ower House | N. A. Ansari | Ajit Khan, Shakila, N. A. Ansari | Thriller | S.H.Bihari-Ravi |
Vallah Kya Baat Hai | Hari Walia | Shammi Kapoor, Bina Rai, Nishi, Mumtaz, K. N. Singh, Tun Tun, Maruti, Mohan Choti | Romantic Drama | Music: Roshan Lyrics: Anand Bakshi, Prem Dhawan |
Zindagi Aur Hum |
-----------------------------------------------------------------------------------------------
film (umeed)(1962)
Watch Superhit Hindi Classic Film "Ummeed उम्मीद (1962 )" Starring Joy Mukherjee, Nanda, Ashok Kumar, Leela Naidu, Leela ...
Umeed is a 1962 Bollywood Hindi film, directed by Nitin Bose, with Ashok Kumar, Joy Mukherjee, Nanda, Agha, Leela Naidu, and Leela Mishra playing the lead roles.
...
Ummeed (1962 film)
...
Ummeed (1962 film)
Ummeed (1962 film) - Wikipedia
Ummeed | |
---|---|
Directed by | Nitin Bose |
Starring | Joy Mukherjee Nanda Ashok Kumar Leela Naidu Leela Mishra Agha |
Music by | Ravi Shakeel Badayuni (lyrics) |
Edited by | Bimal Roy |
Release date
| 1962 |
Country | India |
Language | Hindi |
Umeed is a 1962 Bollywood Hindi film, directed by Nitin Bose, with Ashok Kumar, Joy Mukherjee, Nanda, Agha, Leela Naidu, and Leela Mishra playing the lead roles.
The film has a hit music by Ravi and lyrics by Shakeel Badayuni with song like Mujhe Ishq Hai Tujh Hi Se sung by Mohammed Rafi becoming all-time hit. In a rare instance, Ravi, the music director sang two of the songs too in the movie.
Cast[edit]
- Ashok Kumar
- Joy Mukherjee
- Nanda
- Leela Naidu
- Leela Mishra
- Tun Tun
- Nazir Kashmiri
- Sabita Chatterjee
- Chandrima Bhaduri
- Ravi Kant
- Hazara Singh
- Janakidas
- Laxmi Chhaya
Soundtrack[edit]
Tracklist | ||
---|---|---|
# | Song | Singer |
1 | "Insaan Ji Raha Hai Umeed Ke Sahare" | Ravi |
2 | "Mera Dil Hai Pyaar Ka Aashiyan" | Ravi |
3 | "Mujhe Ishq Hai Tujh Hi Se" | Mohammed Rafi |
4 | "Aaja Meri Jaan Tere Qurbaan" | Mahendra Kapoor, Usha Mangeshkar |
5 | "Dil Ko Bachaana Babuji" | Asha Bhosle, Usha Mangeshkar |
6 | "Humne Chaha Magar Keh Na Paaye" | Asha Bhosle |
7 | "Thodi Si Aur Pee Le O Rangeele" | Asha Bhosle |
References
en.wikipedia.org › wiki › Ummeed_(1962_film)
Videos
Web results
Ummeed is a 1962 Bollywood Hindi film, directed by Nitin Bose, with Ashok Kumar, Joy Mukherjee, Nanda ...
Jun 12, 2014 - Uploaded by SEPL Vintage
Description
Rate and review
Umeed (1962) - Full Cast & Crew - IMDb
Umeed (1962) cast and crew credits, including actors, actresses, directors, writers and more.
Director:
Nitin BoseStars:
Ashok Kumar, Joy Mukherjee, Nanda | See full cast & crew »Cast
Cast overview, first billed only: | |||
Ashok Kumar | |||
Joy Mukherjee | |||
Nanda | |||
Leela Mishra | |||
Leela Naidu | |||
Tarun Bose | ... | Shukla | |
Tun Tun | |||
Agha | |||
Jankidas | ... | Chakrdhari Bankeylal | |
Chandrima Bhaduri | ... | Shankar's Mother | |
Parshuram | ... | Munshi Balakram | |
Sabita Chatterjee | ... | Rosie | |
Ravikant | ... | Doctor | |
Nazir Kashmiri | ... | Servant at Padder Road Flat | |
Hazara Singh | ... | Mill Gatekeeper |
Browse Movie Titles (Alphabetically): 0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z | ||
Yearwise: 2018 2017 2016 2015 2014 2013 2012 2011 2010s 2000s 1990s 1980s 1970s 1960s 1950s 1940s 1930s | ||
Browse by Singer Name (Alphabetically): All A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z | ||
hamne chaha magar kah na paye pyar ki dasta unke aage
jab nigah mili sharam aayi khul na payi juban unke aage
ek uljhi hui si tamnna dil me kuch karwate le rahi hai
ek uljhi hui si tamnna dil me kuch karwate le rahi hai
dil me kuch karwate le rahi hai
unki baho ka lele sahara itni himmat kaha unke aage
hamne chaha magar kah na paye pyar ki dasta unke aage
hasrate arzuye umange jane kis rah par ja rahi thi
hasrate arzuye umange jane kis rah par ja rahi thi
jane kis rah par ja rahi thi unko dekha to manjil samjh kar
ruk gaya karwa unke aage hamne chaha magar kah na paye
pyar ki dasta unke aage
dekh kar ye jubani hamari kash wo jan le bat dil ki
dekh kar ye jubani hamari kash wo jan le bat dil ki
kash wo jan le bat dil ki hath failake kuch mangte hai
apni tanhaiya unke aage hamne chaha magar kah na paye
pyar ki dasta unke aage jab nigah mili sharam aayi
khul na payi juban unke aage
aankhe hai teer yaha julfe janjeer yaha aage tumhari marji
dil ko bachana babu ji na aana fir kabhi hasino ki gali
aankhe hai teer yaha julfe janjeer yaha aage tumhari marji
dil ko bachana babu ji
aaj kal husn wale rehem karna na jane
apni apni chalaye dusre ki na mane
aaj kal husn wale rehem karna na jane
apni apni chalaye dusre ki na mane
inse rakhna sambhale hue jindagi
inse rakhna sambhale hue jindagi
dil ko bachana babu ji na aana fir kabhi hasino ki gali
aankhe hai teer yaha julfe janjeer yaha aage tumhari marji
dil ko bachana babu ji
ishk wale bhi jalim kam nahi aaj kal ke
jab kahi husn dekha rah gaye bas machal ke
ishk wale bhi jalim kam nahi aaj kal ke
jab kahi husn dekha rah gaye bas machal ke
lut gaya dil to hoti hai halat
buri lut gaya dil to hoti hai halat buri
dil ko bachana babu ji na aana fir kabhi hasino ki gali
aankhe hai teer yaha julfe janjeer yaha aage tumhari marji
dil ko bachana babu ji
pyar wo hai ke jiska do taraf ho nishana
husn bhi ba wafa ho ishk bhi ho diwana
pyar wo hai ke jiska do taraf ho nishana
husn bhi ba wafa ho ishk bhi ho diwana
dil mile na samjho kayamat hui dil mile na samjho kayamat hui
dil ko bachana babu ji na aana fir kabhi hasino ki gali
aankhe hai teer yaha julfe janjeer yaha aage tumhari marji
dil ko bachana babu ji na aana fir kabhi hasino ki gali
aankhe hai teer yaha julfe janjeer yaha aage tumhari marji
dil ko bachana babu ji
mile bhi to jinda karar kahi
mera dil hai pyar ka aashiya
mile bhi to jinda karar kahi
mere aage bhi teri mai dara hua hu bahar se
mera dil hai pyar ka aashiya
mai jaha me karu kiska gila
hai mera nasib hi bewafa
mai jaha me karu kiska gila
hai mera nasib hi bewafa
hai mera nasib hi bewafa
isliliye rahte hai jindagi se bahke hue
dil ye dekhta hai pyar ki
mere aage bhi teri mai dara hua hu bahar se
mera dil hai pyar ka aashiya
meri jindagi hai kisi ki
mujhe gum mila na khushi mili
meri jindagi hai kisi ki
mujhe gum mila na khushi mili
mujhe gum mila na khushi mili
kabhi dil diya kabhi ro diya
maine sabke samne yar ke
mai dara hua hu bahar se
mera dil hai pyar ka aashiya
yahi mere dil ki hai arzu
ke wo aankho aankho me dekhte
yahi mere dil ki hai arzu
ke wo aankho aankho me dekhte
ke wo aankho aankho me dekhte
mera dard unka jine hi nahi
kabhi jindagi ki sair pe
mile bhi to jinda karar kahi
mere aage bhi teri mai dara hua hu bahar se
mera dil hai pyar ka aashiya
phir allah hi allah phir allah hi allah
allah hi allah khair wallah
thodi si or pee le o rangile
phir allah hi allah phir allah hi allah
allah hi allah khair wallah thodi si or pee le
kismat ne aaj teri mahfil sajai hai
fasle bahar tere kadmo me aayi hai
kismat ne aaj teri mahfil sajai hai
fasle bahar tere kadmo me aayi hai
milti hai kisko aisi rang rangili rat wallah
thodi si or pee le o rangile
phir allah hi allah phir allah hi allah
allah hi allah khair wallah thodi si or pee le
shola hai tere aahe sabnam ko bhul ja
aaj apne hosh khode har gum bhul ja
saki se lele jam tu badhake ek jam wallah
thodi si or pee le o rangile
phir allah hi allah phir allah hi allah
allah hi allah khair wallah thodi si or pee le
har say teri daulat ka raz ho
kal kya ho kaun jane jo kuch ho aaj ho
har say teri daulat ka raz ho
kal kya ho kaun jane jo kuch ho aaj ho
jine ka maja lele pani me bhi bat
thodi si or pee le o rangile
phir allah hi allah phir allah hi allah
allah hi allah khair wallah thodi si or pee le
har kam kar raha hai ummid ke sahare
kuch gum nahi fiza ka aayegi bahare bhi
kuch gum nahi fiza ka aayegi bahare bhi
gulshan ye kah raha hai ummid ke sahare
insan ji raha hai ummid ke sahare
himmat na har rahi sansar chal raha hai
ummid ke sahare insan ji raha hai
ummid ke sahare
karle mujhse pyar mai hu dildar tera parwana
ja ja beiman dikha kar chand hame bahkana
jane dil ke raz sabhi andaz bane anjana
aankho se jadu jaga hotho se masti luta
aankho se jadu jaga hotho se masti luta
teri tarah o sanam hum to nahi bewafa
lag ja gale se ke dil bekarar hai
ja ja beiman dikha kar chand hame bahkana
jane dil ke raz sabhi andaz bane anjana
karle mujhse pyar mai hu dildar tera parwana ja mai
sar ko adab se jhuka hamse najar na mila
sar ko adab se jhuka hamse najar na mila
ishk ki aankhe nahi aise na dar dil ruba
aashik ki najro ka kya etbar hai
aaja meri jan tere kurban tera diwana
karle mujhse pyar mai hu dildar tera parwana
ja ja beiman dikha kar chand hame bahkana
jane dil ke raz sabhi andaz bane anjana
tujhko hamari kasam aaj to karde karam
tujhko hamari kasam aaj to karde karam
bate khusamad bharai khub samjhte hai hum
kuch bhi kahe tu mujhko tumse pyar hai
ja ja beiman dikha kar chand hame bahkana
jane dil ke raz sabhi andaz bane anjana
karle mujhse pyar mai hu dildar tera parwana ja mai
tere pas mera dil hai mere pyar ki nishani
mujhe ishk hai tujhi se meri jan-e-jindgani
tere pas mera dil hai mere pyar ki nishani
mujhe ishk hai tujhi se
meri jindagi me tu hai mere pas kya kami hai
jise gum nahi fiza ka wo bahar tu ne di
meri jindagi me tu hai mere pas kya kami hai
jise gum nahi fiza ka wo bahar tu ne di
mere haal pe hui hai teri khas meharbani
tere pas mera dil hai mere pyar ki nishani
mujhe ishk hai tujhi se
tere husn ne dihkayi mujhe bekhudi ki rahe
ye hasin lab nashile ye jhuki jhuki nigahe
tere husn ne dihkayi mujhe bekhudi ki rahe
ye hasin lab nashile ye jhuki jhuki nigahe
teri julf se uthe hai ye ghatao ki jawani
tere pas mera dil hai mere pyar ki nishani
mujhe ishk hai tujhi se
na mujhe game mukaddar
na mujhe game jamana
tere dam se hai salamat mere dil ka aasiyana
na mujhe game mukaddar
na mujhe game jamana
tere dam se hai salamat mere dil ka aasiyana
rahegi juba par tere pyar ki kahani