Gazal | Ved Madan | Sunil Dutt, Meena Kumari, Rehman, Mehmood, Nazima, Prithviraj Kapoor, Rajendra Nath, Raj Mehra | Romantic Muslim social |
Know the full star cast of Gazal film
Producer Madan & Ved Director Madan & Ved
Select Cast Meena Kumari, Prithviraj Kapoor, Rehman, Sunil Dutt, Jugnu, Lotan, Minoo Mumtaz, Mohsin Abdula, Nazima, Protima Devi, Raj Mehra & Rajender Nath
Total Results 6
Gazal is a 1964 Urdu-Hindi romance musical film directed by Ved-Madan, starring Meena Kumari, Sunil Dutt and Prithviraj Kapoor. The muslim social film is ...
Language: Urdu/Hindi
Produced by: Ved-Madan
Music by: Madan Mohan; Sahir Ludhianvi (lyrics)
May 8, 2018 - Uploaded by Classic Movie Box
#FilmCast: Sunil Dutt, Meena Kumari, Rehman, Nazima, Prithviraj Kapoor, Rajendra Nath, Raj Mehra ...
Apr 24, 2013 - Uploaded by Hamheen
50+ videos Play all Mix - Nagmao Shere Ki - Meena - Lata - GAZAL (1964)
Sep 2, 2016 - Uploaded by DhaneshwurSingh
A immortal classic sad song of M. Rafi in the movie Gazal (1964) starring Sunil Dutt, Meena Kumari, Prithviraj ...
Jun 27, 2018 - Uploaded by Ultra Bollywood
Subscribe to Ultra Hindi - http://bit.ly/SubscribeUltraHindi Song : Ishq Ki Garmi E-
Nov 28, 2017 - Uploaded by Ultra Movie Parlour
Subscribe for More Hindi Movies - http://bit.ly/MovieParlour Superhit Old Classic Hindi Movie Gazal (1964 ...
Rating: 7.1/10 - 35 votes
Gazal (1964). 2h 9min | Drama, Musical, Romance · Gazal Poster. Agra-based .... This movie is a light Muslim story with good songs and a very good star cast.rang aur nur ki baaraat kise pesh karu
ye muraado ki hasi raat kise pesh karu, kise pesh karu
rang aur nur ki baaraat kise pesh karu
ye muraado ki hasi raat kise pesh karu, kise pesh karu
maine jazbaat nibhaaye hai usulo ki jagah
maine jazbaat nibhaaye hai usulo ki jagah
apne aramaan piro laaya hu phulo ki jagah
tere sehare ki
tere sehare ki ye saugaat kise pesh karu
ye muraado ki hasi raat kise pesh karu, kise pesh karu
ye mere sher mere aakhiri nazrane hai
ye mere sher mere aakhiri nazrane hai
mai un apno mai hu jo aaj se begaane hai
bet-aa-luk si mulaakaat kise pesh karu
ye muraado ki hasi raat kise pesh karu, kise pesh karu
surkh jode ki tabotaab mubaarak ho tujhe
surkh jode ki tabotaab mubaarak ho tujhe
teri aankho kaa naya khvab mubaarak ho tujhe
ye meri khvahish, ye khayalat kise pesh karu
ye muraado ki hasi raat kise pesh karu, kise pesh karu
kaun kahta hai ke chahat pe sabhi kaa haq hai
kaun kahta hai ke chahat pe sabhi kaa haq hai
tu jise chaahe tera pyaar usi kaa haq hai
mujhse kah de
mujhse kah de mai tera haath kise pesh karu
ye muraado ki hasi raat kise pesh karu, kise pesh karu
rang aur nur ki baaraat kise pesh karu
ye muraado ki hasi raat kise pesh karu, kise pesh karu
kise pesh karu, kise pesh karu
Agra-based atheist and revolutionary poet/editor of
Inquilab, Ejaz, falls head-over-heels in love with Naaz Ara Begum after
he hears her sing, and then ends up losing his job. With the ...
See full summary »
Stars:
Meena Kumari, Sunil Dutt, Rehman | See full cast & crew »Cast
Complete credited cast: | |||
Meena Kumari | ... | Naaz Ara Begum | |
Sunil Dutt | ... | Ejaz | |
Rehman | ... | Akhtar Nawab | |
Rajendra Nath | ... | Dr. Nawab Mehmood Ali Khan (as Rajindernath) | |
Nazima | ... | Kausar Ara Begum | |
Raj Mehra | ... | Babuji | |
Minoo Mumtaz | ... | Courtesan (in song "Yun Bhi Hai") | |
Mridula Rani | ... | Mrs. Bakar Ali Khan (as Mirdula) | |
Pratima Devi | ... | Ejaz's Mother (as Protima Devi) | |
Mohsin Abdullah | ... | Ejaz's Dad | |
Lotan | |||
Jugnu | |||
Prithviraj Kapoor | ... | Nawab Bakar Ali Khan |
Edit
Storyline
Agra-based atheist and revolutionary
poet/editor of Inquilab, Ejaz, falls head-over-heels in love with Naaz
Ara Begum after he hears her sing, and then ends up losing his job. With
the assistance of his lovely sister, Kausar Ara Begum, Ejaz and Naaz
meet secretly. This does not auger well with Akhtar Nawab, Naaz's
paternal cousin, who plans to marry her. To make matters worse, their
meeting is witnessed by her enraged dad, Nawab Bakar Ali Khan, who
initially asks Ejaz to leave, and then decides to teach him a lesson -
with two loaded rifles.
Written by
rAjOo (gunwanti@hotmail.com)
Plot Summary
|
Add Synopsis
Parents Guide:
Add content advisory for parents »
Edit
See full technical specs »
Details
Country:
IndiaLanguage:
UrduAlso Known As:
Ghazal See more »Company Credits
Show more on
IMDbPro »
Technical Specs
Runtime:
Sound Mix:
MonoColor:
Black and White
Edit
Composed by Madan Mohan
Lyrics by Sahir Ludhianvi
Performed by Mohammad Rafi
See more »
Did You Know?
Soundtracks
Rang Aur Noor Ki Baraat Kise Pesh KaroonComposed by Madan Mohan
Lyrics by Sahir Ludhianvi
Performed by Mohammad Rafi
See more »
User Reviews
A light movie.
This movie is a light Muslim story with good
songs and a very good star cast.Sunil Dutt gives a gr8 performance in
the role of a simple Muslim poet who falls in love with the voice of a
girl.Meena Kumari gives an awesome performance in the role of a girl who
loses her voice just when she is a about to hear a good news.Rahman's
role however does not suit him since his image which he has had because
of his roles in Pyaasa and Sahib Bibi Aur Ghulam,of a serious man,has
been changed to a funny and a coward lover.Moreover the reason it does
not get 10 is the flaw in its turning point.The turning point is a light
one and so seems kinda funny.Overall the movie is very good and a light
one.
Jun 14, 2014 - Even if it has a fairly regressive theme, and even if I end up not agreeing with half the things in the film. So, when I come across a Muslim social ...
Lyrics of Latest Hindi Songs Lyrics, Hindi Lyrics by Singers, Music Directors, Movie Titles and Music Composers.
Gazal (1964) Songs Lyrics
Director: Ved Madan
Producer(s): Ved Madan
Music Director(s): Madan Mohan Kohli
Lyricist(s): Sahir Ludhianvi
Composer(s): Madan Mohan Kohli
Gazal (1964) Songs Lyrics
Ada Qaatil Nazar Barkebala
by Asha Bhosle3:17Unse Nazrein Mili
by Lata Mangeshkar, Meenu PurushottamRang Aur Noor Ki Baraat
by Mohammed Rafi6:02Naghma O Sher Ki Saugaat
by Lata Mangeshkar3:14Mujhe Ye Phool Na De
by Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur3:17Taj Tere Liye
by Mohammed Rafi3:50Ishq Ki Garmi E Jazbaat
by Mohammed Rafi3:13Dil Khush Hai Aaj Unse
by Mohammed Rafi3:12
Lyrics and video of songs from Movie / Album : Gazal (1964); Music by: Madan Mohan; Singer(s): Asha Bhosle, Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Suman ...
Browse Movie Titles (Alphabetically): 0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W Y Z | ||
Yearwise: 2018 2017 2016 2015 2014 2013 2012 2011 2010 2000s 1990s 1980s 1970s 1960s 1950s 1940s 1930s | ||
Browse by Singer Name (Alphabetically): All A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z | ||
|
rang aur nur ki baaraat kise pesh karu
ye muraado ki hasi raat kise pesh karu, kise pesh karu
rang aur nur ki baaraat kise pesh karu
ye muraado ki hasi raat kise pesh karu, kise pesh karu
maine jazbaat nibhaaye hai usulo ki jagah
maine jazbaat nibhaaye hai usulo ki jagah
apne aramaan piro laaya hu phulo ki jagah
tere sehare ki
tere sehare ki ye saugaat kise pesh karu
ye muraado ki hasi raat kise pesh karu, kise pesh karu
ye mere sher mere aakhiri nazrane hai
ye mere sher mere aakhiri nazrane hai
mai un apno mai hu jo aaj se begaane hai
bet-aa-luk si mulaakaat kise pesh karu
ye muraado ki hasi raat kise pesh karu, kise pesh karu
surkh jode ki tabotaab mubaarak ho tujhe
surkh jode ki tabotaab mubaarak ho tujhe
teri aankho kaa naya khvab mubaarak ho tujhe
ye meri khvahish, ye khayalat kise pesh karu
ye muraado ki hasi raat kise pesh karu, kise pesh karu
kaun kahta hai ke chahat pe sabhi kaa haq hai
kaun kahta hai ke chahat pe sabhi kaa haq hai
tu jise chaahe tera pyaar usi kaa haq hai
mujhse kah de
mujhse kah de mai tera haath kise pesh karu
ye muraado ki hasi raat kise pesh karu, kise pesh karu
rang aur nur ki baaraat kise pesh karu
ye muraado ki hasi raat kise pesh karu, kise pesh karu
kise pesh karu, kise pesh karu
mujhe ye phul na de, tujhko dilbari ki kasam
dilbari ki kasam
ye kuch nahi ye kuch nahi, tere hotho ki tajgi kis kasam
tajgi kis kasam
najar hasi ho to jalve hasi lagte hai
najar hasi ho to jalve hasi lagte hai
mai kuch nahi hu mujhe husn h ki kasam
mujhe ye phul na de
tu ek saaz hai cheda nahi kisi ne jise
tere badan me chupi naram ragini ki kasam
ragini ki kasam
ye ragani tere dil me hai mere tan me nahi
parkhne wale mujhe teri sadgi ki kasam
sadgi ki kasam
mujhe ye phul na de
gajal ka laaz hai tu najam ka sabab hai tu
gajal ka laaz hai tu najam ka sabab hai tu
yakin kar mujhe meri ho sayri ki kasam
sayri ki kasam
parkhane wale mujhe teri sadgi ki kasam
mujhe ye phul na de, tujhko dilbari ki kasam
nagama-o-sher ki saugat kise pesh karun
nagama-o-sher ki saugat kise pesh karun
ye chhalakate hue jazabat kise pesh karun
nagama-o-sher ki
shok aankho ke ujalo ko lutau kis par
shok aankho ke ujalo ko lutau kis par
mast zulfo ki siyah raat kise pesh karun
nagama-o-sher ki
garm saaso me chhipe raaz bataaun kisako
garm saaso me chhipe raaz bataaun kisako
narm hotho me dabi baat kise pesh karun
nagama-o-sher ki
koi hamaraz to paaun koi hamadam to mile
koi hamaraz to paaun koi hamadam to mile
dil ki dhadakan ke isharat kise pesh karun
nagama-o-sher ki saugat kise pesh karun
nagama-o-sher ki
taaj tere liye ik mazhar-e-ulfat hi sahi
tum ko is vaadi-e-ragi se aqidat hi sahi
meri mahabub kahi aur milaa kar mujh se
meri mahabub kahi aur milaa kar mujh se
meri mahabub
anaginat logo ne duniya me muhabbat ki hai
anaginat logo ne duniya me muhabbat ki hai
kaun kahataa hai ki saadiq na the jazbe un ke
lekin un ke liye tashhir kaa saamaan nahi
kyo ke vo log bhi apani hi tarah mufalis the
meri mahabub kahi aur mila kar mujh se
meri mahabub
ye chamanazaar ye jamunaa kaa kinara
ye mahal
ye chamanzaar ye jamunaa kaa kinara
ye mahal
ye munaqqash dar-o-divaar, ye maharaab
ye taaq
ek shahanashaah ne daulat kaa saharade kar
ham garibo ki muhabbat kaa udaayaa
hai mazaak
meri mahabub meri mahabub
meri mahabub kahi aur mila kar mujh se
meri mahabub kahi aur mila kar mujh se
ishq ki garmi-e-jazbat kise pesh karun ishq ki garmi-e-jazbat kise pesh karun ye sulagate hue din-rat kise pesh karun ishq ki garmi-e-jazbat kise pesh karun teri avaz ke jadu ne jagaya hai jinhe teri avaz ke jadu ne jagaya hai jinhe vo tassavvur, vo kayalat kise pesh karun vo tassavvur, vo kayalat kise pesh karun ishq ki garmi-e ai meri jan-e-gazal, ai meri iman-e-gazal ai meri jan-e-gazal, ai meri iman-e-gazal ab siva tere ye nagamat kise pesh karun ab siva tere ye nagamat kise pesh karun ishq ki garmi-e koi hamaraz to paun koi hamadam to mile koi hamaraz to paun koi hamadam to mile dil ki dhadakan ke isharat kise pesh karun dil ki dhadakan ke isharat kise pesh karun ishq ki garmi-e-jazbat kise pesh karun ishq ki garmi-e
nagama-o-sher ki saugat kise pesh karun
nagama-o-sher ki saugat kise pesh karun
ye chhalakate hue jazabat kise pesh karun
nagama-o-sher ki
shok aankho ke ujalo ko lutau kis par
shok aankho ke ujalo ko lutau kis par
mast zulfo ki siyah raat kise pesh karun
nagama-o-sher ki
garm saaso me chhipe raaz bataaun kisako
garm saaso me chhipe raaz bataaun kisako
narm hotho me dabi baat kise pesh karun
nagama-o-sher ki
koi hamaraz to paaun koi hamadam to mile
koi hamaraz to paaun koi hamadam to mile
dil ki dhadakan ke isharat kise pesh karun
nagama-o-sher ki saugat kise pesh karun
nagama-o-sher ki
un se nazare mili aur hijaab aa gaya
un se nazare mili aur hijaab aa gaya
zindagi me hasin inqilaab aa gaya
un se nazare mili aur hijaab aa gaya
bekhabar the umar ke taqaazo se ham
bekhabar the umar ke taqaazo se ham
hamko maalum na tha aise bhi din aayege
aayina dekhe to aap apne se sharamaayege
hamko maalum na tha aise bhi din aayege
aayina dekhe to aap apne se sharamaayege
bekhabar the umar ke taqaazo se ham
aaj jaana ki sach much shabaab aa gaya
aaj jaana ki sach much shabaab aa gaya
un se nazare mili aur hijaab aa gaya
aankh jhukati hai kyo saans rukati hai kyo
aankh jhukati hai kyo saans rukati hai kyo
in savaalo ka khud se javaab aa gaya
in savaalo ka khud se javaab aa gaya
un se nazare mili aur hijaab aa gaya
dil ke aane ko ham kis tarah rokate
dil ke aane ko ham kis tarah rokate
jispe aana tha khaana kharaab aa gaya
jispe aana tha khaana kharaab aa gaya
un se nazare mili aur hijaab aa gaya
zindagi me hasin inqilaab aa gaya
dil khush hai aaj unse mulakat ho gayi, mulakat ho gayi
dil khush hai aaj unse mulakat ho gayi, mulakat ho gayi
wo dur se hi baat hui baat ho gayi, baat ho gayi
unse hamara koi taaluk to ban gaya
unse hamara koi taaluk to ban gaya
bigde bhi ho to ager badi baat ho gayi, badi baat ho gayi
dhadkan badhi to saans ki khushbu bikhar gayi
dhadkan badhi to saans ki khushbu bikhar gayi
aachal uda to rang ki barsat ho gayi, barsat ho gayi
ji chahata hai man hi le ab khuda ko hum
ji chahata hai man hi le ab khuda ko hum
jiska yaki na tha vo karamat ho gayi, karamat ho gayi
dil khush hai aaj unse mulakat ho gayi, mulakat ho gayi
ada qaatil nazar barq-e-bala
yu bhi hai aur yu bhi bala
yu bhi hai aur yu bhi
mohabbat karne waalo ki qaza
yu bhi hai aur yu bhi qaza
yu bhi hai aur yu bhi
kabhi chilman utha dena, kabhi chilman gira dena
kabhi chilman utha dena, kabhi chilman gira dena
kabhi chilman gira dena
sitmagar naazanino ki ada
yu bhi hai aur yu bhi ada
yu bhi hai aur yu bhi
hame chaha to kyu chaha, hame bhule to kyu bhule
hame chaha to kyu chaha, hame bhule to kyu bhule
hame bhule to kyu bhule, hame bhule to kyu bhule haay
saza ham kyu na de unki khata
yu bhi hai aur yu bhi khata
yu bhi hai aur yu bhi khata
yu bhi hai aur yu bhi
ada qaatil nazar barq-e-bala
yu bhi hai yu bhi bala
yu bhi hai aur yu bhi