mera vachan geeta ki kasam Archives ...
custombollywoodposter.i
Mera Vachan Geeta Ki Qasam
- 1977
18-May-2020 — Mera Vachan Geeta Ki Qasam (1977) is a Drama Hindi film starring Sanjay Khan,Saira Banu,Ajit,Johnny Walker,Om Prakash,Nazima,Ram Mohan,Madan ...
Facebook · Sadhana and Sanjay · 15-Jun-2019
Mera Vachan Geeta Ki Kasam (1977) (Hindi Film / Bollywood Movie / Indian Cinema DVD) · Product Description · Product details · Videos · Customer reviews ...
$39.00
Mera Vachan Geeta Ki Kasam : Lyrics and video of Songs ...
Lyrics and video of songs from Movie / Album : Mera Vachan Geeta Ki Kasam (1974); Music by: Shankar Jaikishan; Singer(s): Asha Bhosle; having star cast: ...
Pyaar Kiya Nahi Jata Ho Jata Hai |
Asha Bhosle | Shankar Jaikishan | Saira Banu | |
Mera Vachan Geeta Ki Kasam (1974) | Hasrat Jaipuri | Romantic Songs |
Lyrics of Pyaar Kiya Nahi Jata Ho Jata Hai - प्यार किया नही जाता हो जाता है
pyar kiya nahi jata ho jata hai pyar kiya nahi jata ho jata haikabhi hasata hai kabhi rulata hai pyar kiya nahi jata ho jata hai
pyar kiya nahi jata ho jata hai kabhi hasata hai kabhi rulata hai
pyar kiya nahi jata ho jata hai pyar kiya nahi jata ho jata hai
paas kya hai mere man se pucho sapane hirani ke tan se pucho
haye haye karke gujare hai din man ke jo paas dhadkan se pucho
ha kabhi tarsata hai kabhi tadpata hai pyar kiya nahi jata ho jata hai
pyar kiya nahi jata ho jata hai
bairi mausam mujhko sataye gora badanva mora tharthraye
ku ke hai jab koi kali koyal manva pe julmi churiya chalaye
kabhi man laharata hai kabhi gata hai
pyar kiya nahi jata ho jata hai pyar kiya nahi jata ho jata hai
dhaka vo dala dil pe balampahali najar pe luth gaye hum
teri rahungi sari umar tujhpe mithungi teri kasam
kabhi banata hai kabhi mitata hai pyar kiya nahi jata ho jata hai
pyar kiya nahi jata ho jata hai kabhi hasata hai kabhi rulata hai
pyar kiya nahi jata ho jata hai pyar kiya nahi jata ho jata hai
Lyrics of Man Mohan Se Preet Badhayi - मन मोहन से प्रीत बढ़ाई
parbhu karipya kare pad jaye to naina ho bechainjin naino me hari base ho kaise ho bechain
man mohan se preet badhayi man mohan se preet badayi
kaan suni to sudh bisrayi kaan suni to sudh bisrayi
man mohan se preet badhayi madh ki tori chahe chodo
madh ki tori chahe chhodo rakho bandhan chahe todo
kab se karli toh se sagayi man mohan se preet badayi
kaan suni to sudh bisrayi man mohan se preet badayi
mora jivan tumhari pooja ha mora jivan tumhari pooja
laau kaha se preetam duja shyam suratiya man me samayi
man mohan se preet badhayi kaan suni to sudh bisrayi
man mohan se preet badhayi tham lo baiya girdhar nagar
tham lo baiya girdhar nagar tum ho daya ke nirbal sagar
in charno me gati aayi man mohan se preet badhayi
kaan suni to sudh bisrayi kaan suni to sudh bisrayi
man mohan se preet badhayi
Mora Resham Ka Ghagra |
Asha Bhosle | Shankar Jaikishan | ||
Mera Vachan Geeta Ki Kasam (1974) | Hasrat Jaipuri |
You can visit these YouTube links for videos of the song:
https://www.youtube.com/watch?v=vQAYR78kTQ8
https://www.youtube.com/watch?v=_qRodPT-TQY
Lyrics of Mora Resham Ka Ghagra - मोरा रेशम का घागरा
saath kali ko ghagro kali kali mai pheriska ghera aisa ghera le duniya ko ghere
haye haye haye mora resham ka ghagra
mora resham ka ghagra najaara mare re
mora resham ka ghagra najaara mare re
najaara mare re ye jadu dare re
najaara mare re ye jadu dare re
mora resham ka ghagra najaara mare re
naak ki nathni jo koi dekhe jee sabka lalchaye
hath ki mahandi haye hoth ki lali
aankh me aankh lagaye
dekho malmal ki chhunri
dekho malmal ki chhunari ishara maare re
ishara maare re ye jadu dare re
mora resham ka ghagra najaara mare re
roop humara papi bichua man pe dank lagaye
humari najariya haye jo dola
tham ke dil rah jaye dekho mukhde ki chandni
dekho mukhde ki chandni ujala mare re
ujala mare re ye jadu dare re
mora resham ka ghagra najara mare re
roop rupiya mai nahi mangu dil ka hira de do
rang rangeelo laal vo vardi dil ka moti le lo
dekho kajre ka teer bhi aaha
dekho kajre ka teer bhi nishana mare re
nishana mare re ye jadu dare re
mora resham ka ghagra najaara mare re
mora resham ka ghagra najaara mare re
Dungi Ye Dil Tujhe Dungi Magar Yu Na Dungi |
Asha Bhosle | Shankar Jaikishan | ||
Mera Vachan Geeta Ki Kasam (1974) | Hasrat Jaipuri | Mujra Songs |
Lyrics of Dungi Ye Dil Tujhe Dungi Magar Yu Na Dungi - दूंगी ये दिल तुझे दूंगी मगर यूँ ना दूंगी
ho dungi ye dil tujhe dungi magar yu na dungi
kasam toh se lungi kasam toh se lungi
balamva mera hi hoga balamva mera hi hoga
dungi ye dil tujhe dungi magar yu na dungi
kasam toh se lungi kasam toh se lungi
balamva mera hi hoga balamva mera hi hoga
dhala hai tune kaisa ye dhaka
auro ko chhod a mujhko hi kata
dhala hai tune kaisa ye dhaka
auro ko chhod a mujhko hi kata
luta hai tune mujhko lutere
aisi ada se mujhko haye mujhko jasa
dola mai teri rahungi julm bhi sahungi
aur ek na kahungi
par itna kahungi balamva mera hi hoga
balamva mera hi hoga
dungi ye dil tujhe dungi magar yu na dungi
kasam toh se lungi kasam toh se lungi
balamva mera hi hoga balamva mera hi hoga
sukhi dagariya jane na dungi
koi sautaniya aane na dungi
do ke siwa koi teeja na ho aisa jamela na ho
saiya na jag se darungi mai tujh pe marungi
mai jagda karungi mai jagda karungi

Acha Lagta Hai Ye Bhola Bhala Sanwariya |
Asha Bhosle | Shankar Jaikishan | Saira Banu | |
Mera Vachan Geeta Ki Kasam (1974) | Hasrat Jaipuri | Dance Songs |
Lyrics of Acha Lagta Hai Ye Bhola Bhala Sanwariya - हो दूंगी ये दिल तुझे दूंगी मगर यूँ ना दूंगी
ho dungi ye dil tujhe dungi magar yu na dungi
kasam tose lungi kasam tose lungi
balamva mera hi hoga balamva mera hi hoga
dungi ye dil tujhe dungi magar yu na dungi
kasam tose lungi kasam tose lungi
balamva mera hi hoga balamva mera hi hoga
dala hai tune kaisa ye dhaka
auro ko chhoda mujhko hi kata
dala hai tune kaisa ye dhaka
auro ko chhoda mujhko hi kata
luta hai tune mujhko lutere
aisi ada se mujhko haye mujhko jaisa
dola mai teri rahungi julm bhi sahungi
aur ek na kahungi
par itna kahungi balamva mera hi hoga
balamva mera hi hoga
dungi ye dil tujhe dungi magar yu na dungi
kasam toh se lungi kasam toh se lungi
balamva mera hi hoga balamva mera hi hoga
sukhi dagariya jane na dungi
koi sautaniya aane na dungi
do ke siwa koi teeja na ho aisa jamela na ho
saiya na jag se darungi mai tujh pe marungi
mai jhagda karungi mai jhagda karungi

Comments