Piku | Shoojit Sircar | Amitabh Bachchan, Deepika Padukone, Irrfan Khan, Moushumi Chatterjee, Jisshu Sengupta | Comedy/drama |
The film is loosely based on the 1980 Bengali-language short film, Pikoo by Satyajit Ray;relationship between a dysfunctional father (Amitabh Bachchan) and daughter (Deepika Padukone) film(Piku)(2015)
Web results
A road trip to Kolkata brings Piku, an architect, closer to her ageing but nagging father Bhaskor Banerjee despite their disparate ideologies and fights ....
Dailymotion · Owahidf · 11-Feb-2023.
Piku (2015)
User Reviews (139) · Cast (38) · Release info.
A quirky comedy about the relationship between a daughter and her aging father, whose eccentricities drive everyone crazy.
- Rana
- (as Irrfan)
- Dr. Srivastava
- (as Rhagubir Yadav)
- Sansaari (Rana's Mother)
- (as Nutan Mathur)
- Bodo Mesho
- (as Avijit Dutta)
Production, box office & more at IMDbPro.
it's a movie to be experienced.. :).
Browse Movie Titles (Alphabetically): 0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z | ||
Yearwise: 2018 2017 2016 2015 2014 2013 2012 2011 2010s 2000s 1990s 1980s 1970s 1960s 1950s 1940s 1930s | ||
Browse by Singer Name (Alphabetically): All A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z | ||
Watch the delightful journey of Piku, Baba & Rana in 'Journey Song' from the Piku starring Amitabh Bachchan, Irrfan Khan ....
Lyrics of Journey Song (Hum Chale Bahaaron Mein, Ab Kya Karein) - धीरे चलना हैं मुश्किल तो जल्दी ही सही
aankho ke kinaaro me bahaane hi sahi
hum chale baharo me, gungunati raaho me
dhadkane bhi tez hain ab kya kare
waqt hai toh jeene de, dard hai to seene de
khwahishe anjaan hai ab kya kare
shabdo ke pahaado pe likhi hai dastaan
khwabo ke lifaafo me chhupa hai raasta
hum chale baharo me, gungunati raaho me
dhadkane bhi tez hain ab kya kare
waqt hai toh jeene de, dard hai to seene de
khwahishe anjaan hai ab kya kare
o aakash, o palash rashi rashi
ektu sobuje chokh muchiye de
ghor chhara manusher mone
o jiya o guzarte nazaare rang udaane de
hum nashe me hain, bhool gaye sawaalo ko saare
mehaki si hawao me chale hain hum kahi
hum jo chaahe dil ko wo pata hai ya nahi
hum chale baharo me, gungunati raaho me
dhadkane bhi tez hain ab kya kare
waqt hai toh jeene de, dard hai to seene de
khwahishe anjaan hai ab kya kare
o aakash, o palash rashi rashi
ektu sobuje chokh muchiye de
ghor chhara manusher mone
o jiya o guzarte nazaare rang udaane de
hum nashe me hain, bhool gaye sawaalo ko saare.
Here's the second track from Piku titled Bezubaan sung and composed by Anupam Roy. Title - Bezubaan Singer - Anupam Roy ....
Lyrics of Bezubaan (Jheeni Jheeni In Saanso Se) - बेजुबान ( झीनी झीनी इन साँसों से )
fusla ke mujh ko le chala
nange paaon daudi aankhe meri
khwabo ki saari bastiyaan
har daoriyaan har fasle kareeb hai
is umr ki bhi shakshiyat ajeeb hai
jhini jhini in saaso se, pehchani si aawazo me
gunja hai aaj aasman, kaise hum bezubaan
is jeene mein kahi hum bhi the
the zyada ya zara kam hi the
ruk ke bhi chal pade magar raste sab bezubaan
jeene ki yeh kaisi aadat lagi
bematlab karze chad gaye
haadso se bach ke jaate kaha
sab rote haste seh gaye
ab galtiyaan jo maan le to thik hai
kamzoriyo ko maat de to thik hai
jhini jhini in saaso se, pehchani si aawazo me
gunja hai aaj aasman, kaise hum bezubaan.
Watch the delightful journey of Piku, Baba & Rana in 'Journey Song' from the Piku starring Amitabh Bachchan, Irrfan Khan ....
Lyrics of Piku - Title Song - पिकू
isi ki roshni udi jo har taraf hai
ye lamho ke kuve mein roz jhaankti hai
ye jaake waqt se hisaab maangti hai
ye paani hai ye aag hai, ye khudi likhi kitaab hai
pyaar ki khuraak si hai piku
subah ki dhoop pe isi ki dastkhat hai
panna saanso ka palte aur likhe unpe mann ki baat re
lena isko kya kis se, isko toh bhaaye khud ka saath re
uh oh barish ki boond jaisi, sardi ki dhundh jaisi
kaisi paheli iska hal na mile
kabhi ye aasmaan utaarti hai neeche
kabhi ye bhaage aise baadalon ke peeche
isey har dard ghoont jaane ka nasha hai
karo jo aaye jee mein iska falsafa hai
ye paani hai ye aag hai, ye khudi likhi kitaab hai
ye pyaar ki khuraak si hai piku
mode raaho ke chehre, isko jaana hota jis ore hai
aise sargam sunaaye, khud iske sur hain iske raag re
uh oh roothe toh mirchi jaisi, hans de toh cheeni jaisi
kaisi paheli iska hal na mile
subah ki dhoop pe isi ki dastkhat hai
isi ki roshni udi jo har taraf hai
ye lamho ki kuve mein roz jhaankti hai
ye jaake waqt se hisaab maangti hai
ye paani hai ye aag hai, ye khudi likhi kitaab hai
pyaar ki khuraak si hai piku
subah ki dhoop pe isi ki dastkhat hai.
Couldn't get more of Piku's? Here's the remix track by DJ AKS for.
Lyrics of Piku (Remix)
isi ki roshni udi jo har taraf hai
ye lamho ke kuve mein roz jhaankti hai
ye jaake waqt se hisaab maangti hai
ye paani hai ye aag hai, ye khudi likhi kitaab hai
pyaar ki khuraak si hai piku
subah ki dhoop pe isi ki dastkhat hai
panna saanso ka palte aur likhe unpe mann ki baat re
lena isko kya kis se, isko toh bhaaye khud ka saath re
uh oh barish ki boond jaisi, sardi ki dhundh jaisi
kaisi paheli iska hal na mile
kabhi ye aasmaan utaarti hai neeche
kabhi ye bhaage aise baadalon ke peeche
isey har dard ghoont jaane ka nasha hai
karo jo aaye jee mein iska falsafa hai
ye paani hai ye aag hai, ye khudi likhi kitaab hai
ye pyaar ki khuraak si hai piku
mode raaho ke chehre, isko jaana hota jis ore hai
aise sargam sunaaye, khud iske sur hain iske raag re
uh oh roothe toh mirchi jaisi, hans de toh cheeni jaisi
kaisi paheli iska hal na mile
subah ki dhoop pe isi ki dastkhat hai
isi ki roshni udi jo har taraf hai
ye lamho ki kuve mein roz jhaankti hai
ye jaake waqt se hisaab maangti hai
ye paani hai ye aag hai, ye khudi likhi kitaab hai
pyaar ki khuraak si hai piku
subah ki dhoop pe isi ki dastkhat hai.
Song: Teri Meri Baatein Singer - Lyricist - Composer: Anupam Roy Starring: Amitabh Bachchan, Irrfan Khan & Deepika Padukone ....
Lyrics of Teri Meri Baatein - तेरी मेरी बातें
thodi si ummeedon se aage aisi kahaani hai
aanchal jo udaa haan teri meherbaani hai
thodi si ummeedon se aage aisi kahaani hai
lahron se hai, saagar se gehri bhi hai
ye teri meri baatein
rulaati bhi hain, gham mein hansati bhi hai
ye teri meri baatein, ye teri meri baatein
har saans sunaati hai tera hi naam
palko ke chaaon mein do pal ka aaraam
kacche ye dhaage hain, kacche hain rang
chhu loon toh jee bhi loon kuch tere sang
lahron se hai, saagar se gehri bhi hain
ye teri meri baatein
rulaati bhi hain, gham mein hansati bhi hai
ye teri meri baatein, ye teri meri baatein
main neend bulaata hoon, haatho mein haath
chaadar ke kone mein reh jaati baat
khwabon ki nishaani hai aasmaan ke paar
jis raat ke seene mein chhalka hai pyaar
aankhon ki nami haan teri meherbaani hai
thodi si ummeedon se aage aisi kahaani hai
aanchal jo udaa haan teri meharbaani hai
thodi si ummeedon se aage aisi kahaani hai
lahron se hai, saagar se gehri bhi hai
ye teri meri baatein
rulaati bhi hain, gham mein hansati bhi hai
ye teri meri baatein, ye teri meri baatein.
Song - Lamhe Guzar Gaye Singer - Lyricist - Composer: Anupam Roy Starring: Amitabh Bachchan, Irrfan Khan & Deepika ....
Lyrics of Lamhe Guzar Gaye - लम्हे गुज़र गए
hum thhe anjani raahon me
pal me rula diya, pal me hansa ke phir
reh gaye hum bhi rahon me
thoda sa pani hai rang hai, thodi si chhao hai
chubhti hai aankho me dhoop ye, khuli disha hu main
aur dard bhi meetha lage, sab faasle ye kam huve
khwabo se raste sajane to do
yaado ko dil me basane to do
lamhe guzar gaye, chehre badal gaye
hum thhe anjani raahon me
thodi si berukhi jane do, thodi si zindagi
lakho sawalo me dhoondu kya, thak gayi ye zameen
jo mill gaya ye aasman, lo aasman se maangu kya
khwabo se raste sajane to do
yado ko dil me basane to do
lamhe guzar gaye, chehre badal gaye
hum thhe anjani rahon me
pal me rula diya, pal me hansa ke phir
reh gaye hum bhi rahon me
lamhe guzar gaye, lamhe guzar gaye
lamhe guzar gaye, lamhe guzar gaye
lamhe guzar gaye, lamhe guzar gaye.
.
Piku
.
Comments