Lyrics and video of songs from Movie / Album : Sindbad Alibaba Aur Alladin (1965); Music by: Ravi; Singer(s): Mohammed Rafi, Manna Dey, Asha Bhosle, Usha ...
film (Alladin Ka Beta) (1955) film (Main Hoon Alladin) (1965) film (Aladdin And The Wonderful Lamp) (1978) film (Aladin)(2009). Image result for film ...
120+ items - Shree 420 (1955) Film Poster. Note: This database includes ... Movie Name. Producer. Director. Cast. Alladin Ka Beta. United Pictures. R. Rizvi.
Complete information on bollywood movie: Magic Carpet Star cast, Movie Rating, ..... ALLAUDIN KA BETA (1955), Language Hindi Genre Adventure Producer ... ALADIN AND THE WONDERFUL LAMP (19??) with Helen, Jaya Shreet cast: .. ============================================
Alladin Ka Beta is a 1955 Bollywood film starring Chitra and Kammo. Soundtrack[edit]. "Aa Gaya Hai Waqt Maut Ka" - Mohammed Rafi; "Bada Rangin Fasaana ...
Know the full star cast of Aladin Ka Beta film like producer, music director, ... to the complete cast and crew page for Aladin Ka Beta (1955) on Cinestaan.com.
Alladin Ka Beta (1955) ... Trending Hindi Movies and Shows ... Find out the new movie, new series, and new season Captain Marvel star Gemma Chan can't ...
Lyrics and video of songs from Movie / Album : Alladin Ka Beta (1955); Music by: S Mohinder; Singer(s): Mohammed Rafi, Asha Bhosle, Geeta Dutt; having star ...
Zakhmee Hai Paon Mere Mohammad Rafi Asha Bhonsle Alladin Ka Beta (1955) S. Mohinder / Tanveer Naqvi.
zakhmi hai paav mere manjil bhi dur hai
teri khushi ke liye ye bhi manjur hai
zakhmi hai paav mere manjil bhi dur hai
teri khushi ke liye ye bhi manjur hai
zakhmi hai paav mere
teri kasam hai mera koi kasur nahi
teri kasam hai mera koi kasur nahi
koi kasur nahi
fir bhi ye samjha maine mera kasur hai
teri khushi ke liye ye bhi manjur hai
jakhmi hai paav mere
aur to koi meri aisi khata nahi
aur to koi meri aisi khata nahi
aisi khata nahi
chaha tha maine tumhe itna jarur hai
teri khushi ke liye ye bhi manjur hai
jakhmi hai paav mere
hark na lana kabhi meri wafa pe
hark na lana kabhi meri wafa pe
meri wafa pe
itni si arz meri tere huzur hai
teri khushi ke liye ye bhi manjur hai
jakhmi hai paav mere manjil bhi dur hai
teri khushi ke liye ye bhi manjur hai
jakhmi hai paav mere
Film: Alahdin Ka Beta (1955) Music: S Mohindar Lyrics: Tanveer Naqvi.
aa gaya hai waqt maut ka
band hai har ek raasta
bulbul hoga tera kya
haye haye meri maa
mai abhi hua hi tha jawa
aa gayi hai maut na raha
fas gayi kaha nanhi si ye jaan
tut kyu pada na aasma
haye haye meri maa
aa gaya hai waqt maut ka
band hai har ek raasta
are bulbul hoga tera kya
kya hoga
koi leke jaye ye baya
todta hai dam tera gulam
leke tera naam aakhiri salam
khatam ho rahi hai dasta
haye haye meri maa
aa gaya hai waqt maut ka
khul gaya har ek raasta
bulbul sochta hai kya
sochta hu ki ye jahaa kahi
ik hasin khwab to nahi
meri najani de mujhe yaki
are meri najani de mujhe yaki
ye jami hai ya ke aasma
tauba tauba meri ja
aa gaya hai waqt maut ka
khul gaya har ek raasta
bulbul sochta hai kya
are waah waah waah waah
aa gaya hai waqt maut ka
Bada Rangin Fasana Hai MP3 song from movie Alladin Ka Beta, only on Saavn. Singer(s): Asha Bhosle, Geeta Dutt. Music by S. Mohinder. Lyrics by Tanvir .
bada rangi fasana hain
mohabbat jisko kahten hain
jawani ka tarana
jawani ka tarana hain
mohabbat jisko kahten hain
hansi gham ki udana hain
mohabbat jisako kahten hain
tadap kar muskurana
tadap kar muskurana hain
mohabbat jisako kahten hain
mohabbat maikada hai jaam hain
saagar hain mina hain
mohabbat bekhudi hain tadap hain
masti hain jeena hain
ye masti hain jeena hain
nashe me dagmagana
nashe me dagmagana hain
mohabbat jisako kahten hain
hansi gham ki udana hain
mohabbat jisako kahten hain
mohabbat julm hain joro jafa hain
ranj hai gham hain
kafat hain dard hain fariyad hain
khushiyo ka mausam
ye khushiyo ka mausam hain
tadpana talmalana
tadpana talmalana
mohabbat jisko kahten hain
bada rangi fasana hain
mohabbat jisko kahte hain
mohabbat me jo koso hil hain
kashti ka kinara hain
bada dilkash dilasa hain
bada rangi sahara hain
jo aksar tut jata hain
mohabbat wo sahara hain
nahi is lahar ko sahil
ye kashti bekinara hain
ye kashti bekinara hain
bhanwar me dub jana
bhanwar me dub jana hain
mohabbat jisko kahaten hain
nayi manjil ko pana hain
mohabbat jisko kahten hain
bada rangi fasana hain
mohabbat jisko kahte hain
jawani ka tarana
jawani ka tarana hain
mohabbat jisko kahten hain
mohabbat jisko kahten hain
mohabbat jisko kahten hain