Ehsan | Shiv Kumar | Helen, Aruna Irani | Drama |
..
hsan (1970)
Director:
Shiv KumarCast
Cast overview, first billed only: | |||
Joy Mukherjee | ... | Raja V. Prasad | |
Anjana Mumtaz | ... | Shalini M. Lal (as Anjana) | |
K.N. Singh | ... | Dinanath / Vishwanath Prasad | |
Bipin Gupta | ... | Mohan Lal | |
Rajendra Nath | ... | Kapil (as Rajendernath) | |
Helen | ... | Rita | |
Madan Puri | ... | Pawan Kumar | |
Azaad Irani | ... | Pontex (as Azad) | |
Aruna Irani | ... | Neena V. Prasad | |
Shabana | ... | Geeta | |
Sunder | ... | Chaturmukh | |
Tun Tun | ... | Mrs. Chaturmukh | |
Johnny Whisky | ... | Ramanna (as Johny Whisky) | |
Uma Dutt | ... | Secret Service Agent | |
Bhagwan Sinha | ... | Secret Service Agent |
Storyline
Shalini lives a wealthy lifestyle with her widowed dad, Mohan, and a younger brother, Bobby. Her dad has been entrusted by the Government of India to safeguard a list of the location of India's secret agents worldwide. Many gangsters are recruited to try and secure this list for large sums of money, but none succeed. Then one day while Shalini is returning home, she is accosted by hoodlums and abducted. A young man, Raja, comes to her rescue, and escorts her home. She introduces him to her father, and soon both fall in love with each other. Raja becomes a frequent visitor to the Lal residence and is welcomed by everyone including young Bobby. Mohan approves of Raja, and after consulting his friend, Dinanath, arranges for Shalini to get married to Raja. What Shalini, Mohan and Bobby do not know is that Raja is a burglar, a safe-cracker, who has been recruited by an underworld Don to gain the confidence of the Lal family, and steal the list of secret agents' from Mohan's house - by hook... Written by rAjOo (gunwanti@hotmail.com)
Genres:
RomanceCertificate:
UParents Guide:
Add content advisory for parents »Did You Know?
Soundtracks
Aaja Tumhein Pyaar Kar Du, Oh Jaane JanaPerformed by Kishore Kumar, Asha Bhosle
Lyrics by Majrooh Sultanpuri
Composed by Rahul Dev Burman
See more »
Frequently Asked Questions
This FAQ is empty. Add the first question.Details
Country:
IndiaLanguage:
HindiAlso Known As:
Ehsaan See more »Company Credits
Technical Specs
Sound Mix:
MonoColor:
ColorWeb results
Ehsan : Lyrics and video of Songs from the Movie Ehsan (1970)
Browse Movie Titles (Alphabetically): 0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z | ||
Yearwise: 2018 2017 2016 2015 2014 2013 2012 2011 2010s 2000s 1990s 1980s 1970s 1960s 1950s 1940s 1930s | ||
Browse by Singer Name (Alphabetically): All A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z | ||
Lyrics of Aayi Hu Main Dil Ke Taron Mein - आई हूँ मैं दिल के तारों में
aayi hun main dil ke taaron meinki jo khulke nahi kehati woh kehati hoon isharo mein
jana nahi bahar gam ka hai pehara
are dil ke maro kahan chal diye
humse chhupoge chhipane na denge tumhe jalte diye
jana nahi bahar ghum ka hai pehara
are dil ke maro kahan chal diye
humse chhupoge chhipane na denge tumhe jalte diye
ho jhilmil jhilmil paradon ke pichhe
jalti bujhati aankhein hai diwaro mein
aayi hun main dil ke taron mein
ki jo khulke nahi kehati woh kehati hun isharo mein
dekho jara kaise mujhko jalaye
ki jo chandani mere tan se dhale
dali se tute phulon ke jaisa mera chehara khilte
dekho jara kaise mujhko jalaye
ki jo chandani mere tan se dhale
dali se tute phulon ke jaisa mera chehara khilte
ha yahi hai wo katil jiske nahi hain dil
yeh na janu baithe ho guljaro mein
aayi hun main dil ke taron mein
ki jo khulke nahi kehti woh kehti hun isharo mein
aayi hun main dil ke taron mein
ki jo khulke nahi kehati woh kehati hun isharo mein
Lyrics of Pyaasa Mera Dil Kitani Shaam Se - प्यासा मेरा दिल कितनी शाम से
pyasa mera dil kitni sham seaaja re hum dono piye ek hi jam se
pyasa mera dil kitni sham se
aaja re hum dono piye ek hi jam se
pyasa mera dil
kab se sulag rahi hoon main dekho kahin jana na sanam
jara mere dil ko bhigo de teri najaron ki shabnam
yun hi ruke rehna abhi mujhko tham ke
pyasa mera dil kitani sham se
aaja re hum dono piye ek hi jam se
pyasa mera dil
aaja jab tak ho ujala leke tujhe jhumu sajna
chume tere honto ko ye pyala pyalon ko main chumu sajna
mukhada ho gulabi aaj tere nam se
pyasa mera dil kitani sham se
aaja re hum dono piye ek hi jam se
pyasa mera dil
arman hai tere sang behku gir ke uthu main tere sath
arman hai tere sang behku gir ke uthu main tere sath
tere gale mein ho meri bahein mere dil pe ho tera hath
tujhse chahat mein mujhe kitne ??
pyasa mera dil kitni sham se
ho aaja re hum dono piye ek hi jam se
pyasa mera dil kitni sham se
ho aaja re hum dono piye ek hi jam se
pyasa mera dil
Lyrics of Aaj Tere Naina Milke Jhuke Kyu Kai Baar - आज तेरे नैना मिलके झुके क्यूँ कई बार
aaj tere naina milke jhuke kyu kayi baraaj tere naina milke jhuke kyu kayi bar
a main na bura manu chaho to keh lo ise pyar
sada ho yahin sath kahi din kahi rat
o o o main na bura manu chaho to keh lo ise pyar
aa main na bura manu chaho to keh lo ise pyar
yu na dekho ke ho jaye nasha sa
gira gira are are main karu kya hay re
yu na dekho ke ho jaye nasha sa
gira gira are are main karu kya hay re
kehta hai anchal hamara chahe le lo sahara
kehta hai anchal hamara chahe le lo sahara
hay aaj tere naina milke jhuke kyu kai bar
aa main na bura manu chaho to keh lo ise
ui ma, kyu tere sang lage hai bhala sa
ho pata nahi mujhe saajan ye huwa kya
haaye re kyu tere sang lage hai bhala sa
ho pata nahi mujhe sajan ye hua kya
tadpake dena dilasa kya nam hai is ada ka
tadpake dena dilasa kya nam hai is ada ka
aa ha aa ha main na bura manu chaho to keh lo ise pyar
o ho o ho aaj tere naina milke jhuke kyu kai bar
chhu rahi hai tera tan hawaye tujhe mujhe kahin uda le nahi jaye
chhu rahi hai tera tan hawaye tujhe mujhe kahin uda le nahi jaye
dil kehata hai khud ko bhulu, teri baho mein jhulu
dil kehata hai khud ko bhulu, teri baho mein jhulu
hay aaj tere naina milake jhuke kyun kai bar
aa main na bura manu chaho to keh lo ise pyar
sada ho yahi sath kahi din kahi rat
o o o main na bura manu chaho to keh lo ise pyar
hay aaj tere naina milke jhuke kyu kai bar
chhu rahi hai tera tan hawaye tujhe mujhe kahin uda le nahi jaye
chhu rahi hai tera tan hawaye tujhe mujhe kahin uda le nahi jaye
dil kehata hai khud ko bhulu, teri baho mein jhulu
dil kehata hai khud ko bhulu, teri baho mein jhulu
aa ha aa ha main na bura manu chaho to keh lo ise pyar
main na bura manu chaho to keh lo ise pyar
sada ho yahi sath kahi din kahi rat
o o o main na bura manu chaho to keh lo ise pyar
main na bura manu chaho to keh lo ise pyar
Lyrics of Tauba Ye Adaye Dekhe Se Khumar Aaye - तौबा ये अदाएं देखे से खुमार आये
ha tauba ye adaye dekhe se khumar aayeare gora tan aisa dilwalo ko pyar aaye
na yu dekho jaan-e-jaana lipat jaayega koi deewana
tauba ye adaye dekhe se khumar aaye
are gora tan aisa dilwaalo ko pyar aaye
na yu dekho jaan-e-jaana lipat jayega koi deewana
ye rangeen badan dekho sitam dhaye na kahi
are dil dadke mera lehron me lehrake dolo nahi
ye rangeen badan dekho sitam dhaye na kahi
are dil dhadke mera lehron me lehrake dolo nahi
darta hu main shola hai tu aag paani mein lag jaye na
tauba ye adaye dekhe se khumar aaye
are gora tan aisa dilwalo ko pyar aaye
na yu dekho jaan-e-jaana lipat jayega koi deewana
ye socho jara koi tera chume hai kadam
haye jid na karo jine do auron ko bhi ai sanam
ye socho jara koi tera chume hai kadam
haye jid na karo jine do auron ko bhi ai sanam
chhukar tujhe meri tarah saat mausam bhi ruk jaaye na
tauba ye adaaye dekhe se khumar aaye
are gora tan aisa dilwalo ko pyar aaye
na yu dekho jaan-e-jaana lipat jayega koi deewana
hai tan man mera ulajha huwa julfon mein teri
are sun wo bewafa baaho mein le le ye bahe meri
hai tan man mera ulajha huwa julfon mein teri
are sun wo bewafa baho mein le le ye bahe meri
aa aa bhi ja warana kahi dubkar koi reh jaye na haye
tauba ye adaye dekhe se khumar aaye
are gora tan aisa dilwalo ko pyar aaye
na yu dekho jaan-e-jaana lipat jayega koi deewana
tauba ye adaye dekhe se khumar aaye
are gora tan aisa dilwalo ko pyar aaye
na yu dekho jaan-e-jaana lipat jayega koi deewana
Lyrics of Aaja Tujhe Pyaar Kar Loon O Jaan-E-Jaana - आजा तुझे प्यार कर लूं ओ जान-ए-जाना
aaja tujhe pyaar kar lu o jaan-e-jaanatera mera kya karega sanam jamaana
roke to koyi hum daud ke milenge
deewaar julm ki hum tod ke milenge ta ra ra ra
aaja tujhe pyaar kar lu o jaan-e-jaana
tera mera kya karega sanam jamana
kal tak thi mai jahan ki magar ab dulhan hu mai saiyan teri
ab jaye pran chahe jiya re na chhodungi mai baiyan teri
ab tak to chali hai jag me diwano ki matwalo ki
hak leke rahenge apna jai bolo re dilwalo ki ta ra ra ra
aaja tujhe pyar kar lu o jaan-e-jaana
tera mera kya karega sanam jamana
itna bhari sheher toh hai magar chhupkar milne ki jagah nahi
wapas kyu hum chale waha jahan ulfat karane ki jagah nahi
ye pyar ki dushman basti basti se dur nikalke
chaahe koi hame kahe jangali jungle me rahenge chalake
aaja aaja aaja tujhe pyar kar lu o jaan-e-jaana
tera mera kya karega sanam jamana
pyasa hoga agar kabhi sajan ganga ban jaungi tere liye
bhuka hoga agar kabhi balam laddu ban jaungi tere liye
hai ek umar dono ki ulfat mein rahenge khoye
mai teri bagal me jagu tu meri bagal me soye ta ra ra ra
aaja tujhe pyaar kar lu o jaan-e-jaana
tera mera kya karega sanam jamaana
roke to koyi hum daud ke milenge
diwar julm ki hum td ke milenge ta ra ra ra
aaja tujhe pyaar kar lu o jaan-e-jaana
tera mera kya karega sanam jamana
Yeh Jhalak Yeh Jhalak | Asha Bhosle | R D Burman | Helen, Aruna Irani, Joy Mukherjee | |
Ehsan (1970) | Majrooh Sultanpuri | Dance Songs |
Lyrics of Yeh Jhalak Yeh Jhalak - ये झलक ये झलक
ye jhalak ye jhalak haan chali mainye jhalak ye jhalak ho chali main
sambhaalo ya ya ya dilwalon ya ya ya
ye jhalak ye jhalak haan chali main
ye jhalak ye jhalak ho chali main
sambhaalo ya ya ya dilwalon ya ya ya
jyoti main sitaron ki dharati pe utar aayi
nikali hoon jhalak banake leti huyi angdayi
pa jaao mujhako aisi nahi hoon main
bas dur hi se dekho mujhe hey ye ye
ye jhalak ye jhalak haan chali main
ye jhalak ye jhalak ho chali main
sambhalo ya ya ya dilwalon ya ya ya
dekho jo mera chehara parwana dagar bhule
dil banake dhadak jaye mera hath jise chhu le
banake kayamat ye chal padi hoon main
rok sake to roko mujhe
ye jhalak ye jhalak haan chali main
ye jhalak ye jhalak ho chali main
sambhaalo ya ya ya dilwaalon ya ya ya
ye jhalak ye jhalak haan chali main
ye jhalak ye jhalak ho chali main
sambhaalo ya ya ya dilwaalon ya ya ya
......................................................................................
Overview (3)
Born | in Bombay, Bombay Presidency, British India |
Birth Name | Anjana Manjrekar |
Height | 5' 3" (1.6 m) |
Mini Bio (1)
Anjana Mumtaz was born on January 4, 1941 in Bombay,
Bombay Presidency, British India as Anjana Manjrekar. She is an actress,
known for Tied Hands (1973), Sati Naag Kanya (1983) and Dil Hi To Hai (1992).
Comments