Commander | Kedar Kapoor | Ranjan, Kumkum, Nigar Sultana, Kamal Kapoor, Helen, Tiwari | Action |
Nigar - Osianama
Commander (1959) - IMDb
Director:
Kedar KapoorStars:
Helen, Kamal Kapoor, Kumkum | See full cast & crew »Cast
Credited cast: | |||
Helen | |||
Kamal Kapoor | |||
Kumkum | |||
Maruti | ... | (as Maruti Rao) | |
Chaman Puri | |||
Ranjan | |||
Nigar Sultana | |||
Tiwari |
Details
Country:
IndiaLanguage:
HindiCompany Credits
Technical Specs
Color:
Black and WhiteCommander (1959) - Review, Star Cast, News, Photos | Cinestaan
Cast
Ranjan - IMDb
Chaman Puri - IMDb
Ramayan Tiwari - IMDb
Crew
Commander : Lyrics and video of Songs from the Movie Commander ...
Browse Movie Titles (Alphabetically): 0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W Y Z | ||
Yearwise: 2018 2017 2016 2015 2014 2013 2012 2011 2010 2000s 1990s 1980s 1970s 1960s 1950s 1940s 1930s | ||
Browse by Singer Name (Alphabetically): All A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z | ||
|
o mast najarwale ham hai tere matwale
matwalo ko na tadpa kabhi aa kabhi aa kabhi aa
o mast najarwale ham hai tere matwale
matwalo ko na tadpa kabhi aa kabhi aa kabhi aa
tanha na kate rate sun ja meri do bate
sun ja meri do bate tanha na kate rate
yaado se na dil behla bewafa bewafa bewafa
o mast najarwale ham hai tere matwale
matwalo ko na tadpa kabhi aa kabhi aa kabhi aa
sine me dhadkata dil kehta hai gale aa mil
sine me dhadkata dil kehta hai gale aa mil
mit jayega har shikva abhi ja abhi ja abhi ja
o mast najarwale ham hai tere matwale
matwalo ko na tadpa kabhi aa kabhi aa kabhi aa
ulfat ki ghata barso pyaso ko na ab tarsa
tarsa ke milega kya bewafa bewafa bewafa
o mast najarwale ham hai tere matwale
matwalo ko na tadpa kabhi aa kabhi aa kabhi aa
o mast najarwale ham hai tere matwale
matwalo ko na tadpa kabhi aa kabhi aa kabhi aa
machal machal ke dil kahe mera
ke aane wale aa bhi ja
magar nahi abhi na aa
ke isme bhi hai ek maja
hawa me ek surur hai sada nashe me chur hai
magar mai bekarar hu ke tu najar se dur hai
najar se dur hai to kya ke isme bhi hai ek maja
abhi na aa abhi na aa ke isme bhi hai ek maja
jamana apne pyar ka fasana hai bahar ka
bhala ho teri yaad ka bura ho intejar ka
magar mai kyu kahu bura ke isme bhi hai ek maja
abhi na aa abhi na aa ke isme bhi hai ek maja
ye teer dil pe kha to lun jigar ko aajma to lun
mai darde intejar ko kaleje se laga to lu
dikha to do na ye ada ke isme bhi hai ek maja
abhi na aa abhi na aa ke isme bhi hai ek maja
dil lagana tu kya janela hamara dil
jo na jane na dil ki lagi ko
us se nibe mushkil
dil lagana tu kya jane la hamara dil
juthe ho jiske vade juthi ho jiski kasme
kab tak rahega koi aise sanam ke bas me
ham nahi hai vo diwane la hamara dil
jo na jane na dil ki lagi ko
us se nibe mushkil
dil lagana tu kya jane la hamara dil
mehanga hai dil ka sauda mushkil wafa ki rahe
aankho ne dekhe aanshu hotho se nikale aahe
le sambhal ye najrane la hamara dil
us se nibe mushkil
dil lagana tu kya jane la hamara dil
[New post] Meri baat koi maane ya na maane
| Apr 18, 2023, 7:38 PM (16 hours ago) | |||
Commander"(1959) was produced by M Usman Nadiadwala and directed by Kedar Kapoor for Mehar movies, Bombay. The movie had Ranjan, Nigar, Kumkum, Rammohan, Helen, Chamanpuri, Manjeet, Ramesh Tiwari, Kailash Kumari, Rana, Saroj, Kripal, Gaurang, Maruti, Tiwari etc in it. Kamal Kapoor had made a guest appearance in the movie.
"Commander"(1959) had eight songs in it. Four songs have been covered in the past.
Here is the fifth song from thge movie to appear in the blog. The song is sung by Asha Bhonsle. Sarshar Sailaani is the lyricist. Music is composed by Chitragupta.
When I listened to this song, it sounded like an archtypical club dance song picturised on Helen. when I checked the star cast, the name of Helen was very much there !
Only audio of the song is available so I need confirmation or otherwise from knowledgeable readers about this being a Helen dance song or not.
Lyrics of the song were sent to me by Prakashchandra.
Song-Meri baat koi maane ya na maane (Commander)(1959) Singer-Asha Bhonsle, Lyrics-Sarshar Sailaani, MD-Chitragupta
Lyrics(Provided by Prakashchandra)
la laa lalaaaaa
lalalalalala laaalalalaaaaa laaaaa
la laa lalaaaaa
lalalalalala laaa
meri baat koyi maaney yaa naa maaney
dil jaane ke hain saikadon bahaaney
meraa dil gayaa
koyi mil gayaa
teer baithhaa hai nazar ka nishaaney
meri baat koyi maaney yaa naa maaney
dil jaane ke hain saikadon bahaaney
meraa dil gayaa
koyi mil gayaa
teer baithhaa hai nazar ka nishaane
meri baat koyi maaney yaa naa maaney
meri aankh jo zaraa si takraayee
tabeeyat aayee
museebat laayee eee
meri aankh jo zaraa si takraayee
tabeeyat aayee
museebat laayee
teri yaad ne kiyaa hai deewaanaa
kahey afsaanaa
meree angdaayee
teri yaad ne kiyaa hai deewaanaa
kahey afsaanaa
meree angdaayee
mere dil ki lagee na koyi jaaney
burey hote hain jawaani ke zamaaney
meraa dil gayaa
koyi mil gayaa
teer baithhaa hai nazar ka nishaaney
meri baat koyi maaney yaa naa maaney
mere piyaa ki galee mein koyi jaaye
usey samjhaaye
ke jee na jalaaye
mere piyaa ki galee mein koyi jaaye
usey samjhaaye
ke jee na jalaaye
door shammaa se rahey na parwaanaa
ye rut ye zamaanaa
mujhe tadpaaye
door shamma se rahey na parwaanaa
ye rut ye zamaanaa
mujhe tadpaaye
woh na aayein to main jaaoongi manaane
jaake kahoongi ke o deewaaney
meraa dil gayaa
koyi mil gayaa
teer baithhaa hai nazar ka nishaaney
meri baat koyi maaney yaa naa maaney
dil jaane ke hain saikadon bahaaney
meraa dil gayaa
koyi mil gayaa
teer baithhaa hai nazar ka nishaane
meri baat koyi maaney yaa naa maaney
la la la la la la
meri baat koi mane ya naa maane
dil jane ke hain saikado bahane
mera dil gaya, koi mil gaya
teer baitha hain nazar ka nishane
meri baat koi mane ya naa maane
dil jane ke hain saikado bahane
mera dil gaya, koi mil gaya
teer baitha hain nazar ka nishane
meri baat koi mane ya naa maane
meri aankh jo jara si takrai
tabiyat aai mushibat laai
meri aankh jo jara si takrai
tabiyat aai mushibat laai
teri yaad ne kiya hain diwana
kahe afsana meri angdai
teri yaad ne kiya hain diwana
kahe afsana meri angdai
mere dil ki lagi na koi jaane
bure hote hain jawani ke jamane
mera dil gaya, koi mil gaya
teer baitha hain nazar ka nishane
meri baat koi mane ya naa maane
mere piya ki gali me koi jaye
use samjhaye, ki jee n jalaye
mere piya ki gali me koi jaye
use samjhaye, ki jee n jalaye
dur shama se rahe na parwana
ki rut ye jamana mujhe tadpaye
dur shama se rahe na parwana
ki rut ye jamana mujhe tadpaye
wo na aye to jaungi main manane
ja ke kahungi ki aa diwane
mera dil gaya, koi mil gaya
teer baitha hain nazar ka nishane
meri baat koi mane ya naa maane
dil jane ke hain saikado bahane
mera dil gaya, koi mil gaya
teer baitha hain nazar ka nishane
meri baat koi mane ya naa maane
teer baitha hain nazar ka nishane
meri baat koi mane ya naa maane
kaisa aaya hai jamana nahi khane ka tikana
fir bhi aashiqi ladana kyu hai na baat maje ki
roj tokre bhi khana fir bhi baaj nahi aana
kyu hai na baat maje ki nahi khane ka tikana
fir bhi aashiqi ladana kyu hai na baat maje ki
sokh mere husn ko hai dilo ke sikar ka
kaam lu adao se mai teer ka katar ka
kaam lu adao se mai teer ka katar ka
koi lakh ho gaya na mera chuke na nishana
kyu hai na baat maje ki nahi khane ka tikana
fir bhi aashiqi ladana kyu hai na baat maje ki
chote mote aadmi ka yaha kya sawal hai
pyar me to bade bado ka bhi yehi haal hai
hai ye pyar ka khajana kabhi rona kabhi khana
kyu hai na baat maje ki nahi khane tikana
fir bhi aashiqi ladana kyu hai na baat maje ki
aur ek baat bade maje ki batau mai
aashiqo ko naye naye naam se bulau mai
mera galiya sunana unka taliya bajana
kyu hai na baat maje ki nahi khane tikana
fir bhi aashiqi ladana kyu hai na baat maje ki
tere liye o bewafa
dil bhi gaya, duniya bhi gayi
hamko mili aisi saja
dil bhi gaya, duniya bhi gayi
mit gaye tere pyaar me ham
lut gaye is bazar me ham
mit gaye tere pyaar me ham
lut gaye is bazar me ham
gam ke siva kuchh na raha
dil bhi gaya, duniya bhi gayi
tere liye o bewafa
dil bhi gaya, duniya bhi gayi
tod ke dil armaan gaye
lut ke ghar mehmaan gaye
ae tod ke dil armaan gaye
lut ke ghar mehmaan gaye
jiske liye mangi duaa
dil bhi gaya, duniya bhi gayi
chhod gaye takdeer kaha
koi nahi hamdard jaha
chhod gaye takdeer kaha
koi nahi hamdard jaha
ae bekasi aansu baha
dil bhi gaya, duniya bhi gayi
tere liye o bewafa
dil bhi gaya, duniya bhi gayi
...................................................................................
Raat Dhali Chand Chupa
1.00 - 1 votes
| Chitragupt | Sarshar Sailani | |||
Ye Mere Ghode
1.00 - 1 votes
| Chitragupt | Sarshar Sailani |
....................................................................................
===========================================