Indian films and posters from 1930: film (ghar ki laaj)(1979)
Indian films and posters from 1930: film (Ghar Ki Laaj) (1960) ... Ghar Ki Laaj Hindi movies songs featuring Sanjeev Kumar, Moushumi Chatterjee, Deven Varma, ...
-------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
bombaymann2.blogspot.com/2015/02/film-ghar-ki-laaj-1960.html. 1 year ago; 4,577 ... Ghar Ki Laaj is a 1979 Bollywood film directed by B. R. Ishara. It starred ...
----------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------- film (Ghar Ki Laaj)(1960)
Ghar Ki Laj 1960 - Osianama
ghar-ki-laj-1960. ... Cine · Film Title; Ghar Ki Laj. Ghar Ki Laj 1960. Director V. M. Vyas. Select Cast Feroz, Kum Kum, Niroopa Roy, Sohrab Modi, Johnny Walker ...
lbp of film Ghar Ki Laj 1960 directed by featuring Feroz Kum Kum Niroopa Roy Sohrab Modi, Jhonny Walker Sheela Kashmiri.
lbp of film Ghar Ki Laj 1960 directed by featuring Feroz Kum Kum Niroopa Roy Sohrab Modi, Johnny Walker Sheela Kashmiri.
Ghar Ki Laaj (1960). Drama, Family ... Trending Hindi Movies and Shows · Gandii Baat ... Select any poster below to play the movie, totally free! La La Land.
Director:
V.M. VyasStars:
Sohrab Modi, Feroz Khan, Nirupa Roy | See full cast & crew »Cast
Credited cast: | |||
Sohrab Modi | ... | Judge | |
Feroz Khan | ... | Suresh | |
Nirupa Roy | ... | Ranjana | |
Kumkum | ... | Shobha | |
Johnny Walker | ... | Babulal | |
Reeta Roy | ... | Reeta | |
Preeti Bala | ... | Hansa | |
Rest of cast listed alphabetically: | |||
Indira Bansal | |||
Chand Burke | |||
Sheila Kashmiri | |||
Kirti Kumar | |||
Mirza Musharraf | |||
Madan Puri |
Ghar Ki Laaj is a 1960 Hindi film starring Firoz Khan, Mohanlal, Nirupa Roy etc. It was directed by V. M. Vyas.
Film details. Featuring. Sohrab Modi Nirupa Roi Firoze. Director. Vishnukumar Maganlal Vyas. Country. India. Year. 1960. Genre. Drama. Type. Film. Category.
Ghar Ki Laj (1960) - Review, Star Cast, News, Photos | Cinestaan
Find story, trailers, cast & crew, photo gallery, videos, songs, box office collection & every news Ghar Ki Laj film made headlines for at cinestan.com.
Ghar Ki Laaj (1960) | Hindi Movie Songs - Bollywood MuVyz
Complete information on bollywood movie: Ghar Ki Laaj Star cast, Movie Rating, Reviews, Plot, Screenshots, Song listing-7, Trailer, Watch Movie link and more...
Ghar Ki Laaj : Lyrics and video of Songs from the ... - HindiGeetMala
Lyrics and video of songs from Movie / Album : Ghar Ki Laaj (1960); Music by: Ravi; Singer(s): Asha Bhosle, Mohammed Rafi; having star cast: Sohrab Modi, ...
Browse Movie Titles (Alphabetically): 0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W Y Z | ||
Yearwise: 2018 2017 2016 2015 2014 2013 2012 2011 2010 2000s 1990s 1980s 1970s 1960s 1950s 1940s 1930s | ||
Browse by Singer Name (Alphabetically): All A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z | ||
|
ujad gaya panchi ab tera basera
tut gayi vo dhali jispar tune dhala dhera
ujad gaya panchi ab tera basera
aaya vo toofan bichad ke
reh gaya tinka tinka liya hai tujhse kismat ne haye
ye badla haye dil ka
ye rang birange pankh chhod de
apna pinjra aap todd de
aayi vo gam ki raat na hoga jiska koi savera
ujad gaya panchi ab tera basera
sath chodd gaya sathi tera
reh gayi uski yaade
chup ho ja chup ho ja
teri kaun sunega dard bhari fariyade
haar singar mita de apna
teri khushiya ho gayi sapna
choti si ek jaan ko gham ke toofano ne ghera
ujad gaya panchi ab tera basera
tut gayi vo dhali jispar tune dhala dhera
ujad gaya panchi ab tera basera
laila ki ungliya bechu majnu ki pasliya bechu
aao dilwalo khao dilwale naram kakdiya bechu
laila ki ungliya bechu majnu ki pasliya bechu
aao dilwalo khao dilwale naram kakdiya bechu
ho laila ki ungliya bechu majnu ki pasliya bechu
ho lala ji ho babu ji kyu bukhe rahkar jite
ye jina bhi kya jina dam nikle pite khate
oye dam nikle pite khate pyas bujha lo garmi me
sawan ki baliya bechu laila ki ungliya bechu
majnu ki pasliya bechu aao dilwalo khao dilwale
naram kakdiya bechu ho laila ki ungliya bechu
majnu ki pasliya bechu
murgo pe na churi chalana le bakro ki haye
khun kisi ka kyu pina pi le sharbat ya chai
pee le sharbat ya chai
rog mita aur health bana galo ki surkiya bechu
laila ki ungliya bechu majnu ki pasliya bechu
aao dilwalo khao dilwale naram kakdiya bechu
ho laila ki ungliya bechu majnu ki pasliya bechu
shiri or farhad ki logo ho na saki sagai
kyonki bhul se becharo ne ye kakdi na khai
are ye kakdi na khai
shiri or farhad ki logo ho na saki sagai
kyonki bhul se becharo ne ye kakdi na khai
are ye kakdi na khai are kunwaro le jao
shadi ki parchiya bechu laila ki ungliya bechu
majnu ki pasliya bechu aao dilwalo khao dilwale
naram kakdiya bechu ho laila ki ungliya bechu
majnu ki pasliya bechu
le lo chudiya le lo chudiya
mai laya nirali rangdar
le lo chudiya le lo chudiya
mai laya nirali rangdar
le lo chudiya le lo chudiya
nili nili kali kali pili pili
gori gori baho ka singar
le lo chudiya le lo chudiya
mai laya nirali rangdar
le lo chudiya
bhabhi ya nanad ya bhatiji ho ya khala
bhabhi ya nanad ya bhatiji ho ya khala
sabki pasand le ke aaya chudi wala
hath ki shobha dil ki thandak naino ka khumar
hath ki shobha dil ki thandak naino ka khumar
le lo chudiya le lo chudiya
mai laya nirali rangdar
le lo chudiya le lo chudiya
koi ho kawari ya koi piya ki ho pyari
koi ho kawari ya koipiya ki ho pyari
jisne bhi pehni meri chudi na utari
khot ka dhandha kare na banda aajma lo ek bar
khot ka dhandha kare na banda aajma lo ek bar
le lo chudiya le lo chudiya
mai laya nirali rangdar
le lo chudiya
shok hai amir ka garib ka ye gehna
shok hai amir ka garib ka ye gehna
bolo behano such hai ya juth mera kehna
kaish nahi to kal de dena de dunga udhar
aaj nahi to kal de dena de dunga udhar
le lo chudiya le lo chudiya
mai laya nirali rangdar
le lo chudiya
nili nili kali kali pili pili
gori gori baho ka singar
le lo chudiya le lo chudiya
mai laya nirali rangdar
le lo chudiya
char pate ka nishan niche pan ki dukan
mere pyar ka makan saiya yad rakhna
tere daidy ka darban mucho wala hai pathan
nahi milna aasan gori yad rakhna
char pate ka nishan niche pan ki dukan
mere pyar ka makan saiya yad rakhna
tere daidy ka darban mucho wala hai pathan
nahi milna aasan gori yad rakhna
dar kisi bat ka tu dil me na la
majnu ka nam le ke sidha chala aa
dar kisi bat ka tu dil me na la
majnu ka nam le ke sidha chala aa
is tarh aane me hai khatra bada
milne ka or koi rasta bata
aaja tere kuraban le ke hathaili pe jan
yahi pyar ki hai shan saiya yad rakhna
tere daidy ka darban mucho wala hai pathan
nahi milna aasan gori yad rakhna
char pate ka nishan niche pan ki dukan
mere pyar ka makan saiya yad rakhna
batiya banao na ji badh badh ke
dar pe lage hai tale aligadh ke
batiya banao na ji badh badh ke
dar pe lage hai tale aligadh ke
chhat pe utar de dakota dil ka
udan khatole se tu aaja chadh ke
hoga neela aasaman dil waalo ki udaan
phir dekhega jahaan gori yaad rakhana
hoga neela aasaman dil waalo ki udaan
phir dekhega jahaan saiya yaad rakhana
tere daidy ka darban mucho wala hai pathan
nahi milna aasan gori yad rakhna
char pate ka nishan niche pan ki dukan
mere pyar ka makan saiya yad rakhna
gham dene wale dene ko gham beshumar de
sahne ko sath sath magar dil hazaar de
gham dene wale dene ko gham beshumar de
sahne ko sath sath magar dil hazaar de
gham dene wale dene ko gham beshumar de
katre ko kah raha hai samunder ko pee ke dekh
katre ko kah raha hai samunder ko pee ke dekh
har roj dil pe teer bitha aur jee ke dekh
har roj ki ye maut na de ek baar de
gham dene wale dene ko gham beshumar de
kuch haadse the jinko diya zindagi ka naam
kuch haadse the jinko diya zindagi ka naam
jo din diya wo raat tha
jo subah thi wo sham
jo din diya wo raat tha
jo subah thi wo sham
kisne kaha tha tujhse ujdi bahar de
gham dene wale dene ko gham beshumar de
khushiyo ko hukum hai ke na dil me samaye wo
khushiyo ko hukum hai ke na dil me samaye wo
ashqo pe hai ye kaid na aankho me aaye wo
hansna nahi to rone ka hi ikhtiyaar de
gham dene wale dene ko gham beshumar de
hansna nahi to rone ka hi ikhtiyaar de
hansna nahi to rone ka hi ikhtiyaar de
hansna nahi to rone ka hi ikhtiyaar de
ikhtiyaar de
hey hey hey hey hurrr
hey hey hey hey hurrr
ae aata hai to aane do
are aisi taisi monday ki
aata hai to aane do
are aisi taisi monday ki
mauj manalo rang jamalo
aaj hai chutti sunday ki
aata hai to aane do
are aisi taisi monday ki
aata hai to aane do
are aisi taisi monday ki
mauj manalo rang jamalo
aaj hai chutti sunday ki
yahi to ek din hai albela
jaha pe ji chahe laga lo mela
ha ha ha ho ho ho
l l la la ha ha ha ha
yahi to ek din hai albela
jaha pe ji chahe laga lo mela
kahin pe jamghat kahin pe khatpat
ke is din koi rahe na akela
ke is din koi rahe na akela
ae aata hai to aane do
are aisi taisi monday ki
aata hai to aane do
are aisi taisi monday ki
mauj manalo rang jamalo
aaj hai chutti sunday ki
ha ha ha ho ho ho
aa aa aa o o o
ye din laye ajab masti
ke ho jaye khali bhari basti
ye din laye ajab masti
ke ho jaye khali bhari basti
jaha tha jungle waha hai mangal
ke man ki murade yaha hai sajti
ke man ki murade yaha hai sajti
ae aata hai to aane do
are aisi taisi monday ki
aata hai to aane do
are aisi taisi monday ki
mauj manalo rang jamalo
aaj hai chutti sunday ki
idhar baji udhar gana
jise bhi yaha dekho hai mastana
idhar baji udhar gana
jise bhi yaha dekho hai mastana
kahin pe uluhu kahin gupchup
kya kahe dilwale samajh jana
kya kahe dilwale samajh jana
ae aata hai to aane do
are aisi taisi monday ki
aata hai to aane do
are aisi taisi monday ki
mauj manalo rang jamalo
aaj hai chutti sunday ki
aata hai to aane do
are aisi taisi monday ki
aata hai to aane do
are aisi taisi monday ki
mauj manalo rang jamalo
aaj hai chutti sunday ki
teri lataka laga hai lataka
hai saans gale me ataka
ab aur na dena jhatka
meri mombatti ye
oye tu kya jaane pyaare
tere ishq me maare maare
gaye kaabul aur bukhaare
mere taara singh ve
teri lataka laga hai lataka
hai saans gale me ataka
ab aur na dena jhatka
meri mombatti ye
oye tu kya jaane pyaare
ho tere ishq me maare maare
ho gaye kaabul aur bukhaare
mere taara singh ve
jab jab dekhu mai tujhko
mere dil me shola bhadke
o jab jab dekhu mai tujhko
mere dil me shola bhadke
tu kya jaane aag me jalna o jaato ke ladke
are o jaato ke ladke
teri ek najar pe waari
maine gaanvo ki sardaari
kya tujhse chaal hai pyaari
meri mombatti ye
oye tu kya jaane pyaare
ho tere ishq me maare maare
ho gaye kaabul aur bukhaare
mere taara singh ve
.............................................................................................................
-
Mujhe Latka Laga Hai Latka=Mohd Rafi Saab=Film==Ghar Ki Laaj(1960)5:38
-
GEETH MADHURI MUSICAL SHOW 2010.... [.GHAR KI LAAJ (1960) ]Ujar gaya panchi6:22