Indian films and posters from 1930: film (jal saaz)(1969)
Dara Singh & Bambi in song - Kal maine ek sapna dekha...movie Jaalsaaz. Jaal Saz .... Jaal Saaz 1959 || Best Old Hindi Movie || Kishore Kumar, Mala Sinha .
--------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
Indian films and posters from 1930: film (jalsaaz)(1999)
Songs from Jaal Saaz, Listen to Jaal Saaz songs online, Jaal Saaz Hindi music album, Hindi ... Jaalsaaz. CBFC: A. 1999 ‧ Bollywood/Thriller ‧ 2h 15m. Image result for film (jaalsaaz)(1999) .... Jaalsaaz l Kishore Kumar, Mala Sinha l 1959 l HD.
----------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
film (Jaal Saaz)(1959)
Jaal Saaz | Arvind Sen | Kishore Kumar, Mala Sinha, Pran, Shyama, Sabita Chatterjee, Nazir Hussain, Helen | Social Action | Music: Datta Naik Lyrics: Majrooh Sultanpuri |
lbp of film Jaal Saaz 1959 directed by featuring Kishore Kumar Mala Sinha Nazir Husain Pran,
Jaal Saaz 1959 - Osianama
lbp of film Jaal Saz 1959 directed by featuring Kishore Kumar Mala Sinha Nazir Husain Pran, Achala Sachdev Naaz Helen
Videos
Jaalsaaz (1959) - IMDb
Jaalsaaz (1959). Thriller | 1 ... Trending Hindi Movies and Shows ... Enjoy a night in with these popular movies available to stream now with Prime Video.
Director:
Aravind Sen (as Arabind Sen)Stars:
Kishore Kumar, Pran, Nasir Hussain | See full cast & crew »Cast
Cast overview, first billed only: | |||
Kishore Kumar | ... | Kundan Lal | |
Pran | ... | Sunder Das | |
Nasir Hussain | |||
Mala Sinha | |||
Achala Sachdev | ... | Mrs. Dwarkanath (as Achla Sachdev) | |
Paro | ... | (as Paroo) | |
Nana Palsikar | |||
Krishnakant | |||
Sabita Chatterjee | |||
Sailen Bose | |||
Nirmal Kumar | |||
Madhumati | |||
Baby Rukshana | |||
Shyama | |||
Asit Kumar Sen | ... | (as Asit Sen) |
Edit
Storyline
Add Full Plot | Add SynopsisGenres:
ThrillerCertificate:
UParents Guide:
Add content advisory for parents »
Edit
See full technical specs »
Details
Country:
IndiaLanguage:
HindiRelease Date:
1 January 1999 (India) See more »Filming Locations:
Filmistan Studios, Mumbai, Maharashtra, IndiaCompany Credits
Show more on
IMDbPro »
Technical Specs
Color:
Black and WhiteCrew
Music
Naqsh Lyallpuri
Lyricist
Faruk Kaisar
Lyricist
Mohammed Rafi
Singer
Asha Bhosle
Singer
Suman Kalyanpur
Singer
Krishna Kalle
Singer
JaalSaaz (1959). Photo Caption - Publicity still of Hindi film Jaal Saaz (1959). Credits. Year - 1959. Language - Hindi. Country - India. Producer - Lalit Kala ...
Tujhe kiya o kitna mana (Jaalsaaz)(1969) Singers-Suman Kalyanpur, ... “ Jaalsaaz”(1959) was produced and directed by Arbind Sen for Lalit Kala Mandir, ..
Jaalsaaz : Lyrics and video of Songs from the Movie Jaalsaaz (1969)
Lyrics and video of songs from Movie / Album : Jaalsaaz (1969); Music by: G.S. Kohli; Singer(s): Asha Bhosle, Mohammed Rafi, Krishna Kalle, Suman Kalyanpur ...
Browse Movie Titles (Alphabetically): 0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W Y Z | ||
Yearwise: 2018 2017 2016 2015 2014 2013 2012 2011 2010 2000s 1990s 1980s 1970s 1960s 1950s 1940s 1930s | ||
Browse by Singer Name (Alphabetically): All A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z | ||
|
songs:-
Song :
pyaar ka jahaan ho,chhota sa ek makaan ho... Film : Jaal Saaz,1959, Singer : Asha Bhosle & Kishore Kumar, Lyricist: ...
Singer--Asha Bhonsle& Kishore Kumar Ganguly Movie---Jaalsaaz Cast--- Kishore Kumar, Mala Sinha M/D---Narayan Datta.
Song :
mere dil meri jaan jhoom le yahi hai samaa.. Film : Jaal Saaz,1959, Singers : Kishore Kumar & Asha Bhosle, Lyricist: ...
Song :
deepak bina,kaise patanga naachega.. Film : Jaal Saaz,1959, Singer : Asha Bhosle & Kishore Kumar, Lyricist: Majrooh ...
------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
This song was deemed too hot by the censors and banned in those days. This led it to be an extremely rare song.
Kishore and ...
Provided to YouTube by Sa Re Ga Ma
Jab Jab Tujhko Chhua · Kishore Kumar · Geeta Dutt Jaal Saaz ℗ Saregama India Limited ...
Singer--Asha Bhonsle& Kishore Kumar Ganguly Movie---Jaalsaaz Cast--- Kishore Kumar, Mala Sinha M/D---Narayan Datta ...
Actor-singer
Kishore Kumar in Jaalsaaz (1959), with music by N.Dutta, and lyrics by Majrooh Sultanpuri; look for the cute German ...
Song -
Hip Hip Ho Ho Hurrah Cast - Helen, Kishore Kumar, Pran Music - N.Dutta Singers - Asha Bhonsle, Kishore Kumar Lyrics ...
Movie---
Jaalsaaz Singer--Asha Bhonsle& Kishore Kumar Lyrics--- Majrooh Sultanpuri M/D---Narayan Datta.
...............................................................................................
View full playlist
...............................................................................................
pyar ka jaha ho chota sa makan ho
jisme rahe hum jisme raho tum koi na waha ho
pyar ka jaha ho chota sa makan ho
jisme rahe hum jisme raho tum koi na waha ho
jo rate saloni si ho to din ho suhane se
jamane me rah kar bhi hum juda ho jamane se
jo rate saloni si ho to din ho suhane se
jamane me rah kar bhi hum juda ho jamane se
or fir hamari kismat hampe meharba ho
pyar ka jaha ho chota sa makan ho
jisme rahe hum jisme raho tum koi na waha ho
kahi jab chalenge hum tum mohabbat ki raho me
sitare utar aayenge hamari nigaho me
kahi jab chalenge hum tum mohabbat ki raho me
sitare utar aayenge hamari nigaho me
aise hi ruka ho chanda chandani jawa ho
pyar ka jaha ho chota sa makan ho
jisme rahe hum jisme raho tum koi na waha ho
mere dil meri jaa jhum le yahi hai shama
zindagi to hai aawara jane kal ho kaha
mere dil meri jaa jhum le yahi hai shama
leke meri tamanaye rat huyi hai jawa
mere dil meri jaa
dard abhi na utha ye mujhe bhi hai pata
ho gaya tu kisi ka phir bhi hai mehman
zindagi to hai aawara jane kal ho kaha
mere dil meri jaa jhuml e yahi hai shama
leke meri tamanaye rat huyi hai jawa
mere dil meri jaa
tare machalte hue diye se jalte hue
jaise chalte hue ruk gaya aasma
leke meri tamanaye rat huyi hai jawa
mere dil meri jaa jhum le yahi hai shama
zindagi to hai aawara jane kal ho kaha
mere dil meri jaa
Aa Meri Jaan Deepak Bina Kaise Patanga Naachega | Kishore Kumar, Asha Bhosle | N Datta | Majrooh Sultanpuri | Kishore Kumar |
------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
jab jab tujhko chhua
dhak dhak dhak dil hua
jaise koi ek baar chhu le bijli ka taar
current current current are baap re
jab jab tujhko chhua
dhak dhak dhak dil hua
jaise koi ek baar chhu le bijli ka taar
current current current are baap re
jab jab tujhko chhua
taar nahi bijli ka mai hu ek ladki
dekhte hi ladki hamari aankh phadki
taar nahi bijli ka mai hu ek ladki
dekhte hi ladki hamari aankh phadki
aata nahi hume ab kuch bhi nazar
kya kya, kya kya hua
jab jab tujhko chhua
dhak dhak dhak dil hua
jaise koi ek baar chhu le bijli ka taar
current current current are bap re
jab jab tujhko chhua
paas bhi ho dur bhi ajab uljhan hai
nachta sa shola ye hasino ka badan hai
paas bhi ho dur bhi ajab uljhan hai
nachta sa shola ye hasino ka badan hai
paas mat aana lagta hai mujhe dar
kya kya, kya kya hua
jab jab tujhko chhua
dhak dhak dhak dil hua
jaise koi ek baar chhu le bijli ka taar
current current current
jab jab tujhko chhua
chacha log sang reh gaye tum yahi pe
pav kahi rakhta hu padte hai kahi pe
chacha log sang reh gaye tum yahi pe
pav kahi rakhta hu padte hai kahi pe
lena koi lena, mere dil ki khabar
kya kya, kya kya hua
jab jab tujhko chhua
dhak dhak dhak dil hua
jaise koi ek baar chhu le bijli ka taar
current current current are bolo re
arararara todo na dil beqarar ka
maan jaao ji, chhodo ye dillagi
maan jaao ji, chhodo ye dillagi
le bhi lo pahla tohfa ye pyar ka
arararara todo na dil beqarar ka
ja, ja
kaahe ko hum, ha ha
lete phire, ae
tohfe tumhare
jhukte mere kadmo pe hai chand siaare
ye to bata, kya
kab tak tera, hu hu
dard saha re, beete yu hi, arar
ab ke bina meri bahare
beet jane do mausam bahar ka
arararara todo na dil beqarar ka
maan jaao ji, chhodo ye dillagi
maan jaao ji, hato ji
chhodo ye dillagi
le bhi lo pahla tohfa ye pyar ka
ye pyar ka ka ka
arararara todo na dil beqarar ka, hato
hey hey hey hey hey
maine kabhi, hu
dekha nahi, hu hu
pyar se tumko
is pyar ka, aaue yakin kabhi na humko
hum tum mile, kya
chanda tale, aha ha
yaad hai tumko, us raat ka, na na
intzaar tha tabhi se tumko
phir to ji kaato din intzaar ka
aaiko poro italaabitalaa maitaporoko
maan jaao ji, chhodo ye dillagi
maan jaao ji, chhodo ye dillagi
le bhi lo pahla tohfa ye pyar ka ka ka ka
arararara todo na dil beqarar ka, ja
ja ja abhi o jaadugar, aur kabhi mil
daalo na ji, aisi nazar, dhadak uthaa dil
aisaa na ho, aaha
chal dun kahin, oho
khulke jara mil, le le ise, hu hu
bas me nahi, sanam mera dil
kya karu mai aise beqarar ka
urr ur
arararara todo na dil beqarar ka, ja
maan jaao ji, chhodo ye dillagi
maan jaao ji, chhodo ye dillagi
le bhi lo pahla tohfa ye pyar
arararara hu hu
arararara, na na na
arararara, na na arararara hu hu
arararara ra ra ae
ye dil tujhde de jayenge are teri
or ya bag lagaya pakka ye bhi hakka hakka bakka
dunia pagal hai albata dali tuti fal hai kacha
bag lagaya pakka ye bhi hakka hakka bakka
dunia pagal hai albata dali tuti fal hai kacha
bag lagaya pakka ye bhi hakka
chahe hum chahe tum kal ki hai khabar kisko
chahe hum chahe tum kal ki hai khabar kisko
samjhe ye hawa mili aisi najar kisko
dali tuti fal hai kacha bag lagaya pakka
ye bhi hakka hakka bakka
dunia pagal hai albata dali tuti fal hai kacha
bag lagaya pakka ye bhi hakka
jiska nahi tu wahi tere nashe me jhume
jiska nahi tu wahi tere nashe me jhume
tan ke jo chale jag uske kadam chume
are dur fite muh chalte jana
dali tuti fal hai kacha bag lagaya pakka
ye bhi hakka hakka bakka
dunia pagal hai albata dali tuti fal hai kacha
bag lagaya pakka ye bhi hakka
mai hu insa wo hai kutta kahta hu pate ki sun
mai hu insa wo hai kutta kahta hu pate ki sun
wo bhi kate mai bhi katu yaha sabko hai apni dhun
bhago bambai se kalkatta chalte jana deke dhakka
dali tuti fal hai kacha bag lagaya pakka
ye bhi hakka hakka bakka dunia pagal hai albata
dali tuti fal hai kacha bag lagaya pakka ye bhi hakka
hip hip ho ho hurra tera har gana kansura kare koi nahi pyar sur badle hazar tanan tanan tanan su baba re hip hip ho ho hurra tera har gana kansura kare koi nahi pyar sur badle hazar tanan tanan tanan su baba re hip hip ho ho hurra rag nahi bansuri ka mai hu ek ladki are nahi laz se hamari aankh fadki rag nahi bansuri ka mai hu ek ladki are nahi laz se hamari aankh fadki aata nahi ab hame kuch bhi najar kya kya kya kya kya kya hua hip hip ho ho hurra tera har gana kansura kare koi nahi pyar sur badle hazar tanan tanan tanan are bap re hip hip ho ho hurra pas bhi ho dur bhi azab uljhhan hai nachta sa shola kaise magan hai pas bhi ho dur bhi azab uljhan hai nachta sa shola dekho magan hai pas mat aana jana hai ji mujhe ghar hip hip ho ho hurra tera har gana kansura kare koi nahi pyar sur badle hazar tanan tanan tanan are bap re hip hip ho ho hurra kya chaloge sang tum rah gaye yahi pe paw kahi rakhta hu padte hai kahi pe kya chaloge sang tum rah gaye yahi pe paw kahi rakhta hu padte hai kahi pe le na koi le na koi mere dil ki khabar hip hip ho ho hurra tera har gana kansura kare koi nahi pyar sur badle hazar tanan tanan tanan are bap re hip hip ho ho hurra
...............................................................................................
View full playlist
..........................................................................................--------------
-
deepak bina patanga kaise nachega..Kishore Kumar_Asha Bhosle_Majrooh_N Dutta..a tribute6:14
-
Ye Bhi Hakka 19593:34
...............................................................................................