With
Akshay Anand Kohli, Ruby Kakar, Ankit Siwach, Vaarun Bhagat. This is a
story about girl who is a rich father's daughter and take almost
everything for ...
Directed by Karan Kashyap. With Raza Murad, Puneet Vashisht, Lalit Parimoo, Ravi Jhankal. Bagpat ka dulha is a film where no one wants Shiv Shukla and ...
Sharda forcefully marries Anokhe lal because of her aunt. One day she runs away and meets Mohan, who himself has broken up from with his fiance. They find love in each other but face trouble.
Trending Hindi Movies
and Shows · Leila (2019-). Leila · Bharat (2019) · Bharat · Student of
the Year 2 (2019). Student of the Year 2 · Junglee (2019) · Junglee.
Know the full star cast of Dulhan film like producer, music director, singers, ... Welcome to the complete cast and crew page for Dulhan (1958) on Cinestaan.com.
Aug 27, 2010 - Movies like Dulhan have been made by people who genuinely believe that this is the way society should be. They are the status quo people ...
Jan 16, 2019 - So, all 73 Hindi movies where O P Nayyar composed music are represented ...... Song-Mere gore gore gaal (Dulhan)(1958) Singers-Shamshad ...
Complete information on bollywood movie: Dulhan Star cast, Movie Rating, Reviews, Plot, Screenshots, Song listing-8, Trailer, Watch Movie link and more...
MOVIE: Dulhan 1957, SINGERS: Rafi, Shamshad, LYRICS: S. H. Bihari, MD: Ravi.
mere gore gore gaal mere kale kale baal
mera husan lajawab meri ada bemisal that's all
o tere nile nile nain tere mithe mithe bain
lute mere dil ka chain kya kahu mai dil ka haal that's all
mere gore gore gaal mere kale kale baal
mera husan lajawab meri ada bemisal
husan vale kahte nahi kitne hum hai hasi
apne husan pe unhe hota nahi hai yaki
husan vale kahte nahi kitne hum hai hasi
apne husan pe unhe hota nahi hai yaki
puche kaun husan ko na ishq ki jo saye mile
puche kaun husan ko na ishq ki jo saye mile
chahane valo ki nazar ka hai ye sab kamal that's all
mere gore gore gaal mere kale kale baal
mera husan lajawab meri ada bemisal that's all
o tere nile nile nain tere mithe mithe bain
lute mere dil ka chain kya kahu mai dil ka haal
pahel kisi bot pe kabhi marna nahi chahiye
mar gaye shor kabhi karna nahi chahiye
pahel kisi bot pe kabhi marna nahi chahiye
mar gaye shor kabhi karna nahi chahiye
aaye the ye ban ke majanu farhan ke laila haye laila
aaye the ye ban ke majanu farhan ke
kuch na ban pada to kahe that's all that's all
o tere nile nile nain tere mithe mithe bain
lute mere dil ka chain kya kahu mai dil ka haal that's all
mere gore gore gaal mere kale kale baal
mera husan lajawab meri ada bemisal that's all
tere gore gore gaal that's all tere kale kale baal that's all
tera husan lajwab that's all teri ada bemisal that's all
o lelo
muliram aur bhindimal ka nikal gaya hai diwala
bada hi sasta maal bechne aaya hai bhajiwala
are muliram aur bhindimal ka nikal gaya hai diwala
bada hi sasta maal bechne aaya hai bhajiwala
o sun mere babu o ruk mere raja
o dekho ji dekho mere lala
bada hi sasta maal bechne aaya hai bhajiwala
patne ki gajar banaras ka parwal
surat ki gobhi majedar hai
are aisa na maal mile sare bazaar me
tera bhatakna ye bekar hai
o ghar me khali hath na jana
joru karegi ghotala
o ghar me khali hath na jana
joru karegi ghotala
waah bahi waah
o bada hi sasta maal bechne aaya hai bhajiwala
delhi ka tamatar le jaao ji mister
khaye jo mera maal bane deputy collector
bambai ka batata merath ka karela
aa pass mere chhod ke duniya ka jhmela
o methi muradabad ki
ye papdi nadyaad ki
chhoti si dukan hai meri shan ahamdabad ki
o lelo ji ye culcutte ka baingan kala kala
lelo ji ye culcutte ka baingan kala kala ha
bada hi sasta maal bechne aaya hai bhajiwala
muliram aur bhindimal ka nikal gaya hai diwala
bada hi sasta maal bechne aaya hai bhajiwala
o sun mere babu o ruk mere raja
o dekho ji dekho mere lala
bada hi sasta maal bechne aaya hai bhajiwala
jiya sharmaye nazar jhuki jaye
bhabhi kaise kahu mai dil ki baat
piya ho jaise chanda poonam ki raat
piya ho jaise chanda poonam ki raat
jiya sharmaye nazar jhuki jaye
bhabhi kaise kahu mai dil ki baat
piya ho jaise chanda poonam ki raat
piya ho jaise chanda poonam ki raat
suit buit me aisa lage jaise ho koi afsar
suit buit me aisa lage jaise ho koi afsar
bade bade gunvan bhi kate uske aage chakar
jo bhi takar dene aaye khaye usse maat
jo bhi takar dene aaye khaye usse maat
piya ho jaise chanda poonam ki raat
piya ho jaise chanda poonam ki raat
na mangu mai mahal do mahale na rani ka chhat
ager pati ka pyar mile to chalegi tuti khaat
sita bankar rahugi mai bhi apne ram ke sath
piya ho jaise chanda poonam ki raat
piya ho jaise chanda poonam ki raat
bandh ke sehara aaye vo jab mai dulhan ban sharmau
chhoad ke babul ki nagari mai desh piya ke jau
mai desh piya ke jau jag dekhe o dulha aisa aisi ho barat
piya ho jaise chanda poonam ki raat
piya ho jaise chanda poonam ki raat
jiya sharmaye nazar jhuki jaye
bhabhi kaise kahu mai dil ki baat
piya ho jaise chanda poonam ki raat
piya ho jaise chanda poonam ki raat
naari jiwan gehra sagar, dono ek saman
is me bhi tufan hamesha us me bhi tufan
naari jiwan gehra sagar, dono ek saman
is me bhi tufan hamesha us me bhi tufan
naari jiwan gehra sagar
chain nahi mojo ko jaise
ye bhi chain na paye
chain nahi mojo ko jaise
ye bhi chain na paye
dunia se chhup chhup kar roye
dil ka dard chhupaye
lakh sitam ho fir bhi
iske hotho par muskan
naari jiwan gehra sagar
rukane lage kadam or jhukane lagi nigahe
aasan ho chali hai ulfat ki apni rahe
kaise jau mai piya mora mane na jiya
tumne mujh pe na jane kaisa jadu kiya
kaise jau mai piya mora mane na jiya
tumne mujh pe na jane kaisa jadu kiya
tumne mujh pe na jane kaisa jadu kiya
kaise jau mai piya mora mane na jiya
tumne mujh pe na jane kaisa jadu kiya
tumne mujh pe na jane kaisa jadu kiya
ye mulakat kaisi hamari hui
ye mulakat kaisi hamari hui
mai to pehali nazar me tumhari hui
tum to nikale balamva bade chhaliya
tum to nikale balamva bade chhaliya
kaise jau mai piya mora mane na jiya
tumne mujh pe na jane kaisa jadu kiya
tumne mujh pe na jane kaisa jadu kiya
bairi dunia ki baato me aana nahi
bairi dunia ki baato me aana nahi
mujhe dil se kabhi tum bhulana nahi
charno me tumhari rahudi rasiya
charno me tumhari rahudi rasiya
kaise jau mai piya mora mane na jiya
tumne mujh pe na jane kaisa jadu kiya
tumne mujh pe na jane kaisa jadu kiya
kaise jau mai piya mora mane na jiya
tumne mujh pe na jane kaisa jadu kiya
tumne mujh pe na jane kaisa jadu kiya
Lyrics of video link:(contains Hemant Kumar`s voice while the song begins) video link: audio link(does not contains Hemant Kumar`s lines) Song-Rukne lage kadam aur...Kaise jaaoon main piyaa(Dulhan)(1958) Singers-Hemant Kumar, Asha Bhonsle, Lyrics-P L Santoshi, MD-Ravi
Lyrics(Provided by Prakashchandra)
(dialogues)
rukne lagey kadam aur jhukne lagi nigaahein aasaan ho chali hain ulfat ki apni raahein
kaissey jaaoon main piyaa.aaa moraa..aaa maaney na jiyaa tooney mujh pe na jaaney kaissa jaadu kiyaa
kaissey jaaoon main piya mora maaney na jiya tooney mujh pe na jaaney kaissa jaadu kiya tooney mujh pe na jaaney kaissa jaadu kiya kaissey jaaoon main piya mora maaney na jiya tooney mujh pe na jaaney kaissa jaadu kiya tooney mujh pe na jaaney kaissa jaadu kiyaa
ye mulaaqaat kaissi hamaari huyee ye mulaaqaat kaissi hamaari huyee main to pehli nazar mein tumhaari huyi tum to nikley balamwa badey hi chhaliyaa tum to nikley balamwa badey hi chhaliyaa kaissey jaaoon main piya mora maaney na jiya tooney mujh pe na jaaney kaissa jaadu kiya tooney mujh pe na jaaney kaissa jaadu kiyaa
bairi duniya ki baaton mein aanaa nahin bairi duniya ki baaton mein aanaa nahin mujhe dil se kabhi tum bhulaanaa nahin charnon mein tumhaari rahoongi rasiya charnon mein tumhaari rahoongi rasiya kaissey jaaoon main piya mora maaney na jiya tooney mujh pe na jaaney kaissa jaadu kiya tooney mujh pe na jaaney kaissa jaadu kiya kaissey jaaoon main piya mora maaney na jiya tooney mujh pe na jaaney kaissa jaadu kiya tooney mujh pe na jaaney kaissa jaadu kiyaa