Kaise Kahoon | Atma Ram | Biswajeet, Nanda, Rehman, Naaz, Om Prakash, Manmohan, Asit Sen, Durga Khote | Melodrama | Music: S. D. Burman Lyrics: Shakeel Badayuni |
Know the full star cast of Kaise Kahoon film
Producer Ram Bellara Director Atma Ram
Select Cast Asit Sen, Biswajeet, Naaz, Nanda, Durga Khote, Manmohan Kishan & Om Prakash
Total Results 5
Research Themes. Film Title; Kaise Kahoon. Kaise Kahoon 1964. Producer Ram Bellara Director Atma Ram. Select Cast Asit Sen, Biswajeet, Naaz, Nanda, ...
Videos
Web results
Director:
Atma RamStars:
Biswajit Chatterjee, Nanda, Om Prakash | See full cast & crew »Cast
Credited cast: | |||
Biswajit Chatterjee | ... | Amar (as Biswajeet) | |
Nanda | ... | Rekha | |
Om Prakash | ... | Mamaji | |
Manmohan Krishna | ... | Panditji | |
Kumari Naaz | ... | Anita Laxmichand | |
Rehman | ... | Dr. Shailesh Naik | |
Durga Khote | ... | Mrs. Laxmichand | |
Asit Kumar Sen | ... | Chakkarghun (as Asit Sen) | |
Poonam Kapoor | ... | Sundari | |
G.M. Durrani | ... | Music Director | |
Nimbalkar | ... | Dr. Nimbalkar | |
Sardul | ... | Ram Bharose | |
Geetanjali | |||
Rest of cast listed alphabetically: | |||
Helga Suri | ... | English teacher |
Edit
Storyline
Add Full Plot | Add SynopsisGenres:
DramaParents Guide:
Add content advisory for parents »
Edit
See full technical specs »
Download the 'Lehren Android App' - https://goo.gl/m2xNRt
Kaise Kahoon is a vintage romantic movie of 1964,starring Nanda, ...
Watch #KaiseKahoon
1964, a Classic Drama Movie. Starring Biswajit Chatterjee, Nanda, Om Prakash, Manmohan Krishna, ...
Tracks: 00:26 Manmohan Man Mein Ho Tumhi 04:15
Kaise Kahoon 07:23 O Zindagi Tu Jhoom Le Zara 10:31 Haule Haule Jiya ...
Details
Country:
IndiaLanguage:
HindiAlso Known As:
How Can I Say? See more »Company Credits
Show more on
IMDbPro »
Technical Specs
Color:
Black and White
New
Kaise Kahoon (1964) cast and crew credits, including actors, actresses, directors, writers and more. ... Amazon India Buy Movie and. TV Show DVDs · DPReview
Lyrics and video of songs from Movie / Album : Kaise Kahoon (1964); Music by: S D Burman; Singer(s): Asha Bhosle, Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, ...
Web results
K. Moti Gokulsing, Wimal Dissanayake - 2013 - Performing Arts
Some of these films would be historical, period films and almost all would definitely turn ... S.D. Burman's Kaise Kahun (1964), Guide (1965) and Meri Soorat Teri ...Browse Movie Titles (Alphabetically): 0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W Y Z | ||
Yearwise: 2018 2017 2016 2015 2014 2013 2012 2011 2010 2000s 1990s 1980s 1970s 1960s 1950s 1940s 1930s | ||
Browse by Singer Name (Alphabetically): All A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z | ||
|
New
haule haule jiya dole
haule haule jiya dole
sapno ke van me papiha man ka pi pi bole
haule haule jiya dole
sapno ke van me papiha man ka pi pi bole
mile mujhe rasiya balam man basiya
mile mujhe rasiya balam man basiya
khushiyo ke din aa gaye
aayi meri duniya me jhumti bahare
aayi meri duniya me jhumti bahare
rang anokhe chha gaye
rang anokhe chha gaye
lage bechain se naino me madira koyi ghole
haule haule jiya dole
sapno ke van me papiha man ka pi pi bole
haye jb saiya thamegi meri baiya
haye jb saiya thamegi meri baiya
najo se mar jaungi
chhuyenge kaliya to dungi duhiya
hath na unke aaungi hath na unke aaungi
nina mila k na jane balma kya kya bole
sapno ke van me papiha man ka pi pi bole
jhume mera manva kamal khile dil ke
jhume mera manva kamal khile dil ke
duniya suhani ho gayi
piya se lagan ki suni jo maine batiya
piya se lagan ki suni jo maine batiya
main toh diwani ho gayi
main toh diwani ho gayi
lage bechain se saiya ghunghatwa mora khole
haule haule jiya dole
sapno ke van me papiha man ka pi pi bole
kisi ki mohabbat me sab kuch bhula ke
koi chij payi hai dil ko gawa ke
kisi ki mohabbat me sab kuch bhula ke
koi chij payi hai dil ko gawa ke
kisi ki mohabbat me sab kuch bhula ke
badi chot khayi hai duniya luta ke
kisi ki mohabbat me
baharo ke din ab honge nazaro ki rate
baharo ke din ab honge nazaro ki rate
kabhi hum kahenge unse kuch dil ki bate
kabhi milke gayenge tarane wafa ke mohabbat me
ye sanso ki dori apni jab tak chalegi
ye sanso ki dori apni jab tak chalegi
mohabbat ki sama yu dil me jalegi
ise kya bhujayenge jhonke hawa ke
kisi ki mohabbat me sab kuch bhula ke
badi chot khayi hai duniya luta ke kisi ki mohabbat me
kahi pyar gulshan banke mhakta hai dil me
kahi pyar gulshan banke mhakta hai dil me
o ho kahi pyar kanta banke chubta hai dil me
mohabbat nibhayenge hum muskura ke
kisi ki mohabbat me sab kuch bhula ke
badi chot khayi hai duniya luta ke
kisi ki mohabbat me sab kuch bhula ke
koi chij payi hai dil ko gawa ke
tum hame pyar karo ya na karo
ham tumhe pyar kiye jayenge
tum hame pyar karo ya na karo
ham tumhe pyar kiye jayenge
chahe kismat me kushi ho ke na ho
gam uthakar hi jiye jayenge
tum hame pyar karo ya na karo
ham tumhe pyar kiye jayenge
ham nahi wo jo game ishk se ghabra jaye
hoke mayus juban par koi shikva laye
ham nahi wo jo game ishk se ghabra jaye
hoke mayus juban par koi shikva laye
chahe kitna hi badhe darde jigar
apne hotho ko siye jayenge
tum hame pyar karo ya na karo
ham tumhe pyar kiye jayenge
tum salamat ho to ham chain bhi pa hi lenge
kisi surat se lagi dil ki bujha hi lenge
tum salamat ho to ham chain bhi pa hi lenge
kisi surat se lagi dil ki bujha hi lenge
pyar ka jaam mile ya na mile
ham to ansu bhi piye jayenge
tum hame pyar karo ya na karo
ham tumhe pyar kiye jayenge
aa tanu um aa aa aa aa
aa aa aa aa aa aa
aa, manmohan man me ho tumhi
manmohan man me ho tumhi
more ang ang tumhi samaye
jano, ya jano na, ho tumhi
manmohan man me
manmohan man me, man me
ho tumhi, ho tumhi, ho tumhi
manmohan man me ho tumhi
more ang ang tumhi samaye
jano, ya jano na, ho tumhi
manmohan man me
dekh dekh tori chhab sanwariya
dekh dekh tori chhab sanwariya
bani hain radha tumri banwariya
rom rom tumhare gun gaaye
mano, ya mano na, ho tumhi
manmohan man me
dekh dekh tori chhab sanwariya
ho bani hain radha tumhari banwariya
dekh dekh tori chhab sanwariya
bani hain radha tumri banwariya
rom rom tumhare gun gaaye
mano, ya mano na, ho tumhi
manmohan man me
manmohan man me
kaise kahu, kaise kahu, tose jiya ki main batiyan
kaise kahu, kaise kahu
sharmaye man tore aage, mori laajo me kho jaye ankhiya
kaise kahu, kaise kahu
jab jab tere paas aau nain milte hi sudh-budh ganvau
jab jab tere paas aau nain milte hi sudh-budh ganvau
rah rahke dil mera dhadke piya main tujhse kuch kah na paau
main tujhse kuch kah na paau, mori laagi na jane tu saiya
kaise kahu, kaise kahu, tose jiya ki main batiyan
kaise kahu, kaise kahu
balma nahi tujhse duri phir bhi aasha nahi hoti puri
balma nahi tujhse duri phir bhi aasha nahi hoti puri
aisa hai kuch haal dil ka jaise chhaye bahare adhuri
chhaye bahare adhuri
jaise khilne se
jaise khilne se ruk jaye kaliyan
kaise kahu, kaise kahu, tose jiya ki main batiyan
kaise kahu, kaise kahu
sharmaye man tore aage, mori laajo me kho jaye ankhiya
kaise kahu, kaise kahu
dil kaa dard nirala dil kaa dard nirala
kisko sunau koi nahi hai aaj samjhne wala
kisko sunau koi nahi hai aaj samjhne wala
dil ka dard nirala dil ka dard nirala
khilte huye ek phul ko jaise
apni mahak malum naa ho
jalte huye deepak ko jaise
apni chamak malum na ho
khilte huye ek phul ko jaise
apni mahak malum na ho
jalte huye dipak ko jaise
apni chamak malum na ho
dil me yu hi tere pyar ka tha ek anjana ujiyala
dil ka dard nirala dil ka dard nirala
mai hu sanam apradhi tera
maut bhi hai manjur mujhe
par wo saja mai sah na sakunga
kar de jo tujhse dur mujhe
mai hu sanam apradhi tera
maut bhi hai manjur mujhe
par wo saja mai sah naa sakunga
kar de jo tujhse dur mujhe
dil se bhulade meri khataye tod degam kaa jala
dil ka dard nirala dil kaa dard nirala
bikhre huye ho tar to kaise dil ka sunaye saaj koi
dur ho man ka mit to kaise git bane aawaj koi
bikhre huye ho tar to kaise dil ka sunaye saaj koi
dur ho man ka meet to kaise geet bane aawaj koi
aaja tujh bin raat hai suni dil ka rang hai kala
dil ka dard nirala dil kaa dard nirala
kisko sunau koyi nahi hai aaj samjhne wala
you are very lucky darling o zindagi tu jhum le zara
kah rahi hai tujhse ye fija saze dil pe koi git ga ga ga ga
o zindagi tu jhum le zara kah rahi hai tujhse ye fija
saze dil pe koi git ga ga ga ga
nach uthe aankho me ulfat ke afsane
dub gaye masti me dil ke hasin paimane
ye kaisa daur chala bekhudi ka rang chha gaya
saze dil pe koi git ga ga ga ga o zindagi tu jhum le zara
kah rahi hai tujhse ye fija saze dil pe koi git ga ga ga ga
gam ki sada kon sune
gam ki sada kon sune aaj khushi chhai hai
hosh nahi dil ki lagi jane kaha lai hai
hal ye kya dil ka hua jaise rang hi badal gaya
saze dil pe koi git ga ga ga ga o zindagi tu jhum le zara
kah rahi hai tujhse ye fija saze dil pe koi git ga ga ga ga
wo duniya wo manjil kal jo thi khwabo me
chupke se aaj wahi aan basi aankho me
humne use dekh liya samna usika ho gaya
saze dil pe koi git ga ga ga ga o zindagi tu jhum le zara
kah rahi hai tujhse ye fija saze dil pe koi git ga ga ga ga