Indian films and posters from 1930: film ( udan khatola) (1955)
Mera Salaam | Harbans | Bharat Bhushan, Bina Rai, Nishi, K. N. Singh, Durga Khote, Veena, Gope | Social | Music: Hafeez Khan Lyrics: Shewan Rizvi |
Producer Harbans Director Harbans
Mera Salam 1957 - Osianama
Mera Salaam (1957) - IMDb
Mera Salam (1957) Cast - Actor, Actress, Director ... - Cinestaan
Crew
Mera Salaam (1957) | Hindi Movie Songs - Bollywood MuVyz
Mera Salaam : Lyrics and video of Songs from the Movie Mera Salaam ...
Browse Movie Titles (Alphabetically): 0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W Y Z | ||
Yearwise: 2018 2017 2016 2015 2014 2013 2012 2011 2010 2000s 1990s 1980s 1970s 1960s 1950s 1940s 1930s | ||
Browse by Singer Name (Alphabetically): All A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z | ||
|
har shaam shaam-e-gam hai
har raat hai andheri
apna nahi hai koi
kya jindagi hai meri
har shaam shaam-e-gam hai
gum sahte sahte gum ki
tasvir ban gaya hu
tasvir ban gaya hu
ja aaye bahaar-e-dunia
haalat na puch meri
kya jindagi hai meri
har shaam shaam-e-gam hai
samaan-e-jindagi me
kuch bhi nahi bacha hai
kuch bhi nahi bacha hai
ek dard rah gaya hai
aur ek yaad teri
kya jindagi hai meri
har shaam shaam-e-gam hai
har raat hai andheri
apna nahi hai koi
kya jindagi hai meri
har shaam shaam-e-gam hai
khusiyo ka ek din bhi
aaya na jindagi me
aaya na jindagi me
pachhta raha hu mai to
dunia me aa ke teri
kya jindagi hai meri
har shaam shaam-e-gam hai
har raat hai andheri
apna nahi hai koi
kya jindagi hai meri
har shaam shaam-e-gam hai
salam tujhko ae duniya ab aakhari hai salam
salam tujhko ae duniya ab aakhari hai salam
chhalakne wala hai ab meri zindagi ka jaam
ab aakhari hai salam
salam tujhko ae duniya
har ek aansu batata hai khun dil ka hua
khun dil ka hua
har ek aah sunati hai maut ka paigam
ab aakhari hai salam
salam tujhko ae duniya
har ek hichki ki hai nashtar har ek saans hai teer
har ek saans hai teer
hua hai chupke hi chupke jigar ka kaam tamam
ab aakhari hai salam
salam tujhko ae duniya
udhar jo shama jali to idhar patanga jala
idhar patanga jala
hai diljalo ki mohabbat ka ek hi anjam
ab aakhari hai salam
salam tujhko ae duniya
husn kehte hai mujhe nur ka shola hu mai aur jo kabhi tur pe chamka tha wo jalwa hu mai ishq hai naam mera arsh pe manjil meri aur tur par hi nahi har dil me hai mehfil meri tur par hi nahi har dil me hai mehfil meri tu kaha hota agar husn na paida hota mai na hota to bata kis pe tu shaida hota tujhpe kurban na hoti jo wafaye meri aur rakhi reh jati zamane me adaye teri rakhi reh jati zamane me adaye teri chand ko chandni taro ko chamak di maine rang phulo ko to kaliyo ko chatak di maine ashq shabnam ko to kanto ko khatak di maine aur dile bulbule aashiq ko kasak di maine mai gulista hi gulista hu baya bansu hai mai hu ek pardanashi chak gariba tu hai husn ki shan hai hum chak garibano se aur teri tokir zamane me hai diwano se teri tokir zamane me hai diwano se kaun si chij zamane me hai mujhse badhkar sar shanshaho ke jhukte hai mere kadmo par sar jhukane ko to aashiq ki ada kehte hai aur tujhko mehbub mera mujhko khuda kehte hai tujhko mahbub mera mujhko khuda kehte hai mujhko mahbub tera log baja kehte hai dekhne wale magar mujhko khuda kehte hai dekhne wale magar mujhko khuda kehte hai husn kehte hai mujhe
ek din daste junu se jo hua mera gujar nigah ek musafir pe padi meri nazar khar talwo me the aur khakh thi sar ke upar hal puchha to laga kahne bahale mujtar shababgujar ho to mera payam kah dena ae hajure rozaye kharul anam kah dena ae jhuka ke sar ko basat ahte ram kah dena ha jo tune dekhi hai halat tamam kah dena madinewale se madinewale se mera salam kah dena salam kah dena madinewale se zami khilaf zami khilaf mukhale fayat ma mujhse haye nasib ruth gaya phir gaya jaha mujhse andheri rat me bichhda hai karwa mujhse ha na puchh meri tabahi ki dasta mujhse ha jo tune dekhi hai halat tamam kah dena madinewale se madinewale se mera salam kah dena salam kah dena madinewale se sitam palak ke koi badnasib sahta hai ke dil ke zakhmo se din rat khun bahta hai rakib banke kaleje me dard rahta hai jo ashq girta hai aankho se yahi kahta hai ha sada gujar ho to mera payam kah dena ha jo tune dekhi hai halat tamam kah dena madinewale se madinewale se mera salam kah dena salam kah dena madinewale se tumhare hijar me jab mera dam niklata ho khuda ka naam ho lab par tumhara kalma ho o nazar ke samne meri wo sabad roza ho dile garib yahi bar bar kahta ho shada gujar ho to mera payam kah dena ha jo tune dekhi hai halat tamam kah dena madinewale se madinewale se mera salam kah dena salam kah dena madinewale se madinewale se mera salam kah dena
hasin chaand-sitaaro kaa vaasta aa jaa dhadakate dil ke ishaaro kaa vaasta aa jaa hasin chaand mujhe pukarne vaale mai kaash aa sakta jhukata sar tere kadmo me gar jhukaa sakta tere bagair gulistaan hai meraa viraanaa bahaar leke bahaaro kaa vaasta aa jaa hasin chaand tujhe talaash bahaaro ki phir nahi hoti jigar ke daag agar tujhko mai dikhaa sakta phir ek baar mohabbat ki aabaru rakh le garib dil ki pukaaro kaa vaasta aa jaa hasin chaand na tu pukarta mujhko na mai tadap jaataa nasib bichhde hue dil agar milaa sakta nasib ruth gaya hai to ruth jaane de magar nasib ke maaro kaa vaasta aa jaa hasin chaand-sitaaro kaa vaasta aa jaa hasin chaand-sitaaro
Mera Salam 1957 : Aag Lagi Shola Utha Shama Pe Parwana : Shamshad Begum : Md Hafeez Khan
[New post] Ek lafz e ishq thha ke jo afsaana ban gaya
Inbox
Atul’s Song A Day- A choice collection of Hindi Film & Non-Film Songs comment-reply@wordpress.comUnsubscribe
Dec 7, 2022, 5:01 AM
Dec 7, 2022, 5:01 AM | ||||
Mera Salaam"(1957) was produced and directed by Harbans for Sushil Pictures, Bombay. The movie had Bina Rai, Bharat Bhooshan, Durga Khote, Veena, Al Nasir, K.N.Singh, Nishi, Gope, Randhir, Ameer Banu, Heera Sawant, Leela Gupte, Cuckkoo, Maya Dass etc in it.
"Mera Salaam"(1957) had 12 songs in it. Four songs have been covered so far. Here is the fifth song from the movie to appear in the blog. The song is sung by Asha Bhonsle. Shewan Rizvi is the lyricist. Music is composed by Hafeez Khan.
Only audio of the song is available. I request our knowledgeable readers to throw light on the picturisation of the song.
The lyrics and other details were sent to me by Prakashchandra.
Audio link:
Song-Ek lafz e ishq thha ki jo afsaana ban gaya (Mera Salaam)(1957) Singer-Asha Bhonsle, Lyrics-Shewan Rizvi, MD-Hafeez Khan
Lyrics(Provided by Prakashchandra)
aaaa aaaa
aaaa aaan
ek lafz-e-ishq thhaa aaa aaa ke jo..oo
afsaanaa ban...nnn gayaa
haaan aaan aaaan
saaqi..eee
kabhee banaa..aaa kabhee
mastaanaa ban gayaa aaa
hhaan...aaan..aaa
tujhse nazar milaa ke
main kya kyaa na ban gayaa
khud shammaa ban gayaa
kabhi parwaanaa ban gayaa
jab kuchch naa ban sakaa to main aen aen aen
jab kuchch naa
ban sakaa to main
deewaanaa ban gayaa
deewaanaa ban gayaa
haan...aan..aaan..aan
duniyaa se main
chhupaataa phiraa
teri daastaan
hhaan...aan
aa aaa aaaan
dil meraa raazdaar thhaa
main dil kaa raazdaan..aan
chhuptaa hai ye..ae ae
junoon-e-muhabbat magar..rrr kahaan
haaan..aaa...aan
kadmon mein aa gayeen jo
gareebaan ki dhajjiyaan
ghabraa ke main bhi hosh se ae ae ae ae
ghabraake main bhi hosh se
begaanaa ban gayaa aaa
begaanaa ban gayaa
hhaan...aan ..aaaa
aaa...aaan...aaaa
mujhko hai dil ka hosh naa aa
dil ko..o o mereee...eee khabar
deewaanaa mujhko
kehtey hain
jaataa hoon main jidhar
charchaa hai mere
ishq kaa aaa
aaa aaa aaa
ab har..rrr zabaan par
hhan..aaan
shewan ne tujhko dekh liyaa thha
bas ik nazar
itni zaraa si baat kaa
haan aaan..aaa...aaa
aaan aaa aaa
itni zaraa si baat kaa
afsaanaa ban gayaa...aaa
afsaanaa ban gayaa
itnee zaraa si baat ka
afsaanaa ban gayaa
jab kuchch naa
ban sakaa to main
deewaanaa ban gayaa aa aaa
deewaanaa ban gayaa
-
Dil Unko De Aaye-Asha-Mera Salaam (1957)-HafeezKhan-ShevanRizvi..wmv3:08
-
DIL UNKO DE AAYE- ASHA FILM- MERA SALAM(1957) MD- HAFIZ KHAN LYRICS -SHEWAN RIZVI3:07
=========================================
Al Nasir
Filmography
Naagraaj
Ramesh (as Al-Nasir)
Kundan
Raja Bhoj
Personal Details
Alternate Names:
Al-Nasir | AlnasirABDUL REHMAN AL NASIR GAZNAVI ( popularly known as Al Nasir ) was born on 27-11-1922 in Kabul. His father was a big shot-Chancellor of Law. He was related to the Begum of Junagadh and also to the Nawab of Bhopal. His schooling was done in Dehradun upto Sr. Cambridge and degree was obtained from Kabul college. He was a tall and handsome young man,whowas keen on joining the Air Force. he went to Bombay in 1941 for this purpose.
While in National studios to meet a friend, Mehboob spotted him and offered him a job. He was taken on the rolls of the studio.
For the next 6 months there was only pay,but no work. In 1942 national Studios closed down,but Mohan Sinha offered him the Hero’s role in film Preetam-42. His father did not like this. However Al Nasir worked in 17 films till 1957.
Being handsome and polished he impressed women . He was a womaniser. During Prithvi vallabh-43 ‘s shooting he married Khursheed Jehan commonly known as Meena ( Shorey). Whenever she was away,he would run after women. He had an affair with Nigar sultana. After the divorce with Meena, he married actress Manorama,when he had gone to Lahore.
He divorced Manorama in 1946 and married actress Veena. They had 2 children. Daughter Huma became a Professor and son was Altamash.
Al Nasir was fond of hunting and reading English books. He acted in Preetam,Prithvi vallabh,Pathron ke shehar,Shehar se door, Dhamkee, Shalimaar, Khamosh Nigahen, Aarsi, Ek roz, Daastaan, Beewee, Kashmir, Mr. and Mrs. 55, Hatimtai ki Beti,Sakhi haatim,Indra sabha and Mera Salaam-57.
Al Nasir died at the age of only 35 years,on 17-10-1957.