Indian films and posters from 1930: film (Ghar sansar)(1958)
--------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
film (Grihasthi)(1963). Grahasti (1963) | Hindi Movie Review, Songs ... - MuVyz .... Grihasti (1963) - Movie Review, Story, Trailers, Videos, Photos .
------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
-----------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
film (Ghar Grihasthi)(1958) .
Ghar Grihasti | Gunjal | Balraj Sahni, Jayshree Gadkar, Naaz, Jugal Kishore, Leela Mishra, Shanta Hublikar, Sunder, Sabita Chatterjee | Family | Music: Shashank Banerji Lyrics: Pandit Madhur |
Apr 11, 2016 - GHAR GRIHASTI (1958) teri chaal atpat naina khat pat Mohd Rafi ... Dutt, Manna Dey : Main to laayi hoon sarkaar : Film - Ghar Grihasthi (1958).
Ghar Grihasti (1958) Songs Lyrics, Hindi Songs Lyrics, Ghar Grihasti (1958) Lyrics, Latest Hindi Movie Songs Lyrics.
Ghar Grihasti (1958) Songs Lyrics
wrong poster by lyrics bogie
Starring: Balraj Sahni, Manju, Randhir Kapoor, Shanta Hublikar, NaazDirector: Dada Gunjal
Music Director(s): Sushant Banerjee
Lyricist(s): Pandit Madhur
Composer(s): Sushant Banerjee
Ghar Grihasti (1958) Songs Lyrics
Teri Chaal Atpat
by Mohammed Rafi3:21Main To Laayi
by Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Ghar Grihasti : Lyrics and video of Songs from the Movie Ghar Grihasti ...
Lyrics and video of songs from Movie / Album : Ghar Grihasti (1958); Music by: Shashank Banerjee; Singer(s): Asha Bhosle, Mohammed Rafi, Geeta Dutt, Manna ...
Browse Movie Titles (Alphabetically): 0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W Y Z | ||
Yearwise: 2018 2017 2016 2015 2014 2013 2012 2011 2010 2000s 1990s 1980s 1970s 1960s 1950s 1940s 1930s | ||
Browse by Singer Name (Alphabetically): All A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z | ||
|
teri chal atpat naina natkhat
dil kare latpat
are ra ra dekh palat ke
ho teri chal atpat naina natkhat
dil kare latpat
are ra ra dekh palat ke
is dil me patakha chhod ke
meri kismat ka matka fod ke
is dil me patakha chhod ke
meri kismat ka matka fod ke
ari kaha chali ho ae meri chhammo
gairo se nata jod ke
naam tera rat rat jaye sari raat kat
naam tera rat rat jaye sari raat kat
are ra ra dekh palat ke gori
itni karo na jaldi khanjar chalane me ji
itni karo na jaldi khanjar chalane me ji
hamsa milega nahi tumko jamane me ji
chod dil ka kapat kahi ho na jhatpat
chod dil ka kapat kahi ho na jhatpat
are ra ra dekh palat ke
sadke hai tere pyar ke
na sapne dikha intejar ke
sadke hai tere pyar ke
na sapne dikha intejar ke
tum chaho na chaho
ae mere raja ham to huye sarkar ke
mere man me lapat jaye jiya fat fat
mere man me lapat jaye jiya fat fat
are ra ra dekh palat ke
hamko duaye do ji dilbar banaya tujhe
hamko duaye do ji dilbar banaya tujhe
thukra ke sari duniya dil me basaya tujhe
dil me basaya tujhe
na kar khatpat chali aa jhatpat
na kar khatpat chali aa jhatpat
are ra ra dekh palat ke
dekho ji dekho dekho
dekho ji dekho dekho
mai to layi hu sarkar
dekho delhi ka bazar chhoti tokari me
dekho lakho hi gun bhare
gaanv ki chhokari me
mai to layi hu sarkar
dekho delhi ka bazar choti tokari me
dekho lakho hi gun bhare
gaanv ki chhokari me
ye to bharatputi hai lota
ye hai laal kile ka pota
ho ji lelo rasiya lelo lelo
ye jamuna ji panda
ye pyara tiranga jhanda chhoti tokri me
o dekho lakho hi gun bhare
gaanv ki chhokari me
mai to layi hu sarkar
dekho delhi ka bazar chhoti tokari me
dekho lakho hi gun bhare
gaanv ki chhokari me
ye hai motu thanedar, ye hai hariyane ki naar
ho ji lelo rasiya lelo lelo
ye hai sone ki janjir, ye hai bapu ki tasvir
chhoti tokari me
dekho lakho hi gun bhare
gaanv ki chhokari me
mai to layi hu sarkar
dekho delhi ka bazar chhoti tokari me
dekho lakho hi gun bhare
gaanv ki chhokari me
mai to layi hu sarkaar
dekho delhi ka bajar chhoti tokari me
dekho lakho hi gun bhare
gaanv ki chhokari me
ye hai tansen ka baja
ye to hai kheto ka raja
ho ji lelo rasiya lelo lelo
ye hamuman ye raam
ye hai nehru ka paigam, chhoti tokari me
dekho lakho hi gun bhare
gaanv ki chhokari me
mai to layi hu sarkar
dekho delhi ka bazar chhoti tokari me
dekho lakho hi gun bhare
gaanv ki chhokari me
mai to layi hu sarkaar
dekho delhi ka bajar chhoti tokari me
dekho lakho hi gun bhare
gaanv ki chhokari me
.........................................................................................................................