Raj Sinhasan | Kundan Kumar | Mahipal, Ameeta, Chandrashekhar, Shetty, W. M. Khan, Hiralal, Sunder, Kammo, Sheela Vaz, Kanchanmala | Romance Drama Costume |
Raj Sinhasan - Osianama
Raj Sinhasan 1958 directed by Kundan Kumar starring. ... Cine · Film Title; Raj Sinhasan. Raj Sinhasan 1958. Banner Jay Dee Films Director Kundan Kumar
Raj Sinhasan (1958) - IMDb
Raj Sinhasan (1958). Drama ... Trending Hindi Movies and Shows ... Enjoy a night in with these popular movies available to stream now with Prime Video.
Director:
Kundan KumarStars:
Ameeta, Mahipal, Ram MohanCast
Credited cast: | |||
Ameeta | |||
Mahipal | |||
Ram Mohan |
Edit
Details
Country:
IndiaLanguage:
HindiCompany Credits
Show more on
IMDbPro »
Raj Sinhasan (1958) - Review, Star Cast, News, Photos | Cinestaan
https://www.cinestaan.com/movies/raj-sinhasan-2527
Find story, trailers, cast & crew, photo gallery, videos, songs, box office collection & every news Raj Sinhasan film made headlines for at cinestan.com.
Crew
Raj Sinhasan (1958) | Hindi Movie Songs - Bollywood MuVyz
Complete information on bollywood movie: Raj Sinhasan Star cast, Movie Rating, Reviews, Plot, Screenshots, Song listing-7/4, Trailer, Watch Movie link and more.
Raj Singhasan : Lyrics and video of Songs from the Movie Raj ...
www.hindigeetmala.net/movie/raj_singhasan.htm
Lyrics and video of songs from Movie / Album : Raj Singhasan (1958); Music by: Chitragupt; Singer(s): Geeta Dutt, Mohammed Rafi, Lata Mangeshkar, ...
Browse Movie Titles (Alphabetically): 0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W Y Z | ||
Yearwise: 2018 2017 2016 2015 2014 2013 2012 2011 2010 2000s 1990s 1980s 1970s 1960s 1950s 1940s 1930s | ||
Browse by Singer Name (Alphabetically): All A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z | ||
|
do do aane chaku char aane katari dil ke badle dete hai hum dil ki duniya sari do do aane chaku char aane katari dil ke badle dete hai hum dil ki duniya sari dekhe tere chaku dekhi teri katari dil ka sauda nahi karenge hamko jan hai pyari aaj sauda karle pyare kal warna pachtayega aaj sauda karle pyare kal warna pachtayega is saude se baz aaya main dil ka khun ho jayega chaku se bhi tej hai jalim najar teri do dhari dil ka sauda nahi karenge hamko jan hai pyari do do aane chaku char aane katari dil ke badle dete hai hum dil ki duniya sari bachpan se is dil ko hamne nazo se hai pala bachpan se is dil ko hamne nazo se hai pala kaid tera duniya ki isko laga diya kyu tala haldi papad chuhe jaise bano na tum vyapari dil ke badle dete hai hum dil ki duniya sari dekhe tere chaku dekhi teri katari dil ka sauda nahi karenge hamko jan hai pyari jitna tum inkar karoge utna hi dil aayega jitna tum inkar karoge utna hi dil aayega dil ki bato me jo aaya jite ji mar jayega shiri or farhad ke dil ko yahi to thi bimari do do aane chak char aane katari dil ke badle dete hai hum dil ki duniya sari dil ka sauda nahi karenge hamko jan hai pyari
chala na jaye dil hatho se kahi najar na dalo bada maja hai takrane me kisi se dil takra lo chala na jaye dil hatho se kahi najar na dalo bada maja hai takrane me kisi se dil takra lo bhala ye koi bat hai kisi ko dil de aana bhala ye koi bat hai kisi ko dil de aana koi jo dekhe pyar se jale na kyu parwana koi jo dekhe pyar se jale na kyu parwana sine me halchal hai koi shola bhadkalo chala na jaye dil hatho se kahi najar na dalo bada maja hai takrane me kisi se dil takralo bada suhana ye shama machal gaya dil apna bada suhana ye shama machal gaya dil apna abhi to din hai ladli abhi na dekho sapna abhi to din hai ladli abhi na dekho sapna sapno ke ye jugnu apne dil me chamkalo chala na jaye dil hatho se kahi najar na dalo bada maja hai takrane me kisi se dil takralo hame bhi kuch to boliye kiya ye kisne jadu hame bhi kuch to boliye kiya ye kisne jadu huyi kuch aisi dillagi raha na dil pe kabu huyi kuch aisi dillagi raha na dil pe kabu chhayi hai khamoshi dil ka sauda kar dalo chala na jaye dil hatho se kahi najar na dalo bada maja hai takrane me kisi se dil takralo chala na jaye dil hatho se kahi najar na dalo bada maja hai takrane me kisi se dil takralo
aisi julmi najariya se dekho nahi raja maine pyar kiya koi chori nahi maine pyar kiya ho koi chori nahi aisi julmi najariya se dekho nahi raja maine pyar kiya koi chori nahi maine pyar kiya ho koi chori nahi nind na aaye chain na aaye jab se lage naina ho nind na aaye chain na aaye jab se lage naina jagti aankhe sapne dekhu mai tore din raina kabhi dil ki nagariya me piya more aaja maine pyar kiya ho koi chori nahi maine pyar kiya ho koi chori nahi chamke jab aakash pe chanda chanchal man ho jaye chamke jab aakash pe chanda chanchal man ho jaye sar se dhalke aachal mora yad teri tadpaye mere naino me sapno ki galiyo se aaja maine pyar kiya ho koi chori nahi maine pyar kiya ho koi chori nahi
bhigi bhigi chandani me chup chup tare bhigi bhigi chandani me chup chup tare aaja ho aaja ke dil mera tujhko pukare bhigi bhigi chandani me chup chup tare bhigi bhigi chandani me chup chup tare sune sune raste akele hum tum sune sune raste akele hum tum baje mori payal chhamak chham chham baje mori payal chhamak chham chham kahna na mane mere dil ke ishare mere dil ke ishare bhigi bhigi chandani me chup chup tare bhigi bhigi chandani me chup chup tare aaja ho aaja ke dil mera tujhko pukare bhigi bhigi chandani me chup chup tare bhigi bhigi chandani me chup chup tare kali kali ghume wo sath sajan kali kali ghume wo sath sajan lagi more man me jalan tan tan lagi more man me jalan tan tan dekhe na jaye mose rangin najare piya rangin najare bhigi bhigi chandani me chup chup tare bhigi bhigi chandani me chup chup tare aaja ho aaja ke dil mera tujhko pukare bhigi bhigi chandani me chup chup tare bhigi bhigi chandani me chup chup tare
rain bhai so ja re panchhi rain bhai so ja re panchhi bhor bhai ud jana hain aaj to so le sukh ki nindiya aaj to so le sukh ki nindiya kal kahi aur thikana hain rain bhai so ja re panchhi bhor bhai ud jana hain rain bhai so ja re panchhi samjh aa re, jivan ki bhasha samjh aa re, jivan ki bhasha aasha me bhi chhipi nirasha aasha me bhi chhipi nirasha jivan bhar ka rona hain aur pal bhar ka muhkana hain rain bhai so ja re panchhi rain bhai so ja re panchhi is nagari ki reet hain jhuthi meet hain jutha pret hain jhuthi is nagari ki reet hain jhuthi meet hain jutha pret hain jhuthi laut ke panchhi is nagari me laut ke panchhi is nagari me tujhko kabhi na aana hain tujhko kabhi na aana hain
..................................................................................................................
-
Lata ji ... Raj Sinhasan. 1958.3:16
-
Bheegi Bheegi Chandni Usha Mangeshkar Film Raj Singhasan (1958) Music Chitragupta.3:11
.