Pakistani Film : Sarfarosh (1956)
////////////////////////////////////////////////////////////////////////////////
Indian films and posters from 1930: film (sarfarosh)(1985)
.......................................................................................................................................
film (Sarfarosh)(1964)
Sarfarosh (1964) Cast - Actor, Actress, Director ... - Cinestaan
Know the full star cast of Sarfarosh film
Director Dharam Kumar
movie not available
film-titles › sarfarosh-1964 www.osianama.com
Director:
Dharam KumarStars:
Pratima Devi, Paidi Jairaj, Jeevan | See full cast & crew » Add an image Do you have any images for this title?Edit
Details
Country:
IndiaLanguage:
HindiBrowse Movie Titles (Alphabetically): 0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z | ||
Yearwise: 2018 2017 2016 2015 2014 2013 2012 2011 2010s 2000s 1990s 1980s 1970s 1960s 1950s 1940s 1930s | ||
Browse by Singer Name (Alphabetically): All A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z | ||
|
husn-e-magrur ne palko ko jhuka rakha hai
raaz ulfat ka nigaho me chupa rakha hai
ishq khuddar hai vo bhi na juban kholega
fasla ishq me dono ne badha rakha hai
yu mile ki mulakat ho na saki
yu mile ki mulakat ho na saki
hoth kanpe magar baat ho na saki
hoth kanpe magar baat ho na saki
yu mile ki mulakat ho na saki
yu mile ki mulakat ho na saki
ho na saki, ho na saki
hoth kanpe magar baat ho na saki
hoth kanpe magar baat ho na saki
har najar ek nayi dastan keh gayi
har najar ek nayi dastan keh gayi
unko shikva hai ke baat ho na saki
unko shikva hai ke baat ho na saki
har najar ek nayi dastan keh gayi
har najar ek nayi dastan keh gayi
dastan keh gayi, dastan keh gayi
unko sikva hai ke baat ho na saki
ye husn ye ada ye jawnai ye baakpan
jaise bhari bahar ke aagosh me chaman
chehre pe rango noor ki barsi hui ghata
rangeen si nigah me rangeen sa nasha
julfe khule to chum le sawan ki badliya
najare uthe to raks me aa jaye bijaliya
ye phul se hotho pe baharo ke fasane
dhala hai tumhe noor ke sanche me khuda ne
dhala hai tumhe noor ke sanche me khuda ne
noor jalvo ka mehfil me barsa magar
noor jalvo ka mehfil me barsa magar
dil ke daman pe barsaat ho na saki
yu mile ki mulakat ho na saki
yu mile ki mulakat ho na saki
ho na saki, ho na saki
hoth kanpe magar baat ho na saki
hoth kanpe magar baat ho na saki
shama ka husn dekh ke parvane jal gaye
lo aaj apni aag me diwane jal gaye
dekha jo ranje husn tabiyat machal gayi
beikhtiyar aahate dil se nikal gayi
chhuta jo hath hath se sabro karar ka
ja aage badh ke tham le daman bahar ka
dekha hai kahi raat ke raahi ne savera
bhatke hue dilo ka mukadar hai andhera
bhatke hue dilo ka mukadar hai andhera
panv utate to gesuye manjil magar
panv utate to gesuye manjil magar
raah ki roshni sath ho na saki
raah ki roshni sath ho na saki
har najar ek nayi dastan keh gayi
har najar ek nayi dastan keh gayi
ji dastan keh gayi
unko sikva hai ke baat ho na saki
unko sikva hai ke baat ho na saki
tere siva jahan me koi dusra nahi
ae husn ye gurur ye dava baja nahi
ham kya hai hame dekh tu hamse najar mila
hamne kiya hai tumse mohabbat se aasna
pattar ko dard baks diya dil bana diya
chaha tumhe to naaz ke kabil bana diya
hasti ko teri hamne sanwara saja diya
jarre ko aasman ka sitara bana diya
jarre ko aasman ka sitara bana diya
aankh uthne se pehle hi sharma gayi
aankh uthne se pehle hi sharma gayi
julf bikhari par raat ho na saki
julf bikhari par raat ho na saki
yu mile me mulakat ho na saki
yu mile me mulakat ho na saki
ho na saki, ho na saki
hoth kanpe magar baat ho na saki
hoth kanpe magar baat ho na saki
machle hai sare badan diwane husn ke
samjhenge nadan kya afsane husn ke
shabnam hi nahi shola sharara bhi hai ye husn
ek phul hi nahi hai angara bhi hai ye husn
nagmo ka tarannum bhi hai aaho ka taaz bhi
raato ki bekarari bhi khawabo ka raaz bhi
saudaai husn ke jara aaram se baithe
jo thamne aaye hai to dil tham ke baithe
bajiye jaan dil to lagi baar hai
bajiye jaan dil to lagi baar hai
husn ko par kabhi maat ho na saki
husn ko par kabhi maat ho na saki
unko shikva hai ke baat ho na saki
unko shikva hai ke baat ho na saki
unko shikva hai ke baat ho na saki
har najar ek nayi dastan keh gayi
har najar ek nayi dastan keh gayi
ji dastan keh gayi
unko shikva hai ke baat ho na saki
unko shikva hai ke baat ho na saki
-
Mohd Rafi -Apne aanchal ki zara - Nameste Ji 19653:15
-
Dekhi Hazaron Mehfilen - Asha Bhosle, Mohammed Rafi, Yogita Bali, Nauker Song6:34
Ye Sama Sama Phir Kaha Kaha | Suman Kalyanpur | S Mohinder | Naqsh Lyallpuri | Sarfarosh (1964) |
ye samma, samma hain ye pyar ka kisi ke intejar ka dil na chura le kahi mera mausam bahar ka ye samma, samma hain ye pyar ka kisi ke intejar ka dil na chura le kahi mera mausam bahar ka basne lage aankho me kuchh aise sapne basne lage aankho me kuchh aise sapne koi bulaye jaise naino se apane naino se apane ye samma, samma hain didaar ka kisi ke intejar ka dil na chura le kahi mera mausam bahar ka milke khayalo me hi, apane balam se milke khayalo me hi, apane balam se nind gawa li apni maine kasam se maine kasam se ye samma, samma hain khumaar ka kisi ke intejar ka dil na chura le kahi mera mausam bahar ka ye samma, samma hain ye pyar ka
phul muskuraye kyu chand jagmagaye kyu jaam khankhanaye kyu ye to bata sakiya phul muskuraye kyu chand jagmagaye kyu jaam khankhanaye kyu ye to bata sakiya ye to bata o sakiya gesuo ke saye kyu roshni pe chhaye kyu raat muh chhupaye kyu ye to bata sakiya ye to bata o sakiya haye mai kya janu angur me sharaab hai to kisliye kamsin ye shabaab hai to kisliye sathiya teri jhuki nigaah me is kadar hisab hai to kisliye jaam tu badaye kyu jaam tu badaye kyu jhum kar pilaye kyu koi ladkhadaye kyu ye to bata sakiya ye to bata o sakiya phul muskuraye kyu chand jagmagaye kyu jaam khankhanaye kyu ye to bata sakiya ye to bata o sakiya haye haye mai kya janu husn me gurur hai to kisliye aankh me surur hai to kisliye ye bata de rukh pe tere mahjbin chandani ka noor hai to kisliye noor jilmilaaye kyu ho noor jilmilaye kyu har najar pe chhaye kyu roshani lutaye kyu ye to bata sakiya ye to bata o sakiya phul muskuraye kyu chand jagmagaye kyu jaam khankhanaye kyu ye to bata sakiya ye to bata o sakiya haye mai kya janu
laya tha kya sikandar, kya le chala jaha se the dono haath khali, bahar kafan se nikle allah ke nek bande, neki ka beej bo le naam uska liye ja tauba kiye ja apne gunaho se allah ke nek bande, neki ka beej bo le hatho me khuda ke hain, ye takdeer ka tana bana kachche dhage ka hain rishta, har sans ka aana jaana ye kisko khabar hain nada, ye kisko khabar hain nada kab sans ki dori tute, kab sans ki dori tute allah ke nek bande, neki ka beej bo le naam uska liye ja tauba kiye ja apne gunaho se allah ke nek bande, neki ka beej bo le anjaam se vakil kyu hain, anjaam tera hain pani is rahe zindagi me tu, kuchh apni chhod nishani tere baad bhi duniya wale, tere baad bhi duniya wale dohraye tere afsaane, dohraye tere afsaane allah ke nek bande, neki ka beej bo le
[New post] Nahin sambhle sambhaala laakh humne dupatta beimaan ho gayaa
| 6:01 AM (13 hours ago) | |||
Lyrics(Provided by Prakashchandra)
chhoo liyaa jabse isko sanam ne ae ae
choo liyaa jabse isko sanam ne
dupattaa beimaan ho gayaa aa
haayye
dupatta beimaan ho gayaa
nahin sambhley sambhaalaa laakh hamne
nahin sambhley sambhaalaa laakh hamne
sambhaalaa laakh hamne ae aey ae ae
dupattaa beimaan ho gayaa aaa
haayye
dupatta beimaan ho gayaa aa
sar se sarkey kabhee dupattaa
gardan se jaa liptey
o oo o o oo
sar se sarkey kabhee dupattaa aa
gardan se jaa liptey
jab jab udey hawaa mein meree ee eee eee
shokh jawaani simtey ae aey ae ae
shokh jawaani simtey
lootaa zaalim ke zulm-o-situm ne ae
lootaa zaalim ke zulm-o-situm ne
o zulm-o-situm ne ae ae
dupattaa beimaan ho gayaa
haayye
dupatta beimaan ho gayaa
nahin sambhley sambhaalaa laakh hamne
nahin sambhley sambhaalaa laakh hamne
sambhaalaa laakh hamne ae aey ae ae
dupattaa beimaan ho gayaa aaa
haayye
dupatta beimaan ho gayaa aa
pyaar bharee in do aankhon mein aen
khwaab khushee ke chhalkey ae aey ae
ooo oo
naam kisee kaa lete hee eee
kyon jhuk jhuk jaayein palkein aen aen ae ae
kyon jhuk jhuk jaayein palkein
maar daalaa nigaah-e-karam ne
maar daalaa nigaah-e-karam ne
nigaah-e-karam ne aen ae ae ae
dupattaa beimaan ho gayaa
haayye
dupatta beimaan ho gayaa
nahin sambhley sambhaalaa laakh hamne
nahin sambhley sambhaalaa laakh hamne
sambhaalaa laakh hamne ae aey ae ae
dupattaa beimaan ho gayaa aaa aaa
haayye
dupatta beimaan ho gayaa aa