1K views 5 years ago
hum gori gori matwali gwalainiya 
aayi pehan ke rumjhum pejaniya 
hum gori gori matwali gwalainiya 
aayi pehan ke rumjhum pejaniya 
laayi gagar me ras ka sagar 
ke aas mita ke pyas bujha lo 
hum gori gori matwali gwalainiya 
aayi pehan ke rumjhum pejaniya 

ambar se amrit barse jug jug pyase adhar tarse 
ambar se amrit barse jug jug pyase adhar tarse 
swrag ganga dhara pe aayi 
ke inme naha lo ke pyas bujkha lo 
hum gori gori matwali gwalainiya 
aayi pehan ke rumjhum pejaniya 

dhudh ke jaise chandniya chand ke jaise kaamniya 
dhudh ke jaise chandniya chand ke jaise kaamniya 
aaj jangal me karlo mangal 
ke raas racha lo ke pyas bujha lo 
hum gori gori matwali gwalainiya 
aayi pehan ke rumjhum pejaniya 
laayi gagar me ras ka sagar 
ke aas mita ke pyas bujha lo 
hum gori gori matwali gwalainiya 
aayi pehan ke rumjhum pejaniya 
 

308 views 5 years ago
Film- Bal Yogi Upmanyu -1958.
hey bhole bhagwan 

hey bhole bhagwan 
hey bhole bhagwan 
hey bhole bhagwan 
hey bhole bhagwan 
kaanto ko kaliya samjhu main
zehar ko amrit paan
kaanto ko kaliya samjhu main

kaanto ko kaliya samjhu main
zehar ko amrit paan
sukh dukh dono lage barabar
aisa to vardaan
hey bhole bhagwan 
hey bhole bhagwan 

na maangu main swarg tumhara
na kanchan ka daan
na maangu main swarg tumhara
na maangu main swarg tumhara
na kanchan ka daan
unhe shma karna jin jin ne
kiya mera apmaan
hey bhole bhagwan 
hey bhole bhagwan 

hey bhole bhagwan 
hey bhole bhagwan 
hey bhole bhagwan 
hey bhole bhagwan 
hey bhole bhagwan 
hey bhole bhagwan 
is dharti ko swarg bana do
aapas ka ye bair mita do
is dharti ko swarg bana do
aapas ka ye bair mita do
har hraday me daya ka sagaar
bhar do krpa nidhan
jan jan ko karuna se gila
kar do kirpa nidhan
hey bhole bhagwan 
hey bhole bhagwan 
hey bhole bhagwan 
hey bhole bhagwan

1K views 7 years ago
This song is from the Movie Balyogi Upmanyu(1958), sung by Lata Mangeshkar and Usha Mangeshkar... Music by Chitragupta...
432 views 7 years ago
This song is from the Movie Balyogi Upmanyu(1958), sung by Lata Mangeshkar with chorus... Music by Chitragupta....
peer nahi ab tan me
peer nahi nainan me
nigah huyi bhole shankar ki
khul gayi aankhe unki
jhuthi duniya ko chhod
jhuthe naato ko tod
man nirgun ke geet ab gaata ja 
man nirgun ke geet ab gaata ja 
jhuthi duniya ko chhod
jhuthe naato ko tod
man nirgun ke geet ab gaata ja 
man nirgun ke geet ab gaata ja

o teri maa tere bin kaise kaategi din
teri maa tere bin kaise kaategi din
baat itni muhe samjhata ja
baat itni muhe samjhata ja

kahu kaise ye parvat ka dukhda
jab bicchde kaleje ka tukda
kahu kaise ye parvat ka dukhda
jab bicchde kaleje ka tukda
maiya maya k amohak hai mukhda
na ulajhna na payegi tukda
na payegi tukda
jhuthi hai jag ki reet
sathi nirdhan ke geet
sur ishwar se apne milata ja
man nirgun ke geet ab gaata ja 
teri maa tere bin kaise kaategi din
baat itni muhe samjhata ja
baat itni muhe samjhata ja

sukh dujan ke geet jab gaata
maiya unki bhi thi koi mata
sukh dujan ke geet jab gaata
maiya unki bhi thi koi mata
beta mamta ka hai aisa nata
gyan tera samajh me na aata
samajh me na aata
dhare man kaise dhir
bhare nainan ke neer
kaise jiyungi baat batlata ja
baat itni muhe samjhata ja

jhuthi duniya ko chhod
jhuthe naato ko tod
man nirgun ke geet ab gaata ja 
man nirgun ke geet ab gaata ja 
man nirgun ke geet ab gaata ja 
man nirgun ke geet ab gaata ja 
man nirgun ke geet ab gaata ja
 .....................................................................................................................



Kaam Karo. . . Mat Araam Karo

by skapur01
T

New post on Atul’s Song A Day- A choice collection of Hindi Film & Non-Film Songs


Song - Kaam Karo. . . Mat Araam Karo (Balyogi Upmanyu) (1960) Singer - Mohammed Rafi, Geeta Dutt, Usha Mangeshkar, Lyrics - Bharat Vyaa, MD - Chitragupt
Male Chorus
Female Chorus
Male + Female Chorus

Lyrics

sukhi nahi woh
jo sone chaandi mein hain..ae madhosh
dhani bade nirdhan hain bhaiyaa..aa
sachcha dhan santosh

ho ho oooo
haay ea
aa haa haa
aa haa
haa haa haa
aaaa aaaa
aa haa haa
aa haa
haa haa haa
aaaa aaaa
aa haa haa
aa haa
haa haa haa
aaaa aaaa

neelam aur panne se (??) hamaare
sone si chamke ret ho ooo
neelam aur panne se (??) hamaare
sone si chamke ret ho ooo
chaandi se baadal
barse gagan se
jhoome hamaare khet ho
ho bhaiya
kaam karo
mat aaraam karo
kaam karo
(ho ho  oo oooo)
mat aaraam karo
kaam karo
(ho ho  oo oooo)
mat aaraam karo

raja hain hum
maharaaja hain hum
hamein duniya ne na pehchaana
ho ho  ho ho ho ho ho ho
ha ha ha aa aa haa aa aaa
rajaa hain hum
maharaajaa hain hum
hamein duniya ne na pehchaana aa
ambar hai pyaara
chhat par hamaara
dharti hamaara khazaana
ho bhaiya
kaam karo
mat aaraam karo
kaam karo
(ha ha ha aa aaa aaa aa)
mat aaraam karo
kaam karo
mat aaraam karo
(aa aaa aaaa aaaaa)

apne parishram ki na jo miley
wo khaane ki aadat hai khoti
apne parishram ki na jo miley
wo khaane ki aadat hai khoti
hum ko to laage meethhi badi
apne mehnat ki rookhi do roti
ho bhaiyaa
kaam karo
mat aaraam karo
kaam karo
(ho ho  oo oooo)
mat aaraam karo
kaam karo
(ho ho  oo oooo)
mat aaraam karo

o ho ho ooooo
jab girtaa hamaara paseena
to ye dharti ugalti nageena
ho ho  ho ho ho ho ho ho
ha ha ha aa aa haa aa aaa
jab girtaa hamaara paseena
to ye dharti ugalti nageena aa
ham maruthal ko madhuban banaate
rituon ka badal den maheena
ham maruthal ko madhuban banaate
rituon ka badalte maheenaa
ho bhaiyya
kaam karo
mat aaraam karo
kaam karo
(ho ho  oo oooo)
mat aaraam karo
kaam karo
(ho ho  oo oooo)
mat aaraam karo
kaam karo
(ho ho  oo oooo)
mat aaraam karo
(ho ho ooooo)