Complete information on bollywood movie: Amrit Manthan Star cast, Movie Rating, Reviews, ... Amrit Manthan (1934) | Hindi Movie Videos - Bollywood MuVyz.
28-May-2021 — Indian films and posters from 1930: film (Amrit Manthan)(1961) · https://bombaymann2.blogspot.com › 2019/09 › film-a============================================= film (Amrit Manthan)(1961)
Amrit Manthan (1961). Add a Plot » ... Trending Hindi Movies and Shows · Dream Girl (2019) ... Free Movies and TV Shows You Can Watch Now. On IMDb TV ...
Amrit Manthan starring Usha Kiran and Manhar Desai in the lead role. ... Amrit Manthan is a movie directed by S. N. Tripathi featuring Usha Kiran, Manhar Desai.
Dalpat is an actor, known for Ram Bhakta Hanuman (1948), Zabak (1962) and Khilari ... 1971 Shree Krishnarjun Yuddh (as Kaka Dalpat) ... 1966 Zimbo Ka Beta.
Babu Raje. Actor | Editorial Department. + Add or change photo on IMDbPro » Babu Raje is known for his work on Sachaai (1969), Zabak (1962) and Rocket Tarzan (1963).
Complete information on bollywood movie: Amrit Manthan Star cast, Movie Rating, Reviews, Plot, Screenshots, Song listing,-10/2 Trailer, Watch Movie link and more.
Lyrics and video of songs from Movie / Album : Amrit Manthan (1961); Music by: S N Tripathi; Singer(s): Asha Bhosle, Lata Mangeshkar, Manna Dey, Mukesh; .
Chaand Dhalne Laga Dil Machalne Laga Film : Amrit Manthan-1961 Singer: Lata Mangeshkar Composer: S. N. Tripathi Lyricist:
chand dhalne laga
chand dhalne laga
dil machalne laga
aa bhi ja, aa bhi ja, aa bhi jaao piya
chand dhalne laga
rat jane ko hai
bhor aane ko hai
sang tu hai nahi mera dhadke jiya
chand dhalne laga
kitni bholi si nadan thi main
pyar se hay anjan thi maine
rasbhari adh khili si kali thi
ek chhoti si muskan thi main
ek chhoti si muskan thi main
tumne ye kya kiya o salone piya
bat hi bat me mera dil le liya
chand dhalne laga
dhundhta hai tumhe pyar mera
is nashili suhani ghadi me
rah me nain kab se bichhaye
bawri si akeli khadi main
bawri si akeli khadi main
bhor aati nahi jag paati nahi
kaun sa tumne mujh par ye jaadu kiya
chand dhalne laga
dil machalne laga
aa bhi ja, aa bhi ja, aa bhi jaao piya
chand dhalne laga
Provided to YouTube by Saregama India Ltd Nain Bina Meri Duniya Andheri · Mukesh Amrit Manthan ℗ 2020 Saregama India Ltd ...
Lyrics of Nain Bina Meri Duniya Andheri - नैन बिना मेरी दुनिया अँधेरी
nain bina
nain bina meri duniya andheri
jau kaha mai jau kaha
jab se bujhe do deep humare
jab se bujhe do deep humare
kya suraj kya chand sitare
kya dharti ke deepak sare
jagmag karte pyare pyare
pyare pyare
mere liye sab kagaz ki dheri
jau kaha mai jau kaha
nain bina meri duniya andheri
jau kaha mai jau kaha
kaun hai apne kaun paraye
kaun hai apne kaun paraye
nain nahi to kaun bataye
kaun mujhe ab raah dikhaye
chhute wo sathi sath jo aaye
sath jo aaye
dur hui parchai bhi meri
jau kaha mai jau kaha
nain bina meri duniya andheri
jau kaha mai jau kaha
jau kaha jau kaha jau kaha
rovided to YouTube by Saregama India Ltd Andhakar Chhaya Akash Jhanjhanaya · Lata Mangeshkar Amrit Manthan ℗ 2020 ...
Lyrics of Andhkar Chhaya Aakash Zanzanaya
andhkar andhkar
andhkar chhaya
andhkar chhaya
aakash zanzanaya
toofan ban ke kisne
deepak mera bhujhaya
deepak mera bhujhaya
andhkar chhaya
aakash zanzanaya
toofan ban ke kisne
deepak mera bhujhaya
deepak mera bhujhaya
andhkar chhaya
aakash zanzanaya
ye kya hua aachanak
ghadiya pralay ki aayin
ki maut ki ghahtaye
charo taraf hai chhayi
kis devta ne mujh pe
kis devta ne mujh pe
apna kop hai dikhaya
deepak mera bhujhaya
andhkar chhaya
aakash zanzanaya
kyu mujh pe hi giri hai
ye bijliyo ki jwala
kyu lut gaya hai mere
sansaar ka ujala
ye kis janam ka badla
ye kis janam ka badla
hai takdeer ne chukaya
deepak mera bhujhaya
andhkar chhaya
aakash zanzanaya
bhagwaan sunte nahi
mere karun pukar
unse yeh hai puchti
mere aanshuyo ki daar
yeh kaise inthaan tu
leta hai baar baar
kyu lut raha hai aaj mere
pyar ka shringar
bhagwaan bhagwaan bhagwaan