Sun To Le Hasina | S. P. Bakshi | Ravindra Kapoor, Shashikala, Sabita Chatterjee, Agha, Badri Prasad, Kanu Roy, Gulab, Sunder | Social | Music: S. Mohinder Lyrics: Anand Bakshi, Rahil Gorakhpuri, Kaif Irfani, Sarshar Sailani |
Sun To Le Hasina (1958) - IMDb
Directed by Shanti Prakash Bakshi. With Ravindra Kapoor, Shashikala.
Director:
Shanti Prakash Bakshi
Jul 2, 2012 - "12 O'Clock" (1958) was a Sippy Films Production. ... Song-Dekh idhar ae haseena (12 O Clock)(1958) Singer-Rafi, ... sun le kabhi dil ki sada
Sunto Le Hasina (1958) - Review, Star Cast, News, Photos | Cinestaan
Sunto Le Hasina starring Shashikala and Ravindra Kapoor in the lead role. Find story, trailers, cast & crew, ... Zara Sun To Lo Hasina. Asha Bhosle, Mohammed ...
Crew
Sun To Le Hasina (1958) | Hindi Movie Songs - Bollywood MuVyz
Complete information on bollywood movie: Sun To Le Hasina Star cast, Movie Rating, Reviews, Plot, Screenshots, Song listing-6, Trailer, Watch Movie link and ...
Sun To Le Haseena : Lyrics and video of Songs from the Movie Sun ...
Lyrics and video of songs from Movie / Album : Sun To Le Haseena (1958); Music by: S Mohinder; Singer(s): Asha Bhosle, Mohammed Rafi; having star cast: ...
Browse Movie Titles (Alphabetically): 0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W Y Z | ||
Yearwise: 2018 2017 2016 2015 2014 2013 2012 2011 2010 2000s 1990s 1980s 1970s 1960s 1950s 1940s 1930s | ||
Browse by Singer Name (Alphabetically): All A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z | ||
|
zara sun hasina ae naajani
mera dil tujhi pe nisar hai
zara sun hasina ae naajani
mera dil tujhi pe nisar hai
tere dam se hi mere dilruba
meri zindagi me bahar hai
zara sun hasina ae naajani
huyi jab se mujh pe teri najar
mai hu apne aapse bekhabar
huyi jab se mujh pe teri najar
mai hu apne aapse bekhabar
huaa jab se dil me tera gujar
huaa jab se dil me tera gujar
mujhe chain hai na kraar hai
zara sun hasina ae naajani
tere husan se jo sanvar gayi
wo fajaye muhjko ajij hai
tere husan se jo sanvar gayi
wo fajaye muhjko ajij hai
teri julf se jo lipat gayi
mujhe un hwao se pyar hai
zara sun hasina ae naajani
ye hsin phulo ki daliya
tujhe de rahi hai salamiya
ye hsin phulo ki daliya
tujhe de rahi hai salamiya
mujhe kyo na rask ho ae sanam
mujhe kyo na rask ho ae sanam
tere sath fasle bahar hai
zara sun hasina ae naajani
-
Musafir Rahkar Paida Sun To Le Hasina 1958) Full HD Song3:31
-
RAFI & ASHA-Film-SUN TO LE HASINA-1958-Musafi Rah Kar Paida,Khuda Manzil Banaye ga-[ Rare Gem ]-3:36
|
Atul’s Song A Day- A choice collection of Hindi Film & Non-Film Songs |
The
film has a total of seven songs written by four songwriters, with
Anand’s contribution tally is three. (Other songwriters are Sarshaar
Sailaani, Kaif Irfaani and Raahil Gorakhpuri). This is the second song
of this film, written by him to be showcased here, and the third song
from the film.
Rafi Sb has rendered this call-to-the-beloved song with gusto. A very interesting listen, I am sure you will agree.
Song - De Deedar, O Dildaar (Sun To Le Haseena) (1958) Singer - Mohammed Rafi, Lyrics - Anand Bakshi, MD - S Mohinder
Lyrics
de deedar. . .
o dildaar. . .
haaye jhaank jharokhe se ik baar
aashiq tere dar pe aa ke ban gaya chowkidaar
ke de deedar. . .
o dildaar. . .
o dildaar. . .
haaye jhaank jharokhe se ik baar
aashiq tere dar pe aa ke ban gaya chowkidaar
ke de deedar. . .
o dildaar. . .
hota hai kahin kuchh khatka
lagta hai mujhe ik jhatka
hota hai kahin kuchh khatka
lagta hai mujhe ik jhatka
pal chhalak chhalak jaata hai
mere armaanon ka matka
mere armaanon ka matka. . .
har aahat pe chaunk ke jaani hota hoon taiyaar
ke de deedar. . .
o dildaar. . .
haaye jhaank jharokhe se ik baar
aashiq tere dar pe aa ke ban gaya chowkidaar
ke de deedar. . .
o dildaar. . .
lagta hai mujhe ik jhatka
hota hai kahin kuchh khatka
lagta hai mujhe ik jhatka
pal chhalak chhalak jaata hai
mere armaanon ka matka
mere armaanon ka matka. . .
har aahat pe chaunk ke jaani hota hoon taiyaar
ke de deedar. . .
o dildaar. . .
haaye jhaank jharokhe se ik baar
aashiq tere dar pe aa ke ban gaya chowkidaar
ke de deedar. . .
o dildaar. . .
o nakhre takhre waali
ye raat hai kaali kaali..ee. . .
o nakhre takhre waali
ye raat hai kaali kaali
kar saamne chaand sa mukhda
chaahe chhup ja de kar gaali
chaahe chhup ja de kar gaali. . .
varna faand ke aa jaaunga ye oonchi deewaar
ke de deedar. . .
o dildaar. . .
haaye jhaank jharokhe se ik baar
aashiq tere dar pe aa ke ban gaya chowkidaar
ke de deedar. . .
o dildaar. . .
ye raat hai kaali kaali..ee. . .
o nakhre takhre waali
ye raat hai kaali kaali
kar saamne chaand sa mukhda
chaahe chhup ja de kar gaali
chaahe chhup ja de kar gaali. . .
varna faand ke aa jaaunga ye oonchi deewaar
ke de deedar. . .
o dildaar. . .
haaye jhaank jharokhe se ik baar
aashiq tere dar pe aa ke ban gaya chowkidaar
ke de deedar. . .
o dildaar. . .
main tujh pe ho ke lattu
tere naam ka ho gaya rattu..uu. . .
main tujh pe ho ke lattu
tere naam ka ho gaya rattu. . .
tere gham ka utha ke bojha
bana aadmi se main tattu
bana aadmi se main tattu. . .
ab tadpa tadpa ke zaalim yun na mujhko maar
ke de deedar. . .
o dildaar. . .
haaye jhaank jharokhe se ik baar
aashiq tere dar pe aa ke ban gaya chowkidaar
ke de deedar. . .
o dildaar. . .
tere naam ka ho gaya rattu..uu. . .
main tujh pe ho ke lattu
tere naam ka ho gaya rattu. . .
tere gham ka utha ke bojha
bana aadmi se main tattu
bana aadmi se main tattu. . .
ab tadpa tadpa ke zaalim yun na mujhko maar
ke de deedar. . .
o dildaar. . .
haaye jhaank jharokhe se ik baar
aashiq tere dar pe aa ke ban gaya chowkidaar
ke de deedar. . .
o dildaar. . .
------------------------------ ------------
Hindi script lyrics (Provided by Sudhir)
------------------------------ ------------
Hindi script lyrics (Provided by Sudhir)
------------------------------
दे दीदार॰ ॰ ॰
ओ दिलदार॰ ॰ ॰
हाए झांक झरोखे से इक बार
आशिक तेरे दर पे आके बन गया चौकीदार
के दे दीदार॰ ॰ ॰
ओ दिलदार॰ ॰ ॰
ओ दिलदार॰ ॰ ॰
हाए झांक झरोखे से इक बार
आशिक तेरे दर पे आके बन गया चौकीदार
के दे दीदार॰ ॰ ॰
ओ दिलदार॰ ॰ ॰
होता है कहीं कुछ खटका
लगता है मुझे ईक झटका
होता है कहीं कुछ खटका
लगता है मुझे ईक झटका
पल छलक छलक जाता है
मेरे अरमानों का मटका
मेरे अरमानों का मटका॰ ॰ ॰
हर आहट पे चौंक के जानी होता हूँ तैयार
के दे दीदार॰ ॰ ॰
ओ दिलदार॰ ॰ ॰
हाए झांक झरोखे से इक बार
आशिक तेरे दर पे आके बन गया चौकीदार
के दे दीदार॰ ॰ ॰
ओ दिलदार॰ ॰ ॰
लगता है मुझे ईक झटका
होता है कहीं कुछ खटका
लगता है मुझे ईक झटका
पल छलक छलक जाता है
मेरे अरमानों का मटका
मेरे अरमानों का मटका॰ ॰ ॰
हर आहट पे चौंक के जानी होता हूँ तैयार
के दे दीदार॰ ॰ ॰
ओ दिलदार॰ ॰ ॰
हाए झांक झरोखे से इक बार
आशिक तेरे दर पे आके बन गया चौकीदार
के दे दीदार॰ ॰ ॰
ओ दिलदार॰ ॰ ॰
ओ नखरे टखरे वाली
ये रात है काली काली॰॰ई॰ ॰ ॰
ओ नखरे टखरे वाली
ये रात है काली काली
कर सामने चाँद सा मुखड़ा
चाहे छुप जा देकर गाली
चाहे छुप जा देकर गाली॰ ॰ ॰
वरना फांद के आ जाऊंगा ये ऊंची दीवार
के दे दीदार॰ ॰ ॰
ओ दिलदार॰ ॰ ॰
हाए झांक झरोखे से इक बार
आशिक तेरे दर पे आके बन गया चौकीदार
के दे दीदार॰ ॰ ॰
ओ दिलदार॰ ॰
ये रात है काली काली॰॰ई॰ ॰ ॰
ओ नखरे टखरे वाली
ये रात है काली काली
कर सामने चाँद सा मुखड़ा
चाहे छुप जा देकर गाली
चाहे छुप जा देकर गाली॰ ॰ ॰
वरना फांद के आ जाऊंगा ये ऊंची दीवार
के दे दीदार॰ ॰ ॰
ओ दिलदार॰ ॰ ॰
हाए झांक झरोखे से इक बार
आशिक तेरे दर पे आके बन गया चौकीदार
के दे दीदार॰ ॰ ॰
ओ दिलदार॰ ॰
मैं तुझपे हो के लट्टू
तेरे नाम का हो गया रट्टू॰॰उ॰ ॰ ॰
मैं तुझपे हो के लट्टू
तेरे नाम का हो गया रट्टू॰ ॰ ॰
तेरे ग़म का उठा के बोझा
बना आदमी से मैं टट्टू
बना आदमी से मैं टट्टू॰ ॰ ॰
अब तड़पा तड़पा कर ज़ालिम यूं ना मुझको मार
के दे दीदार॰ ॰ ॰
ओ दिलदार॰ ॰ ॰
हाए झांक झरोखे से इक बार
आशिक तेरे दर पे आके बन गया चौकीदार
के दे दीदार॰ ॰ ॰
ओ दिलदार॰ ॰
तेरे नाम का हो गया रट्टू॰॰उ॰ ॰ ॰
मैं तुझपे हो के लट्टू
तेरे नाम का हो गया रट्टू॰ ॰ ॰
तेरे ग़म का उठा के बोझा
बना आदमी से मैं टट्टू
बना आदमी से मैं टट्टू॰ ॰ ॰
अब तड़पा तड़पा कर ज़ालिम यूं ना मुझको मार
के दे दीदार॰ ॰ ॰
ओ दिलदार॰ ॰ ॰
हाए झांक झरोखे से इक बार
आशिक तेरे दर पे आके बन गया चौकीदार
के दे दीदार॰ ॰ ॰
ओ दिलदार॰ ॰