NOT IN WIKIPEDIA LIST OF HINDI FILMS 1977
film (Solah Shukrwar)(1977)
Solah Shukrawar
- 1977
Mohan
attempts to secure a loan from his employer on the occasion of Diwali
as well as his Munna, his son's birthday; is not only refused but also
fired from his job. He returns home to find... Read all
Photos
Mohan
attempts to secure a loan from his employer on the occasion of Diwali
as well as his Munna, his son's birthday; is not only refused but also
fired from his job. He returns home to find his house burning, manages
to rescue his son, but succumbs to severe burn injuries. His devastated
wife, Kaushalya, rendered homeless, is sexually molested by a wealthy
male, and ends up killing him while defending her honor. On the run from
the police, she leaves her son with Bhola Bhagat, is subsequently
arrested, found guilty, and imprisoned. Years later, her son, now
renamed Heera, has grown up, is in love with gorgeous Roopkumari. Both
plan to marry soon but the village Jagirdar, Vijay, who lusts after
Roopkumari, refuses to permit them until and unless Heera proves that he
has one biological parent. With Devi Maa Santoshi's help, Heera locates
Kaushalya, who has been discharged from prison due to good behavior,
but passes away. Will the Jagirdar accept a dead body as proof of
Heera's parentage? —rAjOo (gunwanti@hotmail.com)
Sign in to rate and Watchlist for personalized recommendations
Guided Search Filters
| Browse Movie Titles (Alphabetically): 0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z | ||
| Yearwise: 2018 2017 2016 2015 2014 2013 2012 2011 2010s 2000s 1990s 1980s 1970s 1960s 1950s 1940s 1930s | ||
| Browse by Singer Name (Alphabetically): All A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z | ||
Movie : Solah Shukrawar,Music Director: Ravindra Jain,Singer: Ravindra Jain,Director: Ashish Kumar,Enjoy this superhit Song ...
Lyrics of Maa Santoshi Tumne - माँ संतोषी तुमने
maiya o maiya
maa santoshi tumne mujhpe upkar bada kiya hain
us maa ke bhi darshan karwa do
jis maa ne janam diya hain
jis maa ne janam diya hain
tumre hote kahe mujhe log bin maa ka
bolo maiya hain ye insaaf kahan ka
tumre hote kahe mujhe log bin maa ka
bolo maiya hain ye insaaf kahan ka
kuch karo aisa ke ho jaye
band muh duniya ka
us mamta ki devi se milwa do
jis maa ne janam diya hain
jis maa ne janam diya hain
mujh pe harpal rahi in charno ki chhaya
maine har sukh yaha bin maange hi paya
mujh pe harpal rahi in charno ki chhaya
maine har sukh yaha bin maange hi paya
vivash hokar aaj main kuch maangne ko aaya
mujhe charno me uske pahucha do
jis maa ne janam diya hain
jis maa ne janam diya hain
tukde tukde kaleja aankho me hain pani
tumse ojhal nahi maa dukho ki kahani
tukde tukde kaleja aankho me hain pani
tumse ojhal nahi maa dukho ki kahani
jaan de dunga jo meri baat nahi mani
kuch mujhko thikana uska do
jis maa ne janam diya hain
jis maa ne janam diya hain
maa santoshi tumne mujhpe upkar bada kiya hain
us maa ke bhi darshan karwa do
jis maa ne janam diya hain
jis maa ne janam diya hain
maiya o maiya
o maiya o maiya

Movie : Solah Shukrawar,Music Director: Ravindra Jain,Singer: Chandrani Mukherjee,Director: Ashish Kumar,Enjoy this superhit ...
Lyrics of Dware Aaye Ka Dukh Tarti - द्वारे आए का दुख तारती
maa maa o maa
dware aaye ka dukh taarti
maiya dware aaye ka dukh taarti
badhaao vighno ko maarti
maiya badhaao vighno ko maarti
karo milke sakal nar naar
santoshi maa ki aarti
karo milke sakal nar naar
santoshi maa ki aarti
dware aaye ka dukh taarti
maiya badhaao vighno ko maarti
karo milke sakal nar naar
santoshi maa ki aarti
karo milke sakal nar naar
santoshi maa ki aarti
maa lakshmi, maa saraswati aur parwati ki jyoti
maa me hain teeno ki jyoti
santoshi maa ke pujan se har devi khush hoti
maiya har devi khush hoti
dukho ko paar wo taarti
maiya dukho ko paar wo taarti
hey karo milke sakal nar naar
santoshi maa ki aarti
dekh trishul khadak hatho me dushman koso bhage
hum se dushman koso bhage
kamal se sunder naino wali kamal ke beech viraje
maiya kamal ke beech viraje
duniya ye rup niharti tera
duniya ye rup niharti
ho karo milke sakal nar naar
santoshi maa ki aarti
karo milke sakal nar naar
santoshi maa ki aarti
ann dhan ke bhandar bhare maa
sukh santosh badhaye
maiya sukh santosh badhaye
jiske kul me jale na deepak
us ghar deep jalaye
maiya us ghar deep jalaye
jholi me har sukh daalti
maiya jholi me har sukh daalti
hey karo milke sakal nar naar
santoshi maa ki aarti
karo milke sakal nar naar
santoshi maa ki aarti
dware aaye ka dukh taarti
maiya dware aaye ka dukh taarti
badhaao vighno ko maarti
maiya badhaao vighno ko maarti
karo milke sakal nar naar
santoshi maa ki aarti
karo milke sakal nar naar
santoshi maa ki aarti
maa maa o maa
maa maa

Lyrics of Ek Nahi Kai Janmo Ka - एक नहीं कई जन्मों का
ek nahi kai janmo ka tera mera sath hain
ek nahi kai janmo ka tera mera sath hain
jag samjhe kya samjhe jag samjhe preet humari
nayi baat hain janmo ka nahi, sadiyo ka
tera mera sath hain janmo ka nahi, sadiyo ka
tera mera sath hain tune mujhe ha maine
tune mujhe jaan liya ye badi baat hain
ek nahi kai janmo ka tera mera sath hain
tu deep hain main hu teri baati
tu na hota to main kahan jati
tu deep hain main hu teri baati
re tu na hota to main kahan jati
o ek duje ke sahare gujre din rain humare
ho ek duje ke sahare gujre din rain humare
tune mera ha maine tune mera sath diya
ye badi baat hain ek nahi kai janmo ka
tera mera sath hain janmo ka nahi, sadiyo ka
tera mera sath hain
ek tu hi to dukh mera bujhe
tu na ho to na kuch mohe sujhe
ek tu hi to dukh mera bujhe
re tu na ho to na kuch mohe sujhe o phul mile ya kaante
wahi meet jo dukh sukh baathe phul mile ya kaante
wahi meet jo dukh sukh baathe tune mujhe ha maine
tune mujhe apna kaha ye badi baat hain

tera mera sath hain o tera mera sath hain

Movie : Solah Shukrawar,Music Director: Ravindra Jain,Singer: Hemlata,Director: Ashish Kumar,Enjoy this superhit Song from the ...
Lyrics of He Dayamayi Dayamayi - हे दयामयी दयामयी
hey dayamyi dayamyi
sankat nashini maiya
sankat nashini maiya
daya kar do daya kar do
daya kar do daya kar do
mere pran le lo maa me pran bhar do
lo ye pran le lo maa me pran bhar do
hey dayamyi dayamyi
sankat nashini maiya
sankat nashini maiya
daya kar do daya kar do
daya kar do maa, daya kar do
maine bachpan se tumhra hi vrat kiya mata
o mata
jag ko bata kya hain mera tumhara nata
o mata
jo meri bigdi na banegi
to sari duniya tum pe hasegi
koi chamtkaar koi chamtkaar
ho naya kar do
daya kar do daya kar do
daya kar do maa, daya kar do
hey dayamyi dayamyi
sankat nashini maiya
sankat nashini maiya
daya kar do daya kar do
daya kar do maa, daya kar do
apni jyot ki ek kiran pahucha do
pahucha do
bujhe huye deep ki jyot ko phir lauta do
lauta do
mirt ko jiwan do kalyani
dushman ho jaye pani pani
nahi aaj talak nahi aaj talak
jo bhayaa kar do
daya kar do daya kar do
daya kar do daya kar do
mere pran le lo maa me pran bhar do
lo ye pran le lo maa me pran bhar do
hey dayamyi dayamyi
sankat nashini maiya
sankat nashini maiya
daya kar do daya kar do
daya kar do maa, daya kar do
hey dayamyi
daya kar do

Movie : Solah Shukrawar,Music Director: Ravindra Jain,Singer: Aarti Mukherjee, Chandrani Mukherjee,Director: Ashish Kumar ...
Movie : Solah Shukrawar,Music Director: Ravindra Jain,Singer: Ravindra Jain,Director: Ashish Kumar,Enjoy this superhit Song ...
Lyrics of Solah Shukrawar Bidhi Anusar (Male) - सोलह शुक्रवार विधि अनुसार
jai ho jai ho
jai ho maiya teri jai ho
solah shukrvaar vidhi anusaar
solah shukrvaar vidhi anusaar
maiya ka vrat jo kare
use manchaha fal de
ma santoshi manchaha fal de
solah shukrvaar vidhi anusaar
maiya ka vrat jo kare
use manchaha fal de
ma santoshi manchaha fal de
meri ma santoshi manchaha fal de
pahla niyam khatta na khao, khatta na khao
na khud khaao na kisi ko khilaao
khatta na khao
khaaoge mitha, vachan honge mithe
vachan honge mithe
mitha jo bole vo duniya ko jeete
duniya ko jeete
solah shukrvaar vidhi anusaar
maiya ka vrat jo kare
use manchaha fal de
ma santoshi manchaha fal de
meri ma santoshi manchaha fal de
puja karo ghee ka deepak jalaao, deepak jalaao
ma ki katha khud padho aur sunaao
sabko sunaao
prsaad baanto gud aur chane ka
gud aur chane ka
bigda hua kaam pal me banega
pal me banega
solah shukrvaar vidhi anusaar
maiya ka vrat jo kare
use manchaha fal de
ma santoshi manchaha fal de
meri ma santoshi manchaha fal de
bhule huo ko rasta bataye rasta bataye
bichhde huo ko ma fir se milaaye ma fir se milaaye
shardha na tute na vishwaas dole na vishwaas dole
uski vijay ho jo ma ki jay bole
ma ki jai bolo
solah shukrvaar vidhi anusaar
maiya ka vrat jo kare
use manchaha fal de
ma santoshi manchaha fal de
meri ma santoshi manchaha fal de
fal jab mile vrat ka karna udyapan karna udyapan
baalak bula ke karwana bhojan karna udyapan
utna karo daan jitni ho shakti jitni ho shakti
shakti na dekhe ma dekhe re bhakti dekhe re bhakti

Lyrics of Ye Kaisa Suraj Hai - ये कैसा सूरज हैं
ye kaisa suraj hain ye kaisa suraj hain
chamak raha hain par mere path ka mitta nahi andhera
kahan hain savera mose mamta puchhe re
mose mamta puchhe re
ankhiyo ka tara raaj dulara
laal kahan hain tera kahan hain savera
ye kaisa suraj hain ye kaisa suraj hain
tujhe kit dhundhu kahan paau kab tak man ko samjhau
tujhe kit dhundhu kahan paau kab tak man ko samjhau
dar laage mujhe bin dekhe tujhe duniya se chali na jaau
dar laage mujhe bin dekhe tujhe duniya se chali na jaau
kitne din beete re kitne din beete re
barso se hain is jivan me raat hi raat ka dera
kahan hain savera ye kaisa suraj hain
ye kaisa suraj hain
main to naam ki maa kahlayi kisi kaam tere na aayi
main to naam ki maa kahlayi kisi kaam tere na aayi
jis dudh pe tha adhikar tera wo bhi to pila na payi
kuch sukha aanchal me kuch sukha aanchal me
kuch ashuvan ki dhar me bah gaya
dudh o bete mera kahan hain savera
mose mamta puchhe re mose mamta puchhe re

===============================================================
===============================================================

Comments